HOW TO REPAIR BIKE SELF

  Рет қаралды 96,806

DEEPAK AUTO CENTER

DEEPAK AUTO CENTER

Күн бұрын

CBZ , SUPER SAPLENDRA ,SHAINE ,GLAIMER, IN SABHI BIKE KI SELF SAME HOTI HAI friends main apne har video me koshis karta hu ki aapko achhi tarah se samjha saku aur aapko bike ke bare me jyada se jyada knowlege de paau
apne bhai ko floow karna
facebook / deepakautocenter
instagaram www.instagram....
twitter / deepakauto17
email mina05961@gmail.com
my second chennel / @merafaltublog9406
( thanx for watching this video )
deepak sharma
from _ india jharkhand , bihar

Пікірлер: 280
@gautamsinha644
@gautamsinha644 5 жыл бұрын
बहुत ही अच्छा बताये धन्यवाद सर्🙏
@sahbazshah1557
@sahbazshah1557 6 жыл бұрын
good bhai jaan bahut acche aap Log Kitne Mahnat se batate ho thank you so much Bhai
@AMITKUMAR-yi5dg
@AMITKUMAR-yi5dg 7 жыл бұрын
Deepak bhai, hats off to you. Humne toh B.tech ki degree li hai par aapki practical videos dekh kar bahut acha laga..keep up the good work.
@utsav7798.
@utsav7798. 7 жыл бұрын
thank deepak ji.. esi mahiti share karne ke liye..
@RaviSagarJatav
@RaviSagarJatav 7 жыл бұрын
Very nice bhai deepak meri splender m self ki dikkat h esi hi awaj aa rahi h to m b use ese hi krke dekhta hu but ye Carbon aate kitne ke h ye to btaya hi nhi...reply kro urgent
@sandipverma9397
@sandipverma9397 6 жыл бұрын
Dipak sir love you aise hi video banate rahiye vahut kuch sikhne ko milta hai thanks.
@Rvs6963
@Rvs6963 6 жыл бұрын
+sandip verma jarur
@SanjaySingh-qk2ot
@SanjaySingh-qk2ot 6 жыл бұрын
Sir samjhate hai aap bahut achchha
@swasthvicharr
@swasthvicharr 6 жыл бұрын
Sir thank u .....aap bahut acchese samjate hai....really 👍👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌
@sanjaysharma-my2xh
@sanjaysharma-my2xh 7 жыл бұрын
Ok sar aap bohot aacha samjhate ho very good sar i like you sar so much
@Rvs6963
@Rvs6963 7 жыл бұрын
Sandeep Vishwakarm sukariya vishwakarma jeee
@sunnyguitarinstrumental
@sunnyguitarinstrumental 7 жыл бұрын
Deepak bhai kya me self starter ko bike se alag karne ke baad bike ko kick start karke karbon kharidne ke lye bike chalakar jaa sakta hu ya nahi...pls help...
@mukeshdhoshriyanana4392
@mukeshdhoshriyanana4392 7 жыл бұрын
aap bahut hi pyara samjhate ho sar
@Lovenatureshg9781
@Lovenatureshg9781 7 жыл бұрын
Dipak bhai bajaj discover 100cc hai ,uska engine bahut jaldi garam hota hai ,iske baare me bto...plz
@sunnyguitarinstrumental
@sunnyguitarinstrumental 7 жыл бұрын
Deepak bhai mere karizma r me neutral light nahi jalta raha hai and bike neutral pe self start ke samay clutch use karna parta hai how to fix
@joysolankijoy817
@joysolankijoy817 5 жыл бұрын
hii kya aap yamaha SZ R bike sels start ke bare me video banake dale tomujhe apne bike ke liye janana tha, please iske bare me video jarur banayega. thank you.
@chandrakantpradhan7547
@chandrakantpradhan7547 7 жыл бұрын
dipak ji mere pass super splendar hai,,. to uska self ka problem hai ,, carrunt nahi aa raha hai to uspe thoda gaid kro
@mohanyadav-zu8oe
@mohanyadav-zu8oe 7 жыл бұрын
veriy good deepak auto video good good good
@villagetotowntech6200
@villagetotowntech6200 7 жыл бұрын
Excellent video thanks Sir
@ishwaryadav7859
@ishwaryadav7859 7 жыл бұрын
nice vedio Sir Ji aapka explain karne ka tarika bahut achchha hai related question Sir 1. kya aarmeture coil repear ho sakta hai 2. megnate damage ho jaye to repearing ho sakta hai 3. alag alag bike k liye lagbhag kitne types k carban brush aate hai
@Rvs6963
@Rvs6963 7 жыл бұрын
Ishwar Yadav aarmeture ka quial repair ho sakta hai but megnet repair nhi hota aur 11 tarah ki brush aati hai carbon
@shaikmuzeer3333
@shaikmuzeer3333 6 жыл бұрын
self start gaadi bina self switch dabaye sirf clutch dabaane sa start hojatihy to iska kya problem hy please bataiya
@jaggudada6238
@jaggudada6238 6 жыл бұрын
Superrrrrrrrrrrrrrrrr bhai
@Nareshkumar-wv8fk
@Nareshkumar-wv8fk 7 жыл бұрын
dèpak ji,meri tvs sports bike h,swlf ni lg rhi or na he tictic ka sound aa rha,neutral b show ni kr rha bina start kiye hue,mene last month battery chnge krwai h ,kya problem h is case m
@vishwasdaisal
@vishwasdaisal 7 жыл бұрын
Deepak ji meri hero glamour bike mein baar baar engine head ke aage see oil aane ka problem hai, 2 baar packing change kara chuka hoon par 2-3 mahine mein fir se problem aa jaati he, koi solution bataye
@ravimaran2832
@ravimaran2832 7 жыл бұрын
Sir R 15 ka coolent fan nahi chal raha hai to kya karu ya usme kya kharabi ho sakti hai plz aap bata dijiye
@dharmendraraval8042
@dharmendraraval8042 7 жыл бұрын
deepak sir maere pass hf delux new model hai par subhash me start karne par white smock karti hai to kya fout hoga
@crazy_1_2_ne_hada_3
@crazy_1_2_ne_hada_3 6 жыл бұрын
are yaar jordaar video thanks for this video
@sunnyguitarinstrumental
@sunnyguitarinstrumental 7 жыл бұрын
Deepak bhai,mere bike ka neutral light nahi jalta hai and bike neutral me bhi cluch use karke hi self leta hai bina cluch ke nahi how can I fix Plz help.....
@PatraPrahllada
@PatraPrahllada 6 жыл бұрын
Superb video sir
@ravishankarkumar9385
@ravishankarkumar9385 7 жыл бұрын
sir mere new hero glamour bike ka pehli servicing 500 km par Karaya uske baad se hi engine mein 4-5 km k baad overheating hone laga aur overheat hote hi bike jam chalta hai. 50-55 kmph ka speed par nahi kar pata hai. aisa kyo ho Raha hai please bataye.
@nageshmane4444
@nageshmane4444 7 жыл бұрын
make in India very nice top job Jai Hind
@Rvs6963
@Rvs6963 7 жыл бұрын
nagesh mane my India is best cantary in world
@AshishSingh-wy4bq
@AshishSingh-wy4bq 7 жыл бұрын
DEEPAK AUTO CENTER boss give mobile number I have problem .o have hero Honda slender old model light problem
@himadrijil
@himadrijil 7 жыл бұрын
Nice work, Honda Unicorn ka self motor repairing ka video milega kya ?
@Rvs6963
@Rvs6963 7 жыл бұрын
HimadriS Deshmukh yahi self rehta hai unicorn me
@shubh.jain1990
@shubh.jain1990 7 жыл бұрын
sir ji this is so amazing video...but meri bike ka accident ho gaya h aur aage ka chimta mud gaya h...plz bataiye na kitne mein theek ho jayega...handle ki alignment bigad gayi h :(
@Rvs6963
@Rvs6963 7 жыл бұрын
Shubham Jain sabhi jagah kaa alag alag price hota hai aapka aage ka pura allaiment 520 rupay lagenge shokar tee tee plate aur hendle lekar
@yeskumarnishad4805
@yeskumarnishad4805 7 жыл бұрын
great job all technical video uplodars.
@vishwasmehra7322
@vishwasmehra7322 7 жыл бұрын
Deepak Ji, Passion pro me self kabi lagta hai or kabi nahi kya reason ho sakta h, maine battry new lagai h.. 2). meter bar bar blink hota ha or kabi kabi off hi rhta hai, please solve...
@acharnandakumar
@acharnandakumar 6 жыл бұрын
Super sir how clearly you explain Thanks 🔧
@jayeshvadgama5196
@jayeshvadgama5196 7 жыл бұрын
Mere pass bajaj discover 100 CC bike he usme kabhi self lag jaata he aur kabhi kabhi sirf aawaj karta he to please give me the solution of it.....self me problem ho sakta he yaa fir aur koi problem hogi?? Please reply me
@prolifebuzz2873
@prolifebuzz2873 7 жыл бұрын
very helpful video deepak, thanks.. yeh jo naye carbon aapne replace kiya, kya market me easily available hote hain? kya price ho sakte hain? aur aage bhi aise videos banaaye..
@Rvs6963
@Rvs6963 7 жыл бұрын
Bāhubali B jiii haa ye market me aasani se milta hai 70- 80 rupay praice hota hai
@vishaldangi443
@vishaldangi443 5 жыл бұрын
Kya self repaired Suzuki hayate me tekk ho jata he kya Mere bike me self moter sahe karna he Pleas replay karo
@jyotinmunda3446
@jyotinmunda3446 7 жыл бұрын
Good job sir
@R1singh
@R1singh 7 жыл бұрын
sir honda hornet 160r ka digital meter kaa issue aa rha h kyaa kre..
@gaurav954
@gaurav954 7 жыл бұрын
Deepakji kisi din CBZ ka carburetor kholna aur saf krna bhi batao.
@Rvs6963
@Rvs6963 7 жыл бұрын
gaurav954 ok
@ksrawanlab5986
@ksrawanlab5986 7 жыл бұрын
carburetor clean kerne Ka vdo banaye
@Rvs6963
@Rvs6963 7 жыл бұрын
creative hindi carburetor ka video hai aap check kijiye
@neelufareen4873
@neelufareen4873 7 жыл бұрын
deepak bhai apka mechanical skill bahuth achcha hai aur way of explanation bi achcha hai kya ap pulsar 135 ki full engine repair wala video upload karsakthe ho
@Rvs6963
@Rvs6963 7 жыл бұрын
neelu fareen karunga thoda taime dijiye
@neelufareen4873
@neelufareen4873 7 жыл бұрын
ok thank u reply karnekeliye
@dharmendraraval8042
@dharmendraraval8042 7 жыл бұрын
deepak sir mare passion prome timing chain dalaneke hai to konsi company ki dalu hero genue part ke ya dusari koi company ki achi aati hai bataona
@Rvs6963
@Rvs6963 7 жыл бұрын
Dharmendra Raval hero ki taiming chain jyada nhi chalti aap DID company ka use kijiye
@nitinbhandari3682
@nitinbhandari3682 7 жыл бұрын
bhai mere hornet 160 bike hai..usme 1st gear mein jab deaccelerate karta ho toh thoda jerk feel hota hai matlab smoothly nahi hota hai...yei accelerator wire ya carburetor ka problem hai? koi solution batadoge tog problem solve hojayigi
@Rvs6963
@Rvs6963 7 жыл бұрын
Nitin Bhandari ye carburetor ka problem hai aap mixer scru ko top speed pe set kijiye wo theek ho jaiga
@sunnyguitarinstrumental
@sunnyguitarinstrumental 7 жыл бұрын
Deepak bhai mera bike karizma r hai zmr nahi karizma ka carbon kitne ka milega....Plz help
@armaanshahi3606
@armaanshahi3606 7 жыл бұрын
Deepak sir kisi din Fz16 k carburetor clean krne aur uski fitting ki video bhi upload kijiye. ..aapki saari video kaafi achhi hain
@Rvs6963
@Rvs6963 7 жыл бұрын
Armaan Shahi theek hai
@Rvs6963
@Rvs6963 7 жыл бұрын
Armaan Shahi theek hai
@misterali1889
@misterali1889 5 жыл бұрын
bahut achha samja bhiya. lekin me ak sawal puchna chahata bhi self ka jo function ha o sirip carbon or short hone ki bajese self kharab ho sakta ha na brother.
@mdnaushadnaushad1234
@mdnaushadnaushad1234 6 жыл бұрын
Deepak sir tvs sport me self Lene se ghon ki awaz bahut tez aati hai kya problum ho sakta hai
@sksusant7588
@sksusant7588 7 жыл бұрын
dipak bhai jara batahe hero splendor per agar 1liter engine oil dalenge to kya hoga bataee plizzzz
@Rvs6963
@Rvs6963 7 жыл бұрын
Sk Susant kuchh nhi hoga
@sksusant7588
@sksusant7588 7 жыл бұрын
+DEEPAK AUTO CENTER Thnq bhai
@NoorSabaRecipe
@NoorSabaRecipe 7 жыл бұрын
bahut badiya. . .
@aanandparmar2811
@aanandparmar2811 4 жыл бұрын
Nice video
@omprakashsahu4349
@omprakashsahu4349 7 жыл бұрын
deepak bhi gadi second gear me awaz kar rahi h baki gear me nahi kar rahi h kya problem hogi aur kya karu
@danishku53
@danishku53 6 жыл бұрын
Bhai koi ese video upload karo jis main ye batay jye Kay normal bike ko kese self start banyen
@manishmeena4745
@manishmeena4745 7 жыл бұрын
Sir ji pulsar m bhi same process h kya self sahi krny ka y?
@dharmendraraval8042
@dharmendraraval8042 7 жыл бұрын
deepak sir mare pass 2010 ke passion pro hai to is me konsa number ka tapat gauge saya hai
@Rvs6963
@Rvs6963 7 жыл бұрын
Dharmendra Raval 0.5 mm
@pravinrathod8610
@pravinrathod8610 6 жыл бұрын
Dipak sir mere pass old star city bike hai motar jam ja rahi bhai free gum nahi rahi kya Karu bataona please
@remixbydjsunilbhosaripune2712
@remixbydjsunilbhosaripune2712 7 жыл бұрын
Sir bike engine oil Kitne din me aur Kitne kilo meter hone pe chenge krna chahiye aur kaise pahchane engine oil kharab hua he ya accha he please help me
@Rvs6963
@Rvs6963 7 жыл бұрын
Sunil Ovhal sir ye din pe nhi hota hai kilometre pe chenj hota hai 2000 km pe chenj hota hai usse running pe hi chenj kiya jata hai
@helthgyansk
@helthgyansk 5 жыл бұрын
Very good
@dhruvinpatel6536
@dhruvinpatel6536 6 жыл бұрын
self thik hooo gaya but aavaj aata hai to koi problem ho sakti me ne apka video delha ke kiya hai thnk u kaya karu me abe
@yaminikhode5981
@yaminikhode5981 7 жыл бұрын
Sir mere super splendor ka self kam nahi karta aur jam chalta aur carbon brush kharab karta hai isliye aap upay batiye
@harpalsambi
@harpalsambi 7 жыл бұрын
pulsar 150 ka front fork oil change kese karete hai deepak ji
@abhaysingh3675
@abhaysingh3675 7 жыл бұрын
Deepak ji.. Mera Avenger 220 hai use chalane k waqt missed marta hai.....full race me missed nahi marti only slow race me missed karti hai.....kya karna parega????
@Rvs6963
@Rvs6963 7 жыл бұрын
Abhay Singh carburetor ka setting problem hai tuning set kijiye
@shreyanshsrivastava5412
@shreyanshsrivastava5412 7 жыл бұрын
deepak bhai self motor direct kheech ke nikalne se engine me jis tarah chain se wo connect hota hai uspe koi dikkat nahi hoga ???
@Rvs6963
@Rvs6963 7 жыл бұрын
Shreyansh Srivastava nhi dost cbz shaine glimmer me chain nhi hoti chain hero ki pro me hoti hai
@shreyanshsrivastava5412
@shreyanshsrivastava5412 7 жыл бұрын
DEEPAK AUTO CENTER bhai to hero me direct kheech ke nhi nikal sakte?
@neelufareen4873
@neelufareen4873 7 жыл бұрын
aur muje a b malum karna hai ki bike me nayawala chain sprocket kaise dala jatha saktha hai mai ek mechanical enginner hu isliye mai apse in sab kamo ko sikna chahtha deepak bhai ap sikhaoge na bhai mera naam hai farhan
@jagadeeshbabu6553
@jagadeeshbabu6553 7 жыл бұрын
good job .great....
@Vet.surgerybehror
@Vet.surgerybehror 5 жыл бұрын
i smart 110 cc Kya slp kaam nhi krta andr moter k taar tut rhe h ab Kya kre
@somilomar8879
@somilomar8879 7 жыл бұрын
bhai app se ek questions tha kiii bhai mere pass​ pulsar 150 hai meilege too badiya hai uski but bahi long rout me heat karti hai 70 to 75 kiii speed me chalta huuu help me upto 200 km or bhai synthetic oil daltahu help me 20- 50w
@Rvs6963
@Rvs6963 7 жыл бұрын
SOMIL OMAR engine heat to hoga hi bike chalegi to ager jyada heat hogi to engine band ho jaiga aur start nhi hoga fir jab engine thoda thanda hoga tab start hoga usse kehte hain ki engine heat ho raha hai
@satyapalsinghbisht5158
@satyapalsinghbisht5158 7 жыл бұрын
Deepak bhai discover 100 ka self gear me clutch daba ke start nahi hoti bike neutral me self se ho jati hai kaise thk kare bataye
@Rvs6963
@Rvs6963 7 жыл бұрын
Satya B!SHT bhai uska clutch leevar ke pass ek switch hota hai uska waire chek kro
@tejasa9033
@tejasa9033 7 жыл бұрын
how to clean the petrol tank can you make the video how to remove water inside the petrol tank
@dolanroy1997
@dolanroy1997 5 жыл бұрын
All bike ka krbon size AK e hota ha Kya pls pls all bike ka karbon size Kya ha?
@gauravshenoy757
@gauravshenoy757 5 жыл бұрын
Super sir
@oyeegamer379
@oyeegamer379 7 жыл бұрын
Deepak bhai ktm 390 ka handel lock hogaya he key se khul hi nai raha koi macanic bhi available nai he puri rat pareshan they me aur mera dost plz kuch solution btao
@Rvs6963
@Rvs6963 7 жыл бұрын
goldy patel lock ke nichhe 2 bolt hote hain usse aapko kholna padega
@BrilliantVideoNew
@BrilliantVideoNew 6 жыл бұрын
Mere self ka magnets tut gya or mil jayega kya deluex ka
@Rvs6963
@Rvs6963 6 жыл бұрын
+Brilliant Video nhi pura self kharidna padega
@AMITKUMAR-yi5dg
@AMITKUMAR-yi5dg 7 жыл бұрын
awesome 👍
@mpbiond
@mpbiond 7 жыл бұрын
Deepak bhai meri passaion pro bike hai umay self ka problem ho raha hai kabi self leyti hai to kabi nai kyaa issue ho saktha hai plz ho sake to problem solve ker de
@Rvs6963
@Rvs6963 7 жыл бұрын
manish patil ye problem realy ya self buttan se hota hai realy ka daam 110 rupay hai aur buttan ko aap repair kar sakte hain
@abhijitbhattacherjee8019
@abhijitbhattacherjee8019 6 жыл бұрын
Nice sir
@kishansahuvlogs5191
@kishansahuvlogs5191 7 жыл бұрын
nice video....
@mintsfacts
@mintsfacts 6 жыл бұрын
Armature kaise pata chalega kharab h ki sahi
@hiteshparmar2010
@hiteshparmar2010 4 жыл бұрын
Great
@armaanshahi3606
@armaanshahi3606 7 жыл бұрын
Sir meri fz16 k meter per red light jo engine ki problem ko show krta hai wo red light blink krta rehta hai kya kru sir isko thik krne kliye
@Rvs6963
@Rvs6963 7 жыл бұрын
Armaan Shahi aap uska air filter ko cleen kijiye
@MHABBASI27
@MHABBASI27 7 жыл бұрын
Deepak bhai maine pulser 150 k self k bare me pucha h uska koi vid nh di apne
@Rvs6963
@Rvs6963 7 жыл бұрын
Imran Ahmed dunga bhai thoda taime lagega kyonki mera shop jab khali rahta hai tab main video banata hu apko video jarur dunga abhi 1 mahine se main koi video nhi bana paya hu saare video pehle k recording hai aap thoda wait kare
@Tausif49
@Tausif49 7 жыл бұрын
bajaj discover ka self ka bhi video bnao Bhai
@shankarlalgujar4130
@shankarlalgujar4130 6 жыл бұрын
Sir meri splendor plus i3s bike hai isme jab bike garam hoti hai to self kewal vibrate karta hai bike start nhi hoti hai isme Kya problem ho sakta hai kuch idea hoga aapko ho to muje plzz bataye
@Rvs6963
@Rvs6963 6 жыл бұрын
+avinash Gujar self ghumti hai ya nhi
@shankarlalgujar4130
@shankarlalgujar4130 6 жыл бұрын
Self gumne ki awaz to aati hai uske sath vibration bhi hota hai or kabhi to khat ki awaz bhi aati hai bike Abhi New hai liye kewal 5month hue hai
@sagarjagtap1927
@sagarjagtap1927 6 жыл бұрын
Hero ke koisi bhi bike Ka stearing concent kaise chage karte hai Pura details me batav... please yar
@Rvs6963
@Rvs6963 6 жыл бұрын
+Sagar Jagtap ok
@JagdishYadav-jy5ur
@JagdishYadav-jy5ur 3 жыл бұрын
Bhai mere pass dusri tarha ke carbon hai kaise phet honge gadi me
@Rvs6963
@Rvs6963 3 жыл бұрын
थोड़ा घिश ले फिर वह लग जाएगा
@technicalparmarjibharatoff567
@technicalparmarjibharatoff567 7 жыл бұрын
JordAr he bhai
@Jonaydkha
@Jonaydkha 6 жыл бұрын
Je bike me self nahi usimi kayse self sart banay ga o batao.
@mdtaj722
@mdtaj722 6 жыл бұрын
Deepak jee self rong side kyun chalta hai kaise Sahi hoga
@amitkumar-is6dw
@amitkumar-is6dw 7 жыл бұрын
bahut achhe Deepak Bhai aap kaha k rhene wale h....??
@Rvs6963
@Rvs6963 7 жыл бұрын
amit kumar jharkhand
@anandpatel8493
@anandpatel8493 7 жыл бұрын
Bhai Ji pulsar 150. 2013model bina baitari ke Start nahi Ho rahi hai kaise start hogi plzzzzz bataye
@Rvs6963
@Rvs6963 7 жыл бұрын
Anand Patel aap Baitry ka waire bahar kijiye wo start ho jaiga
@Indian_Ray
@Indian_Ray 7 жыл бұрын
great video again :)
@hyderalitaj1
@hyderalitaj1 7 жыл бұрын
nyc video..
@mohanprasadprajapati7911
@mohanprasadprajapati7911 7 жыл бұрын
kya armechar v kharab ho sakta he
@mr.surjya3092
@mr.surjya3092 7 жыл бұрын
hello Bhai bike ke better ki problem ho to kese thik karte he bolia Bhai plz
@amitkumar-is6dw
@amitkumar-is6dw 7 жыл бұрын
Deepak Bhai Meri pulsar 150 2008 model 25 ki average deti h Kya problem ho skta h ??
@Rvs6963
@Rvs6963 7 жыл бұрын
amit kumar pulsher me jyadatar carburetor kharab hone ki sikayat hai kyonki uska slaid plastic ka hota hai Jo ki ghiss jata hai aap ho sake to uska slaid kholkar chenj kar dijiye
@atulagrawal8383
@atulagrawal8383 7 жыл бұрын
hi deepak mere hero honda CBZ Xtreme ka right side handle bahot vibrate karrta hai, please isska help karro naa.
@Rvs6963
@Rvs6963 7 жыл бұрын
Atul Agrawal taiming chain chenj karwaye thhe kya ?
@ashokkumarrajput7616
@ashokkumarrajput7616 6 жыл бұрын
mera gadi ka meganet said ka 7 no.ka nat hai jo inajan me tot gya hai ye kese nikalega sir jiske karn mera muvil gir rha hai
@Rvs6963
@Rvs6963 6 жыл бұрын
kon c bike hai aapki
@nirubhajadeja1382
@nirubhajadeja1382 6 жыл бұрын
bajaj v15 one way problum surat mai kon thik karega
@RavMotorsport
@RavMotorsport 7 жыл бұрын
apache ke vibration ke repair ko le ke kuch banao na sir plz
@Rvs6963
@Rvs6963 7 жыл бұрын
sourav sonar theek hai
@aamirkhanaamirkhan6562
@aamirkhanaamirkhan6562 6 жыл бұрын
Miya Bhai
@vijeshgurjar5547
@vijeshgurjar5547 6 жыл бұрын
nice
No Start Sounds Explained and How To Fix!
9:27
Budget Mechanic
Рет қаралды 243 М.
How to work a carburetor in bike
24:39
DEEPAK AUTO CENTER
Рет қаралды 83 М.
Help Me Celebrate! 😍🙏
00:35
Alan Chikin Chow
Рет қаралды 86 МЛН
How to whistle ?? 😱😱
00:31
Tibo InShape
Рет қаралды 14 МЛН
Don't look down on anyone#devil  #lilith  #funny  #shorts
00:12
Devil Lilith
Рет қаралды 46 МЛН
How to repair bike self motor
10:51
Deepak Auto Repair
Рет қаралды 195 М.
adjust carburetor for best mileage & performance
9:25
MasterMind Tech
Рет қаралды 3,1 МЛН
How a motorcycle transmission works (Animation)
6:08
TecknoMechanics
Рет қаралды 4,2 МЛН
HERO HONDA REPLACE CLUTCH PLATE
21:32
DEEPAK AUTO CENTER
Рет қаралды 143 М.
Help Me Celebrate! 😍🙏
00:35
Alan Chikin Chow
Рет қаралды 86 МЛН