2 minut me download karne ke liye 7minut ka video dekhna padega😮😮
@MohammadIshfak-i7iАй бұрын
😅😅😅😅
@Adaniyahitesh20 күн бұрын
3 घंटे का एक्जाम देनेके लिए १२ महीने अभ्यास करना पड़ता है 😂😂😂
@krishanas53810 күн бұрын
Dhanyawad bhaiya
@VibhaSolanki-b4u10 күн бұрын
Data not found show ho raha hai
@swayam_sidha_samantarayАй бұрын
2:39 I am from Odisha & facing a problem, after selecting Aadhaar, the captcha code is not showing. Tried more than 10 times. Help.
@careerdnaАй бұрын
Dear, ItsMe thankyou for watching my video Yadi aap Odisha se hai aur Aadhaar chunne ke baad captcha code nahi dikh raha hai, To browser settings mein jaye aur cache aur cookies ko clear kare. Yeh samasya ko hal karne mein madad kar sakta hai. Kuch extensions, jaise ad blocker ya script blocker, captcha code ko load hone se rok sakte hai. In extensions ko temporary disable kare aur fir se page refresh kare.
@skjethwani9865Ай бұрын
Sir aap right kah rahe h.pahle Maine banaya to download ho raha tha per ab nahin ho raha h Ban ja raha h per enroll se dounlod nahin ho raha h.mobile se karne per bhi prosess bataiye please Bahut hi jankari wali vidio Thanks
@singerashishmjainii2430Ай бұрын
Thanks bhai...❤❤❤❤
@careerdnaАй бұрын
Welcome dear
@majibulalam545222 күн бұрын
Thank u bhai
@arjunbarman5934Ай бұрын
Thanks 👍
@careerdnaАй бұрын
Thankyou for your comment
@SantoshbabubnАй бұрын
Thankyou sir
@smile5starАй бұрын
Sir mere family ka koi bhi match nahi kar raha hai to use kaise sahi kare
@mirzasalmanbeg5701Ай бұрын
Nice video sir
@careerdnaАй бұрын
Thankyou so much dear
@RevantLakhara27 күн бұрын
No beneficiary found this record showings
@dilipthakor541Ай бұрын
Thanks Bhai
@ark43877 күн бұрын
Sir Beneficiary ID sms per agaya hai, download ke liye No Beneficiary show kar raha hai, please guide me sir to download
@Subhashsharma-pj9viАй бұрын
जय हिन्द
@careerdnaАй бұрын
जय हिंद!
@FOODIENOODLE-s8y11 күн бұрын
Sir bar bar No Beneficiaries found in given Search Criteria ye option a jata hai apka sare step follow karna ka bad vi firt adhar card otp very jo jata but secend main ye aa jata hai 😢 help me sir😊
@spoifyy._.9 күн бұрын
Bhai mtlb tmhara nahi bana hai
@purushottambedge9419 күн бұрын
Mjpjy- Witha Ration Card Select Kro aur Ration Card Number Add Karke Dekho Open ho jainga
@singrayhembramentertainmen1962Ай бұрын
Bhai odisha State ka apply kaise karna hai video banao
@careerdnaАй бұрын
Thankyou for your comment
@AiVideo8969Ай бұрын
❤❤❤❤❤
@careerdnaАй бұрын
Thankyou for your comment
@abhisekpani2139Ай бұрын
❤❤❤❤😊😊
@ictgamerytАй бұрын
Sir आई चे नाव वर जमीन होती ते मयत झाले है pm Kisan me konsa option select kara. Death of father की Virasat आणि gifed. Please reply sir
@singrayhembramentertainmen1962Ай бұрын
Bhai odisha State ka to capture hi Nehi aa ra hai
@AmanYadav-ck1fd10 күн бұрын
No Beneficiaries found in given Search Criteria ,error ata hai sir bar bar
@सौरभरावत-ङ4ठ23 күн бұрын
Hard copy ksai download krae eiske sir please reply
@vanshikabansal756716 күн бұрын
Its showing no beneficiary found. Pls tell what to do
@धर्मेंद्रकुमार-ष2फАй бұрын
Sir aap se ham bat karna chahte hai majdur card me sare family ka name jod diye hai sir mera papa ka old age pantion pending at pfms 3 months ho gaya hai pantion ke liye bat to nahi
@careerdnaАй бұрын
Dear, धर्मेंद्रकुमार thankyou for watching my video Agar aapke pita ki vriddhavastha pension pichle 3 mahine se PFMS mein pending hai, toh apne jile ke samajik kalyan vibhag ya panchayat karyalay mein jaakar pension ki sthiti ke baare mein jankari prapt kare. Waha ke adhikari pension pending ka kaaran bata sakte hai aur ise aage badhane mein madad kar sakte hai.
@धर्मेंद्रकुमार-ष2फАй бұрын
@careerdna sir aapse ham bat karna chahte
@mohammedlateef3998Ай бұрын
Telangana state ka download nahi horaha hai...
@MotherIndia-l4pАй бұрын
70+ वालों का कितने दिन में डाउनलोड हो जाएगा... आज ही बनाया हू आपकी वीडियो देखकर
@narutokunnАй бұрын
aapka aa gaya kya? mere dada ka 4 din pehle bana tha abhi takk nahi dikha raha
@MotherIndia-l4pАй бұрын
@narutokunn nhi bro mera bhi nhi aaya abhi
@ShivamSingh-j1h7pАй бұрын
Maine 75 year old person ka new Enrollment Kiya tha apke purani video dekh kar jab mai usko download karnay ja raha hun toh benifisiory not found araha please reply sir
@careerdnaАй бұрын
Dear, ShivamSingh thankyou for watching my video Agar aapne 75 year ke vyakti ka naya Aadhaar se apply kiya hai aur download karne par "Beneficiary Not Found" ka message aa raha hai, To iska matlab ho sakta hai ki unka data abhi poori tarah se update nahi hua hai. Aadhaar namankan aur uska updated record system mein aane mein kuch samay lag sakta hai.
@investingdonerightАй бұрын
Kyunki aap wahan per eligibility check ker rahe hai. Right way is, aapko fir se click here for new enrolment per click kerna hai, apna adhaar number and otp dalna hai. details wahan per dikh jayengi
@DharmendraKumar-ek6rfАй бұрын
Ek hi chiz ka 75 video faltu ka banata h isme nya kya bataya yaar wahi purana ghisa pita raag
@Yt.reaction.shorts10k4 күн бұрын
Rasan card pe 4 log wale ban rahe hain kya
@vishal7.7Ай бұрын
Ayushman card ko Date Barth ko chenj kaise kare ❤❤
@kanteshmallalli5148Ай бұрын
Sir sub scheme ಇದರಲ್ಲಿ ಬೇರೆ ಆಪ್ಷನ್ ಬರುತಿದೆ sir
@careerdnaАй бұрын
Thankyou for watching my video
@A-JAY_45Ай бұрын
sir Mere bhai ka aayushman card pending me chala gya hai or mujhe abhi uski jarurat hai 😢😢 Kyoki mere bhai ka par ka opretion hona hai kya use pending se nikala ja sakta hai please help me sir 🙏🙏🙏 Sarkari Dna sir please solve my problem and pin my comment please 🥺
@careerdnaАй бұрын
Dear, Agar aapke bhai ka Ayushman card pending mein chala gaya hai aur aapko uski turant zarurat hai, toh apne najdeeki CSC par jaye aur waha ke operator se sampark kare. Ve aapke bhai ke card ki sthiti check kar sakte hain aur agar sambhav ho, toh prakriya ko jaldi karne ke liye prayaas kar sakte hai. Jaha aapke bhai ka operation hona hai, us hospital ke prashasan se bhi sampark kare. Ayushman Yojana se jude hospital mein khaas madad mil sakti hai. Kai baar hospital prashasan aise mamlon mein card ko turant active karane mein madad kar sakta hai.
@CSCFAMILYMEMBERSАй бұрын
Sampark kre turant approved kr diya jaye ga
@A-JAY_45Ай бұрын
@@careerdna ok Bhai ♥️
@A-JAY_45Ай бұрын
Sir please pin my comment and please solve my problem please 🙏🏻 🙏🏻 🥺🥺
@A-JAY_45Ай бұрын
@@CSCFAMILYMEMBERSsir please solve my problem please 🥺🥺
@ManjuRani-g2eКүн бұрын
Not enrolled
@ravidubey99312 күн бұрын
No beneficiary found show ho rha hai
@SatyamSingh-hy3vw20 күн бұрын
Jo ayushman cord banwata hai uska mobile number lagega ki jo banata hai uska
@desishort7482Ай бұрын
New enrolll kaise kare kuchh batayiye kyuki maine naya ration card bana hai lekin mera naam nahi show ho raha hai please kuchh help kariye jaise mera ration card ke se ayushman card ban jaye
@CSCFAMILYMEMBERSАй бұрын
Ban jaye ga new ayushman HHID Enrollment sampark kre
@santhoshsagar837429 күн бұрын
telangana state ka card downlod nahi hora bhai
@bismillahkhan2176Ай бұрын
Ayushmann PUC card kaise order Karen is per video banaye na please
@careerdnaАй бұрын
Dear, bismillahkhan2176 thankyou for your comment Aapka suggestion humri team ne note kr liya hai bahut jald is topic par video humre youtube chanel par dekhne ko mil jayegi. Aap aise hi humre youtube channel par apna support or pyaar banaye rakhe.
@Gul97_95Ай бұрын
Exiting ayushmann card me new member kaise jode???
@careerdnaАй бұрын
Dear, Apne area ke najdeeki CSC centre par jaye. Waha ke operator se apne Ayushman Bharat parivar mein naye member ko add ka request kare. Naye member ko add krne ke liye zaroori documents saath le jaye, Jaise Aadhaar card, parivar ka praman patra, aur ration card In documents se yeh sabit karna hoga ki naye member ka sambandh aapke pehle se existing parivar se hai. Agar aapko CSC center par madad nahi milti, toh aap apne rajya ya zila ke Swasthya Vibhag se bhi sampark kar sakte hai aur naye member ko add ki prakriya ke baare mein jaankari le sakte hai.
@Jennysediting15 күн бұрын
no beneficiary found..............showing
@RohitKumar-rm4ulАй бұрын
Redo ekyc nhi ho rha h click nhi ho rha h or meri mom asha worker h
@RevantLakhara27 күн бұрын
Aadhar number lagane se no beneficiary bata raha hai
@AiVideo8969Ай бұрын
CSC iske bare mein kuchh update bataiye
@careerdnaАй бұрын
Dear, AiVideo8969 Thankyou for your comment Csc ke baare main updated news, फरवरी 2023 में, सहकारिता मंत्रालय, इलेक्ट्रॉनिक्स और सूचना प्रौद्योगिकी मंत्रालय, NABARD और CSC ई-गवर्नेंस सर्विसेज इंडिया लिमिटेड के बीच एक समझौता ज्ञापन (MoU) पर हस्ताक्षर किए गए। इससे प्राथमिक कृषि साख समितियों (PACS) के माध्यम से CSC की 300 से अधिक ई-सेवाएं प्रदान की जा सकेंगी। अब तक 48,000 से अधिक PACS को CSC के रूप में जोड़ा गया है, और अन्य PACS को जोड़ने का कार्य प्रगति पर है। CSC और Kyndryl ने 'साइबर रक्षक' कार्यक्रम के तहत ग्रामीण और दूरदराज़ क्षेत्रों में 1 लाख से अधिक महिलाओं को साइबर सुरक्षा में प्रशिक्षित करने के लिए सहयोग किया है। यह कार्यक्रम तीन वर्षों में पूरा होगा, जिससे भारतीय समुदायों में साइबर सुरक्षा शिक्षा और कौशल में वृद्धि होगी।
@sharadrajawat9257Ай бұрын
Sar Aayushman card PVC wala Kaise banae bata do
@techgyankikitab2305Ай бұрын
Aur kitni video banaoge same topic same video bas title aur thumbnails alag
@ShibuSaqlainiАй бұрын
Aayushman card pending hai vah kaise theek hoga
@abhisekhyt926626 күн бұрын
Aadhar card option nhi aa rha he
@VajidAhamad-b8sАй бұрын
First view
@azadsingh0001Ай бұрын
Heavy driving licence process please
@careerdnaАй бұрын
Dear, azadsingh0001 thankyou for your comment Aapka comment humri team ne note kr liya hai bahut jald hum heavy driving licence ka process is topic par video humre youtube channel par dekhne ko mil jayega. Aap humre youtube channel par aise hi apna pyaar or support banaye rakhe.
@sandiprajbanshi5754Ай бұрын
Captcha not show What's the problem ?
@careerdnaАй бұрын
Dear, sandiprajbanshi5754 thankyou for watching my video Agar aapke case mein captcha nahi dikh raha hai, To iska matlab ho sakta hai ki aapke browser ya network settings mein kuch samasya hai. Browser ki settings mein jaake cache aur cookies ko clear kare. Yeh problem ko solve karne mein madad kar sakta hai. Ek alag browser (jaise Chrome, Firefox) ka use karke dekhe. Aap kisi doosre device par bhi try kar sakte hai.
@RajeshKumarSainiDeepuАй бұрын
PVC card kaise mangvaye
@GoluKumar-jo9mdАй бұрын
Bhaiya shudhar nhi hoga
@ನಿಮ್ಮಕನ್ನಡತಿದೀಪАй бұрын
No beneficiary not fund this record showing
@RaviVasavaCreation24 күн бұрын
Same problem
@surbhirara2966Ай бұрын
download nai ho raha ha ayusman card
@DilipPandey-o7fАй бұрын
Jinka naam list me nahi h unka kaise banega
@careerdnaАй бұрын
Dear, DilipPandey thankyou for watching my video Ayushmaan card main jinka name list main nahi hai uske liye aapke ration card main 6 unit hone chahiye or ayushmaan card ke website par aapke ration card show hona chahiye tabhi aapka ayushmaaan card ban sakta hai.
@misskainth94Ай бұрын
Pmjay secc new update Please tell me
@hollywoodmovies3182Ай бұрын
Download nahi Ho raha
@thawarsisodiyaАй бұрын
1st comment
@lranusha2051Ай бұрын
the card is not downloading its showing error
@careerdnaАй бұрын
Dear, Iranusha2051 thankyou for watching my video Aapka Ayushmaan card download nahi ho raha hai aur "Error" dikh raha hai, To apne browser ki settings mein jaake cache aur cookies ko clear kare, phir page ko refresh kare aur download karne ke liye try kare. Kuch cases mein, incognito ya private mode mein website kholne se bhi problem solve ho sakti hai. Agar ye sab step bhi kaam nahi karte hai, To apne najdeeki CSC Center par jaye. Wahan ke operator aapke card ko download karne mein madad kar sakte hai.
@SOLDGERBOY42021 күн бұрын
Pese thodi kate jate he 😅
@nksolanki245Ай бұрын
Ayushman card me name change karna ho to kese kre
@AnkitEE-Ай бұрын
Farmar Ragistration keshe kare.... please explain the process
@careerdnaАй бұрын
Dear, nksolanki245 thankyou for your comment Agar aap apne Ayushman card mein name change chahte hai, To apne najdeeki CSC Center par jaye aur waha ke operator se name change krne ka process ke baare mein pooche. CSC operator aapki information ko update karne mein help kar sakte hai. Apne saath Aadhaar card, ration card, ya koi doosra pehchaan praman le jaye jisme sahi name ho. Yeh documents name mein change ke liye zaroori honge. Is process ke complete hone par aapke Ayushman card mein name ka update ho jayega.
@sunilyamanere8609Ай бұрын
😂😂😂😂❤❤❤ okay 👍👍👍
@VikasKumar-ts8xnАй бұрын
Redo e-kyc maang raha hai kya kare please bataye
@careerdnaАй бұрын
Dear, VikasKumar Thankyou for watching my video Yadi CSC platform ya kisi anya seva par "Redo e-KYC" ka message aa raha hai, toh iska matlab hai ki aapko apni e-KYC prakriya dobara poori karni hogi. Agar samasya bani rahti hai ya aap e-KYC khud se nahi kar pa rahe hai, To apne najdeeki CSC kendra par jaye. Waha par operator aapki e-KYC prakriya ko dobara verify kar sakte hai.
@uddaviyer239329 күн бұрын
V. Sad not at all working.
@ravikumarsharma205Ай бұрын
बार बार एक ही वीडियो बनाते रहता है
@shekharsingh698Ай бұрын
Nhi ho raha hi
@careerdnaАй бұрын
Thankyou for watching my video
@raviyadav119919 күн бұрын
Not working method
@BaliramYadav-o7qАй бұрын
age
@143hateАй бұрын
Online se name sudhar kaise kre
@kaushlendrachauhan9Ай бұрын
Hamare me no record kyu aa raha h
@careerdnaАй бұрын
Dear, kaushlendrachauhan thankyou for watching my video Ayushmaan card main agar aapka "No Record" ka message aa raha hai, To iska matlab hai ki aapka data system mein available nahi hai. Apne najdeeki Common Service Center par jaye aur waha ke operator se sampark kare. Ve aapke application ya record ki status check kar sakte hai aur samasya ka solution de sakte hai.
@ilovemybharat2255Ай бұрын
Sir adhar option nhi aa rha hai from state assam...family id aa rha hai
@careerdnaАй бұрын
Dear, ilovemybharat2255 thankyou for you comment Ayushman Bharat Yojana ke tahat Assam rajya mein candidate ke liye Aadhaar ka option available nahi hai; iske bajaye, parivar ID ka upyog kiya jata hai. Assam rajya ke swasthya vibhag se sampark kare ya najdeeki swasthya kendra par jaye. Ve aapko Ayushman Bharat Yojana ke tahat panjikaran aur parivar ID prapt karne mein madad kareng.
@parthrasinghraghuvanshi9720Ай бұрын
Bhai mere 4 members he kisi ka b download karu to ek hi aa raha he kyavajru
@investingdonerightАй бұрын
Agar aapke 4 family members hain aur sabka Ayushman card download karne par ek hi card aa raha hai, to iska matlab ho sakta hai ki: Family ID ek hi hai: PM-JAY mein ek family ke liye ek hi ID hoti hai, aur family ke members ka data ussi ID ke under aata hai. Iss wajah se ek hi card download ho raha hoga. Sabhi Members Ka Data Add Nahi Hua Hai: Ho sakta hai ki aapke family ke baaki members ka data system mein properly update nahi hua ho.
@CSCFAMILYMEMBERSАй бұрын
@@investingdonerighthi jaye ga download sampark kre
@CSCFAMILYMEMBERSАй бұрын
Whatsapp number mere channel me h
@Sonu-zt5xvАй бұрын
XAI53X's approach to continuous learning for its AI system is forward-thinking. Adaptability is key!
@careerdnaАй бұрын
Dear, Sonu thankyou for watching my video AI mein Continuous Learning ka drishtikon bahut mahatvapurn hai, kyunki yeh system ko samay ke saath naye jankari ke saath anukulit aur viksit hone mein saksham banata hai. XAI53X ka yeh drishtikon bhavishya ko dhyaan mein rakhkar banaya gaya hai, jisse unke AI system mein adaptability (anukulan kshamta) bani raheti hai. AI system naye data ko lagataar add karte hain, jisse unka gyaan badhta hai aur performance mein sudhar hota hai. XAI53X jaise sansthanon ke liye yeh drishtikon behad important hai, kyunki yeh unke AI system ko na sirf intelligent banata hai balki bhavishya ki chunautiyon ke liye bhi taiyaar rakhta hai.
@savankariya601213 күн бұрын
No beneficiary bata raha hai download nhi ho raha
@FOODIENOODLE-s8y11 күн бұрын
Sir bar bar No Beneficiaries found in given Search Criteria ye option a jata hai apka sare step follow karna ka bad vi firt adhar card otp very jo jata but secend main ye aa jata hai 😢 help me sir😊