Pm awas yojana Urban 2.0 apply | pm awas yojana online apply 2024 | PM Awas Urban 2.0 Form

  Рет қаралды 96,865

Sarkari DNA

Sarkari DNA

Күн бұрын

Пікірлер: 342
@k.k.yadavsr
@k.k.yadavsr 4 күн бұрын
Urban to thik hai pr bro rural pr ek vedio bnao bahut jald Rural me apply krna bahut muskil h usme pradhano ki dalali chalti h jo real me patra hota h use to labh milta hi nhi h kabhi
@careerdna
@careerdna 3 күн бұрын
Dear, k.k.yadavsr thankyou for your comment Aapka suggestion note kr liya hai humri team ne bahut jald is topic par video humre youtube channel par dekhne ko mil jayegi. Aap aise hi humre youtube channel par apna support or pyaar banaye rakhe.
@touchitcloud
@touchitcloud 2 күн бұрын
Rural me Pradhan ke yhan jao paisa khilao ghus dene ki baat kro vo khud dilaega ❤
@Cscvleheadoffice
@Cscvleheadoffice 2 сағат бұрын
Yes ​@@touchitcloud
@rahulmahanand2701
@rahulmahanand2701 3 күн бұрын
Hallo sir 🙏 Bina choice centre jaye PF ka paisa kese nikalte hai uska bhi ek video bana dijiye na sir Apki bohot meharbani hogi please
@MohitSingh-t9u
@MohitSingh-t9u 3 күн бұрын
Sir ग्रामीण आवास योजना में क्या करना होगा?
@narsitechnicalchennal1151
@narsitechnicalchennal1151 4 сағат бұрын
Sir ji jinke mom dad nahi hain unke Aadhaar bhi nahi bane tab wah kese pradhan mantri awas Yojana form apply karenge
@vj7022
@vj7022 2 күн бұрын
सर urban में है खुद का कच्चा घर भी है हाउस नम्बर भी आ गया है करीब 20 साल हो गया इस जगह पे रह रहे है, लेकिन ज़मीन का कागजात नहीं है, बेजा कब्जा ज़मीन है इसके लिए कैसे apply karna hai
@salimdeen3690
@salimdeen3690 15 сағат бұрын
Bai same process ha mera muje bi btao na ap ne kaise kiya haa
@H.K.P-k6x
@H.K.P-k6x 2 күн бұрын
Sir ,hamare pass Ghar nahi ha kiraye par rhte hain to hamko consa option -BLC.AHP.ARH.ISS inmain se kya choose karain sir batana ,vidio bhi bana dena
@mohammedmuzammile5986
@mohammedmuzammile5986 4 сағат бұрын
Sír please batay
@shahidsaifi8876
@shahidsaifi8876 2 күн бұрын
Father ke agar death aur ho chuki hai aur unka Aadhar Card nahin hai to unke Aadhar card ki detail kaise fail Karen
@zoonzoongaming
@zoonzoongaming 3 күн бұрын
ग्रामीण आवास योजना के बारे में वीडियो बनाईये ना ऑनलाइन अप्लाई कैसे करें
@shanuldhalayat4956
@shanuldhalayat4956 3 күн бұрын
😅😅😅
@official_imteyaj_007
@official_imteyaj_007 2 күн бұрын
Mera ho gya h ji😊😊
@Mr.devraj07
@Mr.devraj07 2 күн бұрын
Kese Kiya mobile se apply kr sakte h kya aap hi video bnaker dal do Website konsi h ​@@official_imteyaj_007
@mahianshul5319
@mahianshul5319 12 сағат бұрын
ग्रामीण आवास योजना वाले भी आवेदन कर सकते हैं
@shantanukaiwart3439
@shantanukaiwart3439 Күн бұрын
Rural area ke liye nahin aaya hai kya sir..???
@krishnagayan202
@krishnagayan202 Күн бұрын
Ek baat bataiye ye form ushi ke naam se fill hoga jiske naam se land hai?
@storiesandfact
@storiesandfact 7 сағат бұрын
Sir ji please reply kare... Ye form bharne ke baad kahi submit karna padega ya online hi sab aise submit ho jayega...
@gauravinsinlife
@gauravinsinlife 2 күн бұрын
Sir Agar Ghar Pahle He purchase kar liya Ho Toh bhi Apply Kar sakte Hai Kya
@anubhavkumargupta895
@anubhavkumargupta895 13 сағат бұрын
Sir jamin ka paper hai par ragister nahi hai mere papa ke naam par hai unka caste or income certificate nahi hai mera caste or income certificate hai to kiske naam se apply kar sakte hai
@mauazahmed3569
@mauazahmed3569 2 күн бұрын
Sir aavedak vahi ho sakta hai jiske naam se jamin ho ya koi bhi ban sakta hai aur pariwar me jitne aadasy ho sabka adhar card lagega
@amanrathore6100
@amanrathore6100 2 күн бұрын
sir yadi femail apply karti h to pita ke nam ke jagh pati ka nam bhr sakte h kya
@UNIQUEENTERTAINMENT-007
@UNIQUEENTERTAINMENT-007 8 сағат бұрын
Father aur mother ka adhar card nahin hai tab kya fill hoga
@FDFHINDISHORT
@FDFHINDISHORT Күн бұрын
Sar jameen ke paper Nahin hai shasan ki jagah hai gram Panchayat se namuna 8 hai yah upload kar sakte kya please reply
@aaqilkhan007
@aaqilkhan007 Күн бұрын
brother, please upload a fully explained video about "Gramin PM Awas Yojna"
@chandarsh8350
@chandarsh8350 Күн бұрын
Sir agar form me koi galti ho jaye to kese correction karen
@Divyansh908
@Divyansh908 2 күн бұрын
Sir 2 saal pahle khaida hua flat par bhi subsidy mil rahi h es yagana ke under please verify rahi
@uniquechannel7601
@uniquechannel7601 4 күн бұрын
Village ka Registration kaise hoga,ek video chahie, please sir
@Success_life113
@Success_life113 2 күн бұрын
Sir 20yars se bhoomi ke Rashid nhi kata hua hai to kaise kre Please iske pe koi video banao na
@adarshads
@adarshads Күн бұрын
Diversion nhi hoga apka
@chandanjoshi4974
@chandanjoshi4974 4 күн бұрын
Gramin me kaise apply karna hai iske bare me bhi information dijiye sir
@Kushwahaji03
@Kushwahaji03 5 сағат бұрын
Bhai gaw ke liye video banaiye
@rgraphicsstudios
@rgraphicsstudios 2 күн бұрын
I was applied this scheme in 2023 but not received any information regarding I applying through district level webpage will I can apply this scheme is there any problem facing
@_k.wal.agrawal
@_k.wal.agrawal Күн бұрын
rural area k lia ye valid h kian?
@prashunranjan3852
@prashunranjan3852 Күн бұрын
Jiske name se registry h usi ke name se registration krna chahiye ?
@pankajkumar-pb1yx
@pankajkumar-pb1yx 4 күн бұрын
Sir jinki jamin ki registration na ho matlab ki bo pushtaini ho to bo kon sa document lagaye ?
@babuji546
@babuji546 3 күн бұрын
House tax slip
@careerdna
@careerdna 3 күн бұрын
Dear, pankajkumar thankyou for watching my video Agar aapke paas registered land nahi hai aur pushtaini zameen hai, to aapko apne land ownership ko prove karne ke liye old revenue records, panchayat certificate, khasra number, ya land allotment certificate submit karna hoga. Self-declaration ya affidavit bhi ek option ho sakta hai agar formal documents available na ho.
@rajkumarpal4622
@rajkumarpal4622 Күн бұрын
Father ka adhar nahi hai to kiska adhar card Dale please problem solution
@SandeepKumar-xk6xp
@SandeepKumar-xk6xp 18 сағат бұрын
Sir gramin yojna par abhi aavedan nhi ho rha kya
@vickykumarpatel7429
@vickykumarpatel7429 3 күн бұрын
सर जी ग्रामीण आवास योजना के बारे में वीडियो बनाईये ना ऑनलाइन अप्लाई कैसे करें
@adgalaxy3109
@adgalaxy3109 Күн бұрын
सर मेरे नाम की जमीन दूसरे राज्य में है और मेरे डॉक्यूमेंट आधार कार्ड पैन कार्ड दूसरे राज्य के हैं क्या मैं इस योजना में आवेदन कर सकताहूं
@nehasharmashorts01
@nehasharmashorts01 2 күн бұрын
Sir father mother nhi hai aur aadhar card bhi nhi h unka to kaise hoga
@HR29___rider
@HR29___rider 2 күн бұрын
Sir 12th k base pe apply karna hai Plz syllabus bataye
@dipikathakur2199
@dipikathakur2199 3 күн бұрын
Jaise mere papa ka cast certificate nhi mera hai wah bhi daal ke upload kr sakte hai aur yeh mera naam se bhi apply ho sakta hai
@modiji777
@modiji777 4 күн бұрын
divyang aawas Yojana ke bare me video dijiye hame bahut jarurat hai
@kundanfamilyvlog
@kundanfamilyvlog 4 күн бұрын
Mujhe v
@careerdna
@careerdna 3 күн бұрын
Dear,modiji777 thankyou for watching my video Aapka comment humri team ne note kr liya hai bahut jald is topic par video humre youtube channel par dekhne ko mil jayegi. Aap aise hi humre youtube channel par apna pyaar or support banaye rakhe.
@SMKHAN-ur9mw
@SMKHAN-ur9mw 2 күн бұрын
300sqft hai zamin , chalega kya
@JoyJoy-i9b
@JoyJoy-i9b 3 күн бұрын
Hamare pitaji ka swargwas ho gaya hai to or mataji ke name se form bharna hai to pita ki jankari me kyaa bharenge
@PrinceBarman-qx5rf
@PrinceBarman-qx5rf 3 күн бұрын
Roller ke liye nahin hai kya
@_k.wal.agrawal
@_k.wal.agrawal Күн бұрын
same question
@dilipkashyap239
@dilipkashyap239 2 күн бұрын
Sir Garmin ke liye bhi bana do na
@munnasoren85
@munnasoren85 Күн бұрын
Sir gramin chhetra ke liye video banaye
@mauazahmed3569
@mauazahmed3569 2 күн бұрын
Agar ek baar pariwar me aavas kisi ko mil chuka ho to agar us pariwar ke kisi bhi sadasy ko aavas mil sakta hai
@surajkashyap7331
@surajkashyap7331 Күн бұрын
Sar kya yah Delhi mein bhi scheme hai chalu hai kya sar Delhi ka sar Delhi ka form bhar Ke dikhao
@MohdkaifAnsari786xy
@MohdkaifAnsari786xy Күн бұрын
Handicap walo ke liye video banay
@rgraphicsstudios
@rgraphicsstudios 2 күн бұрын
Sir twice relation accept nahi kar raha
@arjunvitthal5463
@arjunvitthal5463 2 күн бұрын
Verify Kon Se Level Pe Hoga, agar unke paas hi request gaya to verify nhi hone Wala
@careerdna
@careerdna 2 күн бұрын
Dear, arjunvitthal5463 thankyou for watching my video Agar aapka request local level par gaya hai aur abhi tak verify nahi ho raha, to higher authorities ke paas jaana zaroori ho sakta hai. Aapko local office se direct contact karke issue ko resolve karna hoga, taaki aapko PMAY benefits mil sake.
@rajpatidar8501
@rajpatidar8501 4 күн бұрын
Are sir do you have any pucca house anywhere in India yes krne pr eligible kaha se ho jainge?😮‍💨
@careerdna
@careerdna 4 күн бұрын
Dear, rajpatidar8501 Pradhan Mantri Awas Yojana - Urban (PMAY-U) ke antargat paatrata maapdandon ke anusaar, labharthi parivaar ke paas Bharat mein kahin bhi pakka ghar nahi hona chahiye. Agar aapke paas 21 square meter se bada pakka ghar hai, toh aap PMAY-U ke tahat eligible nahi honge. Lekin agar aapke pakke ghar ka area 21 square meter se kam hai, toh aap madad ke liye eligible ho sakte hain, basarte ki anya eligibility conditions bhi poori ho.
@studyanchorsir
@studyanchorsir 3 күн бұрын
Link to open ho rh but registration nhi 😢​@@careerdna
@deeprajpurohit51
@deeprajpurohit51 4 күн бұрын
Dukaan karne ke liye uske liye kaun si Yojana hai 😊
@hemrajkoli8235
@hemrajkoli8235 2 күн бұрын
Income certificate कैसे बनाए
@ddkbro211
@ddkbro211 4 күн бұрын
हमारे गाँव का मुखिया इसको करने के लिए 3000₹ लिया हैं और पता नहीं ओ भी करेगा या नहीं आज कल तो नेताओं का ही चल रहा हैं 😡😡
@Bindhindustani
@Bindhindustani 4 күн бұрын
कम लिया है बाबू
@Hasteraho453
@Hasteraho453 3 күн бұрын
Hamare yaha urban me 20k le raha hai
@catvede1703
@catvede1703 3 күн бұрын
Sab jagha karaption he kya kren men to viklang hun tab bhi abhi tak kuch nahi mila 1 pesa nahi
@SKSHORTS180
@SKSHORTS180 3 күн бұрын
Same to bro
@indianindian3147
@indianindian3147 3 күн бұрын
Abhi 30k aur legaa 😅
@laxmidharnath7
@laxmidharnath7 2 күн бұрын
SIR GRAMEEN KA KAB AAYAGA
@mdshahidansari3834
@mdshahidansari3834 Күн бұрын
Kiska name aur aadhar fill krna h khud ka ya apne guardian ka ❤❤❤
@GautamRajput08
@GautamRajput08 4 күн бұрын
Jis ka name remond me dal diya tho wo kya karega is par bhi video bana do sir
@careerdna
@careerdna 4 күн бұрын
Dear, GautamRajput08 thankyou for your comment Kisi ka naam Remand mein dal diya gaya hai, to iska matlab hai ki unke application ya documents ko kuch kaaran se aage ki jaanch ya verification ke liye rakha gaya hai. Jaha application kiya gaya tha (jaise CSC, panchayat karyalay, ya kisi yojana ka sambandhit vibhag), waha jaakar yeh jaanane ki koshish karein ki remand mein daalne ka reason kya hai.
@KamnaAgrwal
@KamnaAgrwal 3 күн бұрын
सर हमारे पास प्लॉट नहीं है केवल एक कच्चा घर है तो हमें नया घर बनाना है तो आगर प्लॉट नहीं तो काहा पर बनेगा घर इस योजना के अंतर्गत please btaye 😢
@abhishekpal9501
@abhishekpal9501 4 күн бұрын
Sir ek vidoa credit linked subsidy par bhi baniye na subsidy ke liye kaise apply karte hai
@careerdna
@careerdna 4 күн бұрын
Dear, abhishekpal9501 thankyou for your comment Aapka suggestion humri team ne note kr liya hai bahut jald is credit link subsidy topic par video humre youtube channel par dekhne ko mil jayegi. Aap aise hi humre youtube channel par apna support or pyaar banaye rakhe.
@yadnikasonawane1272
@yadnikasonawane1272 2 күн бұрын
what to do if there's no aadhar number of father
@Gharapnahai
@Gharapnahai 4 күн бұрын
Agar Shahar mein ham rent ke rah rahe hain aur ghar ka Makan dhundh rahe hain abhi humne liya nahin hai to bhi ham aawas Yojana mein form bhar sakte hain na tu bhi hamesha Labh milega na
@careerdna
@careerdna 3 күн бұрын
Dear, Gharapnahai thankyou for your comment Pradhan Mantri Awas Yojana ke tehat agar aap shahar mein rent par rehte hai aur ghar ka ownership aapke naam par nahi hai, tab bhi aap PMAY mein apply kar sakte hai. Lekin aapko apni eligibility ke according document submit karna hoga.
@Kickactionkick
@Kickactionkick 4 күн бұрын
Abhi apply karega toh kitna din vad mea mil sakta hai,anomanik please reply
@careerdna
@careerdna 3 күн бұрын
Dear, kickactionkick thankyou for watching my video PM Awas Yojana ke liye apply karne par ghar banane ya subsidy milne ka samay kai factors par depend karta hai. aap PM Awas Yojana ke liye apply karte hai, Aapka application processing mein kuch samay lag sakta hai. Agar sabhi documents aur details sahi hai, tO ye processing 1-3 mahine tak ho sakti hai. Agar sab kuch theek ho, to subsidy ya ghar ki assistance milne mein 6 mahine se 1 saal tak ka samay lag sakta hai. Ye samay anumanik hai, aur aapke location, eligibility aur yojana ke implementation status par bhi depend karega.
@MeghanHembrom
@MeghanHembrom 4 күн бұрын
West Bengal me ayaz jojona ghar melega?
@careerdna
@careerdna 3 күн бұрын
Dear, meghanHembrom thankyou for watching my video West Bengal mein Pradhan Mantri Awas Yojana (PMAY) ke tehat ghar milne ka process kaafi depend karta hai aapki eligibility aur location par. Aapko ye bhi check karna hoga ki West Bengal mein is waqt PMAY ke liye koi new list release hui hai ya nahi. Agar aapko apne eligibility aur application process ke baare mein aur jankari chahiye, to aap apne district collector office ya municipality se bhi contact kar sakte hai.
@jeiqualityop9927
@jeiqualityop9927 Күн бұрын
Form silip kaise nikale sit
@mansooransari8436
@mansooransari8436 3 күн бұрын
पीएम आवास योजना में डॉक्यूमेंट कितने केबी में अपलोड होंगे
@careerdna
@careerdna 3 күн бұрын
Dear, mansooransari8436 thankyou for your comment Pradhan Mantri Awas Yojana (PMAY) ke tehat, document upload karte waqt file size ki ek limit hoti hai. File ka size 50 KB se 300 KB ke beech hona chahiye. Documents ko PDF, JPG, JPEG, PNG, TIFF, ya GIF format mein upload kiya ja sakta hai. Document ki resolution itni honi chahiye ki woh asani se readable ho.
@mrkanto7661
@mrkanto7661 2 күн бұрын
PMAY Gramin ke liye video banaye
@forensicwithansh2031
@forensicwithansh2031 3 күн бұрын
Jinke parents ki death hogyi hai unka aadhar card number kese dale oor vo mandatory kr rkha hai kya kre
@careerdna
@careerdna 3 күн бұрын
Dear, forensicwithansh2031 thankyou for watching my video Agar aapke mata-pita ka Aadhaar card nahi hai kyunki ve mrityu ho chuke hai, to aap mrityu pramaan patra aur halfnama ke saath application kar sakte hai. Agar samasya phir bhi bani rahe, toh aap PMAY helpline ya sthaniya pradhikaran se sampark kar sakte hai.
@Theabilityfactor
@Theabilityfactor 4 күн бұрын
Sir mai Maharashtra se hu aur sir meri yaha khud ki jamin nhi toh kya mujhe flat ke liye mai yis yojna ka use kar sakta hu kya sir Aur sir mai physically handicapped hu aur mer age 19 hai aur mai abhi student hu Please sir reply please 🙏🙏🙏
@careerdna
@careerdna 3 күн бұрын
Dear, Theabilityfactor thankyou for watching my video Agar aapke paas land nahi hai aur aap physically handicapped hain, Aap PMAY Yojana ke liye apply kar sakte hai. Aapko apne family income aur disability certificate ke saath online application karna hoga. Aapko income group ke hisaab se subsidy milegi, Aur PMAY Urban ya PMAY Gramin mein se aapke liye appropriate scheme choose karni hogi. Aapko PMAY portal ya local panchayat se help mil sakti hai.
@arpitsahu7707
@arpitsahu7707 4 күн бұрын
Sir PAN CARD correction kesa kera
@csccenter8963
@csccenter8963 3 күн бұрын
agar koi obc ya sc/st category se aata hai to kya dalna hoga usme
@rambaburayrambaburay919
@rambaburayrambaburay919 4 күн бұрын
Sir Aaj se 1sal phele apne SBI ke erupees bataya tha but ye nahi bataya ki transection limit problem sir mera SBI ke e ruppes app me transection limit exceeded ke karan mera 17k amount fas gaya hai 5 days ho gya but payment not recieve
@mansooransari8436
@mansooransari8436 3 күн бұрын
सर डॉक्यूमेंट कितने केबी में अपलोड होंगे
@careerdna
@careerdna 3 күн бұрын
Thankyou for watching my video
@AkashSingh-yt
@AkashSingh-yt 4 күн бұрын
Apka video dekh kar pan card apply kar rahe h nhi ho raha h mobile se
@MohdAhmad-Raza-manzari
@MohdAhmad-Raza-manzari 4 күн бұрын
Mobile se 😂😂😂😂 Keypad phone se karo ho jaayega Bhai 😂😂😂
@chandrprakashkumawat7841
@chandrprakashkumawat7841 2 күн бұрын
Rular ka form kese bhare
@cgvalgernaturelover8477
@cgvalgernaturelover8477 3 күн бұрын
ग्रामीण क्षेत्र का ऑनलाइन आवेदन करना बताए सर
@careerdna
@careerdna 3 күн бұрын
Thankyou for your comment
@farmansonu2877
@farmansonu2877 3 күн бұрын
Awas Yojana sheri me from rejected hone ka kese pata kare aap ki daya hogi
@careerdna
@careerdna 3 күн бұрын
Dear, farmansonu2877 thankyou for your comment Aapka form PMAY mein reject hone ki sthiti jaanne ke liye sabse pehle aapko PMAY ki website, CSC, ya sthaniya pradhikaran se sampark karna chahiye. Agar rejection ka kaaran kuch documents ki kami hai, toh unhe sahi karke dobara application kar sakte hai.
@Hariomverma102
@Hariomverma102 3 күн бұрын
Dear sir wife or husband me se kiske naam se apply kare?
@careerdna
@careerdna 3 күн бұрын
Dear, Hariomverma102 thankyou for watching my video PM Awas Yojana ke liye wife aur husband dono mein se kiske naam se apply karna chahiye, ye aapke eligibility aur ownership proof par depend karta hai. Agar husband aur wife dono ke naam par registered property hai, to aap dono joint applicant ke roop mein apply kar sakte hai, lekin primary applicant ka naam ek hi ho sakta hai. aap dono mein se kisi ek ka naam PMAY application form mein primary applicant ke roop mein hona chahiye. Aapko apne eligibility aur household income ke hisaab se decide karna hoga.
@sandeepyadav5924
@sandeepyadav5924 3 күн бұрын
Sir jiska ghar hi n ho to kya unko ghar mil shakta hai
@careerdna
@careerdna 3 күн бұрын
Dear, sandeepyadav5924 thankyou for watching my video Agar aapko apna ghar nahi hai, to aap PMAY Gramin ke liye eligible ho sakte hai aur financial assistance aur loan ke roop mein subsidy mil sakti hai. Aapko apni eligibility ke liye apne panchayat office ya gram sabha se update lena hoga aur form bharne ke liye necessary documents submit karna hoga. To agar aapke paas ghar nahi hai, to PMAY Gramin ke tehat aapko ghar milne ka accha moka ho sakta hai.
@rahul-932
@rahul-932 3 күн бұрын
Bhai amare pas jamin hi per dustaweg nahi hai to kya hame milege
@careerdna
@careerdna 3 күн бұрын
Dear, rahul thankyou for your comment Agar zameen ke dastavez nahi hai, to aap ration card, Aadhaar card, voter ID jaise pehchaan pramaan prastut kar sakte hai. Ye dastavez aapki pehchaan aur sthirata ko pramanit karne ke liye upyogi ho sakte hai, lekin zameen ke maalikana haq ko pramanit karne ke liye aapko kuch kaanooni dastavez ki avashyakta hogi.
@rahul-932
@rahul-932 3 күн бұрын
@careerdna ok sar
@PramodKumar-jh6lm
@PramodKumar-jh6lm Күн бұрын
Rural ka kya hoga
@abhijeetsingh9352
@abhijeetsingh9352 3 күн бұрын
Sir... Jiske pass Jamin hi nh hai vo kese apply kre.
@careerdna
@careerdna 3 күн бұрын
Thankyou for watching my video
@TarunSabar-g6k
@TarunSabar-g6k 4 күн бұрын
Gramin Kshetra se banana hai to kya Karen
@careerdna
@careerdna 3 күн бұрын
Dear, TarunSabar PMAY Gramin ke liye form fill karne ka process aapke local panchayat office ya gram sabha ke through hota hai. Waha par aapko form submission dates aur eligibility criteria ke baare mein information mil sakti hai. Comment krne ke liye aapka bahut bahut "Dhanyavaad".
@alisamsha4985
@alisamsha4985 3 күн бұрын
Hum gramin se hai apply kar sakte hai ya nahi bataiye
@careerdna
@careerdna 3 күн бұрын
Dear, alisamsha4985 thankyou for your comment Agar aap grameen ilake mein rehte hai, to aap is yojana ke tehat pakka ghar banane ya sudharne ke liye aavedan kar sakte hai.
@pranjalvishwakarma2678
@pranjalvishwakarma2678 Күн бұрын
Awas yojna ka print kaise niklega
@ashokrawat8427
@ashokrawat8427 4 күн бұрын
Sir gramin aavas yojana par video bana digiye
@rohansingh4397
@rohansingh4397 2 күн бұрын
Sir abhi kya from ho rehe kya
@MdNasir-hb3vm
@MdNasir-hb3vm 4 күн бұрын
Mera Ghar Panchayat area Mein aata hai kya humko bhi Labh milega?
@careerdna
@careerdna 3 күн бұрын
Dear, MdNasir thankyou for watching my video Agar aapka ghar panchayat ya rural area mein aata hai, to aap PMAY Gramin ke liye eligible ho sakte hai.PMAY Gramin scheme ke tehat rural areas mein rehne wale logon ko pucca houses banane ke liye financial assistance milti hai. Agar aapka ghar panchayat area mein hai aur aapke paas apna ghar nahi hai, to aap housing subsidy ke liye apply kar sakte hai.
@gouravsharma-fk7jg
@gouravsharma-fk7jg 2 күн бұрын
Sir ststus nhi check ho rha
@Jaiki-r8e
@Jaiki-r8e 4 күн бұрын
Sir gramin aawas yojana ko apply krne ke bare me btaiye
@RamuRaja143
@RamuRaja143 Күн бұрын
मोबाइल में से ऐसी वेबसाइट नहीं ऑन हो रहा है
@salimchouhan1045
@salimchouhan1045 4 күн бұрын
Sir jab rural ki yojna aaye to inform kar dena , shukriya?
@careerdna
@careerdna 3 күн бұрын
Dear, salimchouhan1045 thankyou for watching my video PMAY Gramin ke liye form fill karne ka process aapke local panchayat office ya gram sabha ke through hota hai. Waha par aapko form submission dates aur eligibility criteria ke baare mein information mil sakti hai.
@samansari3152
@samansari3152 3 күн бұрын
Sir Ji Gramin aawas Wala V Video Banaye
@careerdna
@careerdna 3 күн бұрын
Dear, samansari3152 thankyou for watching my video Aapka comment humri team ne note kr liya hai bahut jald is topic par video humre youtube channel par dekhne ko mil jayegi. Aap aise hi humre youtube channel par apna pyaar or support banaye rakhe. Aapke comment krne ke liye aapka bahut bahut "Dhanyavaad".
@Gharapnahai
@Gharapnahai 4 күн бұрын
Agar khud ka Ghar Na Ho aur ghar dhundh rahe ho tu bhi hamen is Yojana ka Labh mil sakta hai na iss me
@akashrai2809
@akashrai2809 3 күн бұрын
Income proof nhi hai to kaise banaye
@mohitdwivedi1765
@mohitdwivedi1765 6 сағат бұрын
Option a Nahin a raha hai apply karne ka
@msbenakal6916
@msbenakal6916 3 күн бұрын
Father naihi hai tho(death hogitho)
@SantoshKumarPatel-u9b
@SantoshKumarPatel-u9b 3 күн бұрын
अगर नाम आ गया है आवास योजना में लेकिन पैसा नहीं आया तो कैसे पता करें कि पैसा आया है या नहीं, यह कौन से बैंक का नंबर दिए हैं उसे पता करने के लिए क्या करना पड़ेगा सभी प्रश्नों का रिप्लाई दीजिए प्लीज❤🙏🙏🙏
@careerdna
@careerdna 3 күн бұрын
Dear, SantoshKumarPatel Aap Pm awas yojana main paise aaye hai ya nahi ye check krna chahte hai to aap portal par jake apna status check kre usme aapko pata chal jayega. Comment krne ke liye aapka bahut bahut "Dhanyavaad."
@narendrarathod6377
@narendrarathod6377 4 күн бұрын
Sar Mera CSC centre hai kisi customer ka form bharane ke bad print out kaise nikal kar denge
@Ak44Gaming_2
@Ak44Gaming_2 3 күн бұрын
Sir kya aap mujhe apna csc id aur password denge mai bhi csc ka kam karna chata hu par mai abhi eligible nahi hu
@careerdna
@careerdna 3 күн бұрын
Dear, narendrarathod6377 Agar aapke paas CSC hai aur aap PMAY ya kisi aur government scheme ka form fill kar rahe hai, to form fill karne ke baad printout nikalne ke liye aapko kuch steps follow karne padenge. Sabse pehle apne CSC portal ya official PMAY portal par login kare. Form submit hone par aapko acknowledgment number ya reference number milega. Jab form successfully submit ho jata hai, toh acknowledgment number milta hai, jisko use karke aap application status check kar sakte hai. to printer settings mein jaakar, printout nikaal sakte hai.
@vickys1764
@vickys1764 3 күн бұрын
Loan par subsidy kaise miley
@careerdna
@careerdna 3 күн бұрын
Dear, vickys1764 thankyou for watching my video PMAY loan subsidy ke liye aapko bank se contact karna hoga aur Credit Linked Subsidy Scheme ke liye apply karna hoga. Application mein aapko apna income proof, identity documents, aur doosre zaroori documents dene honge. Agar aap eligibility criteria ko pura karte hai aur sahi documents provide karte hai, to aapko apne loan par interest subsidy milegi.
@heenabano8020
@heenabano8020 4 күн бұрын
Sir property mere naam pr h to income certificate or form apply husband k naam se kru ya apne plz reply
@careerdna
@careerdna 3 күн бұрын
Dear, heenabano8020 thankyou for your comment Agar property aapke naam par hai, to aap PM Awas Yojana (PMAY) ke liye apne naam se apply kar sakte hai, bas aapko kuch cheeze dhyan mein rakhni hongi. Agar aap husband ke naam se apply karna chahte hai, toh aapka husband ka naam land records ya family documents mein hona chahiye aur aapko unki income certificate deni hogi.
@heenabano8020
@heenabano8020 3 күн бұрын
Sir agar m apne naam se apply krngi to income certificate to husband ka du or baki sari details m apni dedu na Qki m working ni hu esa krne se accept ho jaega na mera form? Plz reply​@@careerdna
@Entertainmentworld-yv8mi
@Entertainmentworld-yv8mi 2 күн бұрын
Village ke liye banaye
@darulbarkatfamily278
@darulbarkatfamily278 4 күн бұрын
Land Record nhi hai pustaini zameen hai uska koi record nhi hai jahan Rah rhe hain tab kya upload karna padega
@careerdna
@careerdna 3 күн бұрын
Dear, darulbarkatfamily278 thankyou for your comment PM Awas Yojana ke liye apply karte waqt Agar zameen ka record nahi hai, to aapko ek affidavit bhi submit karna pad sakta hai. Is affidavit mein aapko ye batana hoga ki ye zameen aapke parivar ki hai aur aap uspe rah rahe hai. Is affidavit ko aapko notary se verify karwana padega.
@darulbarkatfamily278
@darulbarkatfamily278 3 күн бұрын
@careerdna ok Bahut Shukriya Sir ji
@jharkhandiyuva1006
@jharkhandiyuva1006 4 күн бұрын
जोहार सर में झारखंड से हूं यहां पर प्रधानमंत्री आवास योजना ग्रामीण 3 साल से नहीं मिला है इस वर्ष मिला है तो पैसे में बढ़ोतरी होगी या वही राशि मिलेगी कृपया करके बताएं
@careerdna
@careerdna 3 күн бұрын
Dear, jharkhandiyuva1006 thankyou for watching my video अगर PMAY Gramin में आपको 3 साल बाद पेमेंट मिल रहा है, तो पेमेंट में बढ़ोतरी होना या न होना केंद्रीय बजट और राज्य-विशेष प्रावधानों पर निर्भर करेगा। आप अपने स्थानीय पंचायत कार्यालय से या PMAY हेल्पलाइन से भी संपर्क कर सकते हैं अगर आपको अपने पेमेंट स्टेटस या सब्सिडी अमाउंट के बारे में कोई और स्पष्टीकरण चाहिए।
@AjayPatel-h9n
@AjayPatel-h9n 4 күн бұрын
Gramin aawas Yojana ke bare mein video daliye
@careerdna
@careerdna 4 күн бұрын
Dear, AjayPatel thankyou for your comment Aapka suggestion humri team ne note kr liya hai bahut jald is topic par video humre youtube channel par dekhne ko mil jayegi. Aap aise hi humre youtube channel par apna support or pyaar banaye rakhe.
@ranu7508
@ranu7508 4 күн бұрын
​@@careerdna thanks sir
МЕНЯ УКУСИЛ ПАУК #shorts
00:23
Паша Осадчий
Рет қаралды 4,5 МЛН
Who's spending her birthday with Harley Quinn on halloween?#Harley Quinn #joker
01:00
Harley Quinn with the Joker
Рет қаралды 26 МЛН
Noodles Eating Challenge, So Magical! So Much Fun#Funnyfamily #Partygames #Funny
00:33
МЕНЯ УКУСИЛ ПАУК #shorts
00:23
Паша Осадчий
Рет қаралды 4,5 МЛН