ठीक इसी तरह से "* बाल्मीकि कृत मूल रामायणों के सभी मूल संस्करणों एवं बाल्मीकि रामायणों की ( संस्कृत_हिंदी ) के संस्करणों को भी दिखाने की असीम कृपा करें।बहुत बहुत धन्य वाद आपको।🙏🏼🙏🏼🙏🏼🙏🏼🙏🏼🙏🏼🙏🏼
@HardyeshPandeyppppp3 ай бұрын
Har Har mahadev admirable
@mohiniarora70553 ай бұрын
OM SAI MAA MAHAKAAL JI
@VinodKumar-cy6dw4 ай бұрын
Jay siya ram
@SANATANPREMPOOJA4 ай бұрын
Jai Shri SitaRam...
@omprakashmishra70143 ай бұрын
Jay Shri Ram
@poojakashyapfoodtips4 ай бұрын
Jay shree ram🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@Fantasycreativecorner4 ай бұрын
Bahot sundar video hai.... Jai Shri Ram 🙏🏻🙏🏻🚩🚩🚩🚩🚩🚩
@NeerajNkvlogs94 ай бұрын
Jai Shree Ram
@SANATANPREMPOOJA4 ай бұрын
Jai Shri SitaRam...
@DeviPrasadTripathi-hp6muКүн бұрын
🙏👍
@DharmikDharaG4 ай бұрын
Thank you so much
@bharatjaat99894 ай бұрын
Jai shree Ram bhaiya bhaktmaal book geeta press Gorakhpur ki book ka bhi review kijiye please
@SANATANPREMPOOJA4 ай бұрын
जय श्रीसीताराम...
@itsak19604 ай бұрын
Jai shree ram
@KrishnaKumar-l2g4l4 ай бұрын
New book Chitramay Gita Probdhani tika pustak ka review kare
@anonymoustube55064 ай бұрын
Srishuk Sudhasagar Code 25 vs code 1945 par kripya video dejiye mujhe inmein se chayan kar k granth mangwana hai..
Iskcon Wale Ramayan publish karte hai aur usme ram ji ko krishna ji se neecha dikhate hai 😢 Jabki dono ek hi hai
@Shree-ji-KiSakhi4 ай бұрын
@@itsak1960 Ha dono ek hai pr Bhai Garg samhita me Diya hai ram ji Krishan ke purn avtar hai aur Krishan swayam paripurantam awtar hai . Agr tumhe koi sansas hai to Geeta press ki garg samhita padh lo golok khand me Diya h
@venkatesanveluchamy4717Ай бұрын
@@itsak1960 Mahalakshmi ko 'Adhirst devatha' Karke neech bolthe hai. Yeh teek baath nahi hai
@itsak1960Ай бұрын
@@venkatesanveluchamy4717 Iskcon waale aise bahut se baat bolte hai jo dusre devta ko neecha deekhata hai , Hume Uska virodh aur shastrokt uttar dena ka prayas karna chaiye
@itsak1960Ай бұрын
@@Shree-ji-KiSakhi Bhai toh wo log Valmiki krit ramayan bolke kyu sell kar rahe hai ? Usko change karna chaiye aur Iskcon ramayan ya garg aadharit ramayan bolke sell kare
@AshishSharma-up3hz4 ай бұрын
Bhiya ji Ram charit manas 1436 coad brihdakar pr bhi video bnao ,is wale sanskaran ki abi tak kisi chanal ne video nhi bnai pls ap bnaiye
@SANATANPREMPOOJA4 ай бұрын
Jai Shri SitaRam... आपका आभार, आपने हमे अपना भाई समझकर एक सुझाव दिया । मै शीघ्र प्रयास करता हॅू किताब को प्राप्त करने का, फिर दर्शन करेंगे ।
Bhai ye hame amazon par nhi mila 1389 cord wala lena hai ❤❤
@snsingh37663 ай бұрын
Aur kis kis prakashan ki Ramcharitmanas aati hai.
@balramkahar-c8c4 ай бұрын
प्रभु जी मैं इस्कॉन की श्री श्रीमद् भागवतगीता यथारूप पढ़ता हूं, इसमें कोई दोष तो नहीं। कृपया मार्गदर्शन करें।। जय श्री सीताराम 🚩
@user-Xwiw33avb932 ай бұрын
Geetapress ki hi padhiye.. iskon jo bhi granth jaise ramayan ya puran chapta hai to wo krishn bhagwan ko sabse bada rakhkr publish karta hai aur ese hi sab iskon jaise sansthan hai lekin Geetapress gorakhpur bahut hi valuable company hai wo sirf jo likha hai wahi batati hai aur baki sanstha apne isht ya bhagwan ko uscha rakh ke puran ya bhagwat geeta ya ramayan chapti hai Geetapress ki surksha up ke cm yogi ji kar rahe hai kyuki wo 10001% विश्वसनीय dharmik granth chapne wali company hai, jo granth puran aadi Geetapress chapti hai usme 0% galtiya hoti hai aur best paper best best aadi ka use karke karti hai. शंकराचार्य ji katjavachak kisi praman ke liye sirf Geetapress se hi publish book se batate hai.
@user-Xwiw33avb932 ай бұрын
गीताप्रेस गोरखपुर 100% शुद्ध रूप से जैसा वेदो, पुराणो मे लिखा है वैसा ही प्रकाशित करती है। गीताप्रेस गोरखपुर 100% सबसे ज्यादा विश्वसनीय है। मेरी सलाह है कि जो भगवत गीता मे लिखा है वैसा पढ़ना है तो गीताप्रेस गोरखपुर से भगवत गीता पढे और आपको इस्कॉन का मत पढ़ना है तो इस्कॉन की भगवत गीता पढे। मेरी सलाह है गीताप्रेस से ही जो भी पढ़े गीताप्रेस गोरखपुर से ही पढे।
@jyotiprakashnanda565323 күн бұрын
Mai puran lene ki soch ra , per sab sankhipta likh rahe hai , toh usmai kya kuch change hota bataye .
@SANATANPREMPOOJA22 күн бұрын
Radhe Radhe... संक्षिप्त का अर्थ गीताप्रेस के ग्रंथो मे केवल हिन्दी या अपूर्ण ग्रंथो पर लिखा जाता है । संक्षिप्त ग्रंथ आम जनमानस के लिए ठीक हैं जो कम समय मे ज्यादा ज्ञान अजर्ति कर लेते हैं ।
@Tanmay_09094 ай бұрын
Kya Srilla Prabhupad ki geeta authentic hai ? Please reply...
@SANATANPREMPOOJA4 ай бұрын
जय श्रीकृष्ण... अगले आने वाले दो से तीन दिनो मे इश्कॉन गीता का भी रिव्यू करेंगें, उसी वीडियो मे सारी शंकाओं का समाधान करेंगें ।
@AMAN-xu3lp4 ай бұрын
Sahi kaha aapne sabase best Geeta he . Vo sabhi ko vo hi Geeta kharid ni chahiye@@aaryansharma2948
@Tanmay_09094 ай бұрын
@@SANATANPREMPOOJA धन्यवाद |
@travelwithdrsharma63414 ай бұрын
Authentic hai ……par use Samjane k liye ……pehle unki small books read krne padenge ….aur srila prabhupad ji k lecture sunne padenge ………..sirf yeh bhagwad geeta he bhakt dubara teeka ki hue hai ….!!!
@Shree-ji-KiSakhi4 ай бұрын
Ha thik h pr phir bhi meri prathna hai aap sadhak Sanjeevani padhe . aapko alag hi anubhav milega
@utkarshraj15102 ай бұрын
Sir gita press se ved publish nhi hote h kya??
@SANATANPREMPOOJA2 ай бұрын
राधे राधे... गीताप्रेस वेदों का प्रकाशन नही करता है। गीताप्रेस को वेदों का प्रकाशन अवश्य करना चाहिए।