Jo bhi pragnant hain Allah sab ko naik aulad ataa farmae aur jis ki aulad nahi Allah un sab ko bhi aulad ataa farmae ameen
@AliimranAli-lz1wf2 сағат бұрын
Aameen
@mohammedmustafa97412 сағат бұрын
ameen
@ZeenathNasir-e8u2 сағат бұрын
Ameen
@stylepakistani63762 сағат бұрын
Aameen
@farhatparveen53242 сағат бұрын
Ameen
@rukhsanakhatoon5612 сағат бұрын
Aapne pehla baby miscarriage se khoya tha aur maine apna pehla baby khoya tha pr Allah ne mujhe ek saal baad firse pyari si beti di .. isliye Allah se hmesha achi ummeed rakhni chahiye 😊...and congratulations Saba ❤
@LifewithZeba2342 сағат бұрын
Allah bhut bada h Alhamdulillah Allah pe ummid sirf or sirf
@emaanziauddin82452 сағат бұрын
Aisa mere sth v hua h meri v ab ek 5 month ki beti h sukar h Allah ka
@dr.ayeshanizamuddinarkeri3212 сағат бұрын
It's not true and a big myth...as a Dr I can assure u papaya is very good for neurological development of baby .. please make people aware of it and do not spread wrong info
@rukhsanakhatoon5612 сағат бұрын
Maine papaya likha h kya kahi ?
@LifewithZeba234Сағат бұрын
@@rukhsanakhatoon561 mujhe bhi unki logic samjh ni aya ..😇
@AnnieHussain-c6sСағат бұрын
Dar Puri Pregnency mai lagta hai pr .Allah bhot bada hai allah Jo bhi karega sahi karega .Allah apko or apke baby ko sehat aata krre.Amean ♥️♥️♥️
@Vitality7868 минут бұрын
Hum itny Khush ha saba sister k ap soch NH skty hr namaz k bad Dua krty ha.lotsss of love from Pakistan 🇵🇰❤❤❤❤❤
@dailymotiontranspower92842 сағат бұрын
Mera bhi pahle pregnancy pe 6mnth ka miscarriege hua uske baad bhi do pregnancy bhot high risk case tha fir bhi Allah achhe aur sehatmand aulaad se nawaza..Alhumdullilah❤Allah kuch leta hai toh uske badle me aur jyada behtar tohfa karta hai aulaad k roop me..aapko bhi In sha Allah pyar aur healthy baby hoga❤Ameen
@ShabnamKhan-rf7gk3 сағат бұрын
Mere liy bhi dua kariye appi 2 baby h hum bed rest p h bliding start ho gai thi abi bnd h 6 February se 3 mnth suru honga.dhadkan to aa gai h alhamdulillah dua kariye aage bhi sb thik ho bhot dr lgta h appi 😔😔😔😔
@FatimaJafriСағат бұрын
Allah apki preshani ko dur kre
@SuaibTyagi-fe7lv3 сағат бұрын
alhamdulillah aaj 5 month complete ho gye mera bhi fast baby hai ❤❤❤❤ duaa krna sab khairiyat se ho
@salehatabassum84573 сағат бұрын
Congratulations same mere bhi Alhamdulillah❤❤
@SuaibTyagi-fe7lv3 сағат бұрын
@@salehatabassum8457 most welcome
@kambledipali17183 сағат бұрын
Congratulations 😊😊
@SuaibTyagi-fe7lv3 сағат бұрын
@@kambledipali1718 welcome
@sadiyakhan53103 сағат бұрын
Same Mera bhi Alhamdulillah
@faizaTakreem3 сағат бұрын
Congratulations 🎉🎉🎉🎉 Surah Rahman Surah Maryam Surah inshiqaq Roz padhna Aur surah Yusuf bhi regular padh kar stomach pe zaroor phoka....is se bacche bahut khoobsurat hote hai.....
@heenasultana67632 сағат бұрын
No it's wrong..... Pregnancy me ho skte to puri Quraan mukammal krna chahiye. Allat taala khi bh nhi frmaye k ye ye specific Surah pdhna chahiye... Ye sb gltfhmi me na pde
@faizaTakreem2 сағат бұрын
@heenasultana6763 dear sister Qur'an hamesha hi padhna chahiye...sirf pregnancy me nahi.... aur saal me 2 baat Qur'an khatam karna Qur'an ka haq hai...... Han jo Pacific sureh bataye gae hain wo hamare buzrug ne bole hain........
@faizaTakreem2 сағат бұрын
Log tawiz kunde Muharram sab biddat acche se manate hain par agar koi Qur'an ki surat padhna hai to un ko galat fahmi lagti hai.......
@Mr.gamer.-2242 сағат бұрын
Congratulations dear
@Mr.gamer.-2242 сағат бұрын
Mai aapki vidios aapki shadi ke pahele se dekhty hu lekin aaj aapki Khushi ka sun kar bahut khush hu alhamdulillah to aaj mai aapke pas m kar rahi hu
@izwa_zarish786Сағат бұрын
Saba mere b 2 miscarriage h bad pregnancy hui 7 month totally bedrest pe thi mai...or ab Alhamdulillah 1 year ki beti hai ❤
@khanam852Сағат бұрын
Meri 4 miscarriage hui hai 5 month ka .. meri liye dua karna
@sidrajavaidworld1333Сағат бұрын
Miscarriage k kitny month BD conceive Kia apny
@aroundthehouse4617Сағат бұрын
Allah nasib kare apko meri beti ke liye bi dua karu allah ausko ulad de ameen
@javariaamir2325Сағат бұрын
Sab sy khubsorat BAAT k JB wife scan py hai to husband reciting durood Shareef aur surah e marium ap ki fikr me Mashallah
@shaikhmuddasar67382 сағат бұрын
alhumdulillah mera bhi 8 month h sab log dua kijiye
@FatimaJafri2 сағат бұрын
Allah khushi naseeb kre
@ayeshashafiq7542Сағат бұрын
Please mary liy b dua kijyia ga Allah pak mujy b y khushi dny 6 sal s aw8 kr ri
@RimshaButt-k6s3 сағат бұрын
Allah ki kasam muje boht khushi hoi thi jab muje pata Chala tha ke ap mama bane wali hai Allah Mari api ko b ulad sa nawaze ameen 🤲😢api na koi medicine lyi hai😊
@RpRp-wz3fr3 сағат бұрын
Mumma not mama
@Crazy-ku2tiСағат бұрын
@@RpRp-wz3fr Pakistan me mama bolte hai wo log apni ammi ko..
@poojathakor50483 сағат бұрын
Congratulations saba .... 5 month complete ho gaye hai.. baki ke 4 month bhi bholenath ki kripa se achhe se gujar jayenge.... Stay happy
@AyatulAyat-i3t19 минут бұрын
Alhamdulillah Aage bhi sab thik huga Allah ka rahem se ❤❤❤🤲🤲🤲
@Yashmeencutie11 минут бұрын
Saba appi aap tension nhi Lena h or apna care kare sab accha hoga inshallah 🤗🤗🤗
@ShitakshiCh3 сағат бұрын
Saba baar baar missceriz kA naam nahi late dhyan rakho bus or Allah pr bharosa rakho sub acha hoga ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤blessings for your baby 🥰🥰🥰🥰
@FatimaJafriСағат бұрын
Bilkul 🎉
@aamrakhan80673 сағат бұрын
Many many congratulations Allah sab ko aulad ki dolat se nawaze Aameen 😊
@FatimaJafriСағат бұрын
🎉🎉🎉
@MdSufiyan-m2q3 сағат бұрын
19:06 Alhamdulillah....dar k aage Jeet hai saba....itna mat tension lo aap tension free raho...aap jo bayan kar rahe ho sab pregnency k bare mein....is se zyada takleef da pregnency thi meri...phir bhi Allah ne mujhe aulad se nawaze... totally 9 month bed rest pe thi mein...Aap Allah ka bahut shukar aada kare... Alhamdulillah...bas khush raho
@erumcute3218Сағат бұрын
Sistr ap btayen bed rest men Kya Kya Kam krna ha ... walk wagera krte hen ya nai plz guide kren
@MdSufiyan-m2qСағат бұрын
@@erumcute3218 No walking totally bed rest rahta
@Razia_Sultana7860Сағат бұрын
Meri shadi ko 7 year ho gye hai but aulad ki nemat se mehroom hoon....Ya Allah mujhe bhi aulad ki nemat aata farma Ameen Summa Ameen......❤
@FatimaJafriСағат бұрын
Aameen
@BrushAndNailsСағат бұрын
@@Razia_Sultana7860 I will pray for you.. Is pray ki mujhe bhi jrurat hai bhot preshan hu
@Razia_Sultana7860Сағат бұрын
@@BrushAndNails Inshallah zarur hoga Summa Ameen
@BrushAndNailsСағат бұрын
@Razia_Sultana7860 thanks dear♥️
@samiyarahmat7864Сағат бұрын
inshaAllah Allah apko zrur aulad denge... Bus dua or yakeen bnae rkhye
@ghazalarizvi276916 минут бұрын
Puri pregnancy hi dr lga rhta h jb tk baby God me nhi aa jata bs allah sb ko zindgi bhari aulad se nawaze
@shaguftasyad47103 сағат бұрын
Specially mujhe aap log jo Allah paak par itna zyada yakin or Imaan rakhte hona wo mere ❤ko chuu jata hai.aap logo bilkul sahi jo late News diye hai sahi wo kyu ki nazre bad hoti hai.usliye khayal rakhna chahiye
Aapko kya problem thi aur aap kaha se tretment kara rhi thi please zarur btayein meri shadi ko 6 saal ho gye hain aur conceive nhi hua hai
@BibiHajira-vr6iz2 сағат бұрын
Assalamualaikum mashallah mubarak ho apko meri shadi ko 17saal chal Raha hai abhi Tak aulad nahi hai mere liye dua kijiyega Allah taala apne habib ki sadqe neak aulad se Nawaze Aameen 😢
@AdibaKhan-sc3np2 сағат бұрын
@shahinanadeem5879 please reply 🙏
@romarizwan87812 сағат бұрын
Surah Muhammad Surah Rahman Surah Maryam Surah inshiqaq For safe pregnancy ❤
@muhammadshafqatullah1969Сағат бұрын
My day is incomplete without your vlog,especially I want to see your mom every day.
@HAPPYSOUL-g2k2 сағат бұрын
From watching your simple besan ka laddoo , to you achieving millions of followers and their celebration with family, to you getting married, to your vlogs on life after marriage, and now finally your beautiful phase of life ... Waiting for baby saba❤❤ You have come a long long way Saba.... Congratulations ❤🎉God bless
@cutebaby_26163 сағат бұрын
Plz read surah rehman n surah maryam daily for safe pregnancy
@LadlaLadla-t5s3 сағат бұрын
Aslam alaikum api Mera nam unzila hy me Pakistan se ho ap se sawl puchna th k apny PCOS k elaj kesa kra qk mery sth yehin problem hy 10years hogye baby nh hora plz plz bta de mujhe
@Anon201553 сағат бұрын
Sister Surah Maryam is not specifically for pregnancy, if you recite surah maryam translation u will realised it is not for pregnancy please don’t recommend Surah maryam To pregnant woman Jazak Allah khair
@ansarinoori51443 сағат бұрын
@@LadlaLadla-t5s di mujhe ilaj ka to nai pata lekin ap roz surah fajar padhe bina gap kiye , ek.din ka b gape nai hona chahiye, within 3 months allah paak apko good news denge, bas allah paak pe pakka yaqeen rakhna...
@cutebaby_26163 сағат бұрын
@Anon20155 dear for revciting surah maryam u will be able to bear all pains throughout pregnancy mere aazmaya hua h yeh
@SumeraKhan-n8w3 сағат бұрын
@Anon20155Jo phartha hai UN k delivery me asane hote hai pharne chaheye I hv personally seen patients who use to recite during pregnancy had Very much smooth deliveries
@suhanashaik96313 сағат бұрын
I lost my pregnancy yesterday please everyone pray for me to get pregnant again inshallah
@soofiyazameeransari40573 сағат бұрын
Ameen
@creatorCheryl3 сағат бұрын
Praying 🙏
@Minhajali83 сағат бұрын
U r strong…believe in alllah..
@rubeenamohammad53623 сағат бұрын
Assalamualikum Allah pak aap ky sehat wali aulad nek atafarmay ameen summa .
@MoinKHAN-h8s3 сағат бұрын
Allah appko bhut hi accha aur sehatmnd baby bhut jldi dega
@Ritu-h3r3f3 сағат бұрын
Mein samjh sakti hu mere sath bhut bar asa hua tha lekin doctor ne bola positive socho positive hi ho ga aaj mere 2 bete hai 🥰🥰🥰
@FatimaJafriСағат бұрын
🎉
@shaguftanaaz2138Сағат бұрын
Alhamdulillah mera 7 month h sab log dua kijiye ga
@farheenfurqaan768812 минут бұрын
Apka video Dekh ke Mera scan yaad aa gaya... Alhamdulillah 🎉
@maryamshahzad6522 сағат бұрын
آپ دونوں مل کر جو بھی velog بناتے ہیں وہ سب سے اچھا ہوتا ہے سلامت رہو خوش رہو ❤❤❤
@namitagautam7053 сағат бұрын
Aap bas khush raho aur apna dhyan rakho. Time se khate raho jo bhi pasand ho. Also keep your walks daily. 15-15 min ki 4 times mai karlo if you get tired in 1 go of 1/2 n hr. Sab achha hoga bas ishwar per bharosa rakho. God bless you and the little one ❤
@serwatheyat90372 сағат бұрын
1) don't keep standing or sitting in one place for long 2) thoda chalti phirti raho 3) walk is very good. It will keep your baby's head down and give you a smoother delivery. Walk 30 mins morning and 30 mins evening. 4) breathing issues is mainly due to baby putting pressure on the other organs. 5) eat 7-8 times a day in small portions . Don't over eat.
@AliabaanAlikanpurwala3 сағат бұрын
Mera baby b bhht mannato k bad aya 🤲🏻🤲🏻thnx Allah for everything ❤❤❤
@Toobafamilyvlog2 сағат бұрын
AIK hi Jan ha vo bhi Hazrat Muhammad saw per qurban 💓💓💓💓🎉🎉❤❤😊😊😊
@SaimaFarheen-gg4uxСағат бұрын
Indeed
@tamannabb2 сағат бұрын
Congratulations saba ..baaki month bhi ache se hi jayege ..hmari dua aapke sath h
@Suparnadidi3 сағат бұрын
Be positive, talk positive, it's God's blessing so don't worry, Keep faith on God ❤
@anamtakiduniyaСағат бұрын
InshAllah sub thk Hoga ap tension nhi lyna ❤❤❤
@FunkylyfСағат бұрын
Allhamdullillah..am in my 9th month ..dua ki guzaarish
@aroundthehouse461743 минут бұрын
Allah khir se de apko ameen plz plz plz meri beti ke liye dua. Apki dua qabul hugi q ke is halat me dua puri huti he tu plz
@Reshukhan8114 минут бұрын
In Sha Allah aage bhi sab accha rahega...Allah sehatmand pyari si aulad se nawaze... Aameen
@NaazTheCreatorСағат бұрын
Meri sis ko ldka nhi h or unke sasural Wale baht presan krte h please dua kijiye ga Allah unko ek beta se nawazey allah paak ❤❤
@aroundthehouse461741 минут бұрын
Allah dega inshallah ur susral walo ko blo allah ke hat he
@UzmaBagwan-no7fu3 сағат бұрын
Mashaallah saba di mera bhi hai abhi test hai 5 mahine ki aap duaa kare meri bhi ripot normal aaye. Di muje 12 saal k baad hai aap sab duaa kare
@MemoonaSafdar3 сағат бұрын
ALLAH PAK sehat o aafiat wala baby ata Karey aameen 🤲🌺
@FatimaJafriСағат бұрын
Allah apko khushi se nawaze 🎉
@arhansiddique98312 сағат бұрын
Mera bhi 5 month complete ho gya h hm dono sath me h masahallah Mera second baby h❤
@RumaisaSajadСағат бұрын
Jab sunny baya ne kaha mai darood padta hon ya surah mariyam mujy sun k bht rona aya kue mre time oe mre husband b yehi krte the... Agr husband acha ho phir sb mushkil asaan ho jati hai.... Love uh sunny bhai... Lots of love from kashmir india
@si-hl4doСағат бұрын
Rabbi la thazarni faradou wa antha khairul waseereen🤲🤲
@aavidabano77893 сағат бұрын
Alhamdulillah saba appi mere bhi 5 month complete ho chuke h mere liye bhi duaa krna ki mera safar bhi aashan ho
@taniazeeshansaleem26593 сағат бұрын
Pry for me I also pregnant but I want baby girl because I have 2 boys pray for me please
@FatimaJafriСағат бұрын
Aameen 🎉
@syedanashra24082 сағат бұрын
Nariyal paani ar mosambi khub khao aap us se baby healthy hota hai..Allah aapki pregnancy asaan kren and aapko ar baby ko sehatyab rakhen safe delivery ho aapki in’sha’allah
@Mariyamumaimma2 сағат бұрын
Pregnancy mai jyada thunde chez nhi khana chaye wo v nuksan krta aise ho chuka humare jante mai
@FatimaJafriСағат бұрын
🎉
@Ayzal4353 сағат бұрын
Saba appj plz read surah MARYAM twice a week.its for safe pregnancy ❤
@s.f.fatimakajahan2 сағат бұрын
Allahu Akbar beshq Allah Sbse bda h wo hr cheez pr Qadir h wo hi hmara Rab h SubhanAllah Alhamdulillah ❤️❤️💞💞💞
@shabanaBastawadСағат бұрын
Sunny bhayi bahut acche hai sabka khayal rhakte hai aur saba b bahut pyari hai sabke liye sochati hai
@Sameerasoha2 сағат бұрын
Namaz ka ihtemam karo saba 5 times yoga ki zarurat nahi hai aur jitna ho sakta hai allah tala ka zikar karo...❤❤
@worldclips44772 сағат бұрын
Je bs apky kehny ki hi zrort thi
@ShabnamAlvi-u3x3 сағат бұрын
Mashallah aapki 9 month Tak journey acchi Si Chalen Aur Baby acche se ho sahi Salamat Ho
@wishukiduniya268Сағат бұрын
Allah pak apko sath kheriyat se aulad se nawaze...main apka daily vlog dekhti hun..or tab se dekhti hun jab Apne sky-blue saari pehni thi...or dipika bhabi ne apka makeup Kiya tha....Pakistan se....
@HarharmahaadevjiСағат бұрын
Jitne bhi subscriber hai unse request usko bahut time baad khushi mili hai... positive comments karo jisse usko sad ya upset kare aise comments mat karo pls request hai.... iss time mein happy rehna chahiye ap sb k comments read kr k pichhla yaad kr ke dhukhi mat kro . Jinko nhi hai baby unko jaldi mile dil se pray hai ❤plz positive comments for her health 🎉
@emuskitchen29727 минут бұрын
Don’t stress out dear. I had many miscarriages, Alhumdulillah Allah blessed me with 3 healthy child. Enjoy the time.
@YasmeenaktherShaik2 сағат бұрын
Rozana sure rehman or sure maryam padhe pregnancy mehfooz rehti h saba mere b mashallah se 4 bache h 1 ladki 3 ladke h mujhe or maine b apni pregnancy me yahi padti thi alhamdulillah sab kuch aram se hogaya ap b padte raho inshallah asani se par hojaogi inshallah allah apki hifazat karre
@FatimaJafri2 сағат бұрын
Right 🎉
@kulwantsingh94303 сағат бұрын
Hiii Saba dii I am very happy ki aapko bhi mamma banne ka mauka mila hai meri buaa ko vee 7 sal ke bad baby hua tha lekin unka miscarriage Ho Gaya please unke liye bhi dua kijiye kyon unhen bhi yah mauka fir se Naseeb Ho unke to maaa papa vee is duniya mein nahin hai😢😢 please unke liye dua kijiye 🙏🙏 love from haryana ❤❤❤❤❤
@QalbalIman3 сағат бұрын
Allah kare aap hamesha khush rhe. Allah pak aapko ek nek aulad se nawaze❤.
@misbaahkausr66538 минут бұрын
Inshaa allah lalaah pak sab kuch theek karay ga❤❤❤
@bilquesfatima7542Сағат бұрын
Allah sab ki sab muraad poori kare aur saba mother n baby healthy rake aameen yarabbul alameen
@ashra-ki-duniya3 сағат бұрын
Allah aapko zindagi khushiya khusiyan hi bhr de..inshaallah ammeen❤
@HumarapyaraaIslam3 сағат бұрын
وہ لوگ سامنے آئیں جنہیں فخر ہے حضرت محمد صلی اللہ علیہ وسلم کا امتی ہونے پر ؟؟💞💞💞
@alkatrivedi377833 минут бұрын
Saba jitni pyare hai kanha ji ne unhe utni pyar krne vala Pati aur sasural de diya ❤❤❤❤❤❤❤
@MyWorld-qt7gg54 секунд бұрын
Mashallaha ❤Allaha sab behter karega Fikar mat karo
@KausarJaha-sl3nc24 секунд бұрын
Allah aapko aur aapke bachche ko salamat rakhe 🎉🎉🎉❤❤❤❤
@romakhanvlogs93223 сағат бұрын
Mashallah ♥️ bahut bahut mubarak ho ❤ Allah tala aise hi khush rkhe or sehat de aap ko ❤
@shamirehman28663 сағат бұрын
Saba hum mante hai ki aapko bahut Darr laga Rekha hai mann me...par aap har waqt aisa mat sochiye..acha acha sochiye ki jab Allah ne itna diya toh akri tak unka saat rahega aapke upr....sab acha hi hoga ap pareshan na ho.....humari b dua hai aapke liye
@FatimaJafriСағат бұрын
Allah se achchi ummeed rkhni chaye 🎉
@HumarapyaraaIslam3 сағат бұрын
Namaz is the permanent solutions of All Problems💕💕💕
Allah tala aapko hamesha khush rakhe our aapko Aladin Nagina ata farmae aapki tamam mushkilo ko asaan kar de Ameen ❤❤❤
@ShaheenSameer_20-3 сағат бұрын
Allah sabki hifazat kre ameen ameen ameen❤
@charanjitsharry25252 сағат бұрын
Saba waheguruji 🙏💯Apko tanrusti deay aur aap hamysha khush raho love you❤😘 dedi
@UsamaRasool-b6n3 сағат бұрын
Hey saba I am from Pakistan me apky vlog ka bht wait krti hu Allah Apko Khush rkhy khair ka din laye ameen
@SuhailWani-v1z3 сағат бұрын
Kis jugah sa
@nadia777-k3q3 сағат бұрын
MN bhi dekhti Saba sis ko Pakistan sy
@aroundthehouse461759 минут бұрын
Ameen me bi pak se hu
@iqraparvez255939 минут бұрын
Ab yahi sb hota hota rahega😊😊😊take itt easy saba.
@ujjawalshukla5518 минут бұрын
Bhagwwan saba apko safe rkhe aur apke chhote baby ko
@SurieyyaBegam3 сағат бұрын
Mera first comment hai mere liye bhi dua kijiye main be aulad hun mere ko aathvan sal chalu
@soofiyazameeransari40573 сағат бұрын
Allah apko nek aulad se nwaze
@DarkshakhanDarksha3 сағат бұрын
Assalam alaikum saba mjhe boht khushi hui ki aap pregnant hein allah aapko or baby ko hifzo aman mein rakhe dil se dua h ❤ lot's of love 💕
@sadiyakhan53103 сағат бұрын
Saba Mera bhi Alhamdulillah 5 month complete hua he Mera bhi Alhamdulillah anomaly scan Alhamdulillah thik he
@shivanipatil698524 минут бұрын
Sarv kahi chan honar mi deva javal prathna karte ki tula ek chan sa mulga de......mi tuze sarv vlog roj pahte.....mala khupch aavdtat..love you saba tai❤
@nusratnadeem701447 минут бұрын
Masaallah ❤allah mujhe bhi yeh khushi de 5sal ho gai 😢
@ayeshalifestyleingermany3 сағат бұрын
Saba Allah ap ki Hifzat kary ameen Vlog bohat acha hota hai ap ka ap ki sab family bohat payri hai❤
@MrsFaizasalman3 сағат бұрын
Saba aapk liye mai bht khush hooo ... Seed cycle k baare me Maine hi aapko suggest Kiya tha (mere case me bhi fayda hua h ,, ) 5saal baad I have a baby now alhamdulillah 😊....
@nurifaheem55783 сағат бұрын
Sad cycle ka matlab kya hota hai mujhe bhi bata do bahan Mera bhi 5 sal ho gaye hain shaadi ke main bhi nahin conceive kar raha hai
@LadlaLadla-t5s3 сағат бұрын
G mujhe bhe bta de plz yeh ksy krni hy kia khana hy Mera bhe baby nh hy 10years se
@ss-cm2mk3 сағат бұрын
@LadlaLadla-t5s aplog u tube pe search kijye seed cycle puri vdo aa jayegi
@MrsFaizasalman2 сағат бұрын
flax seeds , pumpkin seeds sunflower seeds , and sesame seeds Ko periods aane k baad 15 _15 days use krna hota h Fr example,, phle 15days me flax seeds or pumpkin seeds ko powder bnakr le Phr baaki 15days me sunflower seeds or seeseme seed ko power bnakr le Is cycl ko months to months reuse krte rhe ... In Sha Allah fayda hoga
@nurifaheem5578Сағат бұрын
@@MrsFaizasalman bahut bahut shukriya aapka
@Zeba-lo1vr3 сағат бұрын
Assalamualaikum saba ka Jahan humlog sab bahut khush hai apki pregnancy k liye ❤aap apna bht sara care kro or ap bahut lucky ho k ap sasural Wale itne achhe and supportive hai ap bahut 🤞 lucky ho ❤😊 love you saba ka Jahan
@naazkhan9816Сағат бұрын
Alhamdulillah masallah sab thik kare Allah bless you 3 of you❤❤❤
@asuniha78638 минут бұрын
Allah apko sahi salamat rakhe Allah paak apko beti toufik ada farmaya ❤❤❤
@pratimakumari51393 сағат бұрын
Mere papa ke liye duwa kar dijiye aap log hospital me hai please aap log duwa kar dijiye 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@ManpreetKaur-q4t3 сағат бұрын
Mere 3time anosion huaa h or ab m fr se pregnant hu meri shadi ko 8sal ho gye h bs ab sb kuj thk se ho jae. Ab mera 8month chal reha h. Aap kbi bi har na mane waheguru sab kuj thk krde h. Mene bi dieting ki thi uska boht fayda hua muje
@desizayqavlogs63953 сағат бұрын
Allah aap ku neikh saliha Aulad se nawaze..Aameen,plz Saba mere liye b dua karo mujhe b Aulad ka bahut zyada kwais hai
@soofiyazameeransari40573 сағат бұрын
Ameen
@saritamittal5876Сағат бұрын
Saba sunny dono khush raho ye golden time hai is ke her pall ko enjoy kero khush raho hamesha happy happy raho❤❤❤❤❤❤❤❤
@shibairfan282215 минут бұрын
Allah paak nek aulad ata karein Aameen ❤❤
@mahammadumair4258Сағат бұрын
Bohttttttttttt masoomiyat hai miyan biwi ki baton mein Allah apni rahamaton mein rakhen ameen❤
@ادیبہ_شیک3 сағат бұрын
13:42 question of month
@salmashah19193 сағат бұрын
Thank u for mentioning ...i was curious but didn't want to watch the whole show ,now days saba is just extending her vlogs for no reason😅
@rosanrosan81402 сағат бұрын
Surah Yusuf aur surah Mariyam ki tilawat roz kare InshaAllah sab thik rahe ga
@yasmeentaj11584 минут бұрын
Mashallah sab Mubarak ho 🎉🎉
@AyzalKhan-i3cСағат бұрын
Inshallah sb behter hoga or mai dua bhi krti hu Allah paak apko log ko bhot pyari si aulad se nawaze ameen❤
@Suziivlogger3 сағат бұрын
Who is fan off Hazrat Muhammad SAW🍊😊
@Aayanvlogger541103 сағат бұрын
❤🎉
@Thakurvina3 сағат бұрын
apni pregnancy ki journey btao kaise conceive kiya kya kya kiya uska vlog bnana alg se
@zamilakhatun47543 сағат бұрын
Alhumdulilla I am
@tanugaur32943 сағат бұрын
Who is fan of bhagwan Shree Ram 🚩
@ShaikSamar-ly5wn3 сағат бұрын
Ap huzoor sallallahu alaihi wasallam ke fans hai ya nai ye tume sabit karne ki zarurat nahi
@farheenkhan13893 сағат бұрын
Assalam Walekum really happy for you guys Mubarak Ho Allah ap logo ko nazre baad se bachaye Aameen..
@myrathakur9655Сағат бұрын
Sab acha hoga hamesha. baby ache se apne time par deliver hoga amen 🙏
@Monalisa-s2s2 сағат бұрын
Bhagwan sab thik karenge🎉 ❤ Baby ache se duniya main jayegi ❤