Рет қаралды 202
Saudi mai tarabih namaj ka pahla din | After tarabih going othaim market.
Hlo frnds aaj mera pahla tarabih or pahla ramdan hai saudi mai , ramdan mai yaha ka mahol bhaut achha lagta hai , namaj padhkar bahut sukoon milta hai dil ko. umeed karta hu is ramdan allah paak aapki or aapke family ki har nek or jayaj tamanna puri kare Amin. or aapki jindagi khusyo se bhar de, or ham sabko puri Roza rakhne or ek dusre se mohabbat karne ki toufik ata farmaye.
#ramdan
#saudiarabia
#TarabihVlog
#ExplorewithSH
Thanks for watching