اللّهم صل على محمد وال محمد وعجل اللّهم فرجنا بفرجهم ياكريم.. تقبل اللّه.
@raisbano73382 ай бұрын
Ya aHussain😢😢😢
@shaikhsameer454566 жыл бұрын
Mashaallah Allah salamat rakhe
@mohsinabbas6194 жыл бұрын
Mashallah maula salamat rakkhe
@maqbool76582 жыл бұрын
Hindustan ke Lucknow shahar me zafruliman nam ki anjuman hai aur wo bhi wasti sahab ke nahue padte hai wasti sahab ke bare me kuch information ho to share kare wo Lucknow se Pakistan gai the
@kazamraza95142 жыл бұрын
ANJUMAN ZAFAR UL IMAAN SHAYAR SHAHEED SAHEB marhoom
@kazamraza95142 жыл бұрын
ISS NAUHE KO SHAHEED SAHEB NE LIKHA THA UNKA POTA AB SHAHEEDI OFFICIAL SE CHANAL CHALA RAHE HAIN YOU TUBE PE
@kazamraza95142 жыл бұрын
QADEEMI NAUHA ANJUMAN ZAFAR UL IMAAN KALAAM : JANAB MARHOOM SHAYAR E AHLEBAIT SHAHEED SAHEB
@tahirakhataoon69522 жыл бұрын
Salamat raho
@sadafnaqvi50647 жыл бұрын
mashallah
@syedkamranhaiderabidi6034 жыл бұрын
قدیم نوحے مگر رازی ہیں
@rehanabbas20497 жыл бұрын
Mashallah! Allah salamat rakhay.
@masroorzaidi90067 жыл бұрын
Rehan Abbas
@Sahil.ali.haider10 күн бұрын
Noha lyrics Ro ro ke poochtiN haiN Banoo Shah e zaman se Kadayal Jawan ka Laasha kis tarah laye rann se Sughra ne khat mein likkha Humshakl e Mustafa ko Kya yun bhi roothte hain bhai kahin bahen se Jhoola jo khali dekha, ro kar Sakeena boli Amma hamare Asghar ab tak na aaye rann se Bechain hai Sakeena aur saas rukk rahi hai Nannah gala shaqi ne bandha hai yun rasan se Qasim chale jo rann kokubra tadap ke boli Kis tarah sabr hoga eik raat ki dulhan ko Durrey na maar zalim Sajjad natawan ko Eik gul yehi hai baki Gulzar e Panjatan se Insaanyat ki duniya tadpi padi jo nawak Bachche ne muskura ke ugla lahoo dahen se Afsoos Shah ki maiyyat uriyaN padi hai rann mein Doono jahan ka malik Mahroom hai kafan se Mehman bula ke pyaasa Sibte Nabi ko mara Aise sulook koi karta hai bewatan se Darbaar mei pukara Beti ne jab tadap kar Rota hua Sare Shah oocha hua lagan se