Aap ka nam "Hazrat sadruddin badashah malang madari" hai Aap k peer o Murshid ka nam hazrat badruddin Husaini Malang madari hai. Aap Silsila e Madariya k mashahur Buzurg hai. Aap mulk e yaman se haji Malang baba k sath tashrif laye Hind me aane k bad aap ne sab se pahle Hazrat e Qutbulmadar (Makanpur Sharif) ki bargah me hazri di. Aor faiz hasil kiya Aap k sath Hind me aane wale chand mashahur Buzurg k nam ye hai. Hazrat Haji Sayed Abdul Rahman Shah Malang Madari (Baba Haji Malang) Hazrat meer sultan shah madari Hazrat bakhtawar Shah madari Hazrat sifat ali shah ashqan madari (gai mukh) Hazrat musa shah Suhagi (Baba Home) Hazrat badruddin husaini Malang Madari
@maksudmujawar958911 ай бұрын
Kitaab tazkira auliya e dakhan ke mutabik hazrat sadruddin chishti silsile se hai lekin aapne madari likha hai aur ek baat inke naam ke aage aapne badshah bhi likha hai iski kya riwayat hai?