Sir vinca plant leaves yellow and veins key bech mein dark spots hai kya kare
@GreenGarden. Жыл бұрын
Photo send kare instagram.com/shivprasad992?igshid=YmMyMTA2M2Y=
@lovelyflower21 Жыл бұрын
Sir potse nikalne ke liye nahi ata hai...tabhi roots toot jata hai...baad me doosre pot me dalte hi mar jata hai....nikalne ka technique kuch hai kya,,?
@GreenGarden. Жыл бұрын
Video me dekhaya hai dekh lijiye aachha se
@hamaragarden111 Жыл бұрын
great sharing friend thank you very much friend stay connected friend 💐💐💐🙏
@bharatighosh9279 Жыл бұрын
Bhai sab 🙏,ek bath puchni hai,keya spreader 80,confidor kaka etc k sath milkor avi sprey kor sakte keya,r fungicide pgr k sath mixed korke dey sakte hai please tell me 🙏
@GreenGarden. Жыл бұрын
Ji sabhi ke sath de sakte hai lekin dono contaminants ko pani me aachha se mila lijiyega
@rekhachakraborty3416 Жыл бұрын
Sir mere rose plant 2 month pahele repot Kiya Tha 5" pot me keyuki tab mere pas big pot nehi tha to mai kab repot kar sakte hai
@GreenGarden. Жыл бұрын
Abhi 8 inch pot me repot kar lijiye
@MadAboutRoses Жыл бұрын
Sir root pruning karke rose plant ko repot karke kya uski leaves cut karni he ya nahi.
@GreenGarden. Жыл бұрын
Nahi, abhi root pruning na kare
@MadAboutRoses Жыл бұрын
@@GreenGarden. Sir fir kab kare. Abhi monsoon chal Raha hai. Aapne video me kaha hai ki monsoon best season he
@GreenGarden. Жыл бұрын
Abhi repotting kar sakte hai chote pot se bade pot me, September me root pruning kare
@MadAboutRoses Жыл бұрын
@@GreenGarden. Ok sir
@shabanasohab9220 Жыл бұрын
Sir mere plant k root bahut mote mote he aur me bade pot se nikal k chote pot me shift karna chahati hun.mote roots ko cut karne se koi issue nahi hoga
@GreenGarden. Жыл бұрын
Chote pot me Q shipt kana hai ? Barish nahi hogi to plant murjha sakte hai
@shabanasohab9220 Жыл бұрын
@@GreenGarden. bada pot ko me utha nahi pati,cement ka 16 inch ka pot he,me 12 inch k mitti k pot me shift karungi,confusion ye he k roots bahut mote he to agar us ko prune karungi to plant mar na jaye,isliy thode din aur ruk k repot karun kya pure baarish me.aapko pic send kiya tha plant ka Kal root k bhejungi.dekh k bataiyega.
@GreenGarden. Жыл бұрын
No problem, agar climate aachha rahe baris ya barish jaisa climate ho to aap turant kar lijiye kuch nahi hoga
@shabanasohab9220 Жыл бұрын
@@GreenGarden. ok thank you
@shantilatamishra1012 Жыл бұрын
Mere Adenium ka seedling se 4 leave nikal chuke hai kab aur kitne inch ka pot me report karu
@GreenGarden. Жыл бұрын
Pencil jaisa mota hone par repotting kare 2.5 inch ya 3 inch pot me
@samarth8421 Жыл бұрын
Thank you so much sir for this video ❤Sir Mera bahut Sare rose plant margaa hai Kyunki Main Unki root wash kar diya tha nursery sa aane ke bad😢😢💔
@GreenGarden. Жыл бұрын
Wash karne se plant nahi Marta hai
@karanlifesyle1812 Жыл бұрын
Bare root rose me kitne din me shooting shart hati hai. My soil media gobar ki khad cocopeat and sand.
@GreenGarden. Жыл бұрын
Is time 7 din me hi start ho jayega
@karanlifesyle1812 Жыл бұрын
@@GreenGarden.Thank you sir Sir naval valo ka takat fartilizer kaisa he?
@GreenGarden. Жыл бұрын
Aacha hai but Mai kabhi use nahi kiya hai
@ParmarParmar-wo1dv Жыл бұрын
Mera Rose ka plant achanak jal gaya hI please help kya karu or use sab jade bhi jal gye hai😭😭😭😭😭😭
@karanlifesyle1812 Жыл бұрын
Drenej system acha hona chahiye.
@GreenGarden. Жыл бұрын
Photo send kare and kya diya tha plant ko ?
@GreenGarden. Жыл бұрын
@@ParmarParmar-wo1dv oho urea ki dose bhi jyada diye honge ? Din me 2 bar showering kare and lagatar 2 din pot bhar ke pani dijiye drainage whole se pani nikal Jaye
@thewaybecomeimmortal1785 Жыл бұрын
@@ParmarParmar-wo1dv healthy root system plant ho to turant repot kaar do us se eurea nikal jayega aur plant 2 din me stress free ho jayega baas uske baad 7 days taak showering ache se karna
@deepayadav646 Жыл бұрын
Sir root pruning karna jaruri hay kay
@GreenGarden. Жыл бұрын
Root bound hone par root pruning jaruri hai
@thewaybecomeimmortal1785 Жыл бұрын
Sir mere dutch red rose me ek plant me ek hi bud ne 2 flowers hain kya me us se new variety bna sakta hu pollination se aagar mujhe pollination karna ho to unhi dono ka ek sath kra du ye phir dusra flower use karu same plant ka ?
@GreenGarden. Жыл бұрын
Dusre plant ki flower ke sath
@swarnendusaswatimukherjee4682 Жыл бұрын
Repoting k bad keya plant ko barish me rakhe ya shade me, yaha roh bohot barish ho rahi hai
@GreenGarden. Жыл бұрын
Barish me rakhe jaldi root growth hoga
@flightoffantasy9831 Жыл бұрын
Sir,soil mix mein kya fertilizer de sakte hai abhi?
@GreenGarden. Жыл бұрын
Video ko dekhiye kzbin.info/www/bejne/d6OXiJJvedeshJY
@shajimathew1 Жыл бұрын
Sharma ji, Ralligold use karne ka kitne din baad chemical fertilizer de sakte hai?
@GreenGarden. Жыл бұрын
Ek din bad hi de sakte hai
@SubodhKumar-dp4rv Жыл бұрын
Sar Mera plant center Mein Hai To Uske Pani to nikalta hai to Abhi kya reporting karna jaruri hai ya nahin
@GreenGarden. Жыл бұрын
Agar plant bade hai 6 month se ek hi pot me hai to repot kare nahi to February month मे repotting kare