महाराष्ट्रा mhfr.agristack.gov.in/farmer-registry-mh/#/ बिहार - brdcs.agristack.gov.in/ उत्तर प्रदेश-updcs.agristack.gov.in/ मध्य प्रदेश - mpfr.agristack.gov.in/farmer-registry-mp/#/ गुजरात - gjfr.agristack.gov.in/farmer-registry-gj/#/
@arpitthakur1975Ай бұрын
Up wali pr registration krne key liye nhi aa rha hai
@Manpreetkaur06Ай бұрын
Punjab main nhi hai kya eh kisan card yojna
@SarkariDNAАй бұрын
@@Manpreetkaur06 abhi wakt lagega waha aap hai
@GameGuruGuidesАй бұрын
Kisan card mein registration karna jaruri hai
@PrateekTiwari-s2i27 күн бұрын
@@SarkariDNA sir 25 rupay fee pdh rhi h ky vo option ni aaya ??
@CSCOFFICIALWORK24 күн бұрын
Sir mai apko bahut dino se follow karta hu good information Mai khud ek csc user hu
@RaviInformationpublic30 минут бұрын
Nice Information Video Me Jharkhand Se hu
@varmala744325 күн бұрын
निर्मला मम्मी जी को जाकरबता लैंड रिकॉर्ड पच नहीं हो रहेहैं मम्मी जी ने कैसे कर्मचारी रखे हुए हैं वेबसाइट और ऐप चलाने के लिए दिन हरामजादा से वेबसाइट भी नहीं चल रही है???
@r.cgamingyt3704Ай бұрын
Radhe radhe
@careerdnaАй бұрын
Radhe Radhe
@svsonu1Ай бұрын
Jai Hind ..Use full vedio
@careerdnaАй бұрын
Jai Hind
@shahrojhasan90733 күн бұрын
Department k options me do options a rahe hain revene ya agriculture konse select karna hai
@dailyfactanalysis1263Ай бұрын
Thanks sir आपके वीडियो का इंतज़ार था
@careerdnaАй бұрын
Thankyou for your comment
@lilamasti7028Ай бұрын
Nice video sir ❤❤
@careerdnaАй бұрын
Thankyou so much dear
@jagpreetsingh567 күн бұрын
Punjab mein bhi
@ANKITPATEL-vx4kyАй бұрын
SIR JI NAME MATCH SCORE 0 KA ERROR A RAHA HAI .... KOI SOLUTION ?
@SonuAhirwar-e8vАй бұрын
I liked the video
@AMAN__0.2YTАй бұрын
Super video ❤❤
@careerdnaАй бұрын
Thankyou so much dear
@Mitrasen12MSКүн бұрын
Kya sir Bina csc ke nahi hoga
@Mitrasen12MSКүн бұрын
Sir csc wala bata raha hai ki csc se nahi karawoge to card download nahi hoga
@gendsinghinwati1921Ай бұрын
Best sir ji
@SandeepKumar-xk6xp25 күн бұрын
Sir csc login karke form bhare ya bahar se hi kisan rigistey ke option se bhare
@vkeducationmgsstudiyАй бұрын
Loan bhi mil Jaye ga keya
@janjalajit6514Ай бұрын
Sir Jharkhand ka link dijiye
@kundanfamilyvlogАй бұрын
Jharkhand ka link dijiye
@janjalajit6514Ай бұрын
Jharkhand link dal dijiye naa
@ItsShubhamBhaiАй бұрын
Rajasthan How to apply for this ?
@careerdnaАй бұрын
Dear, ItsShubhamBhai Aap apne state ki website par jake kisan card ke liye apply kr sakte hai. Comment krne ke liye aapka bahut bahut "Dhanyavaad".
@ashokgautam4550Ай бұрын
Sir meri jameen ek se Jayda Village me hai to kaise apply karen
@careerdnaАй бұрын
Dear, ashokgautam Agar aapki zameen ek se zyada gaon mein hai, to aap har gaon ka land record aur khasra number provide kar sakte hai. Kisan Seva Kendra ya revenue department se help le kar apne land records ko verify karwa sakte hai aur Kisan Card ke liye apply kar sakte hai.
@ASTROLOGYRAJIULLAH264Ай бұрын
Jharkhand ka nahi he kiya
@larenshjoshi56907 күн бұрын
मैं छत्तीसगढ़ से हूं और pm किसान सम्मान निधि का लाभार्थी हु क्या हमें भी किसान रजिस्ट्री करानी पड़ेगी
@kamleshbhaiyaАй бұрын
सर्वे के अंदर डिटेल नहीं आ रही है क्या करें प्लीज रिप्लाई कीजिए
@himanshupatel677210 күн бұрын
Mera bhi asa ho raha hai Keya kare 😢😢😢
@hruv_panit926310 күн бұрын
Sir. Agr kisi khatauni ko add krna bhool gye to ky kre form submitte kr diye h
@KanakJansevaKendraАй бұрын
Sir Card kaise aur kab milega Please batao na plz...
@careerdnaАй бұрын
Dear, KanakJansevaKendra Jab aapka Kisan Card approve ho jata hai, to aapko card physically deliver kiya jayega. Ye process district authority ke under hota hai, aur aapke address pe Kisan Card send kiya jata hai.
@kamleshbhaiyaАй бұрын
Khasra sankhya dal rahi hai to aage nahin badh Raha hai nahin uski point a rahi hai please reply
@yusufkhan-sq9uz10 күн бұрын
Sar khatauni mein jo Naam aadesh mein hai uske vajah se match nahi ho raha hai naam
@Ranvijayrajpoot6633Ай бұрын
सरकार किसानों के9 समाप्त करनी चाहती है विदेशी तौर पर जो संभव नहीं है भारत कृषि प्रधान देश है कृषक और कृषि पर हस्तक्षेप करोगे तो देश ही बर्बाद हो जाएगा
@KusumLalit-y2k4 күн бұрын
Eligibility kya hai
@gj_fffact1724Ай бұрын
New csc centre chalu kar ne ke liye kya karna hoga Ripley please
@amulkumar42110 күн бұрын
Jharkhand koun sa web side hain
@Yashwantkumar351Ай бұрын
Yadi kisi jamin par case chal raha hai lekin jamabandi mere father ke nam se to us jamin ko is 🆔 me add hoga ki nahi
@Vinayak_8252Ай бұрын
Saayd nhi lekin try krke dekhiye
@RakeshKumarGaud32Ай бұрын
Rajsthan ke logo ko bhi banwana hai kya
@careerdnaАй бұрын
Dear, RakeshKumar thankyou for watching my video Rajasthan ke log bhi Kisan Card banwa sakte hai, jo unhe government schemes ka fayda dene ke liye kaafi important hai. Aap online ya offline dono tareekon se apna Kisan Card apply kar sakte hai.
@ramuprasad71912 күн бұрын
Pati. Aor. Patni. Ke do alag. Alag. Jameen ha kase hoga
@saharaindianews653428 күн бұрын
up agristack required kyc details might be missing or invalid is type ka error by csc or through self dono me aa raha hai
@badaltomarАй бұрын
Enrollment id generate hone k bad kya karna hai status abhi pending dikh raha hai
@careerdnaАй бұрын
Dear, badaltomar thankyou for your comment Agar status pending dikh raha hai, to pehle thoda patience rakhe, kyunki Aadhaar update process mein thoda samay lag sakta hai. Aap UIDAI ki website se status check kar sakte hai, Aadhaar confirmation SMS aur email ke through aapko update milta hai, jab aapka process complete ho jata hai.
@ramsusheeltiwari570916 күн бұрын
Adhar and land me name mismatched hai to kya karna padega
@Aliakram242717 күн бұрын
Kitane din me card update ho jayega aur download kar sakte hai
@PrinceKumar-do7of26 күн бұрын
Sir fetch land details me automatic madhya pradesh dikha raha hai bas mai uttar pradesh se hu change bhi nahi ho raha hai kya karu
@MohammadIzhaarmohmood111Ай бұрын
Sar mare mobile m bas madhya pradesh aa ra h up ka ni
@bhaikikhabar7875Ай бұрын
Bhai adhar mein address Uttrakhand ka hai or Jameen uttarpradesh mein to kya krna hai
@Publicwala7861Ай бұрын
Aur iski site kya hai kya app link provid kra sakte hai
@vartikasrivastava678826 күн бұрын
Sir agar rashan card number n h to kya kare
@javedmalik3963Ай бұрын
Aadhar centre start karne ke liye kobse konse tarike he, iss par ek video bana dijiye sir ji..... Bahot confusion he, meri shop he PNB BCA point chala raha hu
@careerdnaАй бұрын
Dear, javedmalik3963 Aapka suggestion humri team ne note kr liya hai bahut jald is topic par video aapko humre youtube channel dekhne ko mil jayegi. Aap aise hi humre youtube channel par apna pyaar or support banaye rakhe.
@ajayyadav-od4pc7 күн бұрын
अभी सारी जानकारी ले ली जाएगी और 2000 रुपए के चक्कर में किसान जानकारी दे भी देंगे ।फिर जो किसान 10 बोरी से ज्यादाडी ए पी लेगा उसे सब्सिडी नहीं दी जाएगी😂। और फिर जमीन खरीदने और बेचने पर 36% टैक्स लगाया जाएगा😢
@Pranjul_SinghАй бұрын
Family resedent I'd me adhaar number daal de kya sir please reply
@arvindgupta62464 күн бұрын
Bina csc ka nahi banega self
@DevKumar_chandel13 күн бұрын
Kisan card I'd nahi nahi mil rahi hai ragistration no nahi mil raha hai
@ROHITKUMAR-gr4yr7 күн бұрын
Bhai pm kisan PR Jake nikal lo
@MAHAESEVAKENDRASETUSALVAАй бұрын
sir farmer enrolment no. se farmer id card kaise banaye
@Publicwala7861Ай бұрын
Kya ye up me start ho chuka hai
@sapangupta7353Ай бұрын
Sir rasan card ar family id dono ni h to kya kare ....
@careerdnaАй бұрын
Dear, sapangupta thankyou for watching my video Aapko bata de ki kisan card apply krne ke liye ration card or family id ki jarurat nahi hai. Aap bina ration card or family id ke bhi kisan card ke liye apply kr sakte hai.
@sapangupta7353Ай бұрын
@careerdna thank you sir....
@Pradeepshivrajpurcafe952 күн бұрын
अगर भूमि असांकमी है तो कैसी हो किसान रायजीस्टी
@mayur200-op10 күн бұрын
Rajsthan ka bhejo
@ROHITKUMAR-gr4yr7 күн бұрын
Same hai bro
@LoVEshorts825Ай бұрын
odisha ka kya hoga
@Storybooth44Ай бұрын
Birth certificate mein select registration unit nahin ho raha hai in Maharashtra bhai please video lekar aana 😢😢😢
@Publicwala7861Ай бұрын
Ye karne ke bad form kaha jama hoga
@Ranvijayrajpoot6633Ай бұрын
सीएससी वाले के यहाँ हो जाएगा ऑनलाइन
@jivoji13 күн бұрын
छत्तीसगढ़ का लिंक बताइये।
@desishort748226 күн бұрын
Mai id banane ka pura proceess complete kar raha hu lekin error aa raha hai ... Null id in .. (don,t flush the session after an unacpected error accurs ) Likha aa raha hai
@sarvanyadav285824 күн бұрын
रजिस्सटेशन सही होने के बाद अंत में सेव, सेव ड्राफ्ट, कैन्सल, तीन ऑप्सन में सेव का आप्सन नहीं खुल खुल रहा है
@hamariprakati-940427 күн бұрын
Bhai driving licence download kaise kare MP ka
@apmsupport2.0Ай бұрын
Pehle comment kar deta hu like mil jayenge ❤
@careerdnaАй бұрын
Thankyou for your comment
@foreverrs4377Ай бұрын
Odisha main Krushak Id hai
@shahezadahmadshaikhАй бұрын
land uttar pardesh ki hai aur former ka ration card maharashtra ka hai adhaar card par address bhi maharashtra ka hai toh kis tarah kisaan card ke liye apply kiya jayega apply hoga ki nahi??
@careerdnaАй бұрын
Dear, shahezadahmadshaikh Aap Uttar Pradesh mein land records ke saath Kisan Card ke liye apply kar sakte hai, chahe aapka Aadhaar card aur ration card Maharashtra ka ho. Aapko Uttar Pradesh Kisan Seva Kendra ya Revenue Department ke through application deni hogi. Agar aap chahe to Aadhaar card address update bhi kar sakte hai, lekin ye zaroori nahi hai.
@surajchauhan80465 күн бұрын
Bhai ji uttarakhand ka kaise banaye jiiii
@KRISHNA_TERONАй бұрын
Assam mein kap se soru hoga?😮😮
@careerdnaАй бұрын
Dear, KRONJANGPO Thankyou for watching my video Assam mein Kisan Card registration ka start date abhi tak officially announce nahi kiya gaya hai. Aapko revenue department ya PM-Kisan Portal ke through registration ke process ki details mil sakti hai. Agar aapko Assam mein apply karna hai, to Kisan Seva Kendra (CSC) ya Revenue Office se directly madad le sakte hai.
@yusufkhan-sq9uz10 күн бұрын
Aadesh mein jo Naam hai uska kaise ho ga
@bharatwachami1114Ай бұрын
CSC SE CONNET NOT ACTIVE SHOW HO RAHA HAI
@Dileep-50120 күн бұрын
Sir up me farmers registration nhi show ho rha
@AMITSHARMA-dh4erАй бұрын
Sir 2 years ago land purchase ki h magar khasra no.daalne pr pehle owner ka name hi aa rha h
@kamleshbhaiyaАй бұрын
सर्वे के अंदर डिटेल नहीं आ रही है क्या करें
@badaltomarАй бұрын
Eske ange kya karna hai ...
@kamleshbhaiyaАй бұрын
सर्वे के अंदर गाटा संख्या डाला तब भी डिटेल नहीं आ रही प्लीज प्रॉब्लम सॉल्व करो
@janjalajit6514Ай бұрын
Jharkhand ka portal link dijiye naa
@Publicwala7861Ай бұрын
Status kaha check hoga
@ankitdwivedi4786Ай бұрын
Address kaise change kare after applied please help
@Gulamjilani-ke2hs8 күн бұрын
Farmer consent click nhi ho rha
@NirmalPramanik-u5v27 күн бұрын
Kishan card sab ko banana jaruri hai kiya
@PawanJatav9053Ай бұрын
Sir yah Haryana ka nahin hai kya
@careerdnaАй бұрын
Dear, PawanJatav thankyou for watching my video Agar aap Haryana mein Kisan Card ke liye apply karna chahte hai, to PM Kisan Portal par registration kar sakte hai. Agar aapko online registration mein dikkat ho rahi ho, to aap apne Kisan Seva Kendra ya Revenue Office se madad le sakte hai. Aapko apne land records, Aadhaar card, aur bank account details ko verify karwana hoga aur uske baad aapka Kisan Card mil jayega.
@AJAY306209 күн бұрын
Sarvar nambar allready link bata raha hai
@MrVinay009960Ай бұрын
Boss mera adhar me address Chhattisgarh ka hai or khet uttarpradesh me hai to Mera ban payega
@sarvanyadav285824 күн бұрын
आधार पर दिल्ली का पता है निवासी है उ प्र० के जमीन उ प्र० में है उनके लिए कैसे आनलाइन करे
@AnkitKumar-tb7ek10 күн бұрын
यह मेरी परेशानी है क्या करें
@sunilkumar7532Ай бұрын
Jiske pass ration card nahin hai vah kaise dalenge vahan per ration card number
@Publicwala7861Ай бұрын
Is card se kya fiyda hai
@BantyChandel5058Ай бұрын
Sir gata sankhya me kuch nahi bata Raha hai please help me
@careerdnaАй бұрын
Dear, bantychandel5058 thankyou for your comment Agar Gata Sankhya ki details Kisan Card form mein nahi aa rahi hai, to sabse pehle apne land records ko update karna hoga. Agar Aadhaar aur land records link nahi hai, to unhe bhi link karwaye. Isliye aap Kisan Seva Kendra ya revenue office se direct help le sakte hai.
@giridharipatra4724Ай бұрын
Sir ji odisha State ka keise registration kare
@careerdnaАй бұрын
Dear, giridharipatra thankyou for watching my video Odisha mein Kisan Card ke liye aapko online ya offline dono tarike se registration karna ho sakta hai. Agar aapko online process mein koi dikkat aa rahi ho, to aap Kisan Seva Kendra (CSC) ya Revenue Office mein jakar apne documents ke sath registration karwa sakte hai. Aapko apne land records aur Aadhaar ko update karna hoga aur verification process ke baad aapka Kisan Card mil jayega.
@rajendradubey4555Ай бұрын
सर फार्मर रजिस्ट्री में verify all land डिटेल वेरीफाई नहीं हो पा रहा है
@Up77kingАй бұрын
Same as problem
@careerdnaАй бұрын
Dear, rajendradubey thankyou for watching my video अगर आपके land details verify नहीं हो रहे हैं, तो यह land record में discrepancy, Aadhaar mismatch, या technical issues ke karan ho sakta hai. Aapko apne revenue department ya Kisan Seva Kendra mein jakar apne documents ki verification aur correction karani hogi.
@rajendradubey4555Ай бұрын
@@Up77king ऐसी कोई समस्या नहीं है सर जितने कस्टमर है सबके साथ यह समस्या है
@sunitsonwani8658Ай бұрын
Chhattisgarh mein kaise banaen card ko
@bharatmarkam4733Ай бұрын
Cg ka nahi hoga kiya sir
@careerdnaАй бұрын
Yes
@PankajKumar-eg8foАй бұрын
Mantra se kaise banega
@CreatorEarnАй бұрын
Device not Ready problem aa raha hai
@SanjeevSingh12398Ай бұрын
Sir form save draft Mai save Ho gym no summit Ho Raja na corrosion Ho Raja is Oahu pat lol video banao lagbagh sabhi ka yahi ishu h
@BhritiRajDuttaАй бұрын
Yee Card Nehi Hoga To PM KISAN ka Benefit Nehi Ayegi Kya Sir....? Pls Bol Dijiyega
@SarkariDNAАй бұрын
Kahan ja raha hai lekin Aisa official Kisi Se Koi information Nahin Mili
@BhritiRajDuttaАй бұрын
@SarkariDNA Sir...Agar Kuch Notice Aye To Please Bata Dijiyega.....Ki Ye Card Nehi Hoga To Installments nhi milega esa koi update aye too
@user-nt8lj1zr4hАй бұрын
Verification pending dikha raha hai
@BholuYadav-p3iАй бұрын
Sir create new user account ka option nhi aa rha In UP
@careerdnaАй бұрын
Thankyou for watching my video
@BholuYadav-p3iАй бұрын
@careerdna sir 18 se kam age walo ka Kishan id bnega
@Haidar04077 күн бұрын
Assam ka link do
@meghtuch1880Ай бұрын
Kya ye Rajasthan me live ho gya 😢
@kamleshbhaiyaАй бұрын
Khasra sankhya nahin ho raha hai
@Pushpendra9876Ай бұрын
Mere khet ka ditels nahi aa raha hai
@careerdnaАй бұрын
Dear, Pushpendra thankyou for watching my video Agar aapke khet ka details Kisan Card ke liye available nahi aa raha hai, to iske liye aapko apne land records ko update, verify, aur digitize karwana hoga. Agar online portal ka issue hai, to technical support le kar apni details ko verify karwa sakte hai.