Aryan ji apke mom hi winner hai..fish wo bohot achi bnai aur uska bat sun ke bohot hasi lagti h bohot achi hai apke mom..❤
@neharay25887 ай бұрын
Apki ye baat bahut axa laga.... mummy ko khush kiya 😊dicision axa tha both
@Priyankasingh-92547 ай бұрын
Mummy bht jyada achi hai apki bhaiya kaash aunty ji jaisi meko v aisi saas mile🤗 lot's of love u aunty ji ❤
@niharose107 ай бұрын
Yummy,yummy dishes,😋😋😋😋,enjoyed the vlog,👌👌👌👌👌🤗🤗🤗🥰🥰🥰🌹🌹🌹🧿,tc,stay blessed
@SudeeptaDasNandi7 ай бұрын
Aryan ek request hai...plz ek vlog banao ore batao ...ki tum iss Chandni ko kaise jhelte ho...hum toh isko video mei dekhkar hi seer dard ho jata hai 😂😂😂
@Pihukriti7 ай бұрын
😂😂
@radhikakumari27157 ай бұрын
Bahut acha beta h aaryan kisi ka dil nahi dukhata dono ko ek barabar pyar deta g
@LaxmiPrityOfficial-8577 ай бұрын
Apki maa bahut achhi lagti h hame bhaiya love you Aunty ji .... Kash apki jesi hame v sasu maa mile 😊
@deepapai32647 ай бұрын
Kuch achi nahi hai.Aap ne suni uski maa kya bol rahi hai.saas logo ka behaviour Aisa hai ki abb bahu aa yi tho saara kaam vo karke me aaram karungi.Ye Tho galath hai.Abhi tho budi nahi huyi ye.
@LaxmiPrityOfficial-8577 ай бұрын
@@deepapai3264 but mujhe achhi lagi maa to maa h..😊
@abhipriyafamilyvlog33287 ай бұрын
Achchi hai aapki mummy ❤❤❤
@sumit40737 ай бұрын
Kuch nahi aata h isko sirf khana or muh chala aata h
@Poojavlog-cf9rt7 ай бұрын
Yese hi logo Kai Karan ghar mai tanaw rehta hai hasi kusi rahna chahiye kitna pyara chota sa pariwar hai
@glamwithpriti58127 ай бұрын
Bhai fish curry test karo fry se thode n pta chlega fish k test aise kaise binnr k pta chalega
@Umaizamom7 ай бұрын
mummy toh kamar kasss ke ladh legi ..aryan agar tum chandni ko choose kiye😂😂😂😂
@plantloverbanitakumari44097 ай бұрын
Aunty best hain..... Bahut achha sanskar di aryan aur apne baanki bchchon ko
@MusthafaAnsari-hf8ww7 ай бұрын
Apka mammy jitegi kyuki mammy hamesha accha khana banati hai
@Mini.11017 ай бұрын
Aryan ki mummy aur bhai dono bahut hi jyada chalak hai agr chandni battameez hai to aryan ki mummy aur bhai kam battameez ni hai …
@priyaratnam15716 ай бұрын
Competition to bs ek bahana h asli maksad to aryan rj ko chicken khaana h😂😂
@Cricwallah017 ай бұрын
Chandaniya ko kaise jhelta hoga sab, kisi layak nahi h ye ladki , achha khana or ghumna bs yahi aata h , ghar me bahu ke jsisi rhti hi nahi h
@stkikhawahishy77426 ай бұрын
Mammi ke hath ka fish recipe share kariye
@R.A.Mandal7 ай бұрын
Fish ki recipe pls share krna mummy k haatho ka😊
@sannabhattacharjee70877 ай бұрын
Aunty or aryan k baat sunki lagrahi ... Bahu hoki kon 10baje utha hi omg ..bichari aunty ...aryan bhai best of luck tumhara marriage life😂😂
@KKRRIISSHH.__.7 ай бұрын
Chandani khud ko celebrity samajhti hai lekin hai nahi😂😂
@seemaprakash93657 ай бұрын
Khane ata hai 😂😂😂😂😂is Chandni ko😂😂bs
@smitalimonalisha56347 ай бұрын
Mummy ka mast hoga 👌🏻👌🏻👌🏻👌🏻👌🏻👌🏻👌🏻👌🏻👌🏻💗
@varshakumari8357 ай бұрын
Aap log bhut ache ho love u so much bhaiya dii❤❤❤❤❤
@Rituparamjitchuchan7 ай бұрын
😂
@Rituparamjitchuchan7 ай бұрын
😂
@NandiniKumari-m5k7 ай бұрын
Khane Mai nhi lagta h 😄😄😄😄😄
@KhushiVinay7 ай бұрын
Chandni over acting mat karo ,,, chicken me hath nahi lagati ho but thush thush ke khati ho ,,, dhone me kya hai kya jab kha sakti ho to dho nahi sakti ho yahi sab dekh ke log tumko gali deta hai behaya ho sahi me
@Khushbu..2407 ай бұрын
Hota h esa aati h ghin kiuki kchcha rhta h to ajeeb dikhta h pkne k baad alg dikhta h isliye khil jaate h or chandani notnki krti to aryan ka mmy v km ni h vo v bht aneeb nature rkhti..
@Kirandevi-cp2ts7 ай бұрын
Aap or apki maa cute h😊😊kisaka khana acha bana to donojani ko ek hi chij banvaiye bhaiya tab pata chalega kiska acha h
@govindakumaryadav61687 ай бұрын
Waw aapka chicken dekh ke humko bhi khane ka man kar raha h
@AnjanaMishra-hb8sy7 ай бұрын
Ea accha funda hey khati nehi to banaungi bhi nehi
@victorlife45757 ай бұрын
Pani ko waste na kre ....jall hi jivan h .....use kre shi se ....ye ky ho rha ...
@rushilrajak54187 ай бұрын
Bhai mutton ko q chor diya
@SudeeptaDasNandi7 ай бұрын
Chandni... youtube jo hai sirf videos, reels ke liye nahi hai... bohot saare cooking channels bhi hai...har time mobile haath Mai rakhkar reels dekhne ke elawa cooking recipes bhi dekhliya karo....kitna bahana banogi ore , natak bohot karti ho
@SahinKhatoon-7 ай бұрын
Chandni ab thoda bachapana km kro ab tamhara shadi ho chuka h agr itna hi tmko nakra h har chiz m to itna km age m shadi q ki jb shadi karli ho to thoda samjhdar bano 😊
@SabaShaikh-g6s7 ай бұрын
Maa ke haath jaisa koi nahin bna sakta
@riyaarockstar58487 ай бұрын
Chandni ko dekhne ka mn hi nhi krta hai jitna ho sake mummy ko dikhaya kro Jo bacche maa bap ki ezzat nhi karte unko ezzat mt do or Aryan ab jada Sr pr bhi mt chdao
@SuhaniRaj-v3v7 ай бұрын
Chandni tm kuch mt bolo vlog m dekhne ka man nhi karta hai tmhko aur tumhari bakbak faltu...
@VarshaKumari-mr6xp7 ай бұрын
Same chij dono bnati tab na pta chalta ki kiska testy bna h
@princessofficial97527 ай бұрын
Chandani sochti hai meri saas khana banaye or chandani medam araam se khayegi or koi puchega to araam se bol degi mujhe khana banane nahi aata hai or chicken khane main maza aata hai but dhone main ghirnna aata hai nautanki baaz chandani
@kajalsahani41547 ай бұрын
Sab natak hai uska karna na pade😂
@MonamSingh-od2vr7 ай бұрын
Yaar ye chikan kyu bolta he log chicken hote he yaar 😅😅😅😅
@devikabharti16887 ай бұрын
Chandni achcha banai hai chicken 🐔🍗
@Umaizamom7 ай бұрын
Aryan tum kon sa doodh ka dhula huwa ho??? kolkata mei kyu rehtei thei ?? kiska ghar ya flat mei wahan ladki kyu aati thi kya krtei thei unka saath?????
@Santanigirl1207 ай бұрын
Yrrr chandani ka dever kitna badmass hai kaise bola yrrr ki hm to mummy ko hi winner bnayege... yhi sb baat pe chandani gussa hoti hogi aur sb bura bechari chandani ko bolta h sb bhut badmass h ye chandani ka dewar hmko to lgta h ush ghr m bs chanadani ka ijjat krne aur pyaar krne wla bs aryan aur aryan ki mmy hai aur sb bechari ko taunt hi Marta hoga mtlb ushka devar log ... kvi vlog m ni dekhi ki dewar ke sth hasi majak ke rhi h kvi ni ..... ladai lgwata hai chandani ka dewar aryan aur chandani m ..... hai to gao ka hi n dekh rha h itna Sundar bhabhi aa gyi h kaise ache se rhne dee
@PreetisinghRenusingh-tw6kx7 ай бұрын
Jab is ka dewar Kolkata gaya hu aa tha na to chandani aur us ke family wale ne us ke sath kitni batamiji kiya hu tha a to us time kis ki galti thi ye chandani etni gandi tarh se dewar se baat karti thi video dekho pehle aap tab bol na pehle to chandani aur us ke family wale ne hi Galt kiya hai
@KKRRIISSHH.__.7 ай бұрын
Nahi jante ho toh bak bak mat karo chadani ka dewar aur mammy bohot achhi hai sayad hi aisa devar aur sas kisi ladki ko milte hai chandani toh apne devar aur sas ko dekhkar muh bnati hai jese khud miss world ho wo aaj kiski wajah se khush hai apne saas ke bete se hi na aur aryan ka dost bhi toh chandani ka tarif kiya chicken jyada achha bana hai tb uski mammy ko bura nahi lga hoga kya
@PriyanjaliKumari-tt9oq7 ай бұрын
Ek dam sahi baat h mummy jaisa koi khana nhi bna sakta chahe kisi ki mummy ho
@radhikakumari27157 ай бұрын
Khud ki wife aayegi toh uss time aabj nahi niklega abhi bhabhi h toh aabj nikl raha h
@rinkudax82457 ай бұрын
Yes tali ak hath se kabhi nahi bajte pehle sab bol rahe the ki chandini glt hai ye nahi socha tha ki baki sab ki bhi glti ho shkte hai
@simachakraborty77157 ай бұрын
Chandni bhabhi mutton banai gai aur aapki mummy banaegi fish 🐟🐟🐟🐠🐠 Aaj SAS Bahu ka bahut bada mission ho raha hai❤
@meghachand98907 ай бұрын
Kaam krne me chandni kuch jayada hi banti h ye soch rhi log hmko acha bol rha but nhi .tum sbke Nazar me gir rhi ho
@RAHULKUMAR-nu6em7 ай бұрын
Aryan bhaiya jb Pooja nhi huaa h ghar me to us ghar me murga machhali nhi khana chahiye avi ya udhar avi le hi nhi jate bhaiya
@DollyGupta-bf4ij7 ай бұрын
Your mummy is so kind💓💓
@PuspaKumari-wn9wg7 ай бұрын
First view 💗
@aryanrj0147 ай бұрын
Thank you ❤️🫶🏻
@shivshankarramgarh00917 ай бұрын
Chicken 🐔🍗 bahut acha hai
@sonaligupta5287 ай бұрын
Darmabaaz hai Chandni roll khati hai par egg nhi chicken khati par dhoti nhi😢
@क्वीन7 ай бұрын
व्यूज कम होने लगा तो गांव में आकर वीडियो बनाने लगा
@Shahwar_137 ай бұрын
Nice 🎉🎉🎉
@PoojaYadav-mz5dg7 ай бұрын
Ye Chandni hmesha aapki Mummy se aise chid chidi c Kyu rehti hai itni pyari ise sasumaa mili hai fr bhi
@samdas46837 ай бұрын
Fish 😋😋😋
@sumit40737 ай бұрын
Sirf muh chalne jnti h 😡🤬
@shahenashamim37947 ай бұрын
Fish 🐠🐟
@Pihukriti7 ай бұрын
Kitna pani best kar rhe ho aryan bhaiya bilku glt baat h
@pallavipriya25197 ай бұрын
Mummy bhut achi sas h....
@ruchisinha73867 ай бұрын
Ha toh chandani gawar but apne ap heroine bnti h ,kaha fas gye Aryan ap Non veg khne m maza aata h or dhone m ghin aata haii Is lrki ko
@sonu.bishal47507 ай бұрын
Chicken donon nahin hota to iska matlab dona bhi sikhna chahiye srip mu chalana ata hai bes 😂
@payalgupta25427 ай бұрын
Ha khate time ghin nhii ata thote time ghin aata 😂aalg hi parjati ki hai
@sonu.bishal47507 ай бұрын
@@payalgupta2542 🤣
@CookWithMahima5557 ай бұрын
Bechara Aaryan bhai fas gye
@aayushisingh42317 ай бұрын
Hum bhi aapke taraf se hii hai but kiul me stetion hai mera
@UmeshKumar-gp7ok7 ай бұрын
Chandni ko kya hai ghumna aata hai aur Sadi kharidna Aata Hai Magar khana Banane Nahin Aata Hai Aisi Ladki Hai Sab Kuchh aata hai usko Nautanki karti hai
@KomalJaiswal-ih6ke7 ай бұрын
Chandhani baughtt attitude vali hai.....😒😒
@SoniKumari-uu2ej7 ай бұрын
Isko chikan dhune ny ata khane ata h wah re ladki 😂.bahut notnki krti h
@narmadareddy55667 ай бұрын
Are you winner nhi you are winner...😅
@vijayluxmimishra1717 ай бұрын
Mera first comment bhaiya ❤
@ritakumarirai24897 ай бұрын
Kitna jhut bolti ho Chandni jaha tak ki mujhe yaad hai jab arayan gya tha tumhare ghar tho tum apni hath sa fish bana ka kheli the kitni jhuti ho tum
@simachakraborty77157 ай бұрын
Aryan bhaiya yahan SAS Bahu ka aaj kitchen ka challenge hogi aapki mummy Rani ki machhali aur Chandni bhabhi mutton ranna karegi Aaj donon sath vah ka challenge subah kaun jitega kaun harega Aaj dekha jaega❤
@anjalikumari65477 ай бұрын
Jala gaya hai chicken 🐔
@anjalikumari65477 ай бұрын
Kitna Pani vest kar rehe ho 😮😮
@sannabhattacharjee70877 ай бұрын
Last tym yh chicken kolkata k rent p banaye thi ...itna jhuti hi yh larki
@riyaarockstar58487 ай бұрын
Mujhe to samjh hi nhi aa raha ki etni batimiz ko ezzat kyu de rahe hai bichara Aryan etne pyar se baat krta hai or ye kitni baatmiz se apne pati se baat kr rahi hai are pati ki to ezzat kro
@Aartithakur-mo9cy7 ай бұрын
Aryan ko paisa joh milta hai chandaniya ka toh uska joru toh banega hi na
@SeemaKumari-947 ай бұрын
Reels mein sab jo bolti ho na ki chandani so cute dekh lo.. isliye bolti hoon ki video dekho wo kitna batamiz h pata chalega. Ye ladki aisa karti h na lagta h विदेश se aayi h. Humko dhone nhi aata h Bewakoof ladki ye aadha kaam bol bol saas se karwati tab ye karti h
@Aartithakur-mo9cy7 ай бұрын
@@SeemaKumari-94 right 👍
@sumankumari.official66007 ай бұрын
Fish❤
@sabitrikiduniya_19977 ай бұрын
Nice❤❤❤❤
@SakshiPandey-z6x7 ай бұрын
Chandani saf nhi bolti hai
@kajalsahani59607 ай бұрын
Chicken itna nhi dhoka chahiye taste chala jayega
@naziyashaikh31317 ай бұрын
Mummy bohot acchi h 😍☺️
@Priyankasingh-kd7pd7 ай бұрын
Chandani drama krti h ,phle nibha sara kam krti thi ab chicken khud khana h to bna rhi h
@anuradhamitra21637 ай бұрын
Bahut chaalu aur chatur hai chandni
@anisharani95077 ай бұрын
Machali pyaaz nahi parthai ,chicken ma jada pyaaz parrtha hai
@bablibabli68267 ай бұрын
Kitna bolti hai aunty ji 😅😅patar patar
@neelemkumari-vx7kw7 ай бұрын
Hm abhi chicken 🍗 kha rhi hu 🤫🫣
@alishadamor097 ай бұрын
Chandni tumko aata kiya haiii bas video bnana aata hai kam karna nhi aata kiya jo abhi bhi aryan bhya ki mummy ko kam karna pdta hai
@anjalijha86407 ай бұрын
Tumko chicken dhone nahi aata, chicken bnane nahi aata sirf khane aata hai
@Anu-t2h7l7 ай бұрын
Bhaiya ek time fix karlo na blog ka
@kajalsahani41547 ай бұрын
Jo bolte hai chandani bachhi to Aryan ki bahen bachchi nhi hai kya Aur jab itni bachi hai to apne ghar rahe sikh le tab aaye hum bhi sahar me rahete h humari mummy Sab sikhti hai Ye nhi baat pe bol nhi aata h Khud se interest leke kaam karogi tumhare liye aacha rahega Tumhe koi kuch bolega NHi jab commet dekhte to kuch apne Andar aacha karo jo logko nhi pasand hai har chij me nhi aata h tum apne ghar me ye ntak NHi karti rahogi Aryan mummy se karna janta h uska rahega to karoge mummy ka bhi help humesha wife ka side NHi lena chahiye maa ke liye bhi Aacha to Taki Unko Aisa na lage beta Bas bahu ka dekhta h
@sadiyanaj70447 ай бұрын
Bacchi nhi hai baccha jaisa body hai 😂kya kar sakti h ab ye bechari
@ArchanaSingh-yh5fy7 ай бұрын
Chandani ko kuch banana nai aata hai pr khana jarur aata hai
@MdTanwir-ts2zu7 ай бұрын
❤❤❤❤❤❤
@KomalJaiswal-ih6ke7 ай бұрын
Butt yeh hai aryan ki mummy baught bholi hai....
@BeautyDas123-z4u7 ай бұрын
First like❤
@ManishaGupta-lt7od7 ай бұрын
Khane ata h isko bs pakar pakar bolti h
@AnjaliBanarasi7 ай бұрын
Deva thoda bhadkane wale kam mat karo chandani bachhi hai aur tumhaari bibi ayegi dekhte h kitna Krti h tumhari mumma ke liye hud h yaar dono sas bahu ke bich acha rahne do aryan bechara dono ke bich thik karne ki Kosis karta hai aaj hamko tumhara harkat acha nahi laga akshar nanad devar he hote h GhR ko adha barbaad karwane wale 🤬🤬🤬itna tha to kyu shadi karwa diya chandani se City ki ladki h chandaani usko setteld hone me time lagega 👍
@mansisingh75187 ай бұрын
I love fish 🐟
@explorewithpriya12387 ай бұрын
Chandani ko sirf reels bne aata h.
@Bindasmariya897 ай бұрын
Me bangli hu fer bi muje machli pasand nhi he
@nisharani85977 ай бұрын
Chandni bhaut gamandi hai
@SwetaSingh-en8md7 ай бұрын
Jyada hi sar pe chadha rkha h sb Bhoot utar jayega kuchh din me
@tamannapari1237 ай бұрын
Content kuch ni hai to sirf machli chicken chicken machli.....😂 Chicken dhote huye video khatam.....
@MonikaKumari-jd5ib7 ай бұрын
Chandani acha se rho husband or sas kitne achhe h
@simrankumari4257 ай бұрын
Sahi bol rahi ho
@Juhi57217 ай бұрын
Haribol laga h or aplog chicken kha rhe ho😏
@anisharani95077 ай бұрын
Kolkata ma jada log fish kats hai Kolkata famous mach hai