Bhai aapko kewal Rail line ki update deni thi, na ki Purvanchal ke bare me koi comment karna tha, next time se Jara soch kar bolna .
@BhartiyaRailYatri2 ай бұрын
Bhai mai to ye sochta hu ki aakhir sachhai sun ne se logo ko itna dar kyu lagta hai. Aage bhi bolunga kyuki purvanchal ko sudharna hamsab desh wasiyon ki hi jimmedari hai
@satya67862 ай бұрын
@BhartiyaRailYatri sudharana hai toh pure country ko sudhro, sare bigade hue hai, kewal purvanchal nahi.