Thank you so much ma'am Very nice video Bahut se logo ke liye helpful hai
@FRESH_CAKE_AND_BAKE2 күн бұрын
Ap worlds best doctor hai mam❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
@JYOTINIMBARI20014 сағат бұрын
Very nice vedio🎉🎉
@TeenaBhambi-cy2es6 күн бұрын
Thank you so much ❤❤mam aap bahut accha hai
@archanaagrahari768Күн бұрын
Mam nameste Pinguecula eye me ho Gaya hum kya kare please koi ramedy bata dijiya kyoki doctor surjury batya hai
@NehaYadav-hp3vl9 күн бұрын
Dandruff problem ke solutions bata degiya plz mam
@SHIKHASINGHrjt8 күн бұрын
Ma'am face par bahut sare chhote chhote brown black til nikla para h usko kaise khatam kiya ja sakta h please help me ma'am
@Rmaalkin.6135 күн бұрын
Mujhe bhi yhi prblh
@s.akk.u_15179 күн бұрын
Mam dark circles bahut jyada ho gya hai plz..mam kuch btaeyege jisse shi ho jay
@DipulDhankhar9 күн бұрын
Ma'am meri beti ki umare .7yers h us ki neck or under arms abhi si dark honi lagi h . please 🙏 ma'am kuch remedies bda dejeyi please 🙏 ma'am please 🙏
@mehwishrehman62926 күн бұрын
Very nice sis from Pakistan
@priyatyagi53769 күн бұрын
Mere upper lips mei black sa ho gaya hai koi remedy hai aapke pass.
@Kumari342 күн бұрын
Mam mere Bal Braun colour ke hote ja rhe h mam ky karu black colour chahiye mam 😢mai ne mehndi wagara bhi use nhi ki mam fir bhi please mam bataiye kuch bahut tension ho rhi
@Satisfyvideosss2 күн бұрын
Mam thyroid bilkul khtm Ho skta h kya
@vandanabhadani865 күн бұрын
Ma'am mujhey urticaria hai plzz uske liye kuch btaeyy
@Sangeetawithmotivation9 күн бұрын
Mam hmare गाव में भी आ जाईए please🙏🙏🙏🙏🙏 कुछ बताने के लिए🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@VishnuKashyap-e2d4 күн бұрын
Kripya dawai bataen hamen please upasna bohara
@AashiyanaparweenAashiyan-xs2uw8 күн бұрын
Cholesterol kam kerne ke liye kuch bataiye mam
@preetisingh-q4r9 күн бұрын
Very nice ma'am ❤
@Ishankokate1238 күн бұрын
Mam mere n teeth kafi weak hai...sensitivity bhi kafi hai..plz teeth ko strong banane ke remedies batayiye ...sensitivity ke toothpaste bhi use kiye hai..plz mam 😢😢
@sandeepkaur83568 күн бұрын
sarso ka tel, namak aur laung ka powder mila kar usse brush kijiye. first use se hi fark lagega. maine bhi try kiya hai.
@Ishankokate1237 күн бұрын
Mai try karungi...mai kafi sensitivity toothpaste usse kiye hai fir bhi frk nahi hai...
@sanagouri20082 күн бұрын
Same
@alokmaheshwari92062 күн бұрын
@@sandeepkaur8356 7year k bachcho jo bhi ye kra sakte h??
@sandeepkaur83562 күн бұрын
@alokmaheshwari9206 yes kara sakte hain. meri beti bhi do saal se kar rahi hai. wo regular nahi karti. kabhi kabhi karti hai. isse yellowness nahi aati teeth me
@PinkiSingh-u5j9 күн бұрын
Mam need me daat pisane se kya nuksan hai aur ye kaise thik hoga
@shoaibasahin27299 күн бұрын
Gethiya ka dawai bataiye didi please
@SimiHoda5 күн бұрын
Mam milk garam lena hai ya room temperature ka lena hai
@indirakumari72183 күн бұрын
Inspired video nice
@ladoonidhi20223 күн бұрын
Mam bafelo ka ghee dal sakte h dudh me
@Parasfgamer4829 күн бұрын
Very nice mam😊❤
@Sibgat__khan5 күн бұрын
Maam mere face pae black brawn colours ke chote chote till hai kese khatam hoga
@R237795 күн бұрын
Mam thyroid ki med. Le re hai sath m milk vali remedy eyes ki kese le???
@reenadas49008 күн бұрын
Mam dandruff ke liye bathaye
@AnjaliKasaudhan-c4c9 күн бұрын
Dii dark circles ke liye kux bataiye please
@sumanyadav72677 күн бұрын
Hello mam liver me stone ko kaise thik kre or bacchedani me ganth h please koi upay bataye
@Mohammedanwar30069 күн бұрын
Good job madam
@firainkeesingh88628 күн бұрын
Mam sir ka baal nikal gya to uske jagah naye baal kaise aayenge btaye na
@Icy-yb9pi9 күн бұрын
Thyroid Mein alsi ke Bij aur jeera seed Pi sakte hain
@parchimastivideo58698 күн бұрын
Mam piti(alarji)ka koi ilaj bataye
@Radhekhandal93523 күн бұрын
Periods irregular hote hai kya kru abhi 3 months ho Gaye hai nahi ho rahe Hain please give me any suggestion
@MirzaBilal-wr2xo2 күн бұрын
Slam mam,mam Meriamo zaad beti h us ki age 25year h us k jeans m h ankhon ka problem,us ko or us k Bhai ko nzr ana bnd ho gya h ,Dr khty hn is ka koi ilaj nhi h,us ki ankhon k prdon p dagh a gy hn js ki wjh s us ko nzr nhi ata,to is ka koi ilaj h to plz help me,I m in Pakistan Lahore,
@Jatni-0079 күн бұрын
मेम मेरी आखो me black black मक्खी की तरह दिखाई देता हे बहुत दिन से , बहुत परेशान हु mam😢😢 आपकी हर बताई remidy से मुझे फायदा हुआ है. Please mam eska bhi elaj बताइये 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@sonayadav83509 күн бұрын
Same problem meri mummy ko hai
@mamtalakhotia95408 күн бұрын
Motiya ho sakta
@Jatni-0078 күн бұрын
@@mamtalakhotia9540 nhi diii check krvaya tha
@Jatni-0073 күн бұрын
@@mamtalakhotia9540 nhiii
@prernameghwal14577 күн бұрын
Mam gudhal k aala or kya use kr skte h hair p .... Drandrf bhot h mere es vjh se hairfall bhot hota h ... Aap kuch aisa bta dijiye jisse hair m infection bhi na or hair shi ho jaye Kuki mam alovera jel se white hair aate h aisa mene suna h ....
@AditiTiwari-gv1ee2 күн бұрын
Mam mote hone ke liye kuch btaiye please
@AditiTiwari-gv1ee2 күн бұрын
Kitna bhi kha lete h mote nhi ho rahe h please btaiye
@parchimastivideo58697 күн бұрын
Ayurvedic book kaun si padhne ke liye best hai
@parchimastivideo58697 күн бұрын
Ayurvedic book kaun si hai mam
@NaziyaBegum-mw5ef6 күн бұрын
Mam lies biting ke liye remedy bathavna pls😢
@narsinghrajput21429 күн бұрын
Mam dandruff ka bhi koi upaye btaye
@VishnuKashyap-e2d4 күн бұрын
Radhe radhe
@GooddaeTomar-r6u8 күн бұрын
Very nice di
@supriyapandey1283Күн бұрын
Fees kitni hai
@snehakucheriya64798 күн бұрын
Mam 10 sal purana black line hai hai mere nose per lekin vo abhi badh rahi hai mai kya karu mam please kuch solution bataiye na mam please
@soniasainisaini79679 күн бұрын
Mam meri bhut jada open pros ha kya kru koi Aram nhi hone lag rha please help me
@AkashKumar-p4y4c8 күн бұрын
Mam agar genetic problem hai to brest size bad sakta hai
@saranbiologyclasses8936 күн бұрын
Lichen amyloidosis ka treatment h aapke yaha mam
@madananand22388 күн бұрын
Mam bacche ko khansi ho rhi h baccha Ghar ghar karne par kya lagaye ya fir kya khilaye
@AanchalVarma-y1c9 күн бұрын
Mam aap ke content number p content nahi ho rha h muj aap se treatment lena tha please help me mam🙏🙏 o
@laxmi55357 күн бұрын
Mam hame bhi bataye kuchh hame tv ke bimari do year se jhel rahe hai 21 years ke hu 147 ke height hai pr hm 30 kg ke hai please please please
@pragyarathour58249 күн бұрын
Mam mujhe sinus ki problem h or sardi me bhot jada dikkat hoti h mucus niklta h saf karna pdta h baar baar Ab Mai bdi hogyi hu to accha nhi lgta bachcho ki tara naak ko saf kro baar bar Plz mam mujhe kuch remedy btaiye nose k kiye
@PushpaKumari-ub4jm7 күн бұрын
Hello ma'am mujhe migraine headache ka issue h mera 2 saal ka beta h mujhe jb bhi drd hota h me vasograin or neurobion ki medicine le leti hun kbi kbi to bilkul aram nhi ata h please gharelu ilaaz btaiye kuki ki bachhe ko bhi suffered krna PD rha h mam
@Priti-ritu7 күн бұрын
Maam muje apki ear ki dvai chiye h kase mile gi
@DeepSingh-c2b7 күн бұрын
thxx mam Good job ❤
@sudershankaur46457 күн бұрын
Mam mere husband Jo ki muskat mein hain hair fall boht ho gya matlab khatam hi hai beard and moustache ,head ke bilkul khatam ho gye kya problem ho sakti hai udhar dr bhi kush nhi bta rhe Aisa pehle kabhi nhi hua high BP ki tablet hi lete hain sirf
@MayasutharMaya2 күн бұрын
Mam mujhe pimples ki problem h
@archanamahto19908 күн бұрын
Mam meri beti 5 sal kee hai uska skin bhut dry h bhut jyda kiya kere
@Shivanisingh-uc3xh9 күн бұрын
Mam mere gal p dono darf pimple ka Nishan hogaya h balck hogaya please mam batayiye kuch 🙏🏽🙏🏽
@kajalnishad71348 күн бұрын
Mam mera white discharge bahut jyada hota hai please help me
@rakhisharma6105 күн бұрын
Mam doodh nahi pite hai phir kya lena hai
@shubhangismarat61357 күн бұрын
Mam aapne jo vaginal tighting ki remedies btayi thi me wo pichle 10 dino se follow kr rhi hu but under se kch white sa layer bahar nikal ke aa rhi h skin ki plzz btayee mam
@ANkiraria6 күн бұрын
Mam ear me se pus nikl rha h iska treatment btaye🙏
@iramfatima47826 күн бұрын
Mam mujhe thyroid hai jiski vajah se mera teen bar miscarriage ho hai chuka hai please mam mujhe batana ki me apna thyroid kaise khatm karu
@AnuManglaw7 күн бұрын
Mam mujhe mere bhai ke liye ear drop chahiye
@NidhiYadav-r8l7 күн бұрын
Mam hmare face pe kahi gora to kahi kale jaise dhbbe pde h
@kapoorchand86178 күн бұрын
Main writers cramp per video banao plz hand se likha nahi jata hai maim help me
@RushdaChoudhary-qg6bk6 күн бұрын
Makup krke ankhe lal hoti h uska solution btade plz
@prabhdeepkaur71258 күн бұрын
Cataract problem ka treatment h koi
@PriyankaThakur-ju1sd5 күн бұрын
Eyebrow growth ke liye kuch bataiye please mam🙏🥺
@KHUSHBUKUMAWAT-g6b3 күн бұрын
Eyebrow banva lo ak bar fir growth achi hone lagegi
@PriyankaThakur-ju1sd3 күн бұрын
@@KHUSHBUKUMAWAT-g6b Ji dhanyawad di
@KiranDevi-if6is2 күн бұрын
Mam mere bete k kuch bhi yaad nhi rhta kya kru
@shourya2569 күн бұрын
Didi kuch Gore hone ka btao body ka
@ulamaedeoband31547 күн бұрын
Mam me.aapki.patieht.hu.kalhi.visitkiya.he.videos.dekh.kar.mera.nam.lbrat.he.loye.you.mam.riply.zarur. dena.mujhe.bahut.khushi.hogi.
@rajeshyadav66666 күн бұрын
Didi hum order kaise kare 🙏🙏🙏🙏
@Shivam-p1b5n5 күн бұрын
Meri chachi ki age 55 h unke face pr swelling aane lgi h lkn report norml hn plz kuch btiye
@VishalSingh-n3m8p4 күн бұрын
Mam meri aankhon mein dard hai thik hi nahi ho Raha hai please please kuch batao please please please
@RupalShukla-b7b8 күн бұрын
Nice information
@KanchanYadav-m3c7 күн бұрын
Mam mere baal bahut gir rhe hai kkuchh bataye jo winter season main kar saku aur baalo main growth bhi nhi ho rha please mam jald hi is per koi video banaye😢😢😢😢😢
@Zx_Editor4205 күн бұрын
Trim karao bhai mere bhi gir rahe the thik hai abb
@MonikaSahu-kd3iy6 күн бұрын
Hi ma'am aapse baat ho sakti hai kya ma'am please ma'am kab se try kar rahi hu Ma'am aapse baat karne k liye lekin aapki assistent log nahi ho payega karke bol deti hai ma'am 🙏 please ma'am mai bahut pareshan hu Ma'am ek baar baat kar lijiye please ma'am 🙏 please
@Priyanka-p1z7 күн бұрын
Mem doo muh balo ke liye kya kare jitne hee doo muh baal kat karti fir hoo jaate bahut paresaan hh 😢😢
@sahuprince-pz4qc9 күн бұрын
Thanks 👍🏻👍🏻
@MushtariKhatoon-q1j9 күн бұрын
Mam meri beti ka height nhi badh raha hai ab kya kare wo 17 saal ki h
@VIPYoutuber55167 күн бұрын
Mam aap unhe khane ka chuna khilaye per day gehu dane ke jitna Khali pet garam pani me ni to dahi me ya fir dal ke sath
@Laxmibhan5 күн бұрын
Mam lips black ho rhe h unka kya kre
@santoshgodara3306 күн бұрын
Mam aap se bat krni thi kese kre
@suhagitameena44639 күн бұрын
Mam periods regularly nhi aate Daley hote hai please veido banaye
@SanjanaGushai9 күн бұрын
Mam dandruff solution bto
@sanjudeora636 күн бұрын
Mera nak band rheti h or chinke bhi ati h iska koi elaj bataye please
@kajaljaiswal88039 күн бұрын
Period ek din me lane k liye upay btaye
@saritapoonia36638 күн бұрын
Mam mere ears me tinnitus ki problem h ghanti.ki aawaj aati h pure din aur usse sunne me bhi problem hoti h kya iska koi ghrelu upchar h to plz ma'am btayiye
@supriyakumari55237 күн бұрын
Nariyal tel 1,2 bund daal kr dekhiye...meri mummy ko v hua tha nariyal tel ka 1,2 bund dali thik ho gya
@yogitaSharma-e1q9 күн бұрын
Mam mujhe dandruff hai or mam mujhe 10 October ko period aaye the is month period nahi aaye 2bache hai c-section se hai period har month 5day phele ho jate h abki nahi bache band ka operation bhi ho rkha h koi home remedy bataye period regular ho jaye
@GKRESHUstudy5 күн бұрын
Maam mere hair fall bahot ho rha hai vo bhi 2 years se mai kya kru Maam kuchh smjh nhi aa rha aur mere hair me bahot dandruff bhi hai 😢😢😢
@gauravsirclips33355 күн бұрын
Mere 5sal se hair fall ho rhe hai abhi tak thik nhi hua
@Siya77348 күн бұрын
Mam mera bal bahot jhad rha h dandruff bhi h please reply dijiye mam
@Adil__3867 күн бұрын
Mam mere fes pr bal hai jal Lena hai
@nehajaiswal7768 күн бұрын
Mam mere ghar me ek baccha jisko bachpan se sunai nhi deta ab to usko machine lgi hai mujhe bhi drop chahiye us bacche ke liye kya ye drop work karega?
@durgeboutique1292Күн бұрын
Mam maine apki video dekhi thi to us video se maine apka number lia tha to number uth nahi raha hai