Nazrul islam jaisa director na pakistan main tha na aya ga Nadeem sb is the king of pak film industry ❤❤❤
@STZPRODUCTION106 ай бұрын
Qurnani film pervez malik ki thi Nazar UL Islam ki NAHI air sub say ziada pervez malik k diamond jubilee movies Hain Nadeem k saath
@dataguild8 ай бұрын
Beautiful Tragedy Film Qurbani and Beautiful Review
@muhammadibrahim-ws2mn7 ай бұрын
Nadeem is legend
@UsamaShabbir-x3b8 ай бұрын
Best Review of Film Qurbani
@PakistaniOldMoviesSongs8 ай бұрын
Beautiful Movie of Beautiful Review
@hammadshabbir668 ай бұрын
Goo Review
@arbortrue-u5o8 ай бұрын
Very Good Review
@dilshad31518 ай бұрын
Melody queen naheed akhter song Mera tujh se aisa bandhen hain is the super hit song of the film on master Khurram this song is beautiful that it make people sad and cry in cinema hall
@STZPRODUCTION108 ай бұрын
Yes mujhay b female main naheed Akhtar sahib sub say ziada Pasand hai her kisam k songs easily ga lati this, tragedy, romantic aur comedy Buhat achi aur clear awaz thi Ahmed Rushdi Sahib ya Mehdi Hussan sahib ki tara
@ZubiGg8 ай бұрын
Classic Movie of Classic Review
@MuhammadRaziSyed8 ай бұрын
Tanveer sahib ka tabsara sab say acha hay, bila shuba ye film parvez malik aur nadeem ki sab say bahtareen film hay.
@inamali85965 ай бұрын
Qurbani film best the our nadeem shabnam ka acha kirdar tha
@STZPRODUCTION105 ай бұрын
Yes agree Jo BAAT hai woh hai sub nay acha Kam kia Nadeem sahib chaye rehay Shabnam aur master khuram ki acting b best Thi India k na songs achay na Rajesh Khanna Nadeem jaisi acting kar Saka over acting karta Raha. Aisay Nadeem jaisa prince b koi NAHI bun Saka prince film main. Ishq ishq, anari, saima, dehlees, lazawal, hum dono sub best movies Hain air mujhay zindegi buhat achi lagi bar bar dakhi
@AsrarAhmed-h4c8 ай бұрын
کوٸ شک نہیں کہ ندیم صاحب پاکستان کے وراسٹٸل اداکار تھے انھوں نے کٸ سپرہٹ فلمیں دی ہیں جن میں ایک قربانی بھی ہے۔۔مجھے یاد نہیں کہ میں نے یہ کتنی بار دیکھی ہے۔پہلی بار میں نے فرسٹ رن میں حیدرآباد میں دیکھی تھی۔۔ندیم صاحب کی فلم آنگن بھی ایک معیاری فلم تھی مگر نہ جانے کیوں زیادہ چل نہیں سکی تھی۔۔ قربانی نے تو فلم نورجہأں کے مقابلے میں ڈاٸمنڈ جوبلی مناٸ تھی۔۔ مجھے ہمیشہ ایک بات کا افسوس رہے گا کہ آسیہ جسے اردو فلموں میں کام کرنے کا بہت شوق تھا اگر اسے ندیم صاحب کے ساتھ زیادہ سے زیادہ کاسٹ کیا جاتا تو ہمیں ایک اچھی ہیروٸن مل سکتی تھی۔۔فلم سہرے کے پھول میں ان جوڑی اچھی لگی تھی۔۔ایک مخصوص لابی کی وجہ سے شبنم زیادہ تر ندیم صاحب کے ساتھ زیادہ کاسٹ کی گٸ۔۔بہرحال وقت بہت بڑا مرہم ہے سب کچھ بھلا دیتا ہے۔۔اللہ آسیہ کی مغفرت کرے۔۔اور بیگ صاحب کو اللہ صحت والی لمبی زندگی دے
@ArfanAli-nq2im8 ай бұрын
❤❤❤❤❤❤❤nadeem is much much better than dleep Kumar I mean it
@STZPRODUCTION108 ай бұрын
Yes Agree Dilip say ziada Active un say ziad beautiful un say Ziada Comedy aur Tragedy acting kartay thay koi shak nahi
@mueebkhan7868 ай бұрын
My most favourite movie Qurbaani me nadeem shabnum ki shadi ka scene indian movie rab ne bana di jorri me shah rukh or anoshka ki shadi scene copy kia Nice review
@STZPRODUCTION108 ай бұрын
Thanx
@rasheedsafdar2608 ай бұрын
Prog krney se pahley rehearsal kr lia kryn please, aik doosre ko baat poori krney dia kryn, references zaroori ha but facts and act ka focus main subject p rakhyn,programme achha lga, zaheer sb behter tajzia paish krtey ha,
@STZPRODUCTION108 ай бұрын
Ok.
@mohammedyasin36788 ай бұрын
Poori film 1 taraf Afzaal Ahmed ka dilague 1 taraf Apna pollution theek kijiye ❤
@STZPRODUCTION108 ай бұрын
Yes Afzal sahib nay dehleez film b utha kar rakhi
@mohammedyasin36788 ай бұрын
Takaluf bartaraf jana ❤
@ZaibunisaRauf-sg2ry8 ай бұрын
Waheed Murad sb aur Deeba begum ki film Mere jeevan sathi ki yahi kahani thi jo Qurbani ki thi Mere jeevan sathi relese na ho ski to parvez Malik ne iss film ki kahani le kr Qurbani banai Yahi sach hai
@STZPRODUCTION108 ай бұрын
Thanx for information. Pervez Malik Dushman Film k Baad Waheed murad k dushman bun gaye thay
@rasheedsafdar2608 ай бұрын
One and only nadeem is the great actor.
@STZPRODUCTION108 ай бұрын
Sub humaray hero apani apani jaga per heeray Thay ab aisay kahan
@tajgulkhan28028 ай бұрын
شبیر بھائی تنویر بھائی ظہیر بھائی آپ تینوں بھائیوں نے فلم قربانی پر بہت غیر جانبداری سے تبصرہ کیا ندیم صاحب نے اس فلم میں آپنی اداکاری سے ثابت کیا تھآ کے بہت بڑے اداکار ہیں فلمی پنڈتوں نے بھی ان کی کردار نگاری کو تسلیم کرتے ہووے محترم ندیم بیگ صاحب کو خراجِ تحسین پیش کیا تھآ میری دانست میں تو محترم ندیم بیگ صاحب نے فلم دل لگی میں آپنی بے ساختہ کردار نگاری سے راجہ موٹر مکینک کے کردار کو ہمیشہ کے لیے امر کر دیا تھا اللہ کریم محترم ندیم بیگ صاحب کو صحت تندرستی سے نوازے رکھے دیر گاہ سلامتی کے ساتھ آمین اللہ کریم آپ کو بھی سدا سلامت رکھے آمین
@STZPRODUCTION108 ай бұрын
Aameen humaray sub artist qabal e ehtram Hain inda k actors k buhat big actors thay aur hum nay bachpan main cinema per Nadeem Sahib k ellawa her actor ki movies dakhi sub nay humay entertain kia ALLAH Nadeem sahib ko sehat o tandursti day aur Jo dunya say chalay gaye, Muhammad Ali, Waheed Murad, sultan Rahi, yousaf Khan, Habib, rangeela, munawar zarif, nah, Ali ejaz, Mehdi hussan, Ahmed rushidi, Masood Rana, Noor jahan, mala jitanay is dunya say chalay gay sub ki ALLAH muhftat kar k janat ul firdos main Alla muqam atta farmaye. Aameen suma aameen
@MuhammadRaziSyed8 ай бұрын
Zaheer sahib, 1979 may Dustin Hoffman aur Meryl Streep ki film kramer vs kramer ayi thi. Lajawab film thi,Academy Award winner for best actor and Best picture. The film about the negative effects of divorce. Break up key siwa Qurbani aur kramer vs kramer ki kahani mukhtalif hay. Albatha 1995 may Amir khan ki film Akeley ham Akeley tum copy thi kramer vs kramer ki. Rajesh Khana ki Adeikaar Qurbani ki copy hay.
@tahirmasood17708 ай бұрын
جناب فلم قربانی ایک فلم نہیں ایک سدا بہار شاھکار ھے آپ جب بھی دیکھیں اپکو یہ فلم اپنی گرفت میں جکڑ لیتی ھے اور ندیم اور شبنم کی بے مثال کردار نگاری بام عروج پر نظر آتی ھے بلا شبہ یہ فن ادکاری اور آرٹ کا لازوال نمونہ ھے ۔ شکریہ
@STZPRODUCTION108 ай бұрын
Yes agree
@MuhammadRaziSyed8 ай бұрын
Tahir masood sahib ka tabsara hamesha ki Tara lajawab hay.
@tahirmasood17708 ай бұрын
@@MuhammadRaziSyed بہت شکریہ
@abdulhameedshah68437 ай бұрын
The best sceann was afzal in court
@MuhammadRaziSyed8 ай бұрын
Waheed Murad wali baath jo aap kar rahey hain, sahi nahi. Kabhi bhi waheed sahib ko iss film may cast karney ka nahi socha gaya. Waisey imamdari ki baath hay waheed sahib iss role may fit nahi hotey,aur jo acting nadeem sahib nay ki hay wo koyi nahi kar sakta tha.
@mohammedyasin36788 ай бұрын
Apna pallu theek kijiye ❤ Afzaal Ahmed
@STZPRODUCTION108 ай бұрын
Kia baat thi Afzal sahib ki
@urwa-til-wusqa77148 ай бұрын
Please nadeem ke film zindagi aur film aangan upload kar dain
@STZPRODUCTION108 ай бұрын
Ok. Zindegi main Eid per upload kar don ga aangan b hai woh b Eid k naad mera dosra channel Pakistan Classic Movies k Naam say hai us per classic movies already upload Hain AUR b kar Raha hon
@urwa-til-wusqa77148 ай бұрын
Ok Us channel ka link send kar dain
@urwa-til-wusqa77148 ай бұрын
G Zindagi film upload kar dain please
@MuhammadRaziSyed8 ай бұрын
Aanch ka seen issi film ki copy thi aur mashoor drama mere paas tum ho ka end bhi issi film ki copy hay.
@SanaullahTahir-vu4xu3 ай бұрын
Film boht achi lekn nadeem shabnm ke baap lgey darrhe ke vaja se
@shahzadkhurram5096 ай бұрын
Waheed Murad ki too shakal hii change hoo gayii thii 80,s main qurbani main kahan sa ay gaya Zah koo khawab ata hain😂
@STZPRODUCTION106 ай бұрын
Nadeem air Baki hero say phir bhi ziada beautiful lagtay Thay bemari k bawajood ye BAAT sub directors kahatay Thay k Waheed Murad hero Thay aur hero hi is dunya say gaye Nadeem ko koi jeetay jee NAHI poucha aur Waheed Murad sahib wafat k 41 yrs Baad b sari dunya main Jahan Jahan Pakistani Hain lakhon dilon ki dharkan Hain Nadeem nay khud KAHA that k Kash mere fans b Waheed k fans jaisay hotay mobabbay karnay walay
@shahzadkhurram5096 ай бұрын
Khawab acha daikhta hoo Tum loog Dahleez ,qurbani,lazawal,qatil ki talash jaisi aik film nahii Waheed ka pass 77 aina film ka baad Waheed ka approximately tamam films flop huin. Zaida tar loog Marna ka baad tarif hii karta hain aur main bhii love karta Hoon but haqiqat yahii hai ka Nadeem aik versatile adakar hain Ap Joo marzii KR loo Nadeem ka image kharab NAHI kar sakta. Allah jisa izat dai. Waheed koo too filmain hii nahii mil rahii thii aur Nadeem sb 100 sa zaida dramas main kamm kar chuka hain aj bhi popular hain mashallah .
@shahzadkhurram5093 ай бұрын
@@STZPRODUCTION10 ha ha. Bachara na jabhi khodkasi kii Hero hii Joo jana tha 🤣
@shahzadkhurram5093 ай бұрын
@@STZPRODUCTION10 Joo directors aur filmi loog kahta hain inhoo na hii cast nahii kia bechara koo
@shahzadkhurram5093 ай бұрын
Dukh mujha bhi hota hai tumharii trahan Ya business Dunia ka Joo hota hain is main koi Kisi ka nahin. Mind it.
Her koi apani jaga fit Thay old actors na wahheed Murad jaisai acting tragedy, romantic songs filmband karwana air action koi dosra kar Sakta that na Muhammad Ali jaisay tragedy dialogue koi bol Sakta na Nadeem jaisai tragedy air full comedy koi kar Sakta na Asif Khan sultan Rahi hai action ye sub hunaray hero heeray thay ab nahi aisay film industry main koi Aaye ga