Mash Allah Allah apko lnmbi or achi zindgi de ap but acha bolty Hun khbsorat him Allah apko humesha Khush or Abad rakhy ap or apsy jury har reshty ko qaym rkhy apka chehra or Dil buht acha he Allah apko duniya or akhrat me surkhoro rkhy ameen
@AmnaNawaz-zk2ze Жыл бұрын
MASHAHALLHA BOHAT KHOOB BYAN KIA AAP NAY MULANA ARIF HUSSAIN KAZMI SAHIB JAZAKALLHA KHAIR MAIN BOHAT MAJALIS SUNTI HOON AAP KI BYAN KARDA JEETAY RAHAIN AAP APNY BIVI BACHOON SAMIT AUR APNY SARY KAZMI SADAAT KHANDAAN SMAIT ILLAHY AMEEN INSHAHALLHA HUMARI WALIDA TOO DIL KI MAREEZA HAIN PAR WOO APNY BAHU AUR POTAY KA KHYAL BOHAT ACHY TREEQAY SAY KARTEE HAIN MERI WALIDA WAPAS ENGLAND A GAIN THEEN PAKISTAN SAY AUR MERAY BARY BHAI ALI RAZA KAY HAAN LARKA ULAD PYDA HOI THI MAIN HAIZ KI HALAT MAIN THI AUR MUJHY 15 DIN BAAD MERI WALIDA NAY NAHLAYA THA KIUN KAY UOON KI BAHU CHEELY YAN MAHSOOS 40 DIN MAIN THI ULAD PYDA KARNY KAY BAAD JAZAKALLHA KHAIR
@muhammadalibcsdcxyzinfo11639 ай бұрын
Mashallah 💕💖❤️
@zainisheikh86012 жыл бұрын
Bohat aala SubhanAallah.
@Noor-b4t10 ай бұрын
Mashallah
@zahramujahid43022 жыл бұрын
Masha Allah Jazak Allah
@haider00999 Жыл бұрын
Masha Allah
@shaziahassan5432 жыл бұрын
Jazak Allah
@afakrazazaidi64612 жыл бұрын
Mashalla mola salamat rakhe
@fizzaali12302 жыл бұрын
JazakAllah maulana , Joint family ke bohoot achi baat batai , lekin Maulana Plz woh waledayn jo meyaa bibi mai ladai dalwai , un ko saat dekhkar jalte hai , saat bahar jane nahi deta , waqt saat quzar ne nahi detaa , kamre mai ghus jate hai , to aise mai kya kare .
@sharminali3914 Жыл бұрын
Bilkul aisay bhi hota hay humaisha bahu kharaab nahi hoti!
@haider00999 Жыл бұрын
جیو قبلہ صاحب
@muskanzehra52652 жыл бұрын
Subhan Allaha
@haider00999 Жыл бұрын
سلامت رہیں
@RizviBoyOfficial1102 жыл бұрын
Mashaallah qibla maula salamat rakkhe aap ko
@SkEtcH_Artyst Жыл бұрын
Mashalla ❤❤❤
@shaziamanzar8672 жыл бұрын
Jazakalla mashallah 🤲♥️
@zahraraza93672 жыл бұрын
Masha Allah ❤
@kalsoomshafqat28692 жыл бұрын
boht zbrdst
@haider00999 Жыл бұрын
بہت خوب جناب
@jawad_husayn Жыл бұрын
Mashaallah moula selamat rakh aap ko
@rightchoicecollection36902 жыл бұрын
Assalam alaikum Maulana aap ka point of view Sahi hai lekin ek tarfa Rukh hi kyu bataya jaata hai hamesh Aksar to aisa hota hai ki ghar me apni beti k liye to sab gunjaish hoti hai lekin bahu k liye sirf ek. Bandi sasural ki itne saare rishto ko akele samjhe aur nibhaye aisa nahi hota ye galat hai dono taraf se sahi rishta nibhane ki targib honi chahiye is topic par baat karne k liye sukoon aur insaaf se baat honi chahiye assalam alaikum
@saimasajjad9477 Жыл бұрын
Shayd he ik ka experience alag hota hai lakn Mera zati mana hai k Tali donu haton s bhjti hai...agar gahr ma ake baho apne ap ko beti bana ly to sas zarur maa banti hai...lakn agar ma ja k apne sas ki jaga lay lo to wo bi mjhe baho kahe gi.... Q k mere husband fouji hai ma govt job krti ho. Tabhi hum alg hai jab chutti hoti hai to wo phle apni maa k pas jate hai q k wo dosre gao ma hai r meri job city ma hai...humri shadi ko Bhoot saaal hogaye hai lakn ma n apnne husband s kaha hai k jese ap shadi s phle jate the wese hi jayen tabhi wo phle meri sas r married nandon s mil k ate hai...r kasm s mjhe khusi hoti hai...bus yhi Dua hai k Khuda agye bi acha ho....aj meri sas apni 5 betion ki tarh duayen dti hai mjhe...
@Barumarlanat-q5k Жыл бұрын
@@saimasajjad9477bahu to beti bana leti hai lekin saas maa nahi ban pati.. 1000 me 1 saas sahi hoti hai
@farahnaqvi21772 жыл бұрын
Jazakallah ❤️
@marziatalib46382 жыл бұрын
Khuda ko razi Karna
@syedaliabbas5660 Жыл бұрын
MashaAllah 💕
@ranazaidi58902 жыл бұрын
Subhanallah
@zehrahasanzaidi110 Жыл бұрын
S/a, Agha ne boht khub frmaya maa Baap ki khidmat hm pr laazim h beshak.. Pr Maa Baap family me aate h.. Lekin agr hm indian ya pakistani context me joint family ki baat krte hai to usme or b boht log hote hai, masalan brother in laws wgrh...jisme khtra hota h behijabi or deegar cheezo ka.. Jin aagha se meri is mauzo pr baat hui h unhone kaha k nuclear family is suggested....as Rasoolallah(sw) said to maula Ali before giving his daughter to him to "build a house", so that they can live there.... So I agreed k parents k sath rehna is not an issue...it is correctly interpreted...but to live with a joint family like this can be objectionable (may be I m wrong)
@marziaqamar7127 Жыл бұрын
Kya janaab e Fatima s.a aur mola e kainat joint family me rehtay thay
@saimasajjad9477 Жыл бұрын
Log yh sawal q krte hai humsha ja k history padh ly r WAqi ma humre ullma ko yh hisa bi batana chaye k un ki family system kia tha lakn batate nahi hai...afsos hai
@sakeenasyed63872 жыл бұрын
Iran mai kiyu alag rakhtay hai shadi kay bad bahu batay ko
@Sehar3456 Жыл бұрын
دادی کے ٹوٹکے نہیں لڑکیاں بچے کی نانی کے ٹوٹکوں پر عمل کرتی ھیں
@iffatnaqvi8882 жыл бұрын
Aoa Kya olad k koi haqook ni hn olad k haqook pr koi bate ni krta susral waly Kesy mrzi bahoo r bety k sath salook krn
@iqbalzehrasyed39962 жыл бұрын
Joint family system Islam mai kaha hai
@rajanisar2426 Жыл бұрын
Joint family ma rehna bohat difficult ha Allah kary ye riwaj khatam ho jay sary fasad ka jarh ha joint family
@Barumarlanat-q5k Жыл бұрын
Ameen
@imranbukhari52222 жыл бұрын
Aslamo alaikum
@nayabmrdan46792 жыл бұрын
Assalam ya ali madad molna ap sa nmbr pa bt ho skti h
@carebreeze512 жыл бұрын
Bilkol sahe bayan kia.
@alisehrish4726 Жыл бұрын
Agr saas jeny he na dy bahoo ko phr kia kry bnda seprate na ho to
@intazarjee19862 жыл бұрын
MASHAHALLAH BOHT KHOOB BYAN KIYA AAP NAY MULANA ARIF HUSSAIN KAZMI SAHIB Pahlay Main Bee T.V DRAMAY Daikhti Thi Aap ki aur Deegar Mulana SAHYBAAN ki MAJAAALIS soon soon kay mery andar sojh boojh ayee kay Yeh Too Hum apny Aap aur apny Ayma a.s kay sath Galat kar Rahy hain Allha Paak Muhammad (Saww)O Aly Muhammad a.s kay Sadqay Main Humaray HAAL Pay Rayhum kary ILLAHY AMEEN
@haider00999 Жыл бұрын
❤❤❤❤❤❤❤
@zikrebatool152 жыл бұрын
Allama sahib say aik baat poochna chahti hoon k ma baap ka ghar chornay k baad saas susar bhi ma baap ban jatay han ye baat to samj main aati ha lakin susar k bhai or bhaj or un k aagay say bachay ye to zimasdaari nhi ha na bahu ki k saara saara din kaam kar k husband ki chacheri family ki bhi khidmat karay munay is k baray main bta dain plz
@iffatnaqvi8882 жыл бұрын
Reply zaroor dn
@ManahilFatima-ot7fw Жыл бұрын
Joint family in Islam explain?
@hassanalimehdi4628 Жыл бұрын
👍👌
@kidsfun.1761agcfdbfh2 жыл бұрын
SubhanAllah
@anabiyatoseef9055 Жыл бұрын
Islam me joint family ka concept nhi Hy esa he suna Hy hmesha sy or baz dfa joint family m rehna beinteha mushkil hojta Hy jb waha dewar jeth ki families bhi hon to mian b v k relationship ki privacy khtm hojti h ye misal hr jgha fit nhi Hoti jinki ek he olad ho unko Maa bap ko chor k jana ghlt hy
@rabianaeem54092 жыл бұрын
Allah ka banda Islam ma joint family system ka conncept ni ha .
@Noor_dervaish2 жыл бұрын
Joint se apki murad hai dever jaith unki family ke sath rehna??? Molana sahab hr nai larki ka apne shohar ke sath separate portion hona chahiye.
@seratfatima39562 жыл бұрын
Molana sayab jhat dawar ki nahi Maa bap ki bat Kar raha Han bewi ka haqooq apni jagha laken maa bap ka haqooq koi insan ada nahi Kar sakhta hai
@alifatimasyd402 Жыл бұрын
Aslmk joint family m bv depression m hojya bas ghar ki 24 hour kaamwale ban jte h
@Barumarlanat-q5k Жыл бұрын
@@alifatimasyd402 sahi kaha aapne.... saas insaf se kaam nahi leti aaj kal. Koi fayda nahi saas ke hone ka.. bojh ban jati hain saas pehle hi din se. Apne hath pair chalana chor deti hai bahu ke aate hi.. jab insan ek hi jagah baitha rahega or khaya or let gaye to bemar to hoga hi.. ye saas jab bemar hoti hai lete lete to bahu ke aate hi mai bemar ho gayi.. bahu ki wajah se nahi zyada aaram kar ke insan bemar hota hai.
@alirana16682 жыл бұрын
Allama sahib meri guzarish ha k jo lov darame krte ha awam ko bigar rahe ha in ko koi msg dy larkio ny to bilkul hi dubta lena chor dia ha in ko b ko lekcher dy plz plzplz
@tatheerfatima4996 Жыл бұрын
Ma bap joint family nhi hai maa baap k bagher koi zindagi nhi hai chahe wo saas susar q na hon..lekin joint family main 10 log or b hote hain jinke sath rehna mushkil hota hai 10 log 10 zehen k hote hain or bepardagi b hoti hai jeth dewar.. molana sahaab apko hum bht pasand kerte hain please ap sahi information den
@mohibulhassankazmi7041 Жыл бұрын
Joint system is not recommend in Islam. Agr asa hota tou Rasool Allah mola Ali ko apnay Sath rakthay. Or on sa zayda skhat hallat kis k Thay. On sa zyada trbeyat kis ke thee. Rasool Allah nay mola sa Jo swal keyya akad k hwalay sa OSs ma allada Ghar k baray bhe swal keyya.
@salmanrizvi47182 жыл бұрын
molana kindly pura ashra es per prhn, hr larki ye bol rahi hy k khuda shadi ki bad susral sy alg rehny ka hukum deta hy, larky pehly maa or bv k darmyan pisty thy lakin abb sharae hukum nikal nikal k khawateen apny mardo ko pressurized kr rahi hn
@mahafatima26332 жыл бұрын
I think joint family islam me kya hai ye btana zaruri hai...with examples from ahlebait as lives Maula Ali AS and bibi Fatima AS ki life me what we know is that family k mards kbhi chakki pisna kbhi daal chunna etc kam me participate krte the. Second bibi Fizza AS ko b rakha tha for help. Na mehram nhi the in family for the woman of house. Khanay simple the ... General joint family structure compare kren aj kal ka..: 7-8 logon k kam 1 bahu p dalna.. 3 se 4 waqt k khanay p usko kitchen me engage rakhna.. sath me na mehram ka rehna ( dewar jaith) .. no helper.. is se kids deprive hote hain mothers attention na tarbiyat hoti hai sahi bachon ki se ye zulm hai.. Ikhlaqi buraiyan like larai jhagre, baat baat b sunana ye sb bachay seekhte hain...
@nusratraza6694 Жыл бұрын
Bilkul sahi. Ektarfa bayan hai. Waledain to ladkiyo k bhi hote hain. Wassainal insana be waledaihe ehsana. Insaan to aurat bhi hoti hai. Kya baat kar rahe hain. Zamane k sath parwarish ki tareeqa bhi badal jata hai
@shortlovers9281 Жыл бұрын
Iran ma tu husband and wife Alan rahay han
@farwabatool22472 жыл бұрын
Joint family islam me hy tu rehbur ny apny bety ko alag ghr me kiu rkha or hm ny suna hy iran me yehi system raij hy
@safareishq95362 жыл бұрын
Salam. Molana Sahab mazrat k sath Ak bat wo ye k apny kha masaiel Trbeyat k na hony ki waja sy hoty Han to agr esy he ghair tarbeyat yafta mahool my rhty rhy to agli nasal bhe ESI he jahil ho ge na. Q k agr ak usy samjhany lgy esy nhe krty Baki sb to khty Han na Khair ha HM bhe esy he krty thy. Akhir kB thk ho ga ye SB agr apky baqol sath he rhna na
@saimasajjad9477 Жыл бұрын
Moulna aj kl har larki chachti hai k Ghar ma koiii Sath na rahe...hum sunte Bhoot hai lakn amal nahi krte hai...imam Ali ko mante hai lakn un hastiyon ki mante nahi hai...yh na dekho Kon Keh rha hai yh dekho kia Keh rha hai.....
@sharminali3914 Жыл бұрын
Sath rahoa mugar insaaf kay saath,agar Saas insecure hojaiy ke baitay ki tawajo kahi aur hay aur wo jumla bazi karay tou usko kaun samjhaay? Koi bhi alaihdigi nahi chahta laikin agar ghar ka barra hur waqt uskay toh mey rahay tou zindagi ajairun hojaati hay
@Barumarlanat-q5k Жыл бұрын
99% bahu saas sasur ki jumlebazi se tang aa kar alag hoti hain.. koi larki shadi ke pehle se alag hone ka nahi sochti. Log majbur kardete hain..
@tradingaskary3647 Жыл бұрын
Ayatollah sistani Ka kehna he ourat apny shoher Ka gher chort k ja Sakti he k jis main is ko mushkil ho.... Samjh se baher he mard mizaji khuda bhi he or kahin mard ki do korti ki hesiyat bhi nhi... Koi molana Kuch bolty Hain Kuch Molana ajeeb hi bat Ker dety Hain ... Or Faida Kia app molvyon Ka k judiciary system bilkul hi alag he
@qaiserabbas9871 Жыл бұрын
QibLa MouLanA Sahib PLease Do SomeThinG BiG, GreaT For NobLe MaZhab and NaTion HiGher QualiTY EducaTion, SchooLs ColleGes, Jobs HeaLTh Care eTc For YouThs and ChiLdren. ThanK You VerY Much.
@anjumfatima6654 Жыл бұрын
Jab tabiyat na hai t sath m rh k ghr barbad kerne s accha h k alag ho jaye aaker mil liya kre maa baap s
@mahafatima26332 жыл бұрын
You are good Alim but here you are completely wrong to give such example k ek beemar bacha grandparents k totkon se bach jae jb k doctors k pass lejanay se wo mar jae... totkas are highly risky things. New born are not for experiment please... totkas kbhi kisi ko suit kren kbhi nhi and severe illness jo maut tk challi jae usme totkas should never be followed... Secondly join family is only best when all members accept it happily and knows how to be kind to each other warna huge gunnahe kabeera, domestic violence, larai jhagre, behijaabi, zulm etc hota hai .... please islam me konsi joint family ka zikr hai wo btaen aj kal ki joint family kya islamic hai ya opposite?
@rhfoodstipsandgaming73352 жыл бұрын
Beshk lekn baap ko tu sahi Muslim hona chahe ap tu Sara zimedar larki q thehraty hn
@consultantspolymedic55132 жыл бұрын
Logo ne madarso me baccho ko bhejna kio band kar rakha he waha kuch or karaya hi nahi jata, baccho ka mnn kese lagega har molana ki har sheher har or har apne ghane ilako me molana ki ek poori team honi chahiye jisme molana ke sath sath har subject ke acche scholar hone chahiye acche jankar hone chahiye jo baccho ko life me help kare ki kis course ko karne se kis mulk me isse aapko accha fayda milega, sports me tayyari karane ke liye intizam hona chahiye, mera manna he masjid Allah ki ibadat ke liye he manna nahi jaha tak mujhe ilm he or mola ka imambargah ek esa gift he mola ke manne walo ke liye jaha se har tarha ki deeni ke sath sath duniyavi ilm, sports or health training ka fayda bhi mola ke chahne walo ko milna chahiye, imambargah o khali majlis matam tak medood nahi hona chahiye balki ye har imambargah ko school college ki tarha build hona chahiye har imambargah se dono tarha ke fayde mile is tarha se kaam karna chahiye inshallah esa hoga jald hi Allah ne chaha to log jagege hamare liye sabse safe imambargah e he jo sehmat he wo is msg ko copy karke apne apne sheher gao ke alimo or logo tak bheje 🙏 ek bohot bada time hamne un logo k sath ittihad karne me barbad kar diya jinko khudki bato ka koi ilm nahi hota he, behtar ye hota ki apni kom pe zada dhiyan diya jata HALAKI hamare upar hamari alimo ka ehsan he jo aaj bhi ham islamic knowladge ke mamle oro se behtar he lekin jabse hosh sabhala he ye tamanna rahi he ki hamari kom hamare alim esa koi kaam kare ki duniya ke kisi bhi kone me koi bhi baccha ho usko ilm free hasil ho sake esa system tayyar karte halaki is dor me ab esa hona asan he pehle nahi tha inshallah changes aege 14 masoomeen ke sadke me ameen
@shaherbanu4967 Жыл бұрын
Kitney month tak ek miya biwialag rahaetey hi toh Gunawan hi
@rabianaeem54092 жыл бұрын
Please don't spread wrong information. Aaj kall jtnni talak b hue joint family ma hue
@innocentzainu81072 жыл бұрын
Lagta h ap ka muamla un he ma Sy 1 h It's possible but not for all
@rabianaeem54092 жыл бұрын
@@innocentzainu8107 aap apne tarf sa opinion na dein. Jo fact ha uss koo follow karo .islam ma joint family ka concept ni ha . Yea before pre partition ka waqt himdu sa follow kia Pakistanio na . Ab khud usse pa sharminda hain
@shahryarshahzad7079 Жыл бұрын
@@rabianaeem5409 maa baap ko sath hi rkhna h Meri bhn
@rabianaeem5409 Жыл бұрын
@@shahryarshahzad7079 acha tou rakho na ... hum tou sunnat follow karain gy aap hindu rawaj follow karo
@shahryarshahzad7079 Жыл бұрын
@@rabianaeem5409 kon c sunnat ilzam lgaty ho Nabi saw p jo sunnat parosi ki zimedari deta h w/o maa baap ko alg kryga asal m apko apky nafs wala deen chea jis m hr shks deen sy apna benefit dkhta h
@Barumarlanat-q5k Жыл бұрын
I agree with maulana... but aaj kal ki 99% saas bahu ko naukar samajhti hain.. bachhe hone me bhi koi help nahi karti bojh ban kar rehti hain bahu par😂
@Barumarlanat-q5k Жыл бұрын
Masail ka hal juda ho kar hi nikalta hai aaj kal... sath reh kar koi izzat nahi karta molaana
@Barumarlanat-q5k Жыл бұрын
Jaisa Amal saas apni bahu ke sath karti hai na agar wohi Amal uski beti ki saas beti ke sath kare to bura kyo lagta hai,??????????
@Barumarlanat-q5k Жыл бұрын
Aaj kal ki dadi khud ko jawan karne ke nuske janti hain bas
@Barumarlanat-q5k Жыл бұрын
Ghar to saas nande ujadti hai molana. Koi bahu apna ghar ujadna nahi chahti