Dono taraf ke agar ek-ek zimmedar honge to islah ho jatti hai, waran khandan ke aam logo me bate (tanaza) barh bi jati hai aur kham khawa phale wi jati hai.
@shirazahmed72713 ай бұрын
Assalamualaikum Molana mazarat ke sath, mana Jo Qur'an men parha hai , ke jab larka - larke aapas me tanaza ka hal na kar payen to [larka ke khandan wale aur larki ke khandan wale] Ka hukam nahin hai balke ke [ik kawam (zimmedar) larka ki taraf se aur ik kawam (zimmedar) larki ki taraf se bathen. ] Aur agar ye dono islah ka irada rakhte honge to Allah in men islah karwa dega.