Masha Allha sir ap ki bhaty bohot achi lagty h sach h koi na koi h jis n apne piyare ko koya ha😔
@syedilyas5222 жыл бұрын
Syed sir ap bahot ache h Allah tala ne apko zariya banaya h hum Jaise gham bhare logo k dilo ko samzane aur sukun dilane k liye.. maine apni 7 sal ki beti ko khoya hu August 2022 Life is over....
@tariqueshaikh95592 жыл бұрын
Mashallah bahut badhiya samjhaya aapane
@rizwanaarslan40652 жыл бұрын
Respected sir,great knowledge sir.
@ghazalatariq5241 Жыл бұрын
😭😭😭😭😭😭😭
@sairabanu83882 жыл бұрын
Assalam alaikum Warahmatullahi wabarakatahu🎋 Subhan Allah bahot khoob zarbardast nasihat, very true very good👍 & excellent explained Mashah Allah jazak Allah khair ho 🤲👌💐
@mariyazain60072 жыл бұрын
Mashallah you are a great Islamic scholar I always follow you
@SA-dv8wx2 жыл бұрын
Allah sab ko saber da amen
@seematabassum6442 жыл бұрын
Jazak Allah khair
@zeeshanfaiz66412 жыл бұрын
Lailaha Mohammad orrasol ollah bahut sari azmaish insan sahejata magar apno ki Judai Allah kisi ko na de ameen
@shoaibakhtar57802 жыл бұрын
Buhut aala bayan 💚✅
@mahashaikh78492 жыл бұрын
Walaikum Assalam! Masha'ALLAH Saad Bhai apk daras andhaire kmre me umeed ki roshni ki trha hain ALLAH TALA apko hmesha aise e roshan aur abaad rakhein.. AMEEN YA RAB-UL-ALMEEN🤲
@nihalfatema47122 жыл бұрын
Sada khush raho bhot bhot duay
@shoaibakhtar57802 жыл бұрын
Subhaan Allah 💚 Masha Allaha 💚 Jazak Allahukeran 🤲
@hussainraza64692 жыл бұрын
Masha Allah very nice bayan Allah bless u and ur family pls keep my husband Mohd Hussain in ur duaa jazak Allah
@Saad129882 жыл бұрын
Bahi ap ki video bhot hosla afza ha Meri ami Abu ki mgfrt ki dua b kjy ga hum b bhot tot phot ka shikar han abhi abhi walida ko khoya ha jazak Allah
@kaneezkhan31032 жыл бұрын
Mashallah
@naaz3662 жыл бұрын
Mery walida ab is duniya me nahi he
@Mo.M.Ansari112 жыл бұрын
اِنَّ لِلَّهِ وَ إنَّآ إلَيْهِ رَاجِعُونْ Allahﷻ aap ki walda ko Jannat ul Firdaush me Ala makam ata farmaye Ameen امين ثم آمِين يارب العالمين
@SyedSaadQadri2 жыл бұрын
Allah سُبْحَانَهُ وَتَعَالَى maghfirat kare
@kiranahmad11442 жыл бұрын
ameen
@sanuddinansari35382 жыл бұрын
@@SyedSaadQadri Ameen
@khawajaaurangzaib77872 жыл бұрын
Mashallah.
@mm_oo_ii_nn17832 жыл бұрын
MashaAllah
@zeeshanfaiz66412 жыл бұрын
Allah ko dena chahiye sabar agar Allah apne ghamzada bando ko dekhta hai to kiya osko yateem bache jo baap ke liye bilakte hai onpar rahem nahi ata mari guzarish hai aise bacho ke liye dua kare jinhe baap ke Jane ke baad zindagi guzarna mushkil lagta hai aur log onhe hurt karte hai
@noorjahannaaz73312 жыл бұрын
Allah ke shan me gustakh nahi kerte. Allah aap ko hidayat de.
@bintejawednaqi16202 жыл бұрын
I believe k Kisi Apne ko khone ka sabar tab tak nahi aata, jab tak hum yeh internally admit nahi kar letay k "he / she" is no more...jis waqt hum maang maang k thak jate Hain tab yaqeen aajata hai k Jane Wala kabhi wapis nahi ayega ,chahe hum Roz royain ya subha shaam ,,hum Allah ki qudrat k aagay bebas hain...I lost my father last year but still my heart feels broken all the time..Allah sab ko is Zindagi main sirate mustaqeem p chalne ki toufiq ata farmai.... aaameen
@bintejawednaqi16202 жыл бұрын
@@kiranahmad1144same here ...main bhi bas yehi Dua karti hun k is dunya Se jate hi mere nabi pak (s.a.w) mere samne ayain aur mujhse SE kahain k aao beta tumhain tumhare papa SE milwata hun 💓🥺... Allah aapko bhi sabr e kamil ata farmai aaameen 🤲
@Mo.M.Ansari112 жыл бұрын
@@bintejawednaqi1620 Ameen. aap ko اللّٰهُ سُبْحَانَهُ وَتَعَلَى sabr e Azeem kamila ata farmaye.. اللّٰهُ اكبر اللّٰهُ اكبر
@sanuddinansari35382 жыл бұрын
@@kiranahmad1144 in sha Allah ameen
@sanuddinansari35382 жыл бұрын
@@bintejawednaqi1620 in sha Allah ameen
@bintejawednaqi16202 жыл бұрын
Aaameen
@rabiya78792 жыл бұрын
Asalamualaikum waramatullahi wabarakatahu Mashallah subhanallah Allah jazayekhair atta kary Ameen
@ImranImran-zg5fq2 жыл бұрын
Assalamualaikum Maine bhi mera beta dersaal ka sabar nai aara Lekin allah ne mujhe or ek naimat se nawaza hai alhumduliallah duaa kare khair se or bahayaat viladat ho or mere bete k hi zariye se hame or ek naimat mili hai alhumduliallah Allah ka shukar hai mere bete hi araha hai inshaallah ameen please reply dijiye
@noorjahannaaz73312 жыл бұрын
Ameen
@kiranahmad11442 жыл бұрын
ameen ameen
@citylightstargeneraltradin9022 Жыл бұрын
ALLAHA US KO APP KI ANKHON KI THANDAK BANAYE. US KO LAMBI AUR SEHAT WALI ZINDGI DY... AUR ALLAHA K HAZOOR DUA HA DUNIA K HUR MAA BAAP KI ANKHAIN THUNDI RUKHY ...NABI(MUHAMMAD ) PBUH k sadqy sy... jis maa baap ka bacha dunia sy chala jata us ka darad ..sirf woh he jantain han. ..aur koi nhi jan sakta.ALLAHA SY MERE BHI HAQ MA DUA FARMA DAIN ... JAZAKALLAHA
@salmataj75172 жыл бұрын
Asalamu alaikum bhaijaan please mujhe dua karein mere right leg facture hojaya hai tootchuki Hain please Dua karein Mera dard current lagne kaisa dard jankare hoote Hain 1m se bistar or ho please namaz me Dua yaad rakhein Allah har bemar ko shifa de aur unke tofas se Mera bhi pair aur har aze ki dard taklif se Allah affiyat dein ameen 🧕 Apko bhi sehat de
@waqassem62492 жыл бұрын
assalamualaikum me or mery Ghar waly aap ke bayaan sunty hy aalim sahab hamy buhut sakoon milta hy mery bety ka intikaal hu gaya tha 1 saal ka tha wo 8 rabiul awwal ku intikaal hu wa hy me aap se BAAT Karna Chahta hu ap ki meherbaani hu gi kuch puchna hy barzakh or is ke I lawa bhi
@voramumtaz58672 жыл бұрын
Masha Allah, bahut khub.Muje laga mere liye hi ye bayan tha. Mai bahut dukhi thi 3saal me apni bahan , bhabhi aur maa ko bida krke. Ro ro kr bura haal hai. Muje koi taslli dene walo ko dhundhti rahti hu,
@jaanibabajaanibaba87122 жыл бұрын
Allah apko ok sbar day ma na b apni Jan sa pyry shohr ko khoya 3 mAh hogy shadi k 4 sal bad love merrig thi baby b ni tha abi mjy b sabr ni arha
@monakiran5332 жыл бұрын
@@jaanibabajaanibaba8712 khan se ho ap dear mera b same yhi problm h
@voramumtaz58672 жыл бұрын
Mai Ahmedabad se
@voramumtaz58672 жыл бұрын
Aap ees pr jyada nashihat kre, Inshallah ,hum ees depression se nikalkr normal ho jaye
@aliemraan69555 ай бұрын
Allah pak ap sabko sabre Jameel ata farmay aur Allah k Rastay ko mustakil apna lijiay ye taqdeer hai yehi hai momin ki Aazmaish bas gunah sy bachye Sachi Toba kijiay ab dunya ka the end hi hai Allah hamko Chun Raha hai dajjal k khilaf lakin ham ab bhi guna na choren TU kahin ham ko dajjal ka Sathi na bna DAI Khuda ye fikar Karni hai har momin ko k Essa aur imam mehdi k kaflay ladhkar Mai hamko shamil karay Aameen
@Mo.M.Ansari112 жыл бұрын
Assalamo alaikum Saad Bhai Waise to Ham Sabhi Huzoorﷺ par Har wakt durood o Salam parrhte hai zo shaks 12 rabi ul awwal ki shab se lekar subha 12 rabi ul awwal k din tak kasrat se durood parrhe ga wo Jannat me us dastar khuwan par khana khaya ga zis par Huzoorﷺ or Hazrat Ibrahim عَلَيْهِ السَّلَام khana khaye ge.... Ye saheeh baat hai
@SyedSaadQadri2 жыл бұрын
وعليكم السلام ورحمة الله وبركاته، Mein aise kisi riwayat se waqif nahi hoon
@SadaayEZehra110 Жыл бұрын
My daughter is only 26 yrs old and she lost her loving husband to dengue. My life is devastated, I can't console myself, I wish I could return my daughter's happiness but I am helpless. Day n night I am crying, I find no way to feel better
@emaanzia94732 жыл бұрын
😭😭😭😭
@nasreenshireen30282 жыл бұрын
Ap Ki bht Bari fan h kuch question hn aps islamic plz cont me Allah Pak apko Salamat rakhe Ameen 🤲
@SyedSaadQadri2 жыл бұрын
Mera whatsapp link wa.me/message/4CO4ZFKB5Z4EB1
@tasneemhabib79092 жыл бұрын
G mujhy bhi Mari Ami g bad Saber Ni aa raha Mary liya bhi dua kare karen
@Mo.M.Ansari112 жыл бұрын
Assalamo alaikum Saad Bhai🤔 Kya ye sach hai.. Jab Hamara dil be wajah bechain rahne lagy to samj Lo ke Hamara Rab Hame Arsh par yad kar Raha hai.. kahte hai ye maula Ali ne kaha sach kya hai plz examplen Bhai....
@SyedSaadQadri2 жыл бұрын
وعليكم السلام ورحمة الله وبركاته، Is baat ki koi daleel nahi hei
@farzanakhan83542 жыл бұрын
मैंने अपना भाई और अपना शौहर डेढ़ साल में दोनो को खोया है और दोनो ही अभी 40 के भी नहीं हुए इन्नला माह शाबरीन
@SyedSaadQadri2 жыл бұрын
Allah SWT ap ki madad farmai Ameen!
@noorjahannaaz73312 жыл бұрын
Allah rabbul izzat apko sabr ata kare ameen summa ameen
@farhinchaudhary5592 жыл бұрын
mene bhe khoya he apne dady or Bhai ko 15 din me do maut apne pyaro ke dekhe Allah sabr aata farmaye aapko ameen
@farahjamal79042 жыл бұрын
@@farhinchaudhary559 kya corona se death hue
@farhinchaudhary5592 жыл бұрын
@@farahjamal7904 achanak mere jawan bhai ko heart attack aaya or voh vahi off ho gaye mere dady ka dil bardash nhe kar paya sadma tin din baad mere dady ko heart attack agaya or voh hospital me rahe dus din voh bhe off ho gaye 15 din me do maut hue or yeh sab Achanak hua kese ne socha bhe nhe tha kabhe hum aaj bhe sadme se nikal nhe paye he Saad bhai ke vedio dekhti hu bahot sukun milta he Marne ke baad to unse inshallah mulakaat hogi hamari aameen
@aneesshaik49492 жыл бұрын
Sir, Maine apne shohar may mera khuda dekha hai, aur Allah ne une apne paas bulaaliya. I had my purpose always, but without him I am nothing, I am living for my little daughters, as he left the responsibility on me. I am following your channel since few weeks, but unable to convence myself. I wish Allah do his miracle and send my life back
@SyedSaadQadri2 жыл бұрын
That is ur purpose of life to raise strong kids
@kiranahmad11442 жыл бұрын
dear jaany waly kabhi lot k nahe aaty aap Allah ke razaa ma razi hona seekh lain bss apny husbend ke ye nishaaneyan hain aap k pas ..bss in k leyy apna aap waqf kr dain un ke rooh bhe khush ho ge paarh k eesaal krain raat ko husbend say bayain kr k soya krain aaj ye hua ye keya dekhna khwab ma ayain gy wo in sha Allah
@bintejawednaqi16202 жыл бұрын
We are totally helpless ...we can't do anything accept crying and discussing our pain with Allah S . A . T....Allah se Dua maangti rahain...woh ghafoorur Rahim hai... aapko khwaab main zaroor deedar naseeb hoga... inshallah
@abdullahhassan31042 жыл бұрын
@@SyedSaadQadri SobhanAllah
@joot2342 жыл бұрын
Hazrat. Rasool Allah ke Asma ul usna fazilat batao 👏💘
@arifamin82512 жыл бұрын
Assalamu Alaikum Hazrat Sahab aap dari q Nahin rakhte Ek Mutthi
@muhammedzryabkhan-vu1gb Жыл бұрын
Assalam o Alaikum saad bhai... Mera beta zaryab jo 4 saal 2 mah k thy..4 month phly wo bimar huwe or admit hogaye report b behtr hogae phr achanak hospital mai tbyat khrb hui or Allah ko piyare hogaye...unko jannat mai khana milta hoga or wo hamain yd karten hoge..plz bhai reply dain...kesey hngy wo abhi.
@kiranahmad11442 жыл бұрын
jnab boht he khoobsurat dras ...bss insan ko jo hasil ha uss ke qadar nahe or jo nahe ha uss k leyy hasil ke bayqadri itni si baat ha agr koi samjh ly ...taqdeer pr pakkaa emaan hm sb baybss hain
@@Mo.M.Ansari11 kuch behtr lekin theek nahe ho rhe mukammal
@Mo.M.Ansari112 жыл бұрын
@@kiranahmad1144 ,
@aliemraan69555 ай бұрын
Baishak
@fiza99202 жыл бұрын
Brother we are proud of you. How did you gain this vast knowledge?
@mohammadshahzada13582 жыл бұрын
Assalamualaikum Saad sahab mera sawaal ye hai ki waswasa(sak aur suba)kitne type kaa hota hai
@humerahassan92102 жыл бұрын
Assalamualaikum warahmatullahi wabarkatahu
@SyedSaadQadri2 жыл бұрын
Walaikum Assalam!
@fiza99202 жыл бұрын
Assalaamualaikum brother.
@shoaibansaari4572 жыл бұрын
Assalamualaikum hazrat Waadaa khilafi Ka gunaah kyaa hai Jo log pahle 4 Logon ya 4 aadmiyon Ke Samne Baith Samjhauta kar lete hain bad Mein samjhate ko tod Dete Hain uska Gunah kya hai????
@kiranahmad11442 жыл бұрын
plz mohtram ye bhe btayey ga k drood sharif ke kasrat or toba astghfar say kya saghira or kabhira ghunah maaf ho jaaty hain
@mohmmadaris17942 жыл бұрын
App apne video ki taital me aurat ki photo khu lagate hai hazrat
@samrashahzad65552 жыл бұрын
AOA!.Sir two months pehle car accident mein Meri 7 years ki beti aur 1 year ki betay ki death ho gai hai.hm zakhmi huaye thy.agr bachon ko khwab mein Pani mein daikho ya Barish mein toh is ka kia Matlab hai.mjy kia krna chahiye
@mohmmadaris17942 жыл бұрын
Maine bhut sari video me dhekna hai. Kya ye gunah nahe hai hazrat
@joot2342 жыл бұрын
Hazrat Allah ki raza pe razi hona Hadise khud si batao Hazrat
@HassanAli-x2p5j9 ай бұрын
Cencer k mareez kiu jldi mArr jatye h Allah paq ki Tarf se bemari ati h please jwab lazmi de
@shabinaqureshi91092 жыл бұрын
Syed sahab sachme sabar nai araha hai.
@samimasirin22432 жыл бұрын
Tabaqul ka matalab?
@maarijmaarijbaig5469 Жыл бұрын
Mara bata 16 sal ma Chala gaya jism sa mazor tha sabr Nahi ata
@jaanibabajaanibaba87122 жыл бұрын
Sar shohr ki wafat k bad biwi eddat guzrti ha us ka ajar Kya ha or Kya eddat ka ajar shohr ko b milta plzzz is ka jwb lazmi dy
@jaanibabajaanibaba87122 жыл бұрын
Sar apny jwb ni diya
@mohdtaukil76052 жыл бұрын
Aslmualekum sir mera do saal ka masum beta nahi raha fool jesha tha sir sabr nahi ho raha hai usko bolad cencar ho gaya tha masum tha sir bahot yaad aati hai duniya me man nahi lag raha hai keya karun
@aliemraan69555 ай бұрын
Wo jannat k Aala darjaat Mai hai gham na karo khud ko Allah k Rastay Mai wakf kardo bas
@maksudkhatik61422 жыл бұрын
Assalamu alaikum molana beta shohar sabchla cya to Kay who Marne me bad milenge
@SyedSaadQadri2 жыл бұрын
وعليكم السلام ورحمة الله وبركاته، In sha Allah Barzakh ke series mei is per tafseelat hein
@jaanibabajaanibaba87122 жыл бұрын
Sar plllzzzzzz jawb zror dy Mary shohr duniya sa Chaly gy ha sabr ni arha 3 mAh hogy is ass' pa jeeti o k jant ma mily gay Kya hm mily gy 4 sal bad chaly gy baby b ni tha kya hm mil skty h akhrt ma
@SyedSaadQadri2 жыл бұрын
In sha Allah. Is per duros bhe mowjood hein.
@jaanibabajaanibaba87122 жыл бұрын
Jazakallah sar mujy sabr nai ata tha apki bato sa boooooooooooht skon or sabr milta ha Allah apko slamt rkhy boooooht ass ha k Allah hmy jant ma inshallah milwy ga
@HassanAli-x2p5j9 ай бұрын
Same my wife death dill ko sakun nai milta h
@jaanibabajaanibaba87122 жыл бұрын
Sar Kya love merrig Waly b miya bv jant ma miya b rahngy I me curt mreirrg Waly or hmri curt mreirrg k bad gr Waly SB Milty b thy or bad ma Raza Mandi sa rukhsti hoi wlima
@jaanibabajaanibaba87122 жыл бұрын
Sar apny jwb ni doya
@jaanibabajaanibaba87122 жыл бұрын
Sar apko phly b ma na swal Kiya Apny jwb ni diya tha plzzz jwb lazmi dy
@SyedSaadQadri2 жыл бұрын
Allah سُبْحَانَهُ وَتَعَالَى Ap ko sabr de or un ki maghfirat kare Ameen
@nafisanorat22042 жыл бұрын
Assalamualeykum saadbhay bahut sabar kartihu lekin koy din mere bahut yaad aatehe to fir sochtihu ke kab ye zindgi puri hogi aor me unko jake milungi
@ayaansheikh19652 жыл бұрын
Same apki jesi condition hy meri bi k kbhi to ami k liye sabr a jata hy or kbhi to itni bechain ho jati hun roti hun k bs Allah mujhe apne pas bula kr mujhe meri maa se milwa de
@sanamughl96672 жыл бұрын
Bilkul asa e h ... Bs m b ye e Dua krti hu Allah pak mery shoher ko akhrt me muj se Mila dy unk milny k intzar me ma sari guzar dugi na wo mil jy
@jaanibabajaanibaba87122 жыл бұрын
Mara b same AP k jesa Hal ha mry shohar boooooht achy thy Mari Jan mjy 3 mAh hogy chor gy love merrig hoi thi 4 sal bad chaly gy baby b ni ma b bsss isi ass na zinda ho k jant ma mily gy kb m unky pas jao gi ak rt ni ma soi 3 mAh din so lati o rt nind ni ati😭😭😭😭😭😭😭😭
@jaanibabajaanibaba87122 жыл бұрын
@@sanamughl9667 Mera b same yahi Hal ha ma apni sari Umar apni Jan k Liya guzar don gi akhart ma un sa Milo gi hmsha k Liya na wo bmar hon gy na mjy kbi chor k jay gy😭😭😭😭😭😭😭💔💔💔
@jaanibabajaanibaba87122 жыл бұрын
@@sanamughl9667 AP kaha sa ho
@saimaghazal7667 Жыл бұрын
AoA I have one question please answer me I saw truck coming towards my 2 year old son my son towards truck and I am still donot run towards my son I am afraid that me too die with son and truck hit my son truck pass through his head and my son died please answer me I am reposible for his death because I don't help my son and donot run towards my son to stop because I am scrad of my death please answer me
@aliemraan69555 ай бұрын
Aisa na sochye himmat rakhye aur Allah par tawakkal Karen pora bas Mout barhaq hai lakin Allah k rasty Mai pori tarha lag jaen bas dakhye ga ap sab Better hoga
@shabinaqureshi91092 жыл бұрын
Meri wife ki death ko 2 months ho gaya. Fir bhi sabar nai araha hai. Meri chhoti bacchi bhi hai.
@jaanibabajaanibaba87122 жыл бұрын
Mary b jan sa pyry husband ki dath k ko 3 mAh hogy sabr ni arha apno sa bichrny k sadmy sa Bera koi duniya ma sadma ni ha bahi 😭😭😭 inshallah hm jant ma SB mily gy ma b isi ass pa jiti o apny Allah k qreeb hojy bs
@monakiran5332 жыл бұрын
@@jaanibabajaanibaba8712 phly itnaaa lgao nh hota net se youtube se bt jb se husbnd ki death hoi dalhu hm sb kse idr in qustion me rh gsy hn bs
@jaanibabajaanibaba87122 жыл бұрын
@@monakiran533 Mera b same yahi Hal ha ma na kbi you tube pa comnts wgra ni Kiya ab bs yahi km h k Kya mry 7 hi asa howa ha k log or b ha hmri trha
@nuzhatjamal65002 жыл бұрын
salam bhai mera ek question hai hum aksar apne maa ko khawab mai dekhte hai aur degar relatives ko hindu log bhi apne parrents ko khawab mai dekhte hai unki rooh to sijjen mai hoti hai jise ane jane ki ijazat nhi to phir woh khawab mai kyu dikhte hai plz is par koi vedio bnayee
@sanamughl96672 жыл бұрын
Khwab m Koi ruh b mil skti h
@sanamughl96672 жыл бұрын
Mne Saad Bhai se pucha tha
@farahjamal79042 жыл бұрын
@@sanamughl9667 acha unhone kya ans diya mai bhi is questions ka ans chahti hoon
@sanamughl96672 жыл бұрын
@@farahjamal7904 unho ne btaya tha k khwab m Koi b mil skta h ... Ap unk khwabo ki play list sun lyn
@farahjamal79042 жыл бұрын
@@sanamughl9667 gud
@videoforentertainment2 жыл бұрын
Kya koi kisi bhi jariye se mare jaise - khudkushi karke, zahar kha kar, train se cut hoker toh kya wo apne Muqarrar waqt pe marta hai ya apne waqt se pahle mar jata hai. Mujhe lagta hai ke suicide karke marne wala agar suicide nahi karta toh abhi wo zinda rahta???
@SyedSaadQadri2 жыл бұрын
Kya koi Waqt se Pehle Mar Sakta hai? Can you die before time? Waqt se Pehle Mar gaya kehna kaisa? kzbin.info/www/bejne/h3ycipineLuSbs0
@lilyrose16502 жыл бұрын
@@SyedSaadQadri Allah ne wqt moqarrar kiya h to fir khudkashi krnewalon ko haraam maut q kaha jata h.. Bhale faisla khud ka ho ki usne khudkashi ka raasta chuna lekin maut ka wqt to pahle se moqarrar tha na.. Mjh v ye swal baar baar preshan krta h.. 😔😔
@videoforentertainment2 жыл бұрын
@@lilyrose1650 mai nahi manta ke maut ka waqt pahle se likha hua hai. Sab insaan ke upar hai. Agar kudkushi karke mar gya toh log kahte hai iska yahi waqt tha. Aur khudkushi nahi kiya toh kahte hai abhi maut nahi hai. Ye sab kahne ki baat hai. Kisi ke bhi maut ka waqt pahle se nahi likha hua hai. Sab insan ke apne upar hai.
@Ali-es7lf2 жыл бұрын
Sir aap ek single mother ke pareshani or jazbat samajh kar rah dikhau 3bchcho ki jimmedari ke sath dunya se muqabla kese kare