Sir hmare ro me saf pani bhot kam ara h pure din me bhi tank nhi bhar rha h or west water to aa rha h proper
@amilkhan16532 жыл бұрын
Very good knowledge aaro repair ki
@kiranwagh11175 ай бұрын
thank you so much
@sachin001566 ай бұрын
जुना SV clean करून सुद्धा चालू झाला असता कदाचित?
@murugeswamysd8469Күн бұрын
There are two solonoid valves.. Why sir? Please reply sir.
@RoFilterSupportКүн бұрын
One solenoid Valve is main water supply ka hai and dusara membrane filter flashing ka hai
@murugeswamysd8469Күн бұрын
@RoFilterSupport Thank you sir.
@SpiritualInsightsPremanandjii2 ай бұрын
Sv kitnna ke aata hai or dukha per kya bole
@suhaibsabir5561Ай бұрын
Sir mere ro me pure water boond boond karke aa raha tha mene membrane change kar di ab thoda behtar hua hai 2 hrs me bharta hai reject water pressure okay hai but pure water ka pressure bahut kam hai inlet filter ko change kare 1.5 years ho chuke hai. Kya problem ho sakti hai
@RoFilterSupportАй бұрын
Sediment and carbon filter, pre filter change karna padega and booster pump ka pressure check karna padega
@suhaibsabir5561Ай бұрын
Booster pump ka pressure to thumb se check kar liya tha thik hi hai pre filter last week change Kiya tha sediment pre Carbon and carbon filter change karne reh gaye hai inse bhi pure water ka pressure badta hai na sir
@RoFilterSupportАй бұрын
Flow restrictor kirani value ka hai FR450....or dusara
@suhaibsabir5561Ай бұрын
Han 450 ka hi hai FR August me change Kiya tha
@suhaibsabir5561Ай бұрын
Membrane 2 din pehle hi change ki hai
@Guruyt97656 ай бұрын
Rejected water aaa rha hai (485 tds) Purifier water aaa rha hai(420tds) But filter nhe ho rha Water kan jyada kr ke bhi dekh leya hu Please 🙏 tell me
@RoFilterSupport6 ай бұрын
Apake water purifier ko TDS adjuster hai ya nahi
@Har8936 ай бұрын
SV ko mei ne saf kya to pure water a raha iske pehle nai a rhaa tha...but reject water slow a raha..barabar nai a raha....kya kare...
@RoFilterSupport6 ай бұрын
Pure water proper aa raha hai and reject water kam aa rha hai to aap Flow restrictor check kare or back pressure deke cleaning Karo jarurat padi to new FR lagava do
@shashikantsolanki5853 Жыл бұрын
sir,mere ro pani bandh hua tha to kholke solenoid valve ko kholne ke screw nikal hi raha tha ki pani chaddlu ho gaya tha to kya pure water aa raha hoga ya wastage?dono pani nikal rahe he.please batana.
@RoFilterSupport Жыл бұрын
Solenoid Valve Ka kam sirf pani on of karna hota hai isaka pure water se kuch problem nahi hai It's ok👍
@SaumyaRawat2012 Жыл бұрын
sv ka price kinta hai
@dipanshuraj6427 Жыл бұрын
Mera dono hi kam kam aa raha hai Kya problem ho sakta hai
@RoFilterSupport Жыл бұрын
Pure and. Reject water dono bhi nahi aa rha hai matlab apko all filters check karne padege Pre filter Sediment filter Pre carbon Ro membrane
@veekeshsherwal20188 ай бұрын
Kya sv ke Bina ro ko chalaye to koi kharabi ho sakti h kya Bhai
@RoFilterSupport8 ай бұрын
No problem 👍 Sv ka kam only water tank bharane ke bad online pani band karna hai agar aap sv ko bypass karte hai ro water tank full hone ke bad inlet valve apko manual band karna padega
@veekeshsherwal20188 ай бұрын
@@RoFilterSupport pure water ki quality m kuchh Kami aayi kya Karan ho sakta , RO year purana h
@gk1014178 ай бұрын
Sir mere yaha Pani ka pressure jyada hai. १. To Solonoid valve nahi lagaya to chalega kya? २. Sathi hi Maine motor aur SV ko bypass karke direct inline carbon me input dekar --- aage inline sediment --aage 3 no. ke candle Tak Pani aa raha hai ( before UV light memron) uske aage sirf waste water aa raha hai, clean water UV me nahi ja raha hai. Kya problem ho sakti hai? ३. Mere RO me tube(before UV light) jaha se Waste water aage eak small tube se nikalata hai. Usme se reject water nahi aa raha hai
@gk1014178 ай бұрын
Flow restrictor tak reject water aata hai. Iske aage nahi aa raha hai
@RoFilterSupport8 ай бұрын
Ro membrane se pure & reject water aane ke liye ro membrane ko 90psi working pressure and 120psi maximum pressure chahiye Isliye booster pump is most required
@MukeshKumar-ww1ru11 ай бұрын
Sir direct cheak kar laytay
@RoFilterSupport11 ай бұрын
Mai video banata hun Mujhe Aata Hai इसी liye Nahin balki mai seme Usi type se ro repairing karta hun Jaise kisi naye bandhe ke man me question Aate Hain Jo naya sikhane wala Banda Hota Hai Uske hath se Jo Gatti hone ki sambhavna hoti hai To Usi hisab se mai repairing karta rahata hun Taki aapko samajhne Me Aasani ho sake ki Ham Galti Kaha Karte Hain balki meri baat ki Jaaye to mujhe ro ki jo problem hai vah samajhne Mein 1 se 2 minutes Kafi Hote Hain
@skdubey1671 Жыл бұрын
September me moter aur sare filters change hua tha kal pani aana band ho gaya filter me kya problem hai😊
@RoFilterSupport Жыл бұрын
Reject water aata hai ya nahi
@parshadpatel707210 ай бұрын
Pure water nahi aa raha Reject water aa raha he to kya kare
@RoFilterSupport10 ай бұрын
Pahle booster pump ka pressure check kare Agar booster pump ka pressure okay hai to 100% ro Membrane kharab Hua Hai Ro membrane replace Karke Apna water purifier ko theek kar sakte hain but isase pahle aapko Puri Tarah Se check karna hai ki aapane water purifier ka sediment filter pre carbon filter and pre filter and solenoid Valve Sabhi okay working kar rahe hain ya nahin hai Agar sab ok hai to Ro membrane replace kare
@parshadpatel707210 ай бұрын
Ok Thanks sir
@ajitbhavsar6421 Жыл бұрын
आरो में प्योर पानी की स्पीड स्लो है और वेस्ट पानी ज्यादा आता है क्या प्रोब्लम है
@RoFilterSupport Жыл бұрын
Kitane time me tank full hota hai
@ajitbhavsar6421 Жыл бұрын
@@RoFilterSupport डेढ़ घंटा
@RoFilterSupport Жыл бұрын
Ro membrane replacement krna hoga Isase pahele sediment filter and sv Valve and booster pump pressure check kare
@umarrabbani2125 Жыл бұрын
Bhayya namaste hamara ro ka reject water rook rook aaraha hi is ka solution batavo