Sach me rice ke saath ye chane ka saag bahut achha lagta hai. Simple lekin very tasty 👌👌
@SamayKamSwadUttam2 жыл бұрын
Haan. Bilkul. Mujhe bhi bahut pasand hai. Thank you for watching.
@anupamakumari9937 Жыл бұрын
Mere gaon me aise hi banta tha
@SamayKamSwadUttam Жыл бұрын
So nice.
@romisinha6251 Жыл бұрын
I will try to this recipe.
@SamayKamSwadUttam Жыл бұрын
Thank you. Do try and give your feedback
@MukeshKumar-h7d3r Жыл бұрын
Bina Kate huee paka diye kiyo
@SamayKamSwadUttam Жыл бұрын
Haan. Kyunki saag bahut hi soft the aur baad mein unhein mixie mein peesna tha. Ye un logon ke liye jinke pass time Kam hai. Kaat ke banane wala video is link par upload Kiya hua hai: kzbin.info/www/bejne/n5mWfGd8orqsh8Usi=QjpA0pscLOZl5H0e
@MukeshKumar-h7d3r Жыл бұрын
Sag ko kat to lijiye didi
@SamayKamSwadUttam Жыл бұрын
Ye asaan tareeke se bataya hai wo bhi soft saag ka. Kat ke banane wala video bhi hai. Is link par dekhiye: kzbin.info/www/bejne/n5mWfGd8orqsh8Usi=QjpA0pscLOZl5H0e