Hi Sir Ji Bhot hi Informative aur Detail me hoti hai bada accha lagta hai sikhne ke liye.... sir aap jo film use karte hai exposing ke liye wo Chromaline Film hi hai kya ? ya koi aur film please bataiye
@0000amansahu Жыл бұрын
Sir kon se colour use Kara
@rishisharma49212 жыл бұрын
Kitne number ki mesh use ki hai aapne isme
@imran12345657 Жыл бұрын
Hi, can you suggest any vendor for PVC Sticker in Delhi?
@manashdey26934 жыл бұрын
Aap great ho sir 🤘🤘🤘👍👍👍
@MTechSmartprintideas4 жыл бұрын
Thanks
@vishnugraphicsdahod18512 жыл бұрын
Sir apke jyada tar video me fivestar film hi hus karte hai aesa q?
@mdaminur6775 Жыл бұрын
Talk me colour name please
@deepakdsp4755 жыл бұрын
extremely good brother g... pls koi yesi video upload keejiye jo plain sheet plastic ho rectangular/square or usme matter ko print karna ho... if any uploaded video u have than pls share link to me.
@MTechSmartprintideas5 жыл бұрын
Circle me maine ek video banaya hua hai sticker ki usme 2 colour ki printing hai aapko mere channel par uski video mil jayegi yadi aapka kam usse banata hai to thik hai nahi to aap mujhe batana aapke mutabik dusari video bana dunga..thanks
@Tapanamazingfunny4 жыл бұрын
👌👌👌
@deepaksingh-0755 жыл бұрын
Thanks sir
@MTechSmartprintideas5 жыл бұрын
Welcome
@Qadri_official95005 жыл бұрын
Sir kya primer pp 2 ko ink me mix kr k use kr skta hun???? Plz reply
@MTechSmartprintideas5 жыл бұрын
Ink me mix karke use kar sakte hain lekin printing sukhne lagti hai
@Qadri_official95005 жыл бұрын
Sir frame par sukh jayegi to nitro Se saaf ho jayegi??? Aur use Kitna time lagega sukhne me?
@MTechSmartprintideas5 жыл бұрын
Ha nitro se saf ho jayega agar aap fast print karoge to kam sukhegi
@Qadri_official95005 жыл бұрын
OK bhai... Aapka WhatsApp no. mil Jayega sir...
@jkchawla2416 Жыл бұрын
Muzae aap sae baat karni hae mobile no nahi mill raha hae
@jkchawla2416 Жыл бұрын
Kasae karu
@MTechSmartprintideas Жыл бұрын
Kis regarding sir
@smeezzy81674 жыл бұрын
Hello sir namste Sir matal almira pe Printing Kar sakte he Screen banane k Kya karna padega Pls jawab dena
@MTechSmartprintideas4 жыл бұрын
Bilkul
@waliullah07865 жыл бұрын
Sir ji assion paint se print karne ke liye kon sa kapda lagta hai aor kitne no. Ka kapda use hoga plz. Rpl.
@MTechSmartprintideas5 жыл бұрын
Kya material hai jis par aap print karna chahte hain.
@waliullah07865 жыл бұрын
@@MTechSmartprintideas sir shit plate hai board wala
@MTechSmartprintideas5 жыл бұрын
Aap usme vinoshine se bhi print kar sakte hain assion paint se printing quality achhi nahi aayegi iske liye kapda 50 no.use kijiye
@waliullah07865 жыл бұрын
@@MTechSmartprintideas aapka bahot shukriya sir thanks
@MTechSmartprintideas5 жыл бұрын
Welcome always
@mk8565 жыл бұрын
Sir Vinoshine ink aur PVC ink mix ho jati he ? me karta ho to ink kharab ho jati he. Me Globe ki ink use karta ho..
@MTechSmartprintideas5 жыл бұрын
Sunglow ki ink kharab nahi hoti
@जब्बारअंसारी-छ8च5 жыл бұрын
सर जी ये फिल्म कहाँ मिलेगी,मेरे यहां नही मिल रही
@MTechSmartprintideas5 жыл бұрын
Aapke main city me mil jayegi agar nahi mil rahi to aap delhi se buy kar sakte hain
@mdzahid53815 жыл бұрын
sir aap ka no mil sakta hai
@mdzahid53815 жыл бұрын
im zahid from mumbai my contact no 8873843975
@shreeprakashrajbhar45265 жыл бұрын
Premji namaskar plz. Aap vdo me jo bhi jankari de Usme mash no.jaroor bataye. Aap se request hai.
@MTechSmartprintideas5 жыл бұрын
Ok
@Shivamkumar-ze9iv5 жыл бұрын
Sir ek personal baat thi aapse Maine suna hai ki aaj Kal kuch aisa machine aaya hai ki jisme screen frame ban jata hai aur use karne ke baad phek diya jata hai. Kya aisa machine aaya hai kha sir
@MTechSmartprintideas5 жыл бұрын
Agar aap ek bar frame use karke fake denge to aap khud sochiye kya kamayenge aap..aisi koi machine nahi hai jo frame banati hai lekin aisi machine hai jisse coating karke bina butter paper ya bina positive ke direct computer se command dekar screen kholi jati hai fir wash karke reuse hoti hai
@Shivamkumar-ze9iv5 жыл бұрын
@@MTechSmartprintideas sir aisi machine kj kya price parti hai and sir aisa koi machine ka ho sake to kabhi vidio bana dijiyega.