Pratapgarh rajasthan से अविनाश पोरवाल डेली आपके विडियो देखते है । बहुत ही नोलेजफूल है । thanks
@OmParkash-dn8cbАй бұрын
Good advice
@jatindersehdev5001Ай бұрын
Sir ji very good thanks gold bood ka kya rate chal raha hai
@jagdeepcjainjagu87Ай бұрын
Apka anlaysis bhauth accha lekin hum chuk gayee lene mai so virnederji abhi vapvis rate gold aur sliver mai kitana down jayega domestic market mai virenderji
@chanchalachaudhary5084Ай бұрын
Thank you
@lalithjain2777Ай бұрын
Buy aur sell ka rate de sir app Ke rate se 2500 different rahata hai ya sahi hai Kai
@pawansoni9695Ай бұрын
Jai shree raam bhaiya में आपके वीडियो रोज देखता हूं। मुझे शॉप में स्टॉक बड़ाना हे अभी सही समय हे या 18sept ke बाद स्टॉक बढ़ाए।
@balkrishnasharma7903Ай бұрын
चांदी 93000 हो सकती है
@mukhidsyed8742Ай бұрын
Abhi Sona kharidna ya nahi
@SUNILSINGH-kc9slАй бұрын
.25 se .50 rate cut hone se gold 4 percent badh gya to ab kaun kharid rha itna mahanga
@RakeshKumar-vu9gcАй бұрын
Chacha ji abhi koi tezi nahi hui h chandi. Kyunki 3-4 mahine pehle to 96000 ho gyi thi. Jb Issey upper jaay tb kehna ki tezi ho gyi h. Abhi. Gold ke mukable Maddi h
@RakeshKumar-vu9gcАй бұрын
Chacha tezi mat dikhao. Silver m. Kyunki tezi dhikha kr public + kr rahi h mcx pr. Or yeh Tut rahi h. Madda dikhao tabhi to public - karegi silver ko. To tezi ho jaaygi
@johntroy1988Ай бұрын
sir ek baat plz samjhayie , jab duty cut hone pe price gire the to wo kaise mauka ho sakta tha? ye to aap ab price badh gaye is liye bol rahe hai ke wo ek bohot behtareen mauka tha. wo to ek mathematical adjustment tha, fundamentally to kuchh change nahi hua tha us time pe, to wo "ek behtareen mauka tha" and jo log wo "mauka chuk gaye". and ye sab statements does not make sense sir. If I am missing something, kindly enlighten me.
@GoldPriceTodayNewsАй бұрын
सर जिस दिन ड्यूटी में कटौती हुई थी उस दिन और अगले दिन आपने MCX ट्रैक किया था क्या कितनी गिरावट आई थी?
@johntroy1988Ай бұрын
@@GoldPriceTodayNews - yes, bilkul track kiya tha, lekin wo jis proportion me duty cut hui usi ka direct impact tha. aur utna hi proportion me tha., international market me to price wohi tha, aur kuchh fundamentals bhi us time pe change nahi hue the. usme kisi ko ye kaise lagega ki "are wah ye to bohot badhiya opportunity hai, chalo le lete hai." , to hum ye kaise keh sakte hai ke bohot badhiya entry opportunity thi aur miss ho gayi? - aap mere question ka answer nahi deke ulta muje counter question kar rahe hai sir. not fair. aapke paas koi logical answer nahi hai to it's okay. but aise post facto analysis kar ke, ye kiya hota to ye hota aur wo kiya hota to wo hota, ye to koi bhi kar sakta hai sir.
@johntroy1988Ай бұрын
waiting for your logical answer sir.
@manubarala786Ай бұрын
Inme sabse important hoti manoj kumar jain sir ki suggestion unki toh hai he ni aaj