Рет қаралды 57,365
4 Shaban Manqabat 2025 | Shaban Ka Nazara Kya Hoga | 4 Shaban Qasida 2025 | Mola Abbas | Mir Sajjad Mir
Special Kalam New Manqabat On The Ocassion 3 Shaban Mola Imam Hussain & 4 Shaban Maula Abbas.
KALAM DETAILS |
Title | Shaban Ka Nazara Kia Hoga
Playlist | New Qasida 2025
Written & Recited | Mir Sajjad Mir
Composition | Janab Qaim Amrohvi
Audio | Shabih Haider 92
Video | TNA Records
Creatives | Minhaj Ahmed
MANQABAT LYRICS |
Zahra ke ghar mein socho to Sha’ban ka nazara kya hoga
Utre hain jahan itne sooraj, is ghar ka ujala kya hoga
Zainab ki aamad ka manzar, Allah Allah Haider Haider
Jo Rab ki zuban par jari tha, beti ka qasida kya hoga
Aate hi masalle par Shah ne madar ke saath ibadat ki
Jab pehla sajda aisa hai, phir aakhri sajda kya hoga
3:25 Mola Abbas
Abbas ko seene se har dam Shabbir laga kar rakhenge
Tum kis ka jhulaoge jhoola, Jibreel tumhara kya hoga
Siffin mein Malik kehte the, Malik Abbas qayamat hai
Ye tera baras ka hamla hai, battees baras ka kya hoga
5:07 Shehzada Qasim
Raj’at ke daur mein aayenge Dabbal, Hassan, Anees, Dabir
Ye saare mil kar likhenge, Qasim ka jo sehraa kya hoga
5:58 Ali Akbar
Zulfen kaisi, aankhen kaisi, kaisa ho moazzin ka chehra
Allah ne Zainab se poocha, Akbar ka sarapa kya hoga
Do ungli par Bab-e-Khaibar, Haider ne rakha aur hans ke kaha
Itna to halka hai ye dar, ab is se halka kya hoga
Nazdeek nahi aate munkir, darte hain haath lagane se
Jis sher ka parcham aisa hai, us sher ka panja kya hoga
Sajjad tere dar se Maula, uthega nahi misl-e-Salman
Deewana keh kar maarenge, aur is se zyada kya hoga
Shaban is a highly revered month in the Islamic calendar, holding great spiritual importance and marking the birth anniversaries of several key figures in Islam. On 1st Shaban, Bibi Zainab (S.A.) was born, the granddaughter of Prophet Muhammad (PBUH) and a symbol of resilience and eloquence. The 3rd of Shaban commemorates the birth of Imam Hussain (A.S.), the grandson of the Prophet and the hero of Karbala. On 4th Shaban, Hazrat Abbas (A.S.) was born, known for his unwavering loyalty and valor. 5th Shaban marks the birth of Imam Zainul Abideen (A.S.), renowned for his prayers and steadfastness after the tragedy of Karbala. On 11th Shaban, Hazrat Ali Akbar (A.S.) was born, who bore a striking resemblance to the Prophet in both looks and character. The 15th of Shaban is of great significance as it is the birth anniversary of Imam Mahdi (A.T.F.S.), the awaited savior of Islam. This month also includes Shab-e-Barat, a night of divine mercy and forgiveness when believers seek Allah’s blessings. Prophet Muhammad (PBUH) encouraged fasting in Shaban as spiritual preparation for Ramadan. Overall, Shaban serves as a crucial period for devotion, bridging the months of Rajab and Ramadan while offering numerous opportunities for worship and reflection.
#MirSajjadMir #Shaban2025 #Manqabat2025 #Qasida2025 #molaHussain #MolaAbbas #MirHasanMir #MolaAli #3shaban #4shaban
LATEST SHABAN KALAMS |
SHABAN KI AMAD | 3 SHABAN MANQABAT 2024
• SHABAN KI AMAD | SHABA...
Ayyo Hannas Dil e Haider e Karrar Hon Main | Mir Hasan Mir | 4 Shaban New Manqabat 2025
• Ayyo Hannas Dil e Haid...
Mere Mola (AJF) Kahan Ho Ajao | 15 Shaban Qasida 2025
• Mere Mola (AJF) Kahan ...
13 Rajab Manqabat 2025 | ALI KA PEHLA NUMBER | Mola Ali Qasida 2025 | New Manqabat
• 13 Rajab Manqabat 2025...
Haza Min Fazl e Hussain Ibn e Ali (as) | 3 Shaban New Manqabat 2025
• Haza Min Fazl e Hussai...
Bibi Fatima Manqabat 2025 | Bane Ga Dekhna Aesa Batool Ka Roza Inshallah
• Batool Ka Roza | Insha...
Tu Bari Sakhi Hai Fatima | Mir Hasan Mir | Manqabat Bibi Fatima
• Tu Bari Sakhi Hai Fati...
Zamin e Ahoo Mola Raza (ع) | Mir Sajjad Mir | New Poem | manqbat mola Raza
• Zamin e Ahoo Mola Raza...
ALL RIGHTS ARE RESERVED BY MSM.
SUBSCRIBE AND STAY TUNED.
/ @mirsajjadmir