Ring neck K Chicks Ko Hand Feed Karwana | Pin Feather Chicks | Hand feeding Tips In Urdu/Hindi.... Facebook Group : / 255086468251872 Official Website : birdshealthcar... Google+ : plus.google.co...
Пікірлер: 79
@yanaahmed41708 ай бұрын
Thank u
@bana17322 жыл бұрын
Love you Bhai ja
@PawanKumar-pi5rg6 жыл бұрын
Sir apke aawaz bahut achhi hai
@kumargharti13713 жыл бұрын
salute sir 🙏🇳🇵🙏
@techfunmedia79746 жыл бұрын
Good information bhai
@sajeelahmed72736 жыл бұрын
Good Bahi sb kia bat ha apke 🌹🌹🌺🌺😘😘
@techfunmedia79746 жыл бұрын
Thanks Naveed bhai
@vengaraselfiemedia69324 жыл бұрын
Join kiya
@eloves73636 жыл бұрын
Zabardst
@PawanKumar-pi5rg6 жыл бұрын
Nice brother
@saadmalik3964 жыл бұрын
Bhai ap kidr rahta ha?
@birdsinformation22903 жыл бұрын
Bhai feed me kya dun me chiks ko plzz help
@bajwasab67396 жыл бұрын
Nice
@bmbird55026 жыл бұрын
Ak bandy nay video bnai thi k cocktail ko breedin k doran sunflower bohat kam dany chahiy kun k parent un ko sunflower feed karwa daty hain jo chiks hazam nahi kar paty or wo expire ho jaty hain
@zohaibxd61176 жыл бұрын
Nice v
@chandiqureshi96093 жыл бұрын
Bai agr green ring neck breathing tez kar lay to kya hota ha
@nehalahmad94373 жыл бұрын
Cocktel ke bard ko kesi feed karye aur kitne baar kare
@YasirKhan-c7i5 ай бұрын
O bhi ap parrot khud bhe. Kha skta ha
@vengaraselfiemedia69324 жыл бұрын
Hiii😀😀😀
@syedmdqasim69394 жыл бұрын
Bhai feed ka nam batau
@syedmdqasim69394 жыл бұрын
Feed kiya dena
@xpharoon5 жыл бұрын
Mere ringneck mar rhy hain Or me amox b de rha hun lakin flu theek nhin ho rha un ka or zayda active b nhin . Please do let me know .
@nadeemiqbal95424 жыл бұрын
Ya Tote Bechne Hain
@naeemahmed99786 жыл бұрын
Asalam o alikum bhi kiss hn ap ,bhi mra love bird ka male kuch Dino sa lazy ho gya h har waqt apna face apna paro m Daba Kar baitha rahta h kuch help Karyn thanks
@thulluboyzz91296 жыл бұрын
how to make handfeed ,, ?? where is the link of hand feed making video ??
@Honey.studiomahalwala5 жыл бұрын
Cerelac दे सकते क्या पैरोट बेबी को
@adeemgul40876 жыл бұрын
Can u tell us about feeding formula u r using?
@raeesahmadshaikh72476 жыл бұрын
bhai mere bird k bache ko bili ne mara tha to ab uska aik bazu nh raha chota bacha hai mene us ko alag kardiya or abhi usko cerelac khila raha hu to kia ye sahi hai
@mohsinmughal51754 жыл бұрын
Assalam 0 Alaikum Bhai g my apnay chicks koo feed krwata hoo merey ring neck vomit kr detey hay tooo my ring neck koo 16cc krwata hoo
@azeemkhan39526 жыл бұрын
Agr bacha feed lna k bad shor krta rhta h aru sust ho jta h ya eyes bnd krta h to kia problem hai es bacha k sat aru ase m.kia krna chai plzz reply me as soon as u can
@avairybird5 жыл бұрын
Are they owls
@wasimbut80366 жыл бұрын
Assalamualaikum Naveen bhai kya haal hai main aap ki video bahut shauk se dekhta hoon main aapse Yeh puchna Chahta Hoon mere paas ringneck do bache Hain Dedh mahine unko seed Kitni dafa Shukriya
@alirj85186 жыл бұрын
Bhai apke pas jo yellow ringnecks male hain unki ring kis age may ana shuru hoi thi?
@shakeelprince21046 жыл бұрын
Bhai ring neck ka 1 bacha kitne ka sale karte ho
@bmbird55026 жыл бұрын
Naveed bai cocktail k chiks expire ho jaty hain is par video bnain
@majidarain14946 жыл бұрын
Bhai ap kaha se ho nved bhai
@naveedali96876 жыл бұрын
Bhai mere ringnik ke bache 3 week k ho gay he lekin wo bhot kamzor he apne pao par khare nhi ho rahe he lete rete he batay me kya Karo
@owaisdhuma99584 жыл бұрын
Bhai aap unko box se bahar nikal le or hand feed try kare q ke parents unko proper feed nahi kar pa rahe hai Aap try kare hand feed karne ke inshallah wo health ho jayenge
@tanzeelurehman28476 жыл бұрын
Bhai kia is age k chick ko spoon (chamach) se feed karwa sakty hain koi problem to ni ho ga ??? Plz reply zaror karein
@priyagupta3864 жыл бұрын
Bhai online delivery hoto mujhe chiye up mai kya price hai baby parrot ka
@badaruzaman074 жыл бұрын
Bhai ap ring neck ky baby sale krty hn?
@AliZamin6 жыл бұрын
Hello bro ma nay 3 days phlay 4 month ka indian ringneck parrot liya hai but 3 days ho gay woh kuch b nahi bol raha even parrot ke jo apni language hoti hai woh b nahi bol raha can you help regarding this problem I am really worried about it.
@suchaorhaqeeqat5 жыл бұрын
Bhai app ne in ko feed kia dy?
@shahiduddinahmed49876 жыл бұрын
Spoon safe hay or injection pipe ?
@zaibatif33743 жыл бұрын
Dono
@americanbird7906 жыл бұрын
ringneck parrot 6 months of ho to koi problem to nahi training to ho jayegi talking ki
@mehtabkhan79506 жыл бұрын
Yar mare sath ak gora ha wo manting kar raha ha lakin wo bread nahi kar raha ha badge ka
@basitali99506 жыл бұрын
Muje yah ptao ke raw ka bacha kitne mah ma bra hota h
@osafkhan15956 жыл бұрын
Row baby pirce k bare me koi video.......!
@mazaharkhan10276 жыл бұрын
inhe Ap kya khila rahe ho
@fanitalha11054 жыл бұрын
Asalam o alikum
@nishantwadhwa83556 жыл бұрын
Third chik ko aapne over feed karade bhai par kabhi kabhi galti sabse ho jaate hai
@AliRaza-mi7qd6 жыл бұрын
Feed ka kya fayda hai
@sufyanashraf3146 жыл бұрын
love birds ki hand feed dikhao lazmi
@toqeer_ahmed6 жыл бұрын
تو چلیئے شروع کرتے ہیں۔ اسٹائل اچھا ہے
@UsmanUsman-ux4rk3 жыл бұрын
Mera ringneck chick darta bohot hai
@herekhan37794 жыл бұрын
feed bnane vli vedio nh h
@rajaaliqasim74956 жыл бұрын
All over video good but app nai small Chick ko over feed kiya hai
@aejazsayyed91973 жыл бұрын
bewakuf loha ki ring se fidding karar to 。
@Faizan_Malik334 жыл бұрын
Asalam-o-Alaikum, bhai mry birds ki feather ger gy hain kia issue ho skta hai or kia treatment hai, inki body b garam rhati hai, bokhar ho jsy. 03436816405
@rajakashi5976 жыл бұрын
Bhai 4rth babyy kaha hai?
@Usmanuk774 жыл бұрын
Ap ne to sab se chote ko 25 cc diya
@sufyanashraf3146 жыл бұрын
fitt hy
@vengaraselfiemedia69324 жыл бұрын
Thoda hamara chanel me avo 😊😊
@fanitalha11054 жыл бұрын
Numbr mill skta h apka
@akhtarbarki3612 жыл бұрын
Plz apna nambar send karo
@faheemawan61056 жыл бұрын
Nice
@ahmedfahad30724 жыл бұрын
Mere pass Ringneck hy, uska 1 panja thanda b ho raha hy or usi pair se wo chal nhi raha, zaitoon k tail ki malish b kr li, vintogen balm b laga li, mager faraq nhi parr raha , plz agr ap k pass is ka koi hall hy tu bata dain,