Wow bahut sunder plant h aur apne kating bahut achcy sy lagaker dikhai
@shyamagardening11 ай бұрын
Thankyou so much mam🙏🙏
@Kumarbali38611 ай бұрын
Very nice sharing bahut sundar plant hai 😊😊😊😊
@shyamagardening10 ай бұрын
Thankyou so much🙏🙏
@kusumpanday721011 ай бұрын
कटिंग लगाने का बहुत ही सुन्दर तरीका है,
@shyamagardening11 ай бұрын
Thankyou so much🙏🙏 i
@KrishanKumar-sk2sn5 ай бұрын
Very nice Great Video Thanks Baita Ji
@meenataragi480311 ай бұрын
Wow beautiful video
@shyamagardening11 ай бұрын
Thankyou so much🙏🙏
@cbjagarwal29273 ай бұрын
Wow kya procesur he nice
@shyamagardening3 ай бұрын
Thankyou so much 🙏🙏
@greenlibrary283011 ай бұрын
Like👍 beautiful plant sharing👌
@shyamagardening11 ай бұрын
Thankyou so much🙏🙏
@babasahebdhotre88343 ай бұрын
Very nice information
@shyamagardening3 ай бұрын
Thankyou so much🙏🙏
@pawantanwar90609 ай бұрын
Bahut achchi jankari di hai ji
@shyamagardening9 ай бұрын
Thankyou so much🙏🙏🙏
@Roopkotharsate2 ай бұрын
Wow ma'am nice video thank you ❤
@shyamagardening2 ай бұрын
Thankyou so much🙏🙏
@jahanaraansari6368Ай бұрын
Kya aap andhere gar me plants ki dekh bhal kise kare room me light jalta h mere 15 ,20 plants kharab ho jata h us ki jado me growth nahi hota h
@shyamagardeningАй бұрын
Video dekhne ke liye aapka bahut bahut dhanyvad aap kya Kahana chah rahe hain Samajh Mein Nahin Aaya andhere Kamre Mein Koi Bhi plant Nahin hote hain inhen ful Roshani aur Halki dhup ki avashyakta hoti hai night light paudhon ko avashya hi chahie tab Inki growth hoti hai koi bhi plant Puri Tarah Se Indore Nahin Hota Hai
@jahanaraansari6368Ай бұрын
Mere Ghar me halki dhup ya roshni nahi aati to kya mere plant mar jaayenge. Pani me rut gal jata h
@shivanijoshi923811 ай бұрын
Very beautifull plant
@shyamagardening11 ай бұрын
Thankyou so much🙏🙏
@komalkhubchandani11949 ай бұрын
Suer easy explanation❤ love uh didi ...thanks for sharing this vdo....
@shyamagardening9 ай бұрын
Thank you so much 🙏🙏
@abcoflifewithmini11 ай бұрын
Nice video 👌
@shyamagardening11 ай бұрын
Thankyou so much🙏🙏🙏
@bhagwatisatsang330811 ай бұрын
Amezing 🎉
@shyamagardening11 ай бұрын
Thankyou so much🙏🙏🙏
@amanterracegarden11 ай бұрын
Hmare yha to bhut mahnga milta hai 🌺
@shyamagardening11 ай бұрын
Thankyou so much🙏🙏
@MyPlantWorld11 ай бұрын
very well explain
@shyamagardening11 ай бұрын
Thanks you so much🙏🙏
@Aspirant_Ias_GoalАй бұрын
Kya ye outdoor nhi lg skta?
@shyamagardeningАй бұрын
बहुत तेज़ धूप मेंइसकी पत्तियाँ झुलस जाती हैं
@RajaKhan-g8i8l7 ай бұрын
good information ❤
@shyamagardening7 ай бұрын
Thank you so much
@Aspirant_Ias_GoalАй бұрын
Itna slow grow kyun krta h yeh indoor rkhne ki wjh se? Fast grow k liye light m rkhe sun ki?
@shyamagardeningАй бұрын
कोई भी प्लांट पूरी तरह indoo से नहीं होता है इसे आप ऐसी जगह रखे जहाँ हलकी छनकर धूप मिले यह मेंरे यहा हर प्लांट बहुत तेजी से बढता है , video dekhne ke liye aapka bahut bahut dhanyvad video Achcha Laga Ho To please like and subscribe kariyega thank you so much Dipawali ki hardik shubhkamnaen namaskar
@payelsarkar31956 ай бұрын
Good information thanks...can i grow it sand or cocopeat from cutting during monsoon? Where should I keep it after propagation? Pl pl answer me immediately because my rubber plant is rotting
@shyamagardening6 ай бұрын
्विडियो देखने के लिए बहुत बहुत धन्यवाद आपने रबर की कटिंग में बरसात में send and Soil ka mixture बनाये छाया में रखें बरसात में बाहर ना रखे पानी की अधिकता से खराब हो जाते हैं 🙏🙏🙏
@GautamKumar-bj6jj4 ай бұрын
Hello mam Mera matlab hai ki mere rubber plant ki pattiyan niche ki taraf latak rahi hai aur paudha bhi bejan sa ho raha hai dedh 2 mahine pahle Maine uski mitti bhi change kar di thi fungicide aur Neem Khali milakar vermicompost sab milakar fir bhi ismein koi sudhar nahin a raha hai Maine ek aur youtuber se iski help mangi thi lekin unhone Pani over watering ka Karan bataya jabki maine vah Pani se bacha kar rakha hai bataiye mam main kya Karun😢 kripya meri madad kijiye mam
@shyamagardening4 ай бұрын
Video dekhne aur comment karne ke liye bahut bahut dhanyvad Pani Ki adhikta se bhi rubber plant kharab ho Jaate Hain aapane paudhe ko report kiya hai isiliye aapka paudha thoda sa murzaya hua hai thode Dinon Mein theek ho jaega aap paudhe ki bahut Fikar kar rahe hain Koi Pata Mar Jata Hai To doston Hota Hi Hai theek ho jaega pagal Kafi Hardy plant hota hai yah Pani Ki adhikta se thoda Gal Jaate Hain paudhe
@chetandas13147 ай бұрын
Ma'am iski cutting kon se months me lagaa skthe hai Abi lagaa skthe hai kya??
@shyamagardening7 ай бұрын
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad han han abhi aap cutting Laga sakte hain aap cutting lagaen
@chetandas13147 ай бұрын
@@shyamagardening ok Ma'am thank you
@jaspinderkaur48867 ай бұрын
Maam mene bi is ki leafs pani mein Nov mein lagai thee March tuk is ki roots aa gai thee fir mene mitti mein laga dia but mene sif leaf hi li thee sath stam nahi li thee ab us mein se plant nikle ga k nahi?
@shyamagardening7 ай бұрын
Video dekhne ke liye bahut bahut dhanyvad Agar usmein aapki plant Mein root nikal I hai to plant mein pattiyan bhi aaengi aur mera to bahut jaldi liye cutting lag jaati hai aur ab Itni Jyada plant Ban Gaye Hain Ki Ab Inko Sambhala bhi bahut Mushkil Hai Aur abhi bahut logon ka question aaya tha ki iski cutting bataen main Dobara se uski cutting Lagate Hue bhi dikhaungi please video dekhega aapko Achcha lagega thank u
@PoojaMahar-bv8dz6 ай бұрын
July m cutting lga sakte hai kya mam
@shyamagardening6 ай бұрын
Video dekhne ke liye bahut bahut dhanyvad is Samay aap rubber plant ki cutting Laga sakte hain bahut aasani se is Samay Lag Jayegi per rubber plant ki cutting aap kabhi bhi Laga sakte hain Ho Jaati Hai🙏🙏
@PWCHAMP-e8e4 ай бұрын
Mam soil mix?????
@shyamagardening4 ай бұрын
Video dekhne ke liye bahut bahut dhanyvad Aur aapane poochha Hai soil mixture ismein Keval aap send Mein lagaiye aasani se cutting lag Jaati Hai
@PWCHAMP-e8e4 ай бұрын
@@shyamagardening ji
@GautamKumar-bj6jj4 ай бұрын
Hello mam mere pass bhi rubber plant hai lekin uski patni ki taraf latke rahi hai aur paudha bejan sa ho raha hai abhi Maine ek mahine pahle hi uski mitti bhi change ki thi fungicide Neem Khali sab kuchh milakar report kiya tha lekin usmein koi bhi sudhar nahin ho raha hai mujhe bhi please koi solution bataiye mam jisse ki Mera paudha bhi acche se growth kar paye please mam
@shyamagardening4 ай бұрын
Video dekhne ke liye bahut bahut Dhanyavad aapane poochha ki aapka paudha growth nahin kar raha hai aur Bejan Sa ho raha hai to yah to bahut Hardy paudha hai aur iski Jab Mitti aap taiyar karen to usmein send Jarur milaen aapki Mitti Mein Pani store ho raha hoga ki adhikta se yah Bejan se ho Jaate Hain aur ise Barsat Mein Bahar na rakhen order kharab ho jata hai yah Ek indoor plant Hai Pani isko aap Dekh Kar Hi De ismein Koi Aise fungicide ki jarurat Bhi Nahin Hai per aapane Neem ki Khali Milai Hai To Achcha hai aur na Hi Se Jyada compost ki jarurat hai Se Jyada kam post Bhi Na den chemical fertilizer Apne paudhon Mein Na dalen main to uski Jyada dekhbhal bhi nahin karti hun bahut acchi growth Mere vahan ho rahi hai aur yah bahut Teji se growth Le leta hai ekadam hight badhati Hai Iski 40% Garden style 30% send aur 30% Gobar ki Khad den thank you so much namaskar
@atuljonu11009 ай бұрын
Mam kya rubber plant ki cutting march me lga skte h
@shyamagardening9 ай бұрын
Han han Kyon Nahin lagaiye
@rathodshweta56889 ай бұрын
Ma'am mere pass Jo rubber plant he uska main toot damaged ho Gaya tha repotting ke time ... Fir woh galna suru huaa tha ... Mene fir se woh gala huaa root cut krke repotting ki he kal ... Kya Mera plant grow karega ya fir se vaha se galna suru hoga ???
@shyamagardening9 ай бұрын
Video dekhne ke liye bahut bahut dhanyvad Aur aapane poochha Hai aapka rubber plant Gal raha hai aap uski stamp mein se pattiyan cut Karke cutting Laga Le send mein to aap ka paudha Bach jaega aapki Mitti Sahi Nahin Hai isiliye aapka paudha Gal raha hai Pani Ki adhikta Se Ke paudhe Jalte Hain Pani se bahut kam chahie iski cutting Karke aap ise send Mein Laga Denge to ho jaega Main To Yun Hi Laga deti hun to Ho Jaate Hain April mein aap rubber plant ki Laga sakte hain Thankyou
@saminsam43836 ай бұрын
Pani me lagane se bohat time lagega
@shyamagardening6 ай бұрын
Video dekhne ke liye bahut bahut dhanyavad rubber plant Pani Mein Lagane se der Mein Gro hota hai aap Sahi kah rahe hain
@saminsam43836 ай бұрын
@@shyamagardening ha madam Maine soil me aur Pani me ek Saat lagaya tha soil wala jaldi grow kargaya aaj change Kar dunga Pani me se
@rathodshweta56889 ай бұрын
April me laga sakte he cutting ???
@shyamagardening9 ай бұрын
Video dekhne ke liye bahut bahut dhanyvad aap April mein bhi ise Laga sakte hain paath Chhota le cutting kar le aur send mein lagaen to Aapka paudha Bach jaega aapki Mitti Sahi nahin hai isiliye aapka paudha Gal raha hai Pani bahut kam hai Thankyou 🙏🙏🙏
@NishirekhaBeheraАй бұрын
Hamare yaha 200 me milta he
@shyamagardeningАй бұрын
Video dekhne ke liye bahut bahut dhanyvad
@deepcare131510 ай бұрын
❤❤
@shyamagardening10 ай бұрын
Thankyou so much🙏🙏
@raeesahmad716310 ай бұрын
फरवरी में कटिंग कर सकते हैं
@shyamagardening10 ай бұрын
Video dekhne ke liye bahut bahut dhanyvad ji han abhi bhi aap fitting Laga sakte hain🙏🙏
@deeparajput17074 ай бұрын
Meri cuting to 1 year me tyar hui h😊
@shyamagardening4 ай бұрын
Video dekhne ke liye bahut bahut Dhanyavad 1 Sal Mein taiyar Hui bahut Samay Laga aap ki cutting taiyar hone mein Main To Lagate rahti hun Ho Jaati 4045 Din Mein yah cutting taiyar Chaliye ho to gai Jab Koi cutting taiyar Ho Jaati Hai To bahut Achcha lagta hai
@Dspjaat-gv2kf4 ай бұрын
@@shyamagardeningmeri catting mai root aa gai hai iska ab dhup mai rakhu yaa chaya mai plzz reply kare 🙏
@madhulataagarwal646310 ай бұрын
Kitnye time mlagi
@shyamagardening10 ай бұрын
Video dekhne ke liye bahut bahut dhanyvad yah cutting 30 se 40 Din Mein taiyar Ho Jaati Hai
@indiagkv20033 ай бұрын
रबर प्लांट की कटिंग किस महीने में लगाते है।
@shyamagardening3 ай бұрын
Video dekhne ke liye aapka bahut bahut dhanyvad cutting aap abhi bhi Laga sakte hain aap February mein lagaen aur aap July August September Mein Laga sakte hain kabhi bhi kisi Mausam Mein Bhi aap rubber plant ki cutting Laga sakte hain abhi bhi Samay hai aap Laga Lijiye
@indiagkv20032 сағат бұрын
मैने जुलाई मे कुछ कटिंग लगाईं थी दस प्रतिशत ही बची है। इस बार फरवरी माह मे फिर कोशिश करता हूँ। आप के अनुसार फरवरी मे कटिंग लगाने का समय ठीक रहेगा क्या❓@@shyamagardening
@Avyan14211 ай бұрын
Mem mere ko bej do cutting please
@shantijoshishantijoshi11 ай бұрын
Video dekhne ke liye bahut bahut dhanyvad aap cutting kya paudha hi Le jaaiye aap kahan rahte hain