Jab tak modi sarkar me Amit sah rahenge sahara bhugtan nahi hone wala hai.
@asrafajim6339Ай бұрын
Ajent ka bahut bura hai sir jaldy dilay paise
@asrafajim6339Ай бұрын
Hal bahut bura hai ajent ka Bihar
@KanhiyaRai-u8lАй бұрын
जब तक मोदी का सरकार रहेगी शहर का पैसा नहीं मिलेगा
@bablusonareАй бұрын
तो फिर सरकार को हटाना चाहिए सहारा के निवेशक एवं कार्यकर्ता एक एक शहर एक एक गाँव और एक एक घर जाकर सरकार के खिलाफ एक अभियान चलाएँ
@dularekumar7535Ай бұрын
Agar media nahin Hoti to Janata ka Paisa ka kisi Ko pata nahin lagta aur main media ka dil se dhanyvad karta hun aur Sahara ke bhrasht Adhikari aur Desh ke pradhanmantri Rashtrapati mukhymantri har chij ismein Mila hua har koi Insan isiliye Sahara ka Paisa Janata ke pass nahin pahunch pa raha hai kyunki unke Jo log Hain unhin ko Paisa yah de rahe hain aur yah andar andar hi paise khatm kar rahe hain ki kisi Ko pata Na Lage per aaj ke samay mein bhi kisi se poochh lo to kisi ka Paisa wapas a nahin raha hai aur Sarkar bade bade daave kar rahi hai
@prakashshaw7264Ай бұрын
Kabhi nhi milega ummid chod dijiye
@basant6760Ай бұрын
Amit shah ka paisa hai modi ka hai sita raman ka hai paisa gareeb niveshak ka hai paisa gareebo ko milna chahiye a tanashahi nahi chalegi
@anuj_chauhan4717Ай бұрын
Supreme court se sarkar sab Chor hai 😢😢😢😢
@KanhiyaRai-u8lАй бұрын
मोदी का सरकार गिरा तभी शहर का पैसा मिलेगा
@SubhashSharma-ds8kbАй бұрын
Sir ji namaskar 🙏 up Badaun dictic gram binawar se Sahara India me 2 lakh rupya fasa hai Mai divyang hu 1 rupya nahi aaya hai 😢😢😢😢😢
@sarojkumarjha136Ай бұрын
Aise hi tal matol 2029 ke loksabha election tak chalta rahega punah jab jab desh me koi bhi election hoga to isi tarah bhugtan ka loly pop Amit sah sahit aur bjp neta dete rahenge.
@sarojkumarjha136Ай бұрын
Bjp ki democratic nahi yah tol. Lagta hai monarchy sarkar ho gayee hai
@sarojkumarjha136Ай бұрын
Mera gues hai punah supreme court 5 December 2024 ko date aage badha degi 5 December 2024 ko aur kuchh nahi supreme court karegi kyoki Kendra ki bjp sarkar ne supreme court court ko date aage badhane ka aadesh de diya hai.
@bablusonareАй бұрын
तो फिर सभी निवेशक एवं कार्यकर्ता भी आगे बढ़े और सरकार के खिलाफ आंदोलन करे