Sir agar sab hi log iss business ko karne lage to. Mein aap ki sab hi videos dekhta hun lekin jyada investment ki vajah se aage badh nahi pata hun . Agar sare business jo aap batate ho us ka ek data ho nation wise ki bhai iss product ke kitne manufacturers hai aur uss product ki demand kitni hai to kitna asan ho jayega koi bhi business karne mein. Exporter bhi dhund te honge ki sourcing kahan se ki jaye . Agar koi aisa platform ho jahan se ek click pe sari jankari mil jaye ki kitne manufacturers hai aur kitni market mein demand hai including exporter jaise amazon to India 3rd Economy jarur ban sakta hai kyun ki aise videos dekh ke har kisi ko business karne ka hosla to badta hai par jab product kam bikte hai sahi daam nahi milta to loan kaise bhar paiyenge aur loan nahi bharenge to bank aur desh ki economy niche aa jayegi. Ek aisa platform banao jahan har ek manufacturers ko register karo taki pata chale ye product kitne log bana rahe hai aur demand bhi us platform par pata lag jaye iss se paisa ,time ,energy , man power, aur other resources jo waste hota hai vo sahi tarike se use hoga. Aur sab log aage badhenge.❤❤❤❤
@BishnuMajhi123 Жыл бұрын
Jaa kar ganja pee
@dattatrayachintlawar6338 Жыл бұрын
Very good 🎉 explain
@UdyamiIndia Жыл бұрын
Thanks for your appreciation...stay connected by joining our KZbin channel “Udyami India ”.