Dosto 10k resistance ki jagah 100k resistance use Krna hai galti se 10k likh diya tha sorry
@PramodKumar-fg7xr24 күн бұрын
Bahut hi sundar ❤❤❤❤❤❤
@CoderBittu24 күн бұрын
12:07 Agar whip antenna hai to isko direct capacitor se laga dene se kaam ho jayega Magar yeh antenna agar Dipole, Yagi, yafir Ground Plane wala ho to unme se 2 taar ayenge. Ek taar ko 101 pf capacitor pe lagana hoga aur dusri ko battery negative se lagana hoga. Aur, battery negative ko earth ground krke thoda change mil skta hai Radio ke negative ko bhi booster battery k negative se lagana zaruri hai.
@dibenduddiy682324 күн бұрын
Iska ak testing video banana chaiya ki kaisa 10k volume knob ka usesage hain dekhba hai
@positivethoughts943524 күн бұрын
Ji dhanyawad testing video pehle se upload kiye huye hai aap pichli video dekh skte hai
@dibenduddiy682323 күн бұрын
Konsi video jismain coil hain cercuit main. App krupiya karje jo cercuit hum logo ko suggest kar rahe hain uska testing banaiya
@positivethoughts943522 күн бұрын
Ji jarur jaldi hi video aayega testing ka
@CoderBittu24 күн бұрын
Maine aapke performance test dekha, wahan pe ek copper coil laga hua thha par iss wala video me wo dikh nahi rha?
@kishorGaikwad-w1x24 күн бұрын
बहुत दिनो से इतजार था भाई आपका व्हिडिओ का, बूस्टर चालू करके दिखाओ ना भाई
@positivethoughts943524 күн бұрын
Booster performance ka video pehle se hi upload Kiya huya hai bhai Sahab
@chobyochosyo24 күн бұрын
Base Resistor - 10K / 100K ? Volume control ka jo resistor hain 10 ohm / 100 ohm ?
@positivethoughts943524 күн бұрын
Sorry 100k resistance
@positivethoughts943524 күн бұрын
100 ohm
@VermaMusic84422 күн бұрын
भाई जी बहुत से youtube चैनल बना के विन्टेज redio सेल कर रहे है आप जरा बता सकते हो कोनसा पुराना redio लेना सही रहेगा fm, mw, sw तीनो के लिए 🙏🙏🙏बाकी मेरा मन्न philips dl225 लेने का है
@positivethoughts943522 күн бұрын
Acha radio hai dl 225 baki aap parvinder shyoran ji k channel par iski details ache se mil jayegi or wo apko suggest bhi kar denge ki kon sa best rahega apki requirement k hisab se
@Alokkumar-g5e2g18 күн бұрын
Bhai is booster se kitani renge ho sakti hai
@positivethoughts943518 күн бұрын
Ye sirf fm signal ko clear krega kuch alag se extra fm channel nhi pakdega
@CoderBittu24 күн бұрын
Mere paas bf199 (550MHz) aur bfr91A(5 Ghz) transistor hai. Ussey ban payega?
@positivethoughts943524 күн бұрын
Ji bf199 work krega aap google par search kr le VHF UHF application mai jo transistor work krta h wo fm booster mai work kr jayega
@AMIRFM-i2s24 күн бұрын
radio ke antena par kun se tar lagen ge?
@positivethoughts943524 күн бұрын
Video ko dhyan se dekhiye aap samajh aa jayega apko
@rockykhan633824 күн бұрын
bhai ap isko bana ke sell kr sakte ho kya??? ap se purchase kr lenge ??
@positivethoughts943524 күн бұрын
Bhai jitna kharcha isko bnane ka nhi aya usse jyada to delivery courier charges lag jayega isse acha h aap Ghar par hi bna le isse
@rockykhan633824 күн бұрын
@positivethoughts9435 koi bat nhi bhai 100/150 delivery charge lgta hi hai har cheez pr jitna distance utna charge..bahut log apse purchase krna chahte hain..prabhat kerala bahut acha booster bnata hai lekin bahut mehanga hai...ap bhi charge chahe badha dena lekin isko plastic box me install krke benchen