Sir Is Machine Ki Life Kya Hai...???? Ise Lagatar Kitne Time Tak Chala Sakte Hain???? And Iski Service Cost Kya Aati Hai????
@naseebstudio2002 жыл бұрын
Sir cz180 ki survice karani he
@AllAboutPrinting2 жыл бұрын
Sir www.indiamart.com par search kariye apke area ke local dealer ka number apko mil jayega , aap waha se service karwa sakte hai
@mrkrjvlogs61802 жыл бұрын
Master MATLAB kya ? Design kya sir?
@AllAboutPrinting2 жыл бұрын
Sir Master matlb aapne jo design banaya hai uska Master bana ke ye machine print karti hai Iski aur jankari ke kiye ye playlist dekh lijiye aapko sab samajh aa jayega Riso CV3230 All videos: kzbin.info/aero/PLSRfaZBTEsNuaGsveF-Eh5DEHB4GgcMwX
@harshadparmar93512 жыл бұрын
Ye machine ke prise oraddress bhejo
@mrkrjvlogs61802 жыл бұрын
Master bananeka kesa video pls
@kumbharevv2 жыл бұрын
गिअर रिपेअर का व्हिडिओ अपलोड किजिए.
@guruvarvdofilms90482 жыл бұрын
200gsm card print nahi ho pata Satting batayen sir
@AllAboutPrinting2 жыл бұрын
Sir mera suggestion hai 200gsm card mat print kariye isme , maximum 170Gsm tak hi print kariye, 200 GSM ka paper machine kabi kabi utha to legi but machine ke ander se space jada ho jayegi , vo ek to machine ko kharab kardega, ya patla paper dalne par error aayega, patla paper kabi lega nahi kabi print nahi karega ya machine mai hi fas jayega , bahar nahi aayega Means itna mota gsm dalne ke baad patle papers mai problems aane lag jayengi , and iss machine par jadatar kaam kam GSM par hi karna hota hai printing line mai
@jaswindersinghsidhu83742 жыл бұрын
Nahi ho ga
@Cop_Shivam_Namdev2 жыл бұрын
Error d 04 534 ko kese clear kre
@AllAboutPrinting2 жыл бұрын
Sir Probably the RF tag on the ink bottle is bad, or you accidentally put the wrong color ink in that drum. Or you are using Duplicate ink their are many reasons for error d04 534 , if above all problems are correct and still you are facing same error then TEST MODE is last option this surely works, but test mode is lengthy process, I can't provide you solution in comments , so kindly contact to local Riso dealer , they will physically come and fix this error
@RajYadav-us9tm Жыл бұрын
Price kitna hai bhai
@AllAboutPrinting Жыл бұрын
Aprox 190000
@sanjivraj62663 жыл бұрын
Sir card jam ho raha hai kuchh solution batayiye sir
@AllAboutPrinting3 жыл бұрын
Sir kam GSM ka card use kariye and side margine jada chodiye nahi fasega Maximum 150 GSM
@sanjivraj62663 жыл бұрын
@@AllAboutPrinting parla hi card jam ho ja raha hai
@PinkInfo2 жыл бұрын
Can print wedding card on riso cv3230? What is the maximum gsm support? what is normal offset wedding card gsm? what happen High gsm card print on riso cv3230?
@AllAboutPrinting2 жыл бұрын
sir ispar aap wedding cards print kar sakte hai but bohot zada GSM wale papers ya aisa kahe ki bohot costly cards print nahi kar payenge Agar apke paas saste cards ka kaam jada aata hai to this machine is useful for you but apko iske liye ek red drum alag se purchase karna hoga jisa price aprox 60000 ka hota hai kyuki cards per red ink se print hota hai normally. Maximum 150 GSM tak support hota hai Riso par Wedding cards jinki thikness jada hoti 300 ya 400 ya 500 gsm ya yu kahe jo cards costly hote hai unko normally offset par print nahi kiya jaata unko traditional screen printing se print kiya jaata hai. Last question agar aap high gsm riso mai dal denge to machine jam ho jayegi shayad ek ya 2 paper nikal de but riso mai bohot high gsm use nahi kar sakte , riso basically leaflets, pamplets print karne mai jada use hoti hai Umeed hai apko apke sabhi questions ke jawab mil gaye honge
@mahenderapatel24022 жыл бұрын
Kiya aap machine service karte hey
@AllAboutPrinting2 жыл бұрын
Nahi sir mai machine service nahi karta, but aap google search kariye apke area mai koi na koi jarur mil jayega
@fastkaamComputer3 жыл бұрын
sir part 4 kab aayega
@AllAboutPrinting3 жыл бұрын
Sir aaj part 3 aa jayega 12 pm tak, aur ye final part hai jisme master banane ka poora process hoga ki kaise USB cable se , Pendrive se , Aur Soft copy se Master kaise banaya jata hai , iski sabi details hongi iss video mai Isliye All About Printing ke sath jude rahe Kyuki aur bi bohot saari informative videos aane wali hai for example Riso mai paper jam kyu hota hai and usko kaise sahi kare etc etc
@manasranjannaik96133 жыл бұрын
Bhaiya marriages card kitne gsm tak prin ho payega 🙏
@AllAboutPrinting3 жыл бұрын
Thank you for asking sir Isme saste wale marriage cards print ho jayenge , kyuki isme silk paper nai chalta aur maximum paper 190 gsm tak print ho pata hai isliye costly cards nahi chal payenge Aur mera personal suggestion hoga isme 150 Gsm se jada thik paper na use kare to acsha rahega, life bani rahegi machine ki
@mrkrjvlogs61802 жыл бұрын
Master ka matlab confused
@royalkarnalioffsetpress20068 ай бұрын
1 Chahiya 3230 riso
@AllAboutPrinting8 ай бұрын
Sir www.indiamart.com par apko apne location ke dealers ki detail mil jayegi, vaha se baat kar ke aap buy kar sakte hai
@sanjaychourasia5372 жыл бұрын
ड्रम के इंक की नली कट गई है उसका क्या करें
@AmanRana-md7yy Жыл бұрын
Meri b sir
@navaltiwari39002 жыл бұрын
Price kya hai iski ?
@AllAboutPrinting2 жыл бұрын
Aprox 180000
@kushwahasandipprasad54582 жыл бұрын
KIDHAR PA YA MELAGA CONTACTS DEGAYA NUMBER
@kushwahasandipprasad54582 жыл бұрын
location Send me
@AllAboutPrinting2 жыл бұрын
Sir indiamart.com par search kar lijiye apke area ka distribitor ka number mil jayega. Apne area se lenge to service bhi mil jayegi
@jaswindersinghsidhu83742 жыл бұрын
Sab se bekar
@PinkInfo2 жыл бұрын
Can print wedding card on riso cv3230? What is the maximum gsm support? what is normal offset wedding card gsm? what happen High gsm card print on riso cv3230?
@AllAboutPrinting2 жыл бұрын
sir ispar aap wedding cards print kar sakte hai but bohot zada GSM wale papers ya aisa kahe ki bohot costly cards print nahi kar payenge Agar apke paas saste cards ka kaam jada aata hai to this machine is useful for you but apko iske liye ek red drum alag se purchase karna hoga jisa price aprox 60000 ka hota hai kyuki cards per red ink se print hota hai normally. Maximum 150 GSM tak support hota hai Riso par Wedding cards jinki thikness jada hoti 300 ya 400 ya 500 gsm ya yu kahe jo cards costly hote hai unko normally offset par print nahi kiya jaata unko traditional screen printing se print kiya jaata hai. Last question agar aap high gsm riso mai dal denge to machine jam ho jayegi shayad ek ya 2 paper nikal de but riso mai bohot high gsm use nahi kar sakte , riso basically leaflets, pamplets print karne mai jada use hoti hai Umeed hai apko apke sabhi questions ke jawab mil gaye honge
@PinkInfo2 жыл бұрын
@@AllAboutPrinting brother I can't understand your comment, my language is Tamil & English..so can you re reply?