Al madad Yaa Rasool Allah Sallallahu alehi wasallam
@owaisrizwan9230 Жыл бұрын
کیا بات ہے حضرتِ اقدس ❤❤❤ ما شاء اللہ 💜💜💜
@Bunnty.Bubbly.57 ай бұрын
الصلاۃ والسلام علیک یا رسول اللہ الصلاۃ والسلام علیک یا رسول اللہ الصلاۃ والسلام علیک یا رسول اللہ کلت ہی لطی ادرکنی یا رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم
@AbdullahKhan-xv8do11 ай бұрын
Masaallah
@khalidiqbal1774 жыл бұрын
Wah Allah aap jese ulma ko salamat rakhe
@waqarahmed79474 жыл бұрын
Shirk ko promotion k liye???
@MuhammadSoyebMustafai2 жыл бұрын
@@waqarahmed7947 nahi...tum khabeeso ka radd karne ke liye😂🤣
@shoaibakhtar3479 Жыл бұрын
@@waqarahmed7947 hadees se Sabit hai we wahabi...
@waqarahmed7947 Жыл бұрын
@@shoaibakhtar3479 hadees say sabit Kya cheez hai
@shoaibakhtar3479 Жыл бұрын
@@waqarahmed7947 😂😂😂lo inko hadees ka MATLAB nahi pata
@kamran_raza_shah Жыл бұрын
Subhanallah kya baat hai hazrat 💚✨
@shahzadraja79343 жыл бұрын
Ma Sha Allah subhanallah allhamdolilah zindabaad ahlesunnat ki payary ulmas.
@arhankhan43094 жыл бұрын
MashaAllah
@kaifkaif99686 жыл бұрын
Masha allah
@IamSAkhan_6 жыл бұрын
Quote from the Holy Qur'an: An-Nisaa (4:64) وَمَا أَرْسَلْنَا مِنْ رَسُولٍ إِلَّا لِيُطَاعَ بِإِذْنِ اللَّهِ ۚ وَلَوْ أَنَّهُمْ إِذْ ظَلَمُوا أَنْفُسَهُمْ جَاءُوكَ فَاسْتَغْفَرُوا اللَّهَ وَاسْتَغْفَرَ لَهُمُ الرَّسُولُ لَوَجَدُوا اللَّهَ تَوَّابًا رَحِيمًا Wama arsalna min rasoolin illa liyutaAAa biithni Allahi walaw annahum ith thalamoo anfusahum jaooka faistaghfaroo Allaha waistaghfara lahumu alrrasoolu lawajadoo Allaha tawwaban raheeman और (रसूल) जब उन लोगों ने (नाफ़रमानी करके) अपनी जानों पर जुल्म किया था अगर तुम्हारे पास चले आते और ख़ुदा से माफ़ी मॉगते और रसूल (तुम) भी उनकी मग़फ़िरत चाहते तो बेशक वह लोग ख़ुदा को बड़ा तौबा क़ुबूल करने वाला मेहरबान पाते get.muslimpro.com
@IamSAkhan_6 жыл бұрын
ध्यान से देखिए क़ुरान क्या कह रहा है
@arshadrais82174 жыл бұрын
@@IamSAkhan_ .. Kya kah raha hai?
@shoaibakhtar3479 Жыл бұрын
@@IamSAkhan_ or tafseer?
@hassantahir28516 жыл бұрын
mujhy ye refence koi send krde ga please
@arshadrais82174 жыл бұрын
Aap is video se sunn kar likh lijiye bhai
@aaodeenseekhienmuhammadzub4324 жыл бұрын
Kamal kar diya molana ka name kia hy
@safakazi64094 жыл бұрын
Maulana Farooq Khan Razvi Sahab
@ahmadhassan34154 жыл бұрын
@@safakazi6409 یہ جاہل مولوی ہے
@kamrangrewal22883 жыл бұрын
O bhai hazoor pak say dua karwai hai direct manga nahi hai gor say suno
@Samir.7868 ай бұрын
Une pukar na bhi mana bolte he or or batil file ye bhi bolte he wo ab qabar e Anwar se nai sunte to wo sab sabit hua na or dairect magna bhi sabit he pele pado Kai ja ke jha man chay bol dete ho pagal nai he sab jo etna man te he or agar Dil me huzur ki mohabbat hoti to ese yha gala nai fad te ap Allah ke Nabi ki shan dekhe un ki quranni ummati se mohabbat wo sab chhod ke un ke khilaf kya milta he ye dekho tum log bas
@mrmicrobiologist47684 жыл бұрын
بھائ ہماری رہنمائ اس بات پر فرمایئں کے اللہ کے نبی سے ان اب غائبانہ مدد مانگ سکتے ہیں؟
@jibrannaeem64924 жыл бұрын
جی بلکل
@ahmadhassan34154 жыл бұрын
@@jibrannaeem6492 کہاں لکھا ہے؟
@jibrannaeem64924 жыл бұрын
@@ahmadhassan3415 وَ مَاۤ اَرْسَلْنَا مِنْ رَّسُوْلٍ اِلَّا لِیُطَاعَ بِاِذْنِ اللّٰهِؕ-وَ لَوْ اَنَّهُمْ اِذْ ظَّلَمُوْۤا اَنْفُسَهُمْ جَآءُوْكَ فَاسْتَغْفَرُوا اللّٰهَ وَ اسْتَغْفَرَ لَهُمُ الرَّسُوْلُ لَوَجَدُوا اللّٰهَ تَوَّابًا رَّحِیْمًا(۶۴ اور ہم نے کوئی رسول نہ بھیجا مگر اس لئے کہ اللہ کے حکم سے اس کی اطاعت کی جائے اور اگر جب وہ اپنی جانوں پر ظلم کربیٹھے تھے تو اے حبیب! تمہاری بارگاہ میں حاضر ہوجاتے پھر اللہ سے معافی مانگتے اور رسول (بھی) ان کی مغفرت کی دعا فرماتے تو ضرور اللہ کو بہت توبہ قبول کرنے والا، مہربان پاتے۔
@ahmadhassan34154 жыл бұрын
@@jibrannaeem6492 الله تعالی آپ جیسے ایمان لٹپائے شیطانی ملاؤں کے شر سے امت مسلمہ کو محفوظ رکھے تم لوگ قرآن کی آدھی بات کرتے ہو اگلی آیت میں آتا ہے فَلَا وَرَبِّكَ لَا يُؤْمِنُوْنَ حَتّٰي يُحَكِّمُوْكَ فِيْمَا شَجَرَ بَيْنَهُمْ ثُمَّ لَا يَجِدُوْا فِيْ أَنْفُسِهِمْ حَرَجًا مِمَّا قَضَيْتَ وَ يُسَلِّمُوْا تَسْلِيْمًا (سورة النساء:٦٥) تو نہیں! آپ کے رب کی قسم وہ مومن نہیں ہوسکتے جب تک وہ آپ کو اپنا حاکم نہ بنالیں ان معاملات میں جن میں ان کے درمیان اختلاف ہو پھر وہ اپنے دلوں میں کوئی حرج محسوس نہ کریں اس کے بارے میں جو آپنے فیصلہ کیا ہو اور سر تسلیم خم نہ کرلیں۔ تو یہ جو آپ ص کے بعد جو جنگ صفین ہوئی مشاجرات ہوئے تو کیا امیر شام نے قبر رسول صلي الله عليه وآله سلم پر جاکر فیصلہ نہیں کروایا تو اس آیت کے مطابق وہ مومن نہیں ہے کیونکہ الله نے کہا اپنے مشاجرات رسول کے حکم کے تحت حل کرو۔پھر اور جو مولی علی علیہ السلام اور حضرت عائشہ کے درمیان اختلاف ہوا تو ان دونوں میں سے کسی نے بھی قبر رسول صلي الله عليه وسلم پر جاکر فیصلہ کروایا تو آپ لوگ اپنی من گھڑت تفسیر لے کر آتے ہیں پوری بات بتایا کریں عامة الناس کو مت گمراہ کریں الله تعالی سے. بھی غیبی مدد مانگتے ہو اوروں سے بھی غیبی مدد مانگو گے تو شرک نہیں تو شرک کہتے کس کو ہیں؟
@jibrannaeem64924 жыл бұрын
@@ahmadhassan3415 آپ اتنے غصّے میں کیوں ہو؟ آیت تو بہت واضح ہے۔۔۔ حضور صلی اللہ علیہ وسلم کو حاکم بنانے کہ مطلب یہ ہے کہ حضور صلی اللہ علیہ وسلم نے جو شریعت دی ہے اس کو اپنے معاملات میں نافذ کیا جائے، چاہیے وہ معیشت ہو، معاشرت، یہ سیاست ۔۔۔۔ ہر معاملے میں حضور صلی اللہ علیہ وسلم کو ہی حاکم منا جائے اور آپ کے لائے دین کو فوقیت دی جائے
@waqarahmed79474 жыл бұрын
Jhooti hadees bayan karney walay ke baray me Rasool ALLAH S.A.W Ka farman nahi Sunnah hai ??
@jibrannaeem64924 жыл бұрын
Jhooti hadith kaisay hai?
@waqarahmed79474 жыл бұрын
@@jibrannaeem6492 kissi hadees k sahi honey k liye muhaddaseen ney kya sharaet rakhey hai apko pata hai ?? Mazrat k sath bataeyega??
@waqarahmed79474 жыл бұрын
Yaha taak k kutbey sittaah me bhi zaaef riwayatay moojood hai ,wo hadeeso ko app Kya theek kaheygey ,halakay jab muhaddaseen ney zaaef likha to hum kaha say aagae
@jibrannaeem64924 жыл бұрын
@@waqarahmed7947 Ap batain key kis mohadis nay kaha hai zaeef riwayat jhooti houti hain? Zaeef Hadith ka matlab Imam bukhari or Imam muslim key nazdeek kya tha? Roshni daliye
@waqarahmed79474 жыл бұрын
@@jibrannaeem6492 aur ye jin kitaabo say ziyada tarr refference derahey hai wo to tafaseer ki kitaab hai ,aesa q??
@mohammedyaseen34146 жыл бұрын
Molana quran me ata hey apis me koi jhaghra ho jaey ikhtlaf ho jaey to allah rasool se fesla karwao Jange safeen jamal nawan waqea karbla deegar barre barre waqeat ronuma hoeye ashab ne ahlebayt ne qabre rasool par ja kar kiu na in mamlat ko hal karwaya ??? Ye quran ka hukam haey jawab do is bat ka
@waqarahmed79474 жыл бұрын
Ye jhootay hai ,ye Jo reference derahey hai eaak bhi sahi nahi hai
@waqarahmed79474 жыл бұрын
Baat karney ka tareeqa seekho app ,aur asaal kitaab Quran wa sahi ahadees hai ,usmey likhi hoe baat haq hai baaqi sub baatay Jo dusri inkitaabo me likhi hai ,agar insay taqraati hai to Meri Nazar me kissi kaam ki nahi samjhey ,haq ko pehchaano
@waqarahmed79474 жыл бұрын
@Proud to be an Indian Quran ki ayaato say ussay Bari koi cheez hai ?? Ahadees ko zaa'ef kin aeetabarr say kaha jata hai,wo bhi jamhorr muhaddaseen ke nazdeek wo bhi pesh karta ho Zara ghorr say parhyeega
@waqarahmed79474 жыл бұрын
@Proud to be an Indian zaeef hadeeso ko muhaddaseen ney 8iqsaam me taqseem Kiya hai , 1)mualliq 2)munqataah 3)mursaal 4)muazil 5)mouzo 6)matrooq 7)shaaz 8)munkirr
@waqarahmed79474 жыл бұрын
@Proud to be an Indian 1) mualliq, Jiss hadees ka eaak ya saray rawi ibtidaah sanad say munkitaah ho 2) munqataah, Jiss hadees ka eaak ya saray rawi mukhtalif mukamaat say munkitaah ho. 3)mursill , Jiss hadees ka rawi akhiri sanad say munkitaah ho ,yani taabae k baad sahabi r.a k naam darj na Jo. 4)mouzall, Jiss hadees ke do ya do say ziyadaah rawi sanad k darmiyaan say munqitaah ho . 5)mouzooo, Khud say wa'zaah karda ,iss hadees me rawi ka hadees k mamlay me jhoot bolna sabit ho . 6)matrooq , Hadees k rawi Parr sirf jhoot ki toohmat lagey , lekin hadees k mamlay me rawi ka jhoot bolna sabit na ho . 7)shaaz , Jab eaak siqaah rawi apney say ziyadaah siqaah rawi aur zabtay ki mukhalifat karay . 8) munkir, Jiss hadees ka rawi wahimii ,fasiq ya biddati ho.
@waqarahmed79474 жыл бұрын
Wo Jo hadees Ali r.a say hai uska reference to dejye ?shirk wo gunnah hai Jo maaf nahi
@shahidshaikh65794 жыл бұрын
Diye Na
@syedomer7353 Жыл бұрын
@@shahidshaikh6579lagta hai apku reference pata. Toh Aap dijyea aur hamara mu band kardijiyea
@mohammedyaseen34146 жыл бұрын
Har koi apne firqa maslak mazhab ke motabik quran ka hadees ka matlab leta hey brelvi barelviyt ko dubandi deubandiyat ko made nazar rakhte hoey samjhte samjhate hey In.hadees ki sanad pesh nahi ki Aik admi ki apne mahboob ki mohabat me be ikhtyar ho kar qabare pak se chimat giya to kiya ise hamesha ke leye usool bana liya jaey Hazrat umar pak ne sarkar se barish ke leye kiu nahi kaha app ke chacha jan se dos kiu karwai
@arshadrais82174 жыл бұрын
Janab sahabi se ek bhi amal sabit ho to beshaq usool hoga zindagi bhar k liye ... Aur rahi baat aapki to aap log aise kyun hain saaf saaf khuli khuli daleel aur alfaaz k saath likha hai ki mohabbat mein sirf chimte hi nahi apni musibat aur takleef ki bhi shikayat ki is aur silsile mein madad maangi aur qabr se aawaaz bhi aayi ki tujhe bakhs diya gaya ... YE SAB BHOOL GAYE KYA VIDEO MEIN SUNAI NAHI DIYA ... AUR ..Janab sanad saheeh hai hadees ki
@arshadrais82174 жыл бұрын
@Proud to be an Indian Durust farmaya aapne hazrat
@mdafaquerazakhan62564 жыл бұрын
@Proud to be an Indian beshak inke Dil pe mohar lag Chuka hai nabi ki gustakhi krte krte
@ahmadhassan34154 жыл бұрын
@@arshadrais8217 سند ضعیف ہے میں ثابت کرسکتا ہوں
@kamrangrewal22883 жыл бұрын
او میرے بھائی صحیح بخاری کی حدیث ہے کہ حضرت عمر رضی اللہ تعالی عنہ نے آپ صلی اللہ علیہ وسلم کے بعد حضرت عباس بن عبدالمطلب سے بارش کے لئے دعا کروائی دعا کروانا بالکل جائز ہے کسی سے بھی دعا کروا سکتے صحابہ کرام نے کی دفعہ آپ صلی اللہ علیہ وسلم سے دعا کروائی لیکن آپ صلی اللہ علیہ وسلم سے ڈائریکٹ مانگنا جائز نہیں کیوں کہ آپ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم نے جتنی دعائیں سکھائیں ان سب میں اللہ سے مانگا ہے ہمیشہ
@AFRAJ_YT6 жыл бұрын
Ye molvi jhuta hai Sab jaeef hadis se bataya hai
@hamdaandreamer25036 жыл бұрын
😀😀😀😀 zaeef????? Phir dalail do ye zaeef h to sahi konsi h.... ???nahi samajh aaya to zaeef hogai???
@AFRAJ_YT6 жыл бұрын
@@hamdaandreamer2503 Bhai bukhari aur Muslim sharif me Sahi hadis hai baaki dusro ki koi garanti Nahi bahut si hadise jhuti bhi hai
@hamdaandreamer25036 жыл бұрын
@@AFRAJ_YT hadeese sachchi hui or aapne iska inkaar kiya to gunahgar hojaoge... kzbin.info/www/bejne/bnPXZJxmbLiab68
@sarfaraznawaz35745 жыл бұрын
Shaane ....... Hadees Za'eef Hai.... Farooq Rizvi Ne Jo Kitaab Pakdi Hai .... Riwaayat Shuru Hone Se Pahle .... Riwaayat Shuru Ho Rahi Hai .. قِيْل Se .. Mathlab Suni Sunaayi Baat Hai... Aur Is Bewakoof Farooq Rizvi Ko. Imaam Navavi... Kahna Nahi Aa Raha Hai... . Kahata Hai : Imaam Navaaavi..
@starlight-ye1ju5 жыл бұрын
Aur to shaitaan ka pairo kaar hai jahil
@labbaik37395 жыл бұрын
Maulana arabi aur Sahabi e rasool Allah ke rasool ke roze par aakr arz kiya. Aap toh india mein baith kr hi Al madad ya rasool ﷺ ki sada lagate ho.
@labbaik37395 жыл бұрын
Lafz "Ya" Sada e istegasha (madad ki pukar hai) ba qaul is zahil maulana ke. Toh qabarstan ki dua mein jo Assalam ""alaikum YA ahelal qubur "" hai kya yeh bhi sada e istegasha hai. Agr koi apni shaadi ki mauqe par jajbaat mein apni mari hoyi maa ko yaad kr ke kahta hai" Ya ummi" (Aye meri maa) aaj aap hoti toh kitna accha hota. Yeh kya sada e istegasha hai?
@Sarkar-ka-Madina-Pak4 жыл бұрын
@@labbaik3739 Aqal k Ande tum ne jo apni taraf sy aqeeda bana k beyan kia hai is py koi daleel la k kiss sahabi ya tabai ya muhadis ka ye aqeeda tah k Nabi ko aishe pukaro jasee tum keh rahe ho. Sahaba ka yahe aqeeda tah K Rasool Karim Apni Qabar e Anwar sy humare pukar sunnte hai. Isi ley Sahaba ne Jang e Yamama mai Ya Muhammada Ya Muhammda pukara tah
@arshadrais82174 жыл бұрын
@@labbaik3739 .... Sayyed sahab ... Abhi deen ka ilm baaki hai aapke ander aana... Aap pehle ye tasleem kijiye ki aap qabr e Nabi alaihissalam k paas jakar madad maangne ko tasleem karte hain door se nahi ?
@Sarkar-ka-Madina-Pak4 жыл бұрын
Sayyed Saddique bahi tmare pir Muhajar e Maki ne apne Kalam main Ya RASOOL ALLAH keh kr faryad nae ki and kia tm namaz main NABI KAREEM ko YA keh kr Salam nae krte. Bahe Ya apna aqeeda badlo ya phr apni namaz badlo ab ye munafqat nae chale ge.
@mohammadsibtainraza63254 жыл бұрын
@@Sarkar-ka-Madina-Pak bhai aap ne kaha ki Sahabi ne Huzoor ki Qabre Anvar pe jaake Madad talab ki aur ham yaha se baith kar karte he lihaza shirk huwa . To mera saada sa sawaal he ki aap bataaye ki Qabre Anvar se kitni Doori k baad shirk Shuru ho jaata he. Range bata de aap