Ram Ram Bhaiya ! Kya app un pointers pe video bana sakte h jo aaj ke bhagte smay main ek shopkeeper ke liye shop run karna difficult ho raha h jaise ki Agar shop off road facing ho toh kya kare Online competition se kaise tackle kare Stationary ke saath kya kewal gift business hi best h yah kuch or bhi Agar shop kisi complex m ho toh usse kaise enhance yah business baraye Customer reach ko or kaise local area m bara sakte jaha competition m baare shopes bhi ho
@shivbhagwansahu213Күн бұрын
14 jan ko shop opening h , losal sikar me , mal kha se lu
@pawankr695 күн бұрын
bhai aapse bhut phle pucha tha ki aapki shelf ka size kitna hai aapne bataya ni
@GauravSingh-xu5qt11 күн бұрын
Bhai saab apse mulakat ho skti hai . Tips lene ko kripya btaiyega . M bageshwar kumaun region se hoon
@thekaranjoshi06213 күн бұрын
Aapki shop kaha hai
@poojaprajapati853510 күн бұрын
Bhaiya carpenter ki cost lagake total kitna kharch hua isme??bhaiya m bhi bahut tym se soch rhi hun ye sheesha lagwane ko but dust bahut aati h dukaan m samaan ganda ho jata h...bahut pareshan hun m...or steel wale hook kaha se milenge ye?
@gauravkatiyar243410 күн бұрын
Hello bhaiya... Aapki video kaafi genuine aur informative hain.... Mujhe aapse kaafi kuch seekhne ko milta hai stationary k business k bare me ... Mai aapke channel se abhi kuch din se juda hu.... To kya aap bta sakte ho aapki dukaan konsi city me hai aur aap samaan sirf delhi se hi laate ho @businesshub #businesshub #Business hub @Business hub
@ankushgirdhar494410 күн бұрын
Puri shop ka tour bhi do aapka
@riseingstar11 күн бұрын
Bhaiya g Ram ram 🙏
@shivbhagwansahu213Күн бұрын
2 lakh fetting me lge h
@TusharGrover-f3o10 күн бұрын
Out line pen ma 200 ka bhata hu
@robinsonmassey512210 күн бұрын
Itni cheeze bhar rhe ho jyo bikengi bhi nhi pata nhi, lagta hai kahi aur se bhi paisa milta hai tabhi itna samaan rakha hai aapne