Sir aap bhot achi planting ki information dete h thnx for all guide... 🙏🙏
@aaokuchjane110 ай бұрын
Nice sharing
@Raj-pu2hu2 жыл бұрын
सर npk के बारे में भी एक वीडियो बनाए की कौनसा npk कब देना चाहिए , जैसे npk 19:19 :19, 12:61:00, 00: 52: 34, 13: 00: 45 . प्लीज़
@gardeninginpot2 жыл бұрын
ok ji wait
@roshmiray6748 ай бұрын
Kya ye salvia flowering plant summer season mein bhi flowering krta hai ya summer season mein ye salvia flowering plant puri tarah khatam ho jata hai ..???? ... Video bahut helpful hai... Thank you❤🌹 so much for this video.... Ummeed krti hu ki mujhe aapka ek quick reply mil gayegi.... .
@gardeninginpot8 ай бұрын
dekhiye ji yadi apke area me temp summer me 45 tk jata hai to apka plant summer me bacha rahe mushkil hai...leking temp. 35 k aspas rehta hai to aise sthan par jivit rahega jaha subha ki 3 ghte k lgbhg dhoop aati ho ooske bad indirect sunlight militi rahe...pot me overwatering se bachein or top soil k dry hone par hlka pani dalein....kisi bhi chemical khad ka use nahi krein...to apka palnt jivit rahega summer me
@humazaidi6700 Жыл бұрын
Sir good evening 🙏 mere gule daudi k podhe k patte lal aur kale pdte ja rhe h sir ji btay kya kre plzz 🙏🙏🙏
@shuaibshekh85302 жыл бұрын
Kya hum 12 inch ki balti me lauki laga sakte hai plzz plzz plzz rply
@rupasarkar7057Күн бұрын
10 rupees aj hi liya
@KiranSingh-gp3yq Жыл бұрын
Sir,kya ye plant next season ke liye bacta hai?
@gardeninginpot Жыл бұрын
yes but temp. 28 se uper nahi jana chahiye aisi jgha par
@rajnibhuiyan5734 Жыл бұрын
Cocopeat ki jagah dhan ka bhoosa Mila sakte hai kya?
@SAMADKHAN-zr9xf Жыл бұрын
Bilkul usko thoda moist krke ache se masal kar tb use krna
@rohitprasad18002 жыл бұрын
Sirji abhi iski seedling kar sakte hai ?
@gardeninginpot2 жыл бұрын
yes
@thor1045 Жыл бұрын
Kaha milega ye
@hariomsh620410 ай бұрын
Ye video 2 min me bhi ban sakti thin
@karlhallow85913 ай бұрын
It is one of the strongest drugs and its alot dangerous do you know it???