mai yeh roat bahut baar bana chuki aur hamesha acche bante hai.banane may aasan hai aur healthy bhi.mera toh favourite hai.mai isse store karke airtight container may rakhti hu.chaar paanch din aaram se chai ke saath hum khaate hai.yeh sab ingredients sabhi ke kitchen may hamesha available rehte hay..maida ki biscuit khaane say toh yeh bahut accha hai..maine biscuits kharidne hi band kar diye..i made your rava ladoos.bahut tasty bane.jazakAllah khair Ghare's kitchen aapka.
@Ghareskitchen7 жыл бұрын
Zeenat Khan Thank you so much 💓💓
@asmaparvej50803 жыл бұрын
Wow mast reciepe
@Ghareskitchen3 жыл бұрын
Thank you
@mutalibmkg7 жыл бұрын
Very taste i love this roat, kuch log dislike karte hai karne do sayad unn ko ye hi kaam hai.
@Ghareskitchen7 жыл бұрын
MK thank you
@naseembahoor78323 жыл бұрын
I will try definitely this recipe
@Ghareskitchen3 жыл бұрын
Ji zarur try karna aur batana kaysa bana
@mehreendadan70137 жыл бұрын
Very easy will try inshallah Jazakillahu Khair
@Ghareskitchen7 жыл бұрын
Mehreen Dadan thank you
@sanaiqbal26207 жыл бұрын
aunty, jazakAllah for sharing it. this is quite helpful.
@IndiaDailyDose7 жыл бұрын
thanks for sharing all ur recipe app bohat ache se explain karte ur easy way batate hai 👍
@Ghareskitchen7 жыл бұрын
Asifa Shaikh thank you
@imranshaik94207 жыл бұрын
Hamza ali Shaikh
@muhammadarif9157 жыл бұрын
Bohat hi ache roat banayee hn ap ne thnx
@Ghareskitchen7 жыл бұрын
muhammad arif shukriya
@muhammadarif9157 жыл бұрын
Ghare's kitchen Thnx
@zeeshanmomin95454 жыл бұрын
Madam! I tried your recipe and it was very perfect. I am happy that you made me learn how to make it. Thank You So Much! Keep up the good work!
@Ghareskitchen4 жыл бұрын
Thank you so much meri recipe try Karne k liy or feedback dene k liy
@sanamunshi9897 жыл бұрын
Mashaa allah...my fav👌
@Ghareskitchen7 жыл бұрын
Sana Munshi thank you
@noormohammedarkate9416 жыл бұрын
Kokneresepe the same time o
@sameenapatel35766 ай бұрын
awesome
@asrinchougule27596 жыл бұрын
@ghares kitchen .... plz saangye kaise bantye hai woh bataiye
@zeenatchoudhary27797 жыл бұрын
i tried it tday.ekdum perfect bane.★★★★★
@Ghareskitchen7 жыл бұрын
Zeenat Khan shukriya feedback dene k liye
@saimashaikh8087 жыл бұрын
I tried it today. Perfect
@Ghareskitchen7 жыл бұрын
Saima Shaikh Thank you feedback Dene ke liye 😊
@ruquaiyadalvi6734 жыл бұрын
Nice mashaAllah plz sanche me cake banate wo hi ye recipe hai kya alag alg shape ke chote chote sanche me jo cake bnte wo hi hai ye
@Ghareskitchen4 жыл бұрын
A cake nhi roat hai
@rubinakhan5937 жыл бұрын
Achy bny thy ham ny taste kiy hy
@Ghareskitchen7 жыл бұрын
Rubina Khan thank you
@falaknaaz84006 жыл бұрын
Jazaak ALLAH ho khaira Aunty g
@fatimakhan51614 жыл бұрын
acha isko frigde me rakhenge yaa baher 7 ghanta rakhenge
@Ghareskitchen4 жыл бұрын
Bahar rhakna hai
@khurshidalam406 жыл бұрын
wheat flour se kaise banaye.
@asiyakhatik12816 жыл бұрын
aunty maton wade kaise banaty hai
@Ghareskitchen6 жыл бұрын
asiya khatik aap Kay bolrhi hai samj me nhi aaya
@shereenmushtaq97746 жыл бұрын
بہت اچھا۔روڈ۔بناَھے
@Ghareskitchen6 жыл бұрын
Shereen Mushtaq shukriya
@hudakhot59317 жыл бұрын
As salamu alikum aunty sadan key plate ko direct oven mai rakh saktey hai? Aur moharram key roat kaisey bantey hai oh bhi jarur batana
@Ghareskitchen7 жыл бұрын
Huda Khot ha oven Mai rakh sakte Hai.... Or roat zarur banaugi
@sister59764 жыл бұрын
Assalam w pls mujhe ghawne 3 ya 4 layers ka ji banate aur nariyal ka chau dalkr banate uski recipe bataiye
@Ghareskitchen4 жыл бұрын
Waalikum salam ji mai ne recipe dali hai aap Mary channel par dehk sahkte hai
@ruksarchinchwalkar92134 жыл бұрын
Aswk,Aunty can u share mitle receipe (Rajapur style)
@Ghareskitchen4 жыл бұрын
Mitle ki recipe Mai ne dali hai aap Mary channel par dehk sahkte hai
@nagmasayyed93165 жыл бұрын
Aapne na hi baking soda use kiya aur na hi paking powder???
@Ghareskitchen5 жыл бұрын
Is me nhi dalte hai
@asiyakhatik12816 жыл бұрын
matton vade kaisey banate hai
@Ghareskitchen6 жыл бұрын
asiya khatik ok ji zarur bataugi
@sulemanmd16366 жыл бұрын
Same bane Taste was also good But They r soft like cake....
@Ghareskitchen6 жыл бұрын
Suleman Mohammed Han a wale soft hi bante hai
@sulemanmd16366 жыл бұрын
Please share crispy roat recipe...
@HaiderAiL2006 жыл бұрын
Kal milad he trey karege insha allha mobarahu
@iqrakhan05047 жыл бұрын
Yummmy 😋😋
@Ghareskitchen7 жыл бұрын
Iqra Ghare thank you
@reshuali51776 жыл бұрын
Zabardasy
@reshuali51776 жыл бұрын
Wow zabardast
@Ghareskitchen6 жыл бұрын
Reshu Ali thank you
@sanaiqbal26207 жыл бұрын
yummy recipe
@Ghareskitchen7 жыл бұрын
Sana Iqbal thank you
@nidakr81875 жыл бұрын
Assalamualaikum.. 1.Dekhchi me namak daalke garam karne se dekchi kharaab to nahin hogi na..? 2.Mujhe Gas waala method use karke Hyderabad waale roat banaane hain. Jaise aapke oven me crispy and brown bane usi tarha gas pe banenge kya?
@Ghareskitchen5 жыл бұрын
Waalikum salam ji dekhchi kharab nhi hogi or gas par bhi rot crispy or brown banege
@nidakr81875 жыл бұрын
@@Ghareskitchen Jazakallahu khairan😊
@gsmulla6 жыл бұрын
kya ande ke jagah kuch aur dal sakte hai
@Ghareskitchen6 жыл бұрын
goyla kazi nhi is me and zaruri hai
@babulaimco93997 жыл бұрын
Thanks for this recipe
@Ghareskitchen7 жыл бұрын
Babul Aimco aap ka bhi shukriya
@kshaikh17576 жыл бұрын
Yess mam... thanks
@ummesauleh10806 жыл бұрын
Mawa nai dalte aap??
@Ghareskitchen6 жыл бұрын
Mariya Don is me mawa nhi dalte hai
@Gulzarmomin6 жыл бұрын
Mujhe crispy Jo hum mohram mey khate hai waise chahiye
@Ghareskitchen6 жыл бұрын
Momin Gulzar Izaan ji bataugi
@qadrinikah2019 Жыл бұрын
Kokani khane ke shaukin hain
@shabanakhan81244 жыл бұрын
Guhd ke bataw na rod kaise banate plz
@Ghareskitchen4 жыл бұрын
Guhd ke rod ki recipe mai ne dali hai aap mery channel par dehk sahkte hai
@shahbaznatuskar48577 жыл бұрын
super yummy
@Ghareskitchen7 жыл бұрын
Shahbaz Natuskar Thank you 😊
@Gulzarmomin6 жыл бұрын
SB sahi tho dali thi APA mey ne puri rat marginate k liye rkhi thi .,..
@Ghareskitchen6 жыл бұрын
Momin Gulzar Izaan ek dum kadak crispy nai banta ye cake jaisa soft banta hai
@tarannumshaikh18516 жыл бұрын
Assalamu alaykum muhrram me roat k recipe share kijye plz
@Ghareskitchen6 жыл бұрын
Waalikum salam ji inshallah bataugi
@tarannumshaikh18516 жыл бұрын
jazakallah bs request he jitna jaldi ho ske utna plz
@Ghareskitchen6 жыл бұрын
@@tarannumshaikh1851 ji koshish karugi
@fathimaaleena94606 жыл бұрын
kokani matlab
@shabnamkazi52657 жыл бұрын
Asw a acchi hai roat.but o mohhram k roat mai egg nhi dalty o guad or ghuw ka rava or ghee.
@Ghareskitchen7 жыл бұрын
Shabnam Kazi Haa ye normal roat Hai moharram ke roat nai
@sbabnamrakhange92695 жыл бұрын
AAp kaha rhte hai
@Ghareskitchen5 жыл бұрын
Mai puna me rhte hu
@mouzzamkhatib91517 жыл бұрын
Nice
@Ghareskitchen7 жыл бұрын
mouzzam khatib thank you
@shabnamkazi52657 жыл бұрын
Ok
@nizamthakur58767 жыл бұрын
ASWK. Mashalla Suprab
@Ghareskitchen7 жыл бұрын
Nizam Thakur walaikumusalam shukriya 😊
@shehnazkadiri66166 жыл бұрын
Sakkarpala in milk hard one
@sameenabilal47597 жыл бұрын
Please appa ghud ka malida banao
@Ghareskitchen7 жыл бұрын
Sameena Bilal ji jaldi hi banaugi
@mycgnxmytxngzymd51416 жыл бұрын
Assalamwalakum aunty if we skip yellow color can we get the brown color after baking.
@Ghareskitchen6 жыл бұрын
Waalaikum Salam ha skip Kar sakte hai
@swizasayed62374 жыл бұрын
Swiza
@Gulzarmomin6 жыл бұрын
Mere roat sahi nhi bne ek dum narm bne jaise roat rhte waise nhi bne....
@Ghareskitchen6 жыл бұрын
Momin Gulzar Izaan proper measurements leke banao fir sahi banega
@mozammukadam79964 жыл бұрын
Nice
@sanaiqbal26207 жыл бұрын
aunty, jazakAllah for sharing it. this is quite helpful.