Manusmriti adha hai usme Diwij Sanskar hota hai. Diwij means do baar janam. Ek baar apki paida Hui varn hoti aur phir jab Gurukul me graduate hote hai tab phir apka naya Varn milta hai. Isliye Bharat me 98% literacy thi. Vishwas nhi hai toh Gandhi ke follower Dharmpal ki pushtak "a beautiful tree" hi padh le aur jab Angrez ne desh ko swantantrata dekar gaye tab kewal 12% thi literacy. Kyuki jab Angrez 1835 me British Education Act laye tab Gurukul sampath kar diye gaye. Gurukul me free education milta tha sabko. Tum British Madras Presidency governor Thomas Munro ki report hi padh lo. Isne Bharat ke 6 lakh Gurukuls ki survey Kiya tha aur paya tha ki 66% log shudra varn se the. 2 lakh Mahilao ke Gurukul the! ST category ke logo ka bura haal tab hua jab Britishers ne British Forest Act laya 1865 aur jungle me rehne wale logo ko jungle se bahar phek diya! Phir SC ka bura haal tab hua jab SC ko Britishers ne 1871 ke British Criminal Tribe Act ke tahat janm se Criminal ghosit kar diya. Kaun sa samaj criminals ke saath aacha vyavhar karta hai?? Diwij Sanskar ke karan shudra Raja bhi hue hai Bharat me Suheldev Pasi of Bharuch uttar pradesh, Santhar Pasi of Rampur Uttar Pradesh, Utpala Chamar dynasty of Kashmir, Koli dynasty of Ramnagar Gujarat, Garha Katanga or Garha Mandla Kingdom of Jabalpur of Gond Dynasty, Chanda Kingdom of Chandrapur of Gond dynasty. Kherla Kingdom of Betul of Gond Dynasty, Deogarh Kingdom of Nagpur and Chhindwara of Gond Dynasty, Meena dynasty of Mewar Rajasthan, Meena Chand dynasty of Amber Rajasthan.... Etc.. aaj ke sadhuo ki list:- Swami Nityanand (Dalit) Swami Chinmayanand(Dalit) Sadhvi Pragya(malah Dalit) Sant Gyaneshwar(Pasi Dalit) Daati Maharaj(Dalit) Lona Chamaran(Chamar Dalit) Baba Ramdev (Yadav) Jai Gurudev (Yadav) Gurmeet Ram Rahim(Jaatt) Rampal(Jatt) Radhe Maa(Khatri Sindhi) Aasharam(Dhobi Sindi) Sadhvi Rithambara (Lodi) Sadhvi Uma Bharti (Lodi) Sakhshi Maharaj (Kurmi Patel) Sadhvi Prabha(Yadav) Sadhvi Chidarpita (Maurya) Brahmakumari Lekhraaj Bachani (Sindhi Baniya)