Lyrics Verse 1: Jokhay Kathin safar, mili khabar Kinaaray pe woh apna ghar Harre zakham, hain aankhen namm Chaltay rahen ya karen sabar Phir chaldiye kandho par leke bojh Hain Aagay ranjishen aur doghle log Ke Lagte hain apne ab to paraaye Hain aankhon mei aansu, karta na koi ghaur kehta hu sach, lagay sub ko jhoot Maanta na koi mera kya kusoor Dard yun sehte, kya kisi ko kehte Rehte zameen pe nahi koi ghuroor Kya kuch suna, kya kuch kaha Chaadar thi chhoti mein akrha raha Ghut’ta raha, dil dukhta raha Kaise mein dikhta, mein chhupta raha Kaanton mei simta jaise chubhta raha Iraaday thay naik par koi sunta na tha Woh kaisi Ghalat fehmiyan mere baare Jab bughz mein kisi se rakhta na tha Aaye meri Yaad jab mujhay aaye maut Meri qadar nahi thi, par shayad ab hai Thori bohat Mere jaane ke baad kya sub yaad rakhen mujhay Par asliyat yehi ke kuch din ka maanatay yeh sog. Hook: Talhah Yunus Shayad tujh se khuaabon mai miluuuu, Kya karun in yaadon se ab laruuuuu, Mai andar se marr chuka ab kese jiyon Ghum hi itne kia kia mai chupaata phiruu, Ghutt raha hu bheeed mai, jeene tou do, Khul ke yahan saans hi lene tou do, Tarse ek ghooont k tum peene tou do, Kyun mujhe dhundte bhai jeene tou do, Verse 2: JJ47 Darham barham lakin phir bhi kesay bharam dekh Juala khoon tabhi hojata hai garam dekh Jhoti batien mujhse hoti nahi hazam dekh Jitney bhi banjae sakht laundey dil k naram dekh Mera Azam mera qadam mera qalam dekh Mere ganey meri kala Meri nazam dekh Karam dekh! jakey Kahin marham dekh Tujhe dikhay jo tattoo meri body pe wo zakham they lehjay naram they! Ab phenkey agg kyun Tum sage nahi mangtey hisaab kyun Tum khuda nahi! Meri cheentey khurrak kya Totan fitney dalo bewaja Azaab kyun Junooni khoon justju kaha hai Tu bhagey jiskey pechey wo ru ba ru kaha hai Urdu hiphop meri Urdu kaha hai Tu hiphop J Khud tu kaha hai Holy talk! Mera wazu kaha hai Banton Ilam tarazu kaha hai Hath dua ko nahi uthtey Mera dil mere Baazu kaha hai harey hain jeetey hain Anso ko petey hain Dil k yeh pheekien hain Janey tareeqey hain Zakhmo ko seetey hain Gir k hi seekhien hain Aeney main dekh hum Khud pe bhi cheekien hain Meri hustle mera pait bharey! Tujhe dikhey jo wo mehnat wo luck nahi Main manzil pe pucha Jab k pata koi rasta, pata koi sarak nahi Zindagi ney sakht kia bachpan karak nahi! Mu bal girey par Gaye to bathak nahi Ganey krney hain jokhay! Tujhe pata bhujhi abhi meri tarap nahi Hook: Talhah Yunus Shayad tujh se khuaabon mai miluuuu, Kya karun in yaadon se ab laruuuuu, Mai andar se marr chuka ab kese jiyon Ghum hi itne kia kia mai chupaata phiruu, Ghutt raha hu bheeed mai, jeene tou do, Khul ke yahan saans hi lene tou do, Tarse ek ghooont k tum peene tou do, Kyun mujhe dhundte bhai jeene tou do, Verse 3: Talhah Yunus Han rehte hum zone mai, beth meri class mai sab jaanay k hu kon mai? Khuda ne cheenay log tabhi khara microphone pe, Pistol mere hath mai par apne mujhe rok len, Akelay bethay sochte, agay hain teri soch se, Khuda k is hi khof se, na laray kabhi shauq se, kutte maine paalay jo ab woh hi mujhpe bhonkte, Baaten itni asal asar choren, kharay rongtay, Ashqon ka darya ye, doobay mere apne, Kese na phir kooday jeben patharon se bhar ke, Mai Khuda k saharay, wuhi pooray karay sapnay, Wuhi dikhaata rastay, wuhi sonay ko chatt de, Ye dunya walay samjhen mujhe hosh nahi hai, Industry ye mulaazom meri, dost nahi hai. Andheray bhi ye darren meri roshni se, Na samajh ko dosh den wo soch nahi haii, Kia larru in mehmamon se, kia darru in divanon se? Kia rahu asmaanon pe, aur badalon se gaanay den, Woh darren in nigaahon se, jab studio ho baahon mai, Mai likh raha alag saalon se, jab samjhe nai kia maanogay, Dhund bilmuqaabil, laray hue hum tou maut se, Sarak se shuru hue ab dikhen billboard pe, Asla bina license k leke pohanchu mai shoot pe, Ye bilawaja shorr in ko chahnay wale thokk den, Woh bhi ashiq thay hamare, jo humein qaatil bata rahe, Maine dekhay woh nazare jab yahan jeenay k thay laalay, Phir bhi darrti ye salaakhen kehteen is ko kon sambhaale Hum in lafzon k saharay, logon ko jeena sikha rahe, Bahen aise k khud raah dhund lete, Dilon pe hai qabu hota jadu jese Verses aise baantay hain bol kia lu pese, Daaka pooray shehr pe, hum daku aise. Hook: Talhah Yunus Shayad tujh se khuaabon mai miluuuu, Kya karun in yaadon se ab laruuuuu, Mai andar se marr chuka ab kese jiyon Ghum hi itne kia kia mai chupaata phiruu, Ghutt raha hu bheeed mai, jeene tou do, Khul ke yahan saans hi lene tou do, Tarse ek ghooont k tum peene tou do, Kyun mujhe dhundte bhai jeene tou do,
@HassanAli.2 жыл бұрын
Dammm
@HassanAli.2 жыл бұрын
Yar Kya cheez ho ap alliance to NH ho itne me koi song ka sochta NH jitne me ap 5 mint ka track Nikal dety ho wo bh full lyrically
@safavicampusteacher77942 жыл бұрын
👏👏🔥🔥🔥
@xyztalha52812 жыл бұрын
JOKHAY THE KING ❤️👑
@jdmlover13522 жыл бұрын
👑 ❤️
@SharumKiSketchbook2 жыл бұрын
Ab alfaz nhi bachay Meray pas, bus respect pay krnay aya hun. And we all know how TY has blown our minds in a way we weren't ready for❤️🔥
@batmanYT..2 жыл бұрын
Goat❤️👑
@dexenthuzaifa83792 жыл бұрын
Yr ap love ho 💖
@STAN_MOIN2 жыл бұрын
kzbin.info/door/6WrhqXrwstTgAjOK0AliWA
@dexenthuzaifa83792 жыл бұрын
❤️❤️❤️
@deewan-e-ammar46712 жыл бұрын
Underrated
@TalhahYunus2 жыл бұрын
Shayad tujhse khuaabon mai milu
@mustafashah82472 жыл бұрын
Kinggggg👑👑❤️❤️
@mustafashah82472 жыл бұрын
Sirr Heart dedoo please 😢😢😢😢
@mustafashah82472 жыл бұрын
TALHAH bhaiiiiii❤️❤️❤️
@AliRaza-mu7be2 жыл бұрын
Lysmmmmmmm 🥺♥️
@Ax_banna2 жыл бұрын
Talhah and His Comments
@aleemrk2 жыл бұрын
Ye duniya waale samjhe mujhe hosh nahi hai Industry hai mulazim meri dost nahi hai 💯💯💯
@AliRaza-mu7be2 жыл бұрын
Love u 💕
@FaizanAhMed4272 жыл бұрын
💯
@mahbeer1239 ай бұрын
Hey future
@anitalakyary6 ай бұрын
🔥🔥
@EditbyBasha6 ай бұрын
you are a best from all but you are hiden inshallah one day you conqure the hip pop world✔✔❤❤
@AnkitSolankiAS2 жыл бұрын
Verse of talhah yunus 🔥🔥🔥
@AnkitSolankiAS2 жыл бұрын
@Wanderer _ haa bhai 🤞
@bilaltechnical69592 жыл бұрын
kzbin.info/www/bejne/aZ-7Y55ngK2Uj80
@rahulshah24632 жыл бұрын
❤️
@rapinnation79312 жыл бұрын
Jokhay Ki Beat 💯 Yunus ki Melodies 👑 JJ ki Shayari ✒️ Ufff 💥🔥
@Aoo_Kavi_Haweli_Pe2 жыл бұрын
Socho agar Anjum hota to kya hota
@rapinnation79312 жыл бұрын
@@Aoo_Kavi_Haweli_Pe 💥💥💥
@mohammadjawad25212 жыл бұрын
Yunus k lyrics though 🔥🔥
@rapinnation79312 жыл бұрын
@@mohammadjawad2521 industry meri mulazim meri dost nhi ha 💯🔥👑
@VividVortext2 жыл бұрын
“Ayenay may dekh, Hum khud par bh cheeikhein hain” Damn JJ47’s bars are deeper than the ocean❤️
@sparshmalpotra84112 жыл бұрын
Cheeikhein mean ? Sneeze?
@VividVortext2 жыл бұрын
@@sparshmalpotra8411 Nah, mtlb Scolded ourselves or got angry on ourselves
@sparshmalpotra84112 жыл бұрын
@@VividVortext actually I got it aftr sometime....ye chilaane wala cheeikhein tha
@coldfire60092 жыл бұрын
Absolutely love Yunus delivery and the way Yunus voice flows melodiously. This is what separates him from others. G.O.A.T 🥀💯
@saimhmmm89872 жыл бұрын
easily one of the versatile artists of dhh👑🔥🙌🏻
@LILYliveGaming2 жыл бұрын
Ghum hi itne kia kia mai chupaata phiru Ghutt raha hu bheeed mai jeene tou do.🙌
@samiiop77122 жыл бұрын
🔥🥵🔥
@rahil41642 жыл бұрын
Lily ❤️
@aliyan._.2 жыл бұрын
Everytime JJ47 and TY hop on jokhay's beat, its a certified masterpiece!! A PERFECT TRIO
@AliHamza-hf5iv2 жыл бұрын
Trio is always best bro
@xyztalha52812 жыл бұрын
Yesss Yaar❤️🥰👑
@nidalgxhf2 жыл бұрын
This song will age well
@aityzaz75752 жыл бұрын
Once a legend said , " I'm giving my time to melodies ". TY is talking about this time ..! ❤️💯
@StatusNagar2 жыл бұрын
Absolutely Right 🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥
@aahadisss13502 жыл бұрын
*JJ is a modern Day Poet and King TY flawless with every single aspect of Rap killing it with the Hook too🔥🙌*
@inamkhan26702 жыл бұрын
👍🏿
@yashabhrankash67752 жыл бұрын
*aspect
@ayishnadeem2 жыл бұрын
we need anjum now to be more consistent. he would me crazy asf
@wajihkhan75292 жыл бұрын
Jj47 is just improving alot! The flow,delivery and everything man!! Damnn!
@raohusnain692 жыл бұрын
He is improving from 11 years OG JJ47 💯❤️
@AliRaza-mu7be2 жыл бұрын
“Shayad tujhse khuaboon ma milu” Ty wrote it for his late mother 🥺🥺♥️♥️
@shahzadkhangamerr2 жыл бұрын
🥺🥺🥺
@ogbuddha78352 жыл бұрын
Tereko whatsapp krke bataya kya Yunus ne? Gyan mt pel
@AliRaza-mu7be2 жыл бұрын
@@ogbuddha7835 take it easy. Rona shuru kr dete ho
@RahulJadhav-mw6se2 жыл бұрын
@@ogbuddha7835 😂 savage
@travisordoullike4182 жыл бұрын
@@ogbuddha7835 you are not a true fan Didn't you remember his verse "Teen gaane likhe maa pe do hi suna paya ""
@moiddrk2 жыл бұрын
TY is too expressive with his voice , let alone his lyrics and what he's spitting. Man this was a ride 💯
@inamkhan26702 жыл бұрын
👍🏿
@SagnikBakshi03252 жыл бұрын
Another lucky day for the listeners. What a song. No words can describe it. These are legends of Pakistani Hiphop. Just blessings to ears for everyone. Music has no boundaries and to be honest we are very lucky to be lived in this era of these musicians & rappers.
@tandavnach51592 жыл бұрын
"woh bhi humare ashiq the jo hume qatil bata rahe"🕊️
@rahulmadhrey79562 жыл бұрын
Bow down to king TY he is unmatchable 5-6 songs every month with top notch quality and Versatility there is no compitition of this guy🙏🇮🇳
@shershah53182 жыл бұрын
TY ON A WHOLE OTHER LEVEL. Everytime he outdone himself with another song. The versatility in this song ✅
@danishkhhan2 жыл бұрын
There is no other artist that can outrap Talhah Yunus on a beat..Ty recorded his verse on Mars...🔥🔥👑👑
@notsadif2 жыл бұрын
JJ47 is a class act. So underrated. Delivers everytime 🔥💯
@bilaltechnical69592 жыл бұрын
kzbin.info/www/bejne/aZ-7Y55ngK2Uj80
@umaimaticinematic2 жыл бұрын
TY's verse clearly shows his voice versatility ❤️👏 OG of DHH for a reason ❤️👏
@AbbasSyed_2 жыл бұрын
tru🔥
@Hanzla_Alvi2 жыл бұрын
Boss😁
@umaimaticinematic2 жыл бұрын
@@AbbasSyed_ ❤️
@kumayy25362 жыл бұрын
Dhh stands for?
@AbbasSyed_2 жыл бұрын
@@kumayy2536 desi hip hop
@aahadisss13502 жыл бұрын
If you all gonna notice Yunus voice in his verse takes you too 2017 that's when he used to sound like this.
@herroyalbitchiness99852 жыл бұрын
can you name a few?
@signaasim54242 жыл бұрын
I can feel all these verses inside me. Love the jokhay work
@janjuavolleyball2 жыл бұрын
Talhah Yunus 🔥♠️💯
@bilaltechnical69592 жыл бұрын
kzbin.info/www/bejne/aZ-7Y55ngK2Uj80
@fayzanrj2 жыл бұрын
Whenever TY comes on a hook it feels like he is better at hook than his verses BUT when TY starts his verse it feels like no can have a better flow than him with those lyrical encounters🔥
@areejqureshi16012 жыл бұрын
ohmg
@Heyzohaibb2 жыл бұрын
+11111111
@mjgaming65742 жыл бұрын
JBH ❤️
@megalomaniac97112 жыл бұрын
Ty fans dont need inspiration from anything else….by showin this level of consistency n improvement without a pause,He is indirectly helpin his fans where we can raise ours bars n hustle hard af like him in whatever domain we r workin.. (“Hum in lafzon k sahare,logo ko jeena seekha rahe”)
@ezaan37102 жыл бұрын
Plzz don't use cuss words.I'll definitely appreciate it❤
@Divyanshsharma_3712 жыл бұрын
Jokhay really killed it by his verse! Jj's poetry took this to another level! Ty 's hook jst fits perfect on this song and his verse ohhhh myyy man❤️🛐🇵🇰🇮🇳
@DingDong-lh4ix2 жыл бұрын
Or ton abhi bhi honey singh ka seed hai 🤭🤭🤭🤫
@Divyanshsharma_3712 жыл бұрын
@@DingDong-lh4ix Orr tu mera seed hai ❤️de
@DingDong-lh4ix2 жыл бұрын
@@Divyanshsharma_371 ton khud official raftar ka seed hai 😂😂😂😂😂😂
@assholable2 жыл бұрын
The emotions of Yunus come spitting straight out of the earphones!!
@RealLifeVynz2 жыл бұрын
LYRICS: [ Jokhay: Verse ] Katheen safar , Mili Khabar , kinaaray pay, Wo Apna Ghar , Haray Zakham , Hain Ankhay Naam, Chaltay Rahay Ya Karay Sabar, Phir Chaldeay Kandho Pr laykay Bojh , Hain Aghay Ranjeeshay, Or Dojhlay log, K lagtay hain Apnay Apno Paraaye, Hain Ankho main Aansoo kartana koi gor, Kehta Hun Sach Lagay Sab ko jhut, mantana na Koi Mera Kia Kasoor, Dard Yu Sehtay kia Kisi ko kehtay Rayhtay Zameen pe ni koi guroor, kia kuch suna kia kuch kaha Chaadar thi choti me Aakra raha, Ghuta raha Dil Dukhta raha, Kaise me Dikhta main Jhukta raha, kantoo me sinmta jaise Chubta raha iradaay thay naik pr koi sunta na tha, Toh Kaise Galat Fehmia mere baray jab Baghaz may kisi say rakhta na tha, Aye Meri Yaad Jab, Aye Mujhay Mout, meri kadaar ni thi, pr shayad Akal thori Bht, Mere Janay Kay Baad k sb yaad rakhay mujay pr asliaat yayhi k kuch din ka manatay yay soog. [ TY: Hook ] Shayad tujhsay Khuwabo may Milo, Kia kru In Yaado say ab Laru, Main Andaar say Mar Chuka Ab kaise Jiu Gham he itnay Kia Kia Me Chupata phiru, Ghut raha hun Bheer me Jeenay toh do Khul k Yahan saans hey lenay toh doh Tarsaay ek Ghoont k tum peenay toh doh, Kiu Mujhay Dhoondtay Mujay Jeenay toh Doh, [ Jj47: Verse ] Dharaam barhaam lekin Phir bhi kaise Barhaam dekh, Juaala Khoon tabi hojata Garam dekh, Jhooti Batay Mujhsay Hoti nhi hazaam dekh, Jitnay Bhi banjaye sakht Launday Dil kay Naram dekh, Mera Azaam Mera Kadaam, Mera Kalaam dekh, Mere Gaanay, Meri kalaa, Meri nazaam dekh, Karam dekh, Jakay Kahi Markham dekh, Tujhay Dikhay Jo Tatto Meri Body pe Zakhaam thay, Lehjaay naram thay Takhay Ankh kiu? , Tum Sanghay Nai Mantay saanp kiu?, Tum Khuda Ni Cheentay Khuraak kiu? Tu toh fitna dalo bewajah zaat kiu?, Junooni khoon, Teri Justagoo kaha Hain, Tu baghay jiskay peechay wo Rubaru Kaha hain, Hun Urdu Hip-Hop, meri Urdu kahan hai? Tu hi Hip-Hop, J khud kahan hai? Only talk, mera wuzoo kahan hai? Baantu Ilam, tarazu kahan hai? Haath dua ko ni uthte, mera dil, mere baaju kahan hai? Haare hai, jeete hai, aansu ko peete hai Dil ke ye feeke hai, jaane tareke hai Jakhmo ko seete hai, girke hi seekhe hai Aaine me dekh, hum khood pe bhi cheekhe hai, Meri hustle mera pet bhare Tujhe dikhe jo wo mehnat wo luck nahi Mai manzil pe phuncha, Jabke pata rasta sadak nahi, Zindagi ne sakht kiya, bachpan kadak nahi, Munh bal gire, par gaye bhatak nahi, Gaane karne hai Jokhay, Tujhe pata hai meri bujhi ye tadap nahi. [ TY: Hook ] Shayad tujhsay Khuwabo may Milo, Kia kru In Yaado say ab Laru, Main Andaar say Mar Chuka Ab kaise Jiu Gham he itnay Kia Kia Me Chupata phiru, Ghut raha hun Bheer me Jeenay toh doh, Khul kay Yahan saans hey lenay toh doh, Tarsaay ek Ghoont k tum peenay toh doh, Kiu Mujhay Dhoondtay Mujay Jeenay toh Doh, [ TY: Verse ] Han Rehtay hum zone may, Beth meri class may, Sab janay wo kon may, Khuda nay cheenay log tabi kharaa microphone pe, Pistol mere haath may, parh apnay mujay rok rahay, Akele beth rahay sochtay, Aghay hain tere soch say, Khuda Kay Isey Khoof say, Na Laray Kbi shoq say, Kuttay mene paalay jo ab wohi mujh pe bhoonktay, Batay itni asal asar choray kharay Rongtay, Ashqon ka darya yay Doobay mere apnay, Aisay Na phir Khooday Jaybay patharo say barh kay, May Khuda kay saharay Wohi puray karay Sapnay, Wo hey Dikhatay Rastay, Wo hey Sonay ko Shakhtay, Dunia walay Samhjay Mujhay Hosh ni hai, Industry hai Mulazeem meri Dost ni hai Andheray bhi daray Mere Roshni say, Na samhaj ko dosh daay wo soch ni hai, Kia In Laru in mehmano say, Kia Daru in Deewano say, Kia Rahu Asmaano pay, Or Badalo say Ganay daay, Woh daray in nighaao say jab Studio ho baaho may, May likhra like saalo say, Jab Samhjay ni kia manogay, Dhoond phir Muqaabil laray Huay hum toh mout say, Sarhaak say shuru huay Ab dikhay billboard pe, Aslaa bina License kay laykay phoonchun main shoot pe, Yay Bilawa wajah shor, Inko chahanay walay tok daay, Woh b Aashiq thay Humaray jo humay Kaatil bata rahay, Mene dekhay wo nazaray jab yaha Duniyaa jeenay k thay lalay, Phir b darti hay salakhay kehti isko kon sambhalay, Hum in lafzo kay saharay logo ko jeena sikha rahay, Bahain aise khud khud raha Dhoond lete, Dilo Pe Kaabo hota Jaado jaisay, Verses Aysay Baantay bol Kia Lu paisay ?, Daaka Pooray Shehar pay Hum Daako aisay, [ TY: Hook ] Shayad tujhsay Khuwabo may Milo, Kia karu In Yaado say ab Laru, Main Andaar say Mar Chuka Ab kaise Jiu Gham he itnay Kia Kia Me Chupata phiru, Ghut raha hun Bheer me Jeenay toh doh, Khul kay Yahan saans hey lenay toh doh, Tarsaay ek Ghoont k tum peenay toh doh, Kiu Mujhay Dhoondtay Bhai Jeenay toh Doh, (:
@anupamsharma36642 жыл бұрын
Thnx👍
@RealLifeVynz2 жыл бұрын
@@anupamsharma3664 ❣️
@awanishsingh37552 жыл бұрын
Thanks bro. Bhai kitne class me ho?
@hxrshrxwxt2 жыл бұрын
:0
@tanveergrover99152 жыл бұрын
shabash lrky!
@asimrahi82962 жыл бұрын
lyrics ⬇️ [Verse 1: Jokhay] Kathin safar, mili khabar Kinare pe, wo apna ghar Hare jakham, hai aankhe nam Chalte rahe, ya kare sabar Phir chal diye kandho par leke bojh Hai aage ranjishen aur dogle log Ke lagte hai apne ab toh paraye (Praye) Hai aankhon me aansu, karta na koi gor Kehta hun sach, lage sabko jhooth Maanta na koi, mera kya kasoor Dard hi sehte kya kisi ko kehte Rehte zameen pe nahi koi guroor Kya kuch suna, kya kuch kaha Chadar di choti mai akda raha Ghoot'ta raha, dil dukhta raha Kaise mai dikhta, mai chupta raha Kaanto me simta jaise, chubhta raha Iraade the nek par koi sunta na tha Toh kaisi galat fehmiya mere baare Jab bughz mai kisi se rakhta na tha Aaye meri yaad jab, aaye mujhe maut Meri kadar nahi thi par shayad ab hai thodi bohat Mere jaane ke baad kyun sab yaad rakhe mujhe Par asliyat yahi ke kuch din ka yeh manate soug [Chorus]: [Talhah Yunus] Shayad tujhse khawabo'n me milu Kya karun in yaado'n se ab ladun Mai andar se mar chuka ab kaise jiyun Gham hi itne kya-kya mai chupata firun Ghooth raha hun bheedh me jeene toh do Khulke yahan saans hi lene toh do Tarse ek ghoonth ke tum peene toh do Kyun mujhe dhoondhte bhai jeene toh do [Verse 2:JJ47] Dharam, bharam lekin phir bhi kaise bharam dekh Jwala khoon tabhi ho jaata hai garam dekh Jhoothi baate mujhse hoti nahi hai hazam dekh Jitne bhi ban jaaye ye sakht launde, dil ke naram dekh Mera azam, mera kadam, mera qalam dekh Mere gaane, meri kala, meri nazam dekh Karam dekh, jaake kahi marham dekh Tujhe dikhe jo tattoo meri body pe zakham the Lehze naram the, fenke aag kyun? Tum sage nahi maangte hisaab kyun? Tum khuda nahi cheente khurak kyun? toote fitnay daalo bewajah azaab kyun? Junooni khoon, teri justaju kahan hai? Tu bhaage jiske peeche wo rubaru kahan hai? Urdu Hip-Hop, meri Urdu kahan hai? Tu hi Hip-Hop, J khud kahan hai?Holy talk, mera wuzoo kahan hai? Baantu ilam, tarazu kahan hai? Haath dua ko ni uthte, mera dil, mere baaju kahan hai? Haare hai, jeete hai, aansu ko peete hai Dil ke ye feeke hai, jaane tareke hai Jakhmo ko seete hai, girke hi seekhe hai Aaine me dekh, hum khood pe bhi cheekhe hai Meri hustle mera pet bhare Tujhe dikhe jo wo mehnat wo luck nahi Main manzil pe pohancha Jabke pata rasta sadak nahi Zindagi ne sakht kiya, bachpan kadak nahi Munh bal gire, par gaye bhatak nahi Gaane karne hai Jokhay Tujhe pata hai meri bujhi ye tadap nahi [chorus]: [Talhah Yunus] Shayad tujhse khawabo'n me milu Kya karun in yaado'n se ab ladun Mai andar se mar chuka ab kaise jiyun Gham hi itne kya-kya mai chupata firun Ghooth raha hun bheedh me jeene toh do Khulke yahan saans hi lene toh do Tarse ek ghoonth ke tum peene toh do Kyun mujhe dhoondhte bhai jeene toh do [Verse 3: Talhah Yunus] Haan rehte hum zone me Baith meri class me Sab jaane ke hoon kaun me Khuda ne cheene log tabhi khada microphone pe Pistol mere haath mein, par apne mujhe rok rahe hai Akele baithe sochte aage hai teri soch se Khuda ke isi khauf se na lade kabhi shauk se Kutte maine paale jo ab wohi mujhe bhonkte Baatein Itni asal, asar chore khade rongte Ashqon ka dariya ye doobe mere apne Kaise na phir koode jebein pattharo se bharke Main khuda ke sahare, wohi poore kare sapne Wohi dikhata raste, wohi sone ko chath de Ye duniya waale samjhe mujhe hosh nahi hai Industry hai mulajim, meri dost nahi hai Andhere bhi ye dare meri roshni se Na samajh ko dosh de, wo soch nahi hai, Kya ladun In mehmano se, kya darun In deewano se Kya rahun aasmano pe aur baadlo se gaane de Wo dare In nigaho se, jab studio ho baaho me Mai likh raha alag saalo se, jab samjhe nahi kya maanoge Dhoond bilmuqaabil lade huye hum toh maut se Sadak se shuru hue ab dikhe Billboard pe Asla bina license ke leke phunchu main shoot pe Ye bila wajah shor Inko chahne waale tok de Wo bhi aashiq the humare jo humein kaatil batare Maine dekhe wo nazare jab yahan jeene ke the laale Phir bhi darti ye salakhein kehti Isko kon sambhale Hum In lafzo ke sahare logo ko jeena sikhaare Bahe aise ke khud raah dhoondh lete Dilo pe hai kaabu hota jaadu jaise Verses aise baante bol kya lun paise Daaka poore shehar pe, hum daaku aise [Chorus: Talhah Yunus] Shayad tujhse khawabo'n me milu Kya karun in yaado'n se ab ladun Mai andar se mar chuka ab kaise jiyun Gham hi itne kya-kya mai chupata firun Ghooth raha hun bheedh me jeene toh do Khulke yahan saans hi lene toh do Tarse ek ghoonth ke tum peene toh do Kyun mujhe dhoondhte bhai jeene toh do
@HADESxOP2 жыл бұрын
Thanks aalott kingg🥺
@asimrahi82962 жыл бұрын
@@HADESxOP welcome bhai☺️♥️
@raishumail42232 жыл бұрын
Bro You King 👑
@saadi762 жыл бұрын
❤
@mr.dannye37382 жыл бұрын
So you are back from school.to complete the lyrics ❤
@yashgautam60132 жыл бұрын
This is great Time it's early Morning in India 🇮🇳 and Pakistan 🇵🇰...but Evening in Canada 🇨🇦 so we become of those to listen it at the time it's dropped... TY and Jokhay is one of the best combination 😍😍
@yashgautam60132 жыл бұрын
@@khushdilshahyousafzai4968 haa toh kya ?? you want to discuss about timing here at Early Mornings ?? do something productive dude 🤦♂️
@STAN_MOIN2 жыл бұрын
kzbin.info/door/6WrhqXrwstTgAjOK0AliWA
@khushdilshahyousafzai49682 жыл бұрын
@@yashgautam6013 I am doing something productive right now. .
@yashgautam60132 жыл бұрын
@@khushdilshahyousafzai4968 what ?? saying everyone what's the time in Pakistan ?? 🤣🤷♂️
@AbbasSyed_2 жыл бұрын
Don't know why don't people appreciate Talhah Yunus for his lyrics, he is lyrically too insane. You just need to focus on his lyrics and to his every single bar you'll be like : "OMG! What an insane bar"💯🥀
@shamimakhter60742 жыл бұрын
Pehle nhi krte the bro lekin aaj almost every fkin person appreciate krta hai yunus ke lyrics ko 😑
@dani-hf1cn2 жыл бұрын
but all are sleeping on jj47 he is the best poetic raplee in dhh and yunus almost every think TY best one on this
@alonesurvivor41272 жыл бұрын
[Verse 1: Jokhay] Kathin safar, mili khabar Kinare pe, wo apna ghar Hare jakham, hai aankhe nam Chalte rahe, ya kare sabar Phir chal diye kandho par leke bojh Hai aage ranjishen aur dogle log Ke lagte hai apne ab toh paraye (Praye) Hai aankhon me aansu, karta na koi gor Kehta hun sach, lage sabko jhooth Maanta na koi, mera kya kasoor Dard hi sehte kya kisi ko kehte Rehte zameen pe, nahi koi guroor Kya kuch suna, kya kuch kaha Chadar di choti mai akda raha Ghoot'ta raha, dil dukhta raha Kaise mai dikhta, mai chupta raha Kaanto me simta jaise, chubhta raha Iraade the nek par koi sunta na tha Toh kaisi galat fehmiya mere baare Jab bughz mai kisi se rakhta na tha Aaye meri yaad jab, aaye mujhe maut Meri kadar nahi thi par shayad ab hai thodi boht Mere jaane ke baad kyun sabhi yaad rakhe mujhe Par asliyat yahi ke kuch din kamana [?] [Chorus: Talhah Yunus] Shayad tujhse khawabo'n me milu Kya karun in yaado'n se ab ladun Mai andar se mar chuka ab kaise jiyun Gham hi itne kya-kya mai chupata firun Ghooth raha hun bheedh me jeene toh do Khulke yahan saans hi lene toh do Tarse ek ghoonth ke tum peene toh do Kyun mujhe dhoondhte bhai jeene toh do [Verse 2: JJ47] Dharam, bharam lekin phir bhi kaise bharam dekh Jwala khoon tabhi ho jaata hai garam dekh Jhoothi baate mujhse hoti nahi hai hazam dekh Jitne bhi ban jaaye ye sakht launde, dil ke naram dekh Mera azam, mera kadam, mera qalam dekh Mere gaane, meri kala, meri nazam dekh Karam dekh, jaake kahi marham dekh Tujhe dikhe jo tatto meri body pe jakham the Lehze naram the, fenke aag kyun? Tum sage nahi maangte hisaab kyun? Tum khuda nahi cheente khurak kyun? [?] daalo bewajah azaab kyun? Junooni khoon, teri justaju kahan hai? Tu bhaage jiske peeche wo rubaru kahan hai? Hun Urdu Hip-Hop, meri Urdu kahan hai? Tu hi Hip-Hop, J khud kahan hai? Only talk, mera wuzoo kahan hai? Baantu Ilam, tarazu kahan hai? Haath dua ko ni uthte, mera dil, mere baaju kahan hai? Haare hai, jeete hai, aansu ko peete hai Dil ke ye feeke hai, jaane tareke hai Jakhmo ko seete hai, girke hi seekhe hai Aaine me dekh, hum khood pe bhi cheekhe hai Meri hustle mera pet bhare Tujhe dikhe jo wo mehnat wo luck nahi Mai manzil pe phuncha Jabke pata rasta sadak nahi Zindagi ne sakht kiya, bachpan kadak nahi Munh bal gire, par gaye bhatak nahi Gaane karne hai Jokhay Tujhe pata hai meri bujhi ye tadap nahi [Chorus: Talhah Yunus] Shayad tujhse khawabo'n me milu Kya karun in yaado'n se ab ladun Mai andar se mar chuka ab kaise jiyun Gham hi itne kya-kya mai chupata firun Ghooth raha hun bheedh me jeene toh do Khulke yahan saans hi lene toh do Tarse ek ghoonth ke tum peene toh do Kyun mujhe dhoondhte bhai jeene toh do [Verse 3: Talhah Yunus] Haan rehte hum zone me Baith meri class me Sab jaane ke hun kaun me Khuda ne cheene log tabhi khada microphone pe Pistol mere haath me, par apne mujhe rok rahe hai Akele baithe sochte, aage hai teri soch se Khuda ke isi khauf se, naa lade kabhi shaunk se Kutte maine paale, jo ab wohi mujhe bhonkte Baate ye Itni asal, asar chhod'e khade rongte Ashqo ka dariya ye, doobe mere apne Kaise na phir koode jebein pattharo se bharke Mai khuda ke sahare, wohi poore kare sapne Wohi dikhata raste, wohi sone ko chath de Ye duniya waale samjhe mujhe hosh nahi hai Industry hai mulajim, meri dost nahi hai Andhere bhi ye dare meri roshni se Na samajh ko dosh de, wo soch nahi hai Kya ladun Inn mehmano se, kya darun Inn deewano se Kya rahun aasmano pe aur baadlo se gaane de Wo dare Inn nigaho se, jab studio ho baaho me Mai likh raha alag saalo se, jab samjhe nahi kya maanoge Dhoond pill wo, kaabil lade huye hum toh maut se Sadak se shuru huye, ab dikhe Billboard pe Asla bina license ke leke phunchu mai shoot pe Ye bina wajah shor, Inko chahne waale tok de Wo bhi aashiq the humare jo hume kaatil batare Maine dekhe wo nazare, jab yahan jeene ke the laale Phir bhi darti ye salakhein, kehti Isko kaun sambhale Hum Inn lafzo ke sahare, logo ko jeena sikhare (Jeena sikhare) Bahe aise ke khud raah dhoondh lete Dilo pe hai kaabu hota, jaadu jaise Verses aise baante, bol kya lun paise Daaka poore shehar pe, hum daaku aise (Aise) [Chorus: Talhah Yunus] Shayad tujhse khawabo'n me milu Kya karun in yaado'n se ab ladun Mai andar se mar chuka ab kaise jiyun Gham hi itne kya-kya mai chupata firun Ghooth raha hun bheedh me jeene toh do Khulke yahan saans hi lene toh do Tarse ek ghoonth ke tum peene toh do Kyun mujhe dhoondhte bhai jeene toh do
@AbbasSyed_2 жыл бұрын
yunus ka verse?
@alonesurvivor41272 жыл бұрын
Aesy hi mila Yunus ka verse abhi progress ma hai
@BeingNaruto2 жыл бұрын
@@alonesurvivor4127 Genius pe dekh lo Lyrics sab hai waha pe
@AbbasSyed_2 жыл бұрын
@@alonesurvivor4127 okie, thanks✨
@animalik91372 жыл бұрын
Ty❤️
@starcowbo98302 жыл бұрын
Gaaney karney hain Jokhay , Tujhy pata bhuji abhi meri tarap nhi❤️
@hmza_music2 жыл бұрын
No words... My eyes are getting wet😥 God knows how much I've praised Talhah Yunus from the very beginning but people still bark that He just only has a fast flow with illogical words of rhymes... Man!!! Just look at the versatility of the this Man!!! I've never seen such control of any other artist in every vibe but He's just..... I'm just speechless.. Mad Love for these guys.. They inspired tons of youngsters to write our life through this way. Mad Love and Respect❤ Im still in tears.
@mohitupadhyay48402 жыл бұрын
Same bhai🥺
@zohaibjawed69892 жыл бұрын
(2)
@hmza_music2 жыл бұрын
@@zohaibjawed6989 homie♥️
@baberalinoor2 жыл бұрын
TY's verse starts as if he wants all the smoke and ends like as if he got all of it. KING FOR A LOT OF REASONS! VERSATILITY AT ITS BEST
@wtfasf2 жыл бұрын
Accurate
@ShahSaaein2 жыл бұрын
This is what TY has been working on. Officially a singer now. Beautiful track. ❤️
@saigargeyasg2 жыл бұрын
Okay, confessing after monthssss. I listen to this everytime I'm feeling kinda low, which is like at least one day every week 😂, life's tough. This song has something that helps you from dropping lower. The music, first verse, the second, the third, ek ke upar ek. Hugs the heart. Chorus seedha aatma se matlab...Aap logon ke kya gaana banaya hai 🙏🏼🙌🏼. Thank you @Jokhay . Aur kya bolein.
@MrSkittlesPK2 жыл бұрын
Everyone talking about TY's flow and the way he expresses himself, but JJ honestly stole this for me. His lyrics and emotions(or lack there of) is just beautiful
@baberalinoor2 жыл бұрын
JJ's voice compliments the song so well because it hits at the perfect time. He starts at the very moment when you expect someone to spit some fire. Ufffff! I just cannot explain how beautiful this song is 😤😷❤
@inamkhan26702 жыл бұрын
👍🏿
@rohitrajput35222 жыл бұрын
I am happy to live in an era, in which I am witnessing the making of legends with every new rap. Thank you to the rappers of both India & Pakistan for this poetic revolution.
@sayedfarazppp25362 жыл бұрын
💯💯
@bilaltechnical69592 жыл бұрын
kzbin.info/www/bejne/aZ-7Y55ngK2Uj80
@umarhasan67962 жыл бұрын
💯
@haniyameer032 жыл бұрын
Holy Talk mera wazu kahan ha Bantun ilam trazu kahan ha Haath dua ko ni uthtey mera Dil mere baazu kahan ha this line's hit me hard Jj47 modern days poet🥵🙌
@adilsahito57152 жыл бұрын
This ain't hiphop this is an emotion, haven't seen anyone like them.
@shahsb10252 жыл бұрын
I literally cried.....feel every single word from all verses u guys nailed it....fuckin destory beat, best song of 2021🔥✨👑 Hook killed me😭✨👑
@jayshots49982 жыл бұрын
Seriously bro ❤️
@ayanidkwha2 жыл бұрын
"Shayad tujh se khabon mein milo" this line is a masterpice honeslty it gives my goosebumps
@hanzu161 Жыл бұрын
Woh bhi aashiq the humare jo hume kaatil batare 🥹🤌🏼 Goosebumps, no one could match talhah anjum and talhah yunus in lyrics they are on a different level
@coldfire60092 жыл бұрын
Yunus is showing great emotion and connection to the song🥵🔥💯 King For A Reason❤️
@AryanThomas2 жыл бұрын
Jokhay is making history for new ones. Zindagi se mout tak just Love & Respect for him and for all Young Stunners!
@abisheksaha72742 жыл бұрын
Jokhay's spirit speak for themselves, shaping the sound of popular music domestically and abroad. Jokhay still continue to push the envelope packed with different nuances of music everytime consistently . 2021 remains the pinnacle of Jokhay, Talha Yunus, Talha Anjum, JJ47,Jani, Shareh...and everyone from there Team kudos guys..Jokhay this year will be the pinnacle of this year freaking beautiful concoction of music which is just gonna age beautifully. Talha Yunus Bhai your catchy hooks and delivery is just spreading like a fire and it demands some more hooks.. ✌️
@Royalajju21112 жыл бұрын
Talhah Yunus bhai 🔥🔥🔥 Love from India 🇮🇳
@nimartaa2 жыл бұрын
mind blown, TY never fails to impress us.
@heisenberg74922 жыл бұрын
Asla bina licsence k leke pohachu me shoot pe
@brahmbhattjay54132 жыл бұрын
A mind and heart blowing song in this whole world 🥺 Ty is the legend JJ is the poet Jokhay is feeling
@Hassaanfisky2 жыл бұрын
teeno me sari kobiyan !
@mythprime20242 жыл бұрын
AND TA IS RAP GOD
@brahmbhattjay54132 жыл бұрын
@@mythprime2024 he is the poeter and his voice are fire 🔥 🔥
@Hassaanfisky2 жыл бұрын
@@brahmbhattjay5413 they all are legend as well poet and these guys make the feel.
@CryptoBolt12 жыл бұрын
Jitny bhi ban jaen sakht londay, dil k naram dekh 💜💥 Master piece
@moizbasit97562 жыл бұрын
Mei khuda k sahare wohi kre pure sapne♥️💯🙏
@shahidkamran67422 жыл бұрын
TY and TA are out of this hiphop game now. "Main larru apnay aap se, call that a win-win" got it now. Huge respect
@کبریا2 жыл бұрын
Countdown Start Tera Career Ke Din Gin 🔥
@mehakmani11922 жыл бұрын
@@کبریا Make An Ak Rain Or Ye Lokhandwala Rim Jhim 😴
@ABDULLAH018362 жыл бұрын
@@mehakmani1192 meine kholi inki ankhein jesey khul ja sim sim
@mehakmani11922 жыл бұрын
@@ABDULLAH01836 Next Line Buri He And Then Teri Koi Wave Nahi He Beta You R An Mp3
@ABDULLAH018362 жыл бұрын
@@mehakmani1192 haha🤝🏻🌠
@ashutoshparik6732 жыл бұрын
The level of impact Jokhay and the boys have in my life -- I woke up just now just to drink water and I saw the notification. I'm listening to it half asleep. Now I dont want to sleep anymore.
@anurajshinde68552 жыл бұрын
Heart melted during Jokhay's verse Goosebumps during JJ 47's verse Mind blown with Talhah's verse. 👌👌👌👌👌👌👌
@prakashbhaskar91812 жыл бұрын
"Hum in lafzo ke saharey logo ko jeena seekha rahe hai".This line spits the real fact🙏❤
@hamzawaleed92512 жыл бұрын
Ty : the complete artist🔥 JJ: modern poet🗣️ Jokhay: ye of DHH
@lakshay15142 жыл бұрын
UHH*
@diamical2 жыл бұрын
@@lakshay1514 he meant dhh, it means desi hip hop
@mythprime20242 жыл бұрын
BRO BUT TALHA ANJUM IS RAP GOD
@lakshay15142 жыл бұрын
@@diamical that's what I'm saying, he represents Urdu Hip Hop(UHH) not DHH
@nida97692 жыл бұрын
@@lakshay1514 Why doesn’t he represent DHH?
@shreyydev2 жыл бұрын
I never would have thought that words in some songs will someday make me feel emotions i never felt before. The respect i have for these artists cannot be put into words. ❤
@wajihkhan75292 жыл бұрын
"ham lafzon ke sahare logon ko jeena sikha rhe" ❤️ TY EVEN RULED 2021 AFTER RULING 2020! Man! He's something else! Still underrated! ❤️🔥
@armaankhan29822 жыл бұрын
Yunus 🤦♂️ This guy is seriously THE BEST in desi hip-hop and thats a fact! Im from India but I haven't seen any rapper being so much versatile and perfect in every zone they pick But this guy,hats off 🙌🏽 No matter what others say but for me yunus is holding the place of no.1 in dhh currently
@Johnweak782 жыл бұрын
@Wanderer _ factos 👍👀
@ericjones91402 жыл бұрын
straight up fax
@khilji1432 жыл бұрын
#16 ON TRENDING FOR MUSIC SHAYAD - Jokhay | JJ47 | Talhah Yunus TY is too expressive with his voice , let alone his lyrics and what he's spitting. Man this was a ride 💯
@inamkhan26702 жыл бұрын
👍🏿
@saifmansoorgiki2 жыл бұрын
Ye Ty khud hee beat Hai
@Abhi_UK072 жыл бұрын
Another gem by three poets. ❤ love from India🥰🥰🥰
@Saiyan62 жыл бұрын
"Sarak se shuru hue ab dikhen billboard pe" 🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥
@meharhaideri8522 жыл бұрын
I fail to understand how TY found time to come up with this 🔥 song, with all the live shows he is doing lately 👏💯
@sarthaksharma54782 жыл бұрын
Yunus out did everyone whoever has been part of desi hiphop and who is still part of desi hiphop.....this was crazy
Stumbled upon this on Spotify and I'm blown away! Y'all left absolutely no crumbs left!!!
@SaaddyYT2 жыл бұрын
You guys have no idea how much your music has inspired me at levels so far related, this is a master piece!
@sakshi_shreesha2 жыл бұрын
Literally jj is always under rated Because he always raise his ki level
@abdullahiqbal299 Жыл бұрын
Wo bhi ashiq thy hamary, Jo humien qatil bta rhy💔🔥
@sameeraleem92672 жыл бұрын
One of the best TY's hook & verse flow, damn he own this track very smoothly 👑 King for a reason 👑
@basix95802 жыл бұрын
This TY melody gave me goosebumps!❤😭
@AlonePrince6962 жыл бұрын
He is not an underrated artist bro✌🏻
@Qwerty-su1bz2 жыл бұрын
Underrated?
@saadqureshi99672 жыл бұрын
Seriously? Underrated?
@as_thought_says2 жыл бұрын
Goosebumps from the drop till the verse ended,"aaja ilm baatu taraju kaha hai"😄😄
@nidalgxhf2 жыл бұрын
taraju kia hta ha,tarazu...totly ho kya
@V.ROY...2 жыл бұрын
JJ highest then the room ❤️ Sirf uski urdu bht khaliss hoti ha is liye sab smj nhi skty🥵
@ghazikhan74782 жыл бұрын
@@nidalgxhf India wale zyada tar Z nhi bolpate isliye wo J pronounce kerte hyn
@as_thought_says2 жыл бұрын
@@nidalgxhf bhaiya ji urdu mai z ka upyoog kartwate hai,humme bachpan sai j hi bulwaya hai,baaki communication to ho gaya tha jo jj bhaiya nai bola😂😀
@abdullahabdullah-rw8es Жыл бұрын
@@as_thought_says KHATAR NAKK
@sujalvermaofficial Жыл бұрын
This KZbin channel is not a a song channel it a hustlers channel When I dipress i came here and again work like hell
@snfs55372 жыл бұрын
Talhah Yunus unintentionally made us all remember someone we were trying to forget.✨ “Shayad tujhse khuwabon mein milu” uff🤌🏾
@Muhib_shaikh_772 жыл бұрын
Yunus's voice grabs my soul's neck
@DrIjaz7922 жыл бұрын
Yunus ka hook yr.. 😱 Baar baar sun k goosebumps arahe❤️
@talhaanjumsfriendballi21552 жыл бұрын
"Heath dua ko nahi uthtay mera dil meray baazu kaha hai" Guys this line is for us.Allah ne hath diya hai duniya se kyu manngte ho usse maango wo dega Jj47 love you bhai ❤
@sujalsharma72992 жыл бұрын
"Wo bhi aashiq the hmare , jo hme kaatil btare" 💓💓
@arsh54612 жыл бұрын
Literally last night i was listening to all three of these artists songs thinking damn I'd like another collab. Right now I just smoked a cone and sat down on the toilet to take a shit and KZbin has blessed me with another godly creation ❤️❤️❤️🙏🙏 This is what i call divinity.
@captainhawkrige2 жыл бұрын
Why not on Spotify?
@rishidev042 жыл бұрын
The fact that these legendary songs are coming in a gap of just few weeks, Makes me bow my head to their grind.
@rahulmadhrey79562 жыл бұрын
TY is insane i mean how tf this guy able to make every verse fire even while trying new flows and cadence
@faaizamir46112 жыл бұрын
Lyrics : [Verse 1: Jokhay] Kathin safar,Mili khabar. Kinarey pe,WO apna ghar Harey zakhm,hein akhein nam chaltey rahein, ya karein sabar phir chaldiye kandhey pr lekr bojh Hein agey rangishein aur dogley log kay lagtey hein abto apney paraye hein ankhon me ansu krta na koi gour kehta hun sach lagey sabko jhoot.. maanta na koi mera kia kusoor dard youn sehte kia kisi ko kehte rehte zameen pr nhi koi urooj kia kuch suna, kia kuch kaha chadar thi choti me akra rha ghuta rha, dil dukhta raha kese me dikhta me chupta rhaa kaanton me simta jese chubta rha iradey thay naik par koi sunta na tha wo kesi galat-fehmiyan mere barey jab buguz me kisi se rakhta na tha aye meri yaad jab aye mujhe mout meri qadar na thi han shyd thori bht mere janey ka baad q sab yaad rakhein mujhe par asliyat yehi ke kuch din ka manatey ye sog [Chorus: Talhah Yunus] Shayad tujhse khawbon me milu kia kru in yaadon se ab laru me andar se mar chuka ab kese jeun gham hi itney kia kia me chupata phiru ghut raha hu bheir mai jeeenay to do khul ke yahan saans lene to do tarsey aik ghoont ke tum peeney to do Q mujhe mujhe dhoondtey bhai jeene to do [Verse 2: JJ47] Dharam, bharam lekin phir bhi kaise bharam dekh Jwala khoon tabhi ho jaata hai garam dekh Jhoothi baate mujhse hoti nahi hai hazam dekh Jitne bhi ban jaaye ye sakht launde, dil ke naram dekh Mera azam, mera kadam, mera qalam dekh Mere gaane, meri kala, meri nazam dekh Karam dekh, jaake kahi marham dekh Tujhe dikhe jo tatto meri body pe jakham the Lehze naram the, fenke aag kyun? Tum sage nahi maangte hisaab kyun? Tum khuda nahi cheente khurak kyun? [?] daalo bewajah azaab kyun? Junooni khoon, teri justaju kahan hai? Tu bhaage jiske peeche wo rubaru kahan hai? Hun Urdu Hip-Hop, meri Urdu kahan hai? Tu hi Hip-Hop, J khud kahan hai? Baantu Ilam, tarazu kahan hai? Haath dua ko ni uthte, mera dil, mere baaju kahan hai? Haare hai, jeete hai, aansu ko peete hai Dil ke ye feeke hai, jaane tareke hai Jakhmo ko seete hai, girke hi seekhe hai Aaine me dekh, hum khood pe bhi cheekhe hai Meri hustle mera pait bhare Tujhe dikhe jo wo mehnat wo luck nahi Mai manzil pe phuncha Jabke pata rasta sadak nahi Zindagi ne sakht kiya, bachpan kadak nahi Munh ke bal gire, par gaye bhatak nahi Gaane karne hai Jokhay Tujhe pata hai meri bujhi ye tadap nahi [Chorus: Talhah Yunus] Shayad tujhse khawabo'n me milu Kya karun in yaado'n se ab ladun Mai andar se mar chuka ab kaise jiyun Gham hi itne kya-kya mai chupata firun Ghooth raha hun bheedh me jeene toh do Khulke yahan saans hi lene toh do Tarse ek ghoonth ke tum peene toh do Kyun mujhe dhoondhte bhai jeene toh do [Verse 3: Talhah Yunus] han rehte ham zone mai, beth meri class mai sab jaaney ke hun kon mai khuda nashi log tabhi khara microphone pay pistol mere hath me phir bhi apney mujhe rok rhey akele bethey sochtey, agey hein teri soch se.. khuda ke isi khouf se, na larei'n kabhi shoq se kut'te mene paaley jo ab wohi mujhpe bhonktey baatein itni asal, asar chorey kharey rongtey ashkon ka dariya ye dube mere apney kese na dubey jab ye patharon se bhar ke mai khuda ke saharey wohi poorey karey sapney wohi dikhata raste, wohi soney ko chath day ye duniya waley samjhey mujhe hosh nhi hai industry hai mulazim meri dost nhi hai andherey bhi ye darein meri roshni say na samjh ko dosh dey wo soch nhi ha kia larun in mehmano se, kia darun in dewanon say kia rahun asmano pay, aur badalon se gaaney dein wo darein in nighahon se, jab studio ho bahon may me likh rha alag saalon se, jab samjhey nhi kia maanogey dhoond be-muqabil, ham to larey hue mout se sadak se shuru hue ab dikhein Bill-Board pay Asla bina licence ke leke poncho me shoot pay ye Bila wajah shour inko chahney waley topay wobhi ashiq thay hamarey jo hamein qaatil bata rhey mene dekhey wo nazaarey, duniya jeenay ka thay laarey phir bhi darti hein salakhein, kehti isko kon sambhaley ham in lafzon ke saharey, logo ko jeena sikha rhay bhagein aese ke khud raah dhoond letay dilon pay hai qaaabu, hota JAADU jesay verses aese batun, Bolo kia lu paisay daaka poorey sheher pr, Ham daaku aesay [Chorus: Talhah Yunus] Shayad tujhse khawabo'n me milu Kya karun in yaado'n se ab ladun Mai andar se mar chuka ab kaise jiyun Gham hi itne kya-kya mai chupata firun Ghooth raha hun bheedh me jeene toh do Khulke yahan saans hi lene toh do Tarse ek ghoonth ke tum peene toh do Kyun mujhe dhoondhte bhai jeene toh do
@rydaali25142 жыл бұрын
Faaiz nigga hello
@hassaanfaheem35302 жыл бұрын
Shayad tujh se khawabom mn milu.... I listen this masterpiece daily...TY king👑
@esaiasnathan8882 жыл бұрын
TY deserves more respect for his lyricism and big up to JJ. What a beat and lyrics by jokhay
@razaalisyed98312 жыл бұрын
Jhoky with beats, JJ47 with multiple flow, Younus with lyrics.. a total unique rap combo 🔥
@areejqureshi16012 жыл бұрын
Yunus is.. it's beyond words, BHAE DAMN 🥵🔥 Har gaanay mei level up 👑
@AasifKhan-tt3oy2 жыл бұрын
Bhai bhai bus karo Aag laga di zinda TY 1st time comment kari h kisi you tube video par 2010 se 2022 tak
@manannaulakha49812 жыл бұрын
Never seen an average song they are just made for hip hop TY and JOKHAY Bhaiya RESPECT ♥️
@vrushabhgajbhiye71202 жыл бұрын
Man I'm crying 🥺 Pure Masterpiece ❤️ Yunus 🐐
@awaismirzazone18792 жыл бұрын
This TY melody gave me goosebumps!❤😭what an underrated artist he is!!
@ghettoboi27 Жыл бұрын
TY and underrated?
@shazimali5712 жыл бұрын
Jitny b ban jaye sakht laundey dill k narm dekh🔥❤
@mssarib0032 жыл бұрын
A week before I saw both talhahs in my dream and now when yunus says SHAYAD TUJH SE KHUWABOUN MAI MILOON I feel that ❤️❤️🥺
@ArifRustamBaig2 жыл бұрын
"Sarak se shuru ab dikhe billboard pe" TY has been there done that . INSPIRATION 😍
@MavericK0512 жыл бұрын
In love with JJ’s poetry and TY one of my idols is now officially a Singer ❤️