Sakina Kahani Suno | Farwa Zehra | Nadeem Sarwar | New Noha

  Рет қаралды 122,581

Heaven Hussain

Heaven Hussain

Күн бұрын

Sakina Kahani Suno | Farwa Zehra | Nadeem Sarwar | Noha
Sakina Kahani Suno ,
Shahadat Bibi Sakina s.a.
Original Noha Recited . Legend Nadeem Sarwar
Cover Noha Reciter. Farwa Zehra
Original Noha Link. • Nadeem Sarwar | Sakina...
Cover Noha Uploaded On Hussaini Record
Cover Noha Link. • Video
© Heaven Hussain ( Khamenei Tv ) Contact No. 8318100516
Noha Lyrics 👇
Siyah raat mai
Zindan ke dar pay ro ro kai
Sakina kehti hai, baba ye shab sata ti hai
Judaye aap ki, us par ye khak ka bistar
Kahin andhaire mai bachon ko neend uraati hai
Ye sun kay Zainab-e-mazloom boli gham na karo
Kahani kehti hu may ek, suno sakina suno
Sakina kahani suno, sakina kahani suno
ek shahanshah tha, haye sakina, ek shahanshah tha, yasrab mai raha karta tha, us ka ghar wo tha kay quran jahan utra tha, dar pay Gibreel ka darban raha karta tha, us ka angan bhi sitaro say bhara rehta tha, uskai darwazai say khali na koi ja ta tha, asman us ki sakhawat ki qasam khata tha
(haye sakina kahani suno)x2
uskai baba ko dar-e ilm kaha jata tha, maa nai shahzadi-e Qawnain laqab paya tha, us kai baiton mai nazar aks-e nabi ata tha, baitiyon ko gule pakiza kaha jata tha, us kai ek bhai ki rag rag mai wafa behti thi, ek bahan sath me saye ki tarha rehti thi
(haye sakina kahani suno)x2
ek din kia hoa, haye sakina, ek din kia hoa, wo ghar say safar par nikla, uska sab kunba bhi quran ki hifazat ko chala, ashkia nai usai pher dashtai bala me ghaira, teen din tak use pani bhi mayyassar na hoa, ho gaye aam har ek joro jafa us kai liye, or phir jang ka maidan saja us kai liye
(haye sakina kahani suno)x2
us kai ek baitay kai sinay me sina toot, gaye bhai kay hath katay, tir laga, mashk chidee, lash pamal bhatijae ki bhi maqtal mai huwi, bay zuban qatl hoa, khasta churee us pay chali, us shahanshah kai kunbay pai ghareebi chayee, bujh gaye sarai diyai shameghariban aye
(haye sakina kahani suno)x2
khaymai jalnai lagay nazdeek sitamgar aaye, us shahanshah ki bachi nai tamachai khaye, kaan zakhmi howai khun ankhon say tapka haye, dhundnai bap ko maqtal mai wo kaisay jai, jaltai daman ko liye ganjai shaheedan mai gaye, rassi gardan mai bandhi shaam kay zindan mai gaye
(haye sakina kahani suno)x2
phir sakina nai kaha, haye sakina, phir sakina nai kaha rehtai hain wo loog kahan, boli zainab kai howay sab wo asirai zindan, qissa akhir hoa neend aayi na tumko meri jaan, boli ro ro kai sakina phuphi ab neend kahan, tum to kehti thi kahani suno neend aati hai, is kahani say meri neend uri jati hai
(haye sakina kahani suno)x2
boli ro ro kai sakina ye mera qissa hai, is kahani ka shahanshah mera baba hai, neza jis kay laga Sinai main mera bhayya hai, mera asghar hai la’eeno nai jisai mara hai, bay rida tum ho phuphi jaan meri jaati hai, ye kahani to merai ghar ki nazar aati hai
(haye sakina kahani suno)x2
jisko Sinai pe shahanshah kai neend aati thi, dasht-e main haye chacha keh kai jo chillati thi, jiskai kaano say laho behta tha jo piyasi thi, apnai baba ki jodaye main mari jati thi, us shahanshah ki baiti wo sakina mai hon, jis ka dushwar huwa qaid main jina mai hon
(haye sakina kahani suno)x2
Khatm jab shaam ke zindaan mai kahani ye huwi, wo jo sunti thi kahani wo sakina na rahi, thame zanjeer naa kahast se utha ek qaidi, ek nanni si lahad kapte haatho se bani, sar shahenshah ka godi me lahu rota tha, wa hussaina ka bas ek shor bapaa hota tha
•••••••••COPYRIGHT DISCLAIMER••••••••••••
Copyright Disclaimer Under Section 107 of the copyright act 1976, allowance is made for "fair use" for purpose such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholership and reasearch. fair use is a use permitted by copyright statue that might otherwise be infringing. non-profit, educational or personal use tips the balance in favour for fair use.
Search
New Noha 2022
Nadeem Sarwar New Noha ( Royal Records )
Mesum Abbas New Noha 2022
Ahmed Raza Nasiri New Noha 2022
Mir Hasan Mir New Noha 2022
Kazmi Brothers 110 New Noha 2022
Raza Abbas Zaidi New Noha 2022
Shahid Baltitani New Noha 2022
Farzhan Ali Waris New Noha 2022
==============================
Popular Search
Shahadat Bibi Sakina ,
karbala , karbala pics , karbala live , karbala poetry , karbala story
karbala wallpaper , karbala noha , karbala noha mp3 download , karbala noha farsi
karbala noha 2020 , karbala noha status , karbala videos , ashura in karbala , ashura in karbala 2020 , Muharam 2020 , ashura in karbala 2020 , ashura in worldwide 2020 ,
fatemah ladak , fatemah ladak nohay 2020 , new noha 2020
#Sakina_Kahani_Suno #nadeemsarwar #NohaStatus #newnoha2022 #newnoha #newnoha2022 #Hussaini_Soldiers_Hallaur #Ayyam_e_Fatima #Akeli_Hai_Zahra #Noha #youtubechannel #youtuber #subscribe
#whoisfatima
An Action Hero (Official Trailer) Ayushmann Khurrana, Jaideep A | Aanand L Rai, Anirudh | Bhushan K

Пікірлер: 61
New Nohay 2024 | Zakhmi Hai Sakina | Farhan Ali Waris | Shahadat Bibi Sakina
9:06
1% vs 100% #beatbox #tiktok
01:10
BeatboxJCOP
Рет қаралды 67 МЛН
СИНИЙ ИНЕЙ УЖЕ ВЫШЕЛ!❄️
01:01
DO$HIK
Рет қаралды 3,3 МЛН
Support each other🤝
00:31
ISSEI / いっせい
Рет қаралды 81 МЛН
Nadeem Sarwar | Salam Ullah (Farsi) | 2014
11:27
Nadeem Sarwar
Рет қаралды 17 МЛН
Alam Bardar | Nadeem Sarwar | 2022| 1444
8:40
Labaik ya Hussain a.s
Рет қаралды 9 М.
Hazrat Imam Hussain 2022 || Nadeem Sarwar || Slowed & Reverb
11:28
Sajjad Pictures
Рет қаралды 73 М.
Masayib e Bibi Sakina S.A | Maulana Syed Ali Raza Rizvi | 13 Safar - Shahadat Bibi Sakina S.A
14:52
Allama Syed Ali Raza Rizvi Official Channel
Рет қаралды 1,7 МЛН
Bas Maula Bulalain | Ali Shanawar | 2024 / 1446
9:14
Nadeem Sarwar
Рет қаралды 6 МЛН
Tu Na Aya Ghazi (as) | Mir Hasan Mir
8:09
Mir Hasan Mir
Рет қаралды 34 МЛН
1% vs 100% #beatbox #tiktok
01:10
BeatboxJCOP
Рет қаралды 67 МЛН