आपकी पूजा करने का तरीका मुझे बहुत ही अच्छा लगता हैं
@PratimaChadhar Жыл бұрын
Pooja dekh kar bahut hi accha laga.... Har har mahadev🙏
@Kanha.devotee_2 жыл бұрын
Radhey Radhey ❤️✨😍💙🦚 Jai shri krishna ❤️✨😍💙🦚 Har har mahadev ❤️✨😍💙🦚
@shreeramstone18542 жыл бұрын
हर-हर महादेव हर-हर महादेव
@pooja25863 ай бұрын
Har har mahadav🙏
@minangi8642 жыл бұрын
Hare krishna
@Asvlog2222 Жыл бұрын
Har har mahadew ji 🙏❤️❤️❤️❤️❤️
@LipikaMedhi-i2v9 ай бұрын
Thank you so much Guruji ❤
@neelamsingh79922 жыл бұрын
Har har Mahadev 🙏🏻🙏🏻
@rushipandya582 жыл бұрын
Krishna Ram Vishnu param Shaiv he uski aaradhna karne se Mahadev ki bhakti prapt hoti he vice varsa..
@sharadgoyal4276 Жыл бұрын
बहुत ही सुन्दर और सरल विधि, जय हो
@sakshipandey450 Жыл бұрын
Har har mhadev
@hemanginipatel1446 Жыл бұрын
Jay bholenath ki 🙏
@kavitakumari-vp6nn2 жыл бұрын
Very nice har har mahadev 🙏
@SprituallifewithNature2 жыл бұрын
Jay shree Krishna
@dikksha9994 ай бұрын
Kitna sundar ❤
@ranisrivastava4977 Жыл бұрын
Har.har.mahadev
@arunagarg74002 жыл бұрын
Har har Mahadev 🙏🙏🙏🌹🙏
@Binitasrivastava136 Жыл бұрын
Har har mahadev🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@bharti_chhimpa62 жыл бұрын
Thanks ♥️♥️♥️♥️ Radhe radhe 🙏🙏
@rekharani97446 ай бұрын
Nurmedswer shivling ke bare me batay video bhi dikhay pooja karte huy
@rohitiwa Жыл бұрын
Very nice puja
@Candycanmissy-yg3on2 ай бұрын
sir ji apne ganesh vighrah mata gauri vigrah aur nandi ji kha se liya plz bataye
@KrishnaSangini2 ай бұрын
Local mart
@SaritaYadav-qc3eu2 ай бұрын
Kya bhaiya hmm roj roj bhole nath ko snan karaa skte h ....aur us pani ko puja ke bad utha kr plant me gira de . Har har Mahadev 🙏
@KrishnaSangini2 ай бұрын
जी भोलेनाथ को तो नित्य स्नान कराना बहुत ज़रूरी है और बहुत फल दायक
@rajendrapradhan27032 жыл бұрын
Shamika Pooja kaise kare aap bata sakte hain
@reenamohite75622 жыл бұрын
Konse bhagwan ko konsa tilak lagae plz is pe video banai na
@prakashkumbhkar55272 жыл бұрын
Bhaiya ji tilk ko नीचे से ऊपर lagya jata hai . Aur aap to ऊपर से नीचे लगा रहे है। bhaiya ji
@shubhamjha9470 Жыл бұрын
Shiv privar me pahle pooja kise kare please bataiye
@KrishnaSangini Жыл бұрын
Pls watch full video
@yashikarana35684 ай бұрын
Pooja k baad jal ka kya krna h jisse Abhishek kiya h ?
@KrishnaSangini4 ай бұрын
Kisi plant me dal do
@alexjen1200 Жыл бұрын
Keya hum bo belptra fiirij me rakh sakte hai
@KrishnaSangini Жыл бұрын
हा रख सकते ही
@bhumika945 Жыл бұрын
Esa shiv pariwar kaha se milega??
@KrishnaSangini Жыл бұрын
Mene local market se lia he
@ankitasrivastava513 ай бұрын
Kitne inch ki shivling h bhaiya
@KrishnaSangini3 ай бұрын
2 inch ki pindi he
@redorchid6392 Жыл бұрын
Har har mahadev Bhaiya, Mujhe shiv ji ki aur Durga ji ki individual photo rakhne ka mann hai apni pooja mei, par mera shiv parivar ki photo rakhne ka bhi mann hai..par aise mei shiv ji aur Durga ji ki do photo ho jaengi mere poojasthan mei..toh mai kya karun? Aisa isliye bhaiya kyunki mai shiv ji ka mantra japti hun, toh unki photo (dhyan mudra wali) dekhkar mantra japun aur Durga ji ka bhi paath karti hun, isliye dono alag photo rakhna chahti hun..aap bataiye kaisa kar sakte hain?
@MilkeBhiHumNaMile-hl9vw9 ай бұрын
Do belpatra kyu chadha raheho 7 belpatra chadhaona
@kishorchaudhary31322 жыл бұрын
Kya purush sindur Sri Ganesh aur bajrangabali ko Chadha sakte hai ?
@KrishnaSangini2 жыл бұрын
Yes चढ़ा सकते हे
@shrutimishra19563 ай бұрын
Sir mujhe ye shiv parivar set lena h...help plz
@KrishnaSangini3 ай бұрын
Mene local market se liya he
@shrutimishra19563 ай бұрын
Daily pooja Samagri kya le mandir mein
@nirmalagaur85062 жыл бұрын
Lord Kartik kidher h ?? Unki Bina siva family complete nahi .
@rudrakshishiv5947 Жыл бұрын
Parvati mata ki pratima kaha se milegi aur kitne ki enki mulaye hoga
@KrishnaSangini Жыл бұрын
Local market se li thi
@niaS14 Жыл бұрын
From wr u buy this puja bowl for shiv parivaar 🙏
@KrishnaSangini Жыл бұрын
Local market
@dikksha9994 ай бұрын
Bhaiya kya iss jal ko pee skte hai ????
@KrishnaSangini4 ай бұрын
No
@dikksha9994 ай бұрын
Kyun bhaiya kya ye charna Amrit nhi hua ?
@pranshujha13892 жыл бұрын
KyA gauri jiko orange sindur daily chadhaye ?
@KrishnaSangini2 жыл бұрын
Ye waise ganpati ji ko lagta he daily
@meenusaroha35792 жыл бұрын
Agale Din is Phool Aur pataso Ka Kya Karen
@KrishnaSangini2 жыл бұрын
Phool ko visarjan and prasad ko kha skte he
@priyankagupta85409Ай бұрын
Ye shiv ling aapne kaha se li hai
@priyankagupta85409Ай бұрын
Please reply
@KrishnaSanginiАй бұрын
From hariwar ek sant ke dwara
@Tanisha-t9l10 ай бұрын
Is it necessary to do pran pratishtha of shiv privar if yes then what is the vidhi of doing pran pratishtha of shiv privar?pls reply
@KrishnaSangini10 ай бұрын
Panchmrit snan karake puja kare and nitya abhishek Also narmadeshwar shivling ki pran pratishtha nahi hoti he
@AnshuPathak-r7w Жыл бұрын
क्या पेड़ के नीचे रखे शिवलिंग उठा कर अपने घर ला सकते हैं
@KrishnaSangini10 ай бұрын
खंडित ना हो और अगर कोई विसर्जन कर के रख गया है तो नहीं ला सकते
@khusisingh9454 Жыл бұрын
Ap ne shivling ko kon c mala pehnai h plz reply
@KrishnaSangini Жыл бұрын
Rudraksh mala
@khusisingh9454 Жыл бұрын
@@KrishnaSangini itni choti mala v milti h kya?
@himanikndri4420 Жыл бұрын
Shivling k niche jo patra hota hai usme paani bhre rakhna jaruri hai ?? Or ghr me shivling k uper jal ka patra rakhna jaruri hai ?
@KrishnaSangini Жыл бұрын
Nahi jaruri nahi he Shivling upar jal patra garmiyon me laga skte he
@SonamRathod-ky8lm Жыл бұрын
Aapka shivling kitne inch ka hai
@KrishnaSangini Жыл бұрын
No idea but approx 1’
@rohitiwa Жыл бұрын
Yeh gauri devi ki moorti milti hai kya
@KrishnaSangini Жыл бұрын
Ji
@shikha1744 Жыл бұрын
Shiv priwar complet ghr k mndir m rkh skte h ky
@KrishnaSangini Жыл бұрын
Yes
@priyameena28543 ай бұрын
Pr ye to 4 hi log h 5 hote h na, Reply please
@KrishnaSangini3 ай бұрын
Yes but aap ye bhi rkh skte he
@khusisingh9454 Жыл бұрын
Ye kon se hivling h
@KrishnaSangini Жыл бұрын
Narmadeshwar
@khusisingh9454 Жыл бұрын
@@KrishnaSangini thanks for reply Me v nrmdeshwer shivling llai hu ujjain se 4din pehle pr unki baki chije nh la pai jese trishul Nandi to Ane Wale smy me le aaungi TB TK kya me sirf shiv ling ki puja kr skti hu abi to sradh chal rha h to plz btaye me KB se puja surau kru plz margdarshan kre plz reply
@khusisingh9454 Жыл бұрын
Or kya orte nrmdeshwer ki puja kr skti h na? Plz reply
@KrishnaSangini Жыл бұрын
Navrtri ke first day shuru karr Baki pls aap insta par connect kijiye For detailed vidhi
@khusisingh9454 Жыл бұрын
@@KrishnaSangini thanks 🙏 Insta I'd?
@meenusaroha35792 жыл бұрын
Hamen Kahin bahar jana Pad Jaaye to Puja paath kya kaise karen
@KrishnaSangini2 жыл бұрын
Kahi mandir ho wha par jal chada do
@KrishnaSangini2 жыл бұрын
Kahi mandir ho wha par jal chada do
@ladlilaljikisevachenal4492 жыл бұрын
Hame thakur ji ka snan vala pani tulshi me kyu nahi dalna cahiye Aapne bola tha ki tulshi ke ilava kisi aur me dal do lekin tulshi me nahi🙏