Stop asking who is listening in 2020. He is a legend, he will be listened in 3030 ... and forever.
@lastminute_85204 жыл бұрын
Tbtk dharti e ni rhni😂
@mazharkhan80264 жыл бұрын
He is legend
@noorfatimabuttt4 жыл бұрын
🙌🏻
@saqibgulzar924 жыл бұрын
True
@rampraweshpaul8474 жыл бұрын
Yes, it is true. Who have patience to listen fateh Ali by heart. He is great.
@varundevsharma56812 жыл бұрын
Apni pehchan ki khatir hai banaya sbko. Sabki nazro se magar khud ko chhupa rkha hai. 😨😨 Just how beautiful this line is❤
@killuminaati2 жыл бұрын
Yes
@DESILISHES9 ай бұрын
Every line is beautiful har line ek gita quran ke barabar hai Upanishads wala level hai bhai❤
@GhulamaliGhulamali-r7t9 ай бұрын
❤❤❤❤❤❤
@Ajit-d5z8 ай бұрын
जबरदस्त 👌
@muhammadnoman115 ай бұрын
🎉🎉🎉🎉🎉🎉@@killuminaati
@omgautam80824 жыл бұрын
Bilkul Sahi kaha hai sabhi dharm sirf ek gorakh dhanda Hain Bahut nidar aur khubsurat qawwali k liye ustad Ko hamesha yaad kiya jayega
@amirmohd.55933 жыл бұрын
Kisi jankaar se iska meaning samajhiye aap samajh nahi paaye
@ikrar_3933 жыл бұрын
Paramatma se ek bande ki sidhi sidhi baat hai bhai....Kuchh shiqayte hain,kuchh gair samjh hai... Mein tumko kyo nahi samjh paa raha hu.... Nusrat saab ye kah rahe hain
@Forever2000-p1f18 күн бұрын
@@amirmohd.5593 Mere ko bhi smjh baad me ayi, EXMUSLIM sahil, adam SEEKER urdu.. ki stream dekhne ke badh 😅
@XYZ_RAYEEN8 күн бұрын
Meaning bahut deep hai bhai expert ke Salah lo 😊
@farhanhusain2423 Жыл бұрын
آج یہ قوالی سن کر رونا آگیا۔۔۔ میرے ابو جان یہ قوالی بڑے شوق سے سنا کرتے تھے اللہ پاک میرے والد صاحب کو جنت الفردوس میں اعلٰی مقام عطا فرمائے آمین یا رب العالمین 🤲🏻❤️
@iemmajid Жыл бұрын
Ameen ❤
@Jazii747 Жыл бұрын
Ameen sum Ameen 🤲
@farhanhusain2423 Жыл бұрын
جزاک اللہ ❤
@sharjeelkhan-iu3ys Жыл бұрын
سپورٹ می
@Jazii747 Жыл бұрын
@@sharjeelkhan-iu3ys mjy b
@imdadali4204 жыл бұрын
لکھنے والے نے کمال کر دیا اور پڑھنے والے نے بھی حق ادا کر دیا ۔۔۔۔ اللہ تعالیٰ مرحوم خان صاحب کے درجات بلند فرمائے
"Rooh Ko Jism ke Pinjre Ka Bana Kar Qaidi Us Pe Phir Mout Ka Pehra bhi Betha Rakha ha". Awesome lines
@sirajsyed71184 жыл бұрын
"Rooh ko Jism ke pinjre ka bana kar Qaidi Us pe Phir Mout ka Pehra bhi Betha Rakha hai" Tum ek Gorakh Dhanda ho
@kaizerking1233 жыл бұрын
SUBHAAN ALLAH BAYSCHAK
@amarsheemar533 жыл бұрын
Ho b nhi ho or har jaah hoo...wah
@togsaifi74883 жыл бұрын
Goosebumps
@imran333raza63 жыл бұрын
Subhan Allah
@YasirArfat-yo3cn18 күн бұрын
لکھنے والے میرے سگے چچا جان تھے ناز خیالوی مرحوم اللہ تعالیٰ استاد نصرت کو اور چچا جان کو جنت الفردوس میں اعلی مقام عطا فرمائے آمین ثم آمین یارب العالمین
@SAMIRAJPOOT1139 күн бұрын
Really 😮
@komalahsan32678 күн бұрын
Bhai yeah allama iqbal ne likha tha😮
@cadetajmal57857 күн бұрын
Àaa½hgggwqgwwq😊😊😊😊😊😊😊😊¹
@S.ZohaibRizvi6 күн бұрын
Ameen, Meray Bhai.
@Funnyandinterestingvidyo4 күн бұрын
Ni ye naz khyalvi ney likha tha@@komalahsan3267
@SunitaKumari-gk8ow Жыл бұрын
Nusrat ji, aap sada sada k liye is jahan me ho aur rahoge. Aapke unconditional aur unlimited pyar se divyeta ki sugandh aati h.
@imranmansuri62538 күн бұрын
👍
@JASBIRSINGH-ql9mi9 ай бұрын
Aankh ne kr liya answo se wazood. Ab to kr do ada deed ka ik saboot. Aao parde se tum .... Ankh ke rubroo. Chand lamhe milan ... Do garhi guftgoo.. Allah hu allah hu. Allah hu allah hu
@FahadKhan-yy5dj3 жыл бұрын
"Khud jo chaho to sar-e-arsh bula kar mehboob ek hi raat mai meiraj kara dete ho". Waah, legendary voice and lyrics. 💥❣️
@himaamin63043 жыл бұрын
❤❤❤❤❤
@rakhidevi17593 жыл бұрын
@@himaamin6304 mastsong
@SimranKaur-gw8iv3 жыл бұрын
Ibadat he ibadat 🤲🤲🙏🙏
@IMWASI0703 жыл бұрын
Waaaaaaah
@abdulaminyfc32173 жыл бұрын
Hi hu.
@younismohiuddien190511 ай бұрын
sab hai jab Aashiq hai tumhare naam k,kyun hai phir jagde Rahim o Raam k ...❤
@MrHarsharnАй бұрын
😂
@Forever2000-p1f18 күн бұрын
@@MrHarsharn EXMUSLIM SAHIL ADAM SEEKER URDU 😅
@DevRaj-up2kk4 жыл бұрын
Shandar jaandar wazandar gajal,likhne wale behtrin or gane wale us se bhi behtrin,aaj ki date mai sayed koi aisi racna likh hi nahi sakta or na hi aisa gaa sakta h,har dil azeej nusrat fateh ali khan ko sadar vandan
@HamzaMalik-my1tq4 жыл бұрын
Likhny waly...Allama M Iqbal Hain Our national poet...
@ibrarrafique83404 жыл бұрын
@@HamzaMalik-my1tq bhai Iqbal ny bhi issi tarah ki poetry ki hai lkn ye Naz Khialvi ki hai bhai jo faisalbad k thay
@HamzaMalik-my1tq4 жыл бұрын
@@ibrarrafique8340 shukriya bhai meri maloumat mai izafa k liyea...Allah bless u
@amazonpayrefercodeul92pb714 жыл бұрын
Allah.ke.raz.kya.khub.btaye..ustad
@gabbasgabbas27064 жыл бұрын
Ww .
@Usamakhan7755810 ай бұрын
Very nice qawalie Allah Pak aap ko janat main aaala maqam aarha kary❤
@mukeshkakade6180 Жыл бұрын
It’s dedicated to my LATE father, he loved this beautiful qawwali very much..!! FATEH ALI is great & true legend!!!
@Rais-mr3jpАй бұрын
NUSRAT IS NAME FATEH ALI IS HIS FATHER :)
@pritpalbrar1931Күн бұрын
I hope one day my son will be posting same kind of message (after me)
@statusvibes23705 жыл бұрын
جو سمجھ میں آگیا پھر وہ خدا کیوں کر ہوا.. Jo smjh men agya phir wo khuda kyunkar huwa... 😇❤
@niazmangrio76402 жыл бұрын
13:54 "Khud jo chaho to sar-e-arsh bula kar mehboob ek hi raat mai meiraj kara dete ho". Waah, legendary voice and lyrics. 💥❣
@hunnyofficial19 ай бұрын
Wow ....atma ko shanti miliii...🤗🤗🤗♥️♥️ Nusrat Fateh Ali Khan ji bhot achii kalam ....❤❤
@SabahAndrabi8 ай бұрын
❤
@Hair..video.23308 ай бұрын
Kon 2024 me sun rha hai ..like kre
@mehrul18 ай бұрын
Mei sun raha hu
@riazkhan34828 ай бұрын
Stop this shit
@EjazSaleem4 ай бұрын
Me
@jassanath1172 ай бұрын
😊😊❤❤❤❤ @kayyumkhan4867
@kasimkumbhar6912 ай бұрын
Me to 2015 se sun raha hu bhai 😅
@jagjeet28105 жыл бұрын
if you watching it in 2019 and you are younger than 30 years, your music choice is awesome!
@aounabbas94485 жыл бұрын
well this is a Islamic a religious qawali, its not music choice but yeah I know you are talking about Nusrat sab then that's a great choice
@wajjadalisahito93235 жыл бұрын
Yes i am only 21
@vanishaarora27025 жыл бұрын
@@aounabbas9448 aapne qawwali Dhangse suni hi nahin, na but khaane mein naa kaabe mein mila hai. Aap.fir bhi islam islam kar rahe hain? ?
@nehaqureshi94955 жыл бұрын
I m 17
@GursimranSingh-ru5fr5 жыл бұрын
Younger than 30 lol I'm 16
@noorzahra51504 жыл бұрын
Jiski pohanch jahan talak Uskay liyay waheen pe tu!🖤 Wah the lines are so deep almost leave you in an utter state of ecstasy.
@mohdmukthar994 жыл бұрын
Atifali🌹💔🇩🇿👄
@neerajyadav76313 жыл бұрын
Unlimited
@Danishali-le5mw3 жыл бұрын
SARKAR KI POHANCH SIDRA TUL MUNTAHA TAKK. WAH WAH.
@Shahid_Azan2 жыл бұрын
@Noor Zahra Some lines are so deep almost leave you in complete state of apostasy.
@MuhammadMoinAfzal Жыл бұрын
@@Danishali-le5mw ALLAH tak❤🙏🙏🙏
@vinaymishra297110 ай бұрын
जितनी बढ़िया कौवाली, उतना ही बढ़िया गायक, उतना ही बढ़िया श्रोता और उससे भी बढ़िया यहां सुनने वाले प्रशंसा करने वाले,, वाह क्या बात है ❤❤❤
@MuhammadSalman-li5oz7 ай бұрын
Wtuotro poor
@MuhammadSalman-li5oz7 ай бұрын
Ttewoo
@shaktiverdhansingh6952 жыл бұрын
This is the philosophy of Universe mere in 30 minutes...u don't need to go anywhere...just listen it properly and absorb the lyrics ♥️♥️♥️
@shaheenhameedkhanshk49122 жыл бұрын
You are right dear
@alrahman23102 жыл бұрын
Right bro
@DanishNoyan_bharat2 жыл бұрын
Difination everything in this qawali ❤️
@shankerlal64222 жыл бұрын
I listened Repeatedly.Bahut Achchha Laagta hai.Bahut khob likha.ore Gaya hai .🙏
@usama88962 жыл бұрын
God ko apnay ander pana ho to tanhai ma bath k sochoo k tum akalay ho is duniya ma,or baqi kuch nahi,apnay ap ko pahla insan tasawar kar k dakho,phir sochna sochna khud he tumhan Allah mil gay ga.
@himanshuparihar21894 жыл бұрын
Jab tak zinda rahenge nusrat sahab ko suna krenge, jab tak hosh rahega nusrat sahab ki duaa krte rahenge..2020++++
@heytheredelilah86514 жыл бұрын
Beshaq!
@shahbazbugti14953 жыл бұрын
Kia bat hai
@mariarajput9033 жыл бұрын
Please suno nahi samjho b...
@zaheersahkeel13453 жыл бұрын
Good
@myousaf88993 жыл бұрын
Yar iska matlb samaj nahi araha
@daljitsingh65605 жыл бұрын
Writer and singer was so close to God... Otherwise no body can write and sing as like it... Sooo deeply No. Words.. Only we can feel this song
@leoleofreedom42185 жыл бұрын
Ye niaz khialvi sahib ny likha unki ek shaire ki book be ha jis ka name tum ek gorakh dhanda ho
@basitabbasi11635 жыл бұрын
Nice
@anelamalik4435 жыл бұрын
This is not a song its type of qawali
@daljitsingh65605 жыл бұрын
@@anelamalik443 dear we all Know its type of qwali...
@daljitsingh65605 жыл бұрын
@kingnishhe is voice of heaven....
@Asif-Chaudhary18 ай бұрын
انشااللہ إِيَاكَنَعْبُدُوَإِيَاكَنَسْتَعِينُ. کی فتح ہو گی❤️💪💪
@azkaashfaq88476 ай бұрын
In Sha Allah
@rizwanalisheikhsab826 ай бұрын
We
@syedsaqeebahmed86434 жыл бұрын
Koi aam insan is puri qawali ko nahi samj sakta jo samaj gaya vo aam insan nahi ya to vo urdu professor alim fazil hafiz e quran hi hoga jo isko pura samaj aya hoga jo samaj gaya vo is duniya ko deaikhne ka nazariya hi badal dega 😘😘😘 Subhanallah 😘😘😘 Ustad nfak sahab
@syedkowsar6374 жыл бұрын
Right sir. I have been trying in earlier days of my life to get through this wonder of Naaz Khelvi. Thanks to Almighty I feel like I'm getting it now to some extent.
@chaudharyzohad98953 жыл бұрын
true .... bohat muskil se samjh ai .. bohat parhna para ❤️
@sainikiproduction69Ай бұрын
Khuda ke fazal se aati hai samaj
@Forever2000-p1f18 күн бұрын
@@sainikiproduction69 EXMUSLIM sahil, adam seeker urdu ki stream dekho smajh a Jaye gi. 😊
@AbidAli-ii6mn9 күн бұрын
Jo samaj gaya wo nastik ho jaiga, Allah ko mano na mano koi fark nahi padta.
@neerajkumar-pl3ci Жыл бұрын
He was someone from parallel world..... RIP NUSRAT FATEH ALI KHAN. " हो भी नही, और हर जां हो"..... Wow
@rajkumarmali95309 ай бұрын
Verygopd
@zafferiqbalzafferiqbal99784 жыл бұрын
ماشاءالله سن کر دل کو سکون مل جاتا ہے واہ استاد جی آپ بے مثال ہو آپ کو سن کر جو سکوں دل کو ملتا ہے وہ اور کہیں نہیں ملتا
@arunpatel74372 жыл бұрын
Hello, I am able to understand urdu words meaning here Could you please translate it for better understanding ..
@rizwanhussain185910 ай бұрын
Ise sun ke mujhe khuda se shikayte krne ka dil bhi krta h or uska shukar bhi krne ka dil krta h
@Biyaaa074 жыл бұрын
Hath ajao to Butt.. Hath na ao to Khuda Ho... Tum ik Gorakh Dhanda ho❣️
@javedmir67244 жыл бұрын
Jurm kiya Adam ne, saza unke betoon ko Tum ek gorakh danda ho.. Absolute delight ...
@Dubaiwaly784 жыл бұрын
Agr aap 2020 mai b sun rahe hai to apki music choice best ha✋❤️
@AmeerHamza-zj6yw4 жыл бұрын
Mai sun rha ho 19 april ko 2020
@basitali37474 жыл бұрын
Yes me. And i am 17
@mkursheedmkursheed70474 жыл бұрын
Noor
@hajraharoon41794 жыл бұрын
Yaas and I'm 13
@UsmanKhan-mb8fp4 жыл бұрын
Yes
@ritukukreti63695 ай бұрын
Thank you sir आप की वजह से आज उस्ताद फतेह अली खान साहब को समझने की सोच दी।उनके शब्द क्या कहना चाहते हैं ये समझ आ रहा है।भाषा भी बाधा नहीं बन पा रही है जब अन्दर से एक ही आवाज उठती है कि हम एक गोरख धंधे में फंसे हुए हैं।और एक दूसरे से लड़ रहे हैं। *आचार्य प्रशांत *
@nadeemashraf61363 жыл бұрын
Wah ustad wah. Allah Pak maghfrat frmay app ki
@jabbarsardarjabbar21976 жыл бұрын
کیا بات ہے نصرت صاحب کی اللہ پاک جنت میں اعلی مقام دے
@noumanshafi89805 жыл бұрын
Nice
@mohdmozam67975 жыл бұрын
Ameen
@malikkamran56385 жыл бұрын
ameen ..
@fareedfatehalikhanfareed14545 жыл бұрын
آمین
@asadabbasi42335 жыл бұрын
Ameen
@generaluse82973 жыл бұрын
اس کو سننے کے بعد میرا اللہ پہ یقین اور بھی پختہ ہوجاتا ہے
@minzi9373 жыл бұрын
❤
@mariarajput9033 жыл бұрын
Pukhta mtlb apka iman doll raha jo sunany pe pukhta ho gia 😏😏
@generaluse82973 жыл бұрын
@@mariarajput903 ap is baat ko jis angle sy samjh sakti hain samjh lain baki mery imaan ka Allah ko hi pata hai iska haq kisi ko nhi wo mery imaan py baat kry.
@buntybhatti25463 жыл бұрын
@@minzi937 😂🤣😄😋
@hasbananoor79710 ай бұрын
@@mariarajput903ہم انسان ہیں پرفکٹ نہئں اور کوئ بڑی بات نہئں ہے ایمان کمزور ہونا بشرطیکہ واپس پکا کر لیا جائے!!
@pushpakkumar49585 ай бұрын
आचार्य प्रशांत जी हम लोग को हर तरह से तैयार कर रहे है । गाने सुनने का तमीज भी सीखा रहे है । नमन आचार्य जी 🙏🙏🙏🙏
@Mini_vlogers402 ай бұрын
ماشاءاللہ ماشاءاللہ لا-جواب و لا-زوال☂️☂️☺️
@abrarsheikh25024 жыл бұрын
Pure magic 11:29 Apni pehchan ki khatir hai banaya sbko sab ki nazron se magar khud ko chhupa rkha hai Hit like👍👍👍 if u feel it....
@vsislamicvlog4 жыл бұрын
Sajda e ishq ho to ❤️❤️❤️ Ibaadat ka maja aata hai 🌹🌹🌹 Khali shajdon me to duniya hi basa karti hai
@meghamakeup-mantra31613 жыл бұрын
aap sirf in lafz ko sun sakte ho lekin sach me is bat ko apne samne dekhna or mahsus karna alag bat hai,,kyuki tab log apne samne wale god ko chhodkr mandir masjid me dhundne chale jate hai
@vsislamicvlog3 жыл бұрын
Bhai aap ki baat to sahi hai Par kewal jahid log hi aesa karte hai Sab log nahi
@lifestylesalun97212 жыл бұрын
@@meghamakeup-mantra3161 mohobat किसी से भी हो सकती ह खुदा से या खुदा के बंदे से भी 🙏
@شامیرخان5 ай бұрын
Mere Dil ki BAAT kar di ha. @@vsislamicvlog
@Kk123174 жыл бұрын
Tujhe Dair O haram mein dhoonda tu nahi milta, magar tashreef farma tujhko apne dil mein dekha hai❤️
@hassnainabbas1403 жыл бұрын
Yeh sirf qawali nhe marfat ha sirf akal walon k ley god bro i like u
@muhammadmoinafzal24436 ай бұрын
@@hassnainabbas140 Bilkul janab e Mohtaram Aap ny bilkul durust frmaya ❤🙏
@GurpreetSingh-yi4rv Жыл бұрын
I can't. I justttt can'tttttttt. This qwali is so meaningful and beautiful. it just connects you with God no matter if you are listening it in between. I love it. Love you the legend
@Forever2000-p1fАй бұрын
Bhai, ek bar fir deyan se sunno, boh connect nehi expose kr rha h. 😞
@jyotiyadav466811 ай бұрын
I'm hindu and i love this song very much ..NAFK is my favorite singer of all time ❣
@786fakhari5 жыл бұрын
اپنی پہچان کی خاطر بنایا سب کو ۔۔۔۔۔۔ سب کی نظروں سے مگر خود کو چھپا رکھا ہے ۔ 🕋
@risatali60405 жыл бұрын
Very good ji
@AbdulRahmanJoura-gtr-5 жыл бұрын
Kya khany
@chotusheikh57645 жыл бұрын
Skin
@muhammadamjadkhan5675 жыл бұрын
Bohat a hi poetry aur peshkush hey.
@_jatinsharma4 жыл бұрын
ماشاءاللہ
@chiras566 жыл бұрын
Gorakh was a hindu in ancient India who made puzzles. He once made a puzzle which was impossible to solve. Thus any unsolvable puzzle was called Gorakh('s) dhandha. Dhandha mean mechanical puzzle from the word dandaan.
@irshadhurra38626 жыл бұрын
chiras56 nice info
@zishansheikh66616 жыл бұрын
Good
@zubermiranipathan17865 жыл бұрын
Nice
@raheemsaleem87505 жыл бұрын
Bhi gorak se murad woh Allah ko taahbih de raha ha
@jbofficial93285 жыл бұрын
@@carelessfox1258 g bilkul, guru gorakhnath ke naam se related hai ye, jo kaam samaj mein na aye, wo gorakh dhanda, but ajkal gorakh dhanda mtlb dalaali ya kuch aise hi
@sohailahmad-it6pk4 жыл бұрын
I am already 16 years Listen to nusrat sab but this is my fvrt qawwali woh like this qawaali? Just do like allah tehallah nusrat sab ko junnat main allah maqaam dey ameen..
@latikadandgavhal16244 жыл бұрын
Aamin
@hilalsheikh59093 жыл бұрын
Aameen
@Tiktokerz573 жыл бұрын
Ameen
@Dk234473 жыл бұрын
🤗🤗🤗🤗🤗
@rohankhairnar9995 ай бұрын
धन्यवाद आचार्य जी ❤❤ आपकी वजह से मुझे हर एक चीज में सिर्फ निरंजन ही दिख रहा है # धन्यवाद आचार्य जी
@AnishaKumari-em3jm2 ай бұрын
Love ❤❤ acharya ji
@naeemshahzad86095 жыл бұрын
Allah pak sub ki Madad farmay apny Habib k sadky
@sabihahmed47734 жыл бұрын
Ameen
@malikismailawan3804 жыл бұрын
آمين ثُم آمين
@AliAkbar-qp6bv4 жыл бұрын
Ameen
@Neerajjaiswal3804 жыл бұрын
Ameen
@ThoughtSchoool4 жыл бұрын
jesus is the only hope.
@farhanarshad9293 Жыл бұрын
Kabhi Yahaan Tumhein Dhonda, Kabhi Wahaan Pohncha Tumhari Deed Ki Khaatir Kahan Kahan Pohcha Ghareeb Mit Ga'ay, Pamaal Ho Gaye Laikin Kisi Talak Na Tera Aaj Tak Nishaan Pohncha Ho Bhi Nahi Aur Her Jaa Ho Ho Bhi Nahi Aur Her Ja Ho Tum Ek Gorakh Dhanda Ho Her Zarray Mein Kiss Shaan Say Tu Jalwa Numa Hai Hairaan Hai Magar Aqal K Kaisay Hai To Kia Hai Tum Ek Gorakh Dhanda Ho Tujhay Dair-O-Haram Mein Nai Dhonda Tu Nahi Milta Magar Tashreef Farma Tujhay Apne Dil Mein Daikha Hai Tum Ek Gorakh Dhanda Ho Dhonday Nahi Milay Ho Na Dhonday Say Kaheen Tum Aur Phir Yeah Tamasha Hai, Jahan Hum Hein Waheen Tum Tum Ek Gorakh Dhanda Ho Jab Bajuz Tairay Koi Dosra Maujood Nahi Phir Samajh Mein Nahi Aata Tera Purdah Karna Tum Ek Gorakh Dhanda Ho Harm O Dair Mein Hai Jalwa E Purfan Tera Do Gharoon Ka Hai Charaagh E Kurkhe Roshan Tera Tum Ek Gorakh Dhanda Ho Jo Ulfat Mein Tumhari Kho Gaya Hai, Usi Kho'ay Hoay Ko Kuch Mila Hai Na But-Khanay, Na Kabay Mein Mila Hai, Magar Totay Hoay Dil Mein Mila Hai Adam Bun Ker Kaheen To Chup Gaya Hai, Kaheen To Hast Bun Ker Aa Gaya Hai Nahi Hai Tu To Phir Inkaar Kaisa, Nafi Bhi Tairay Honay Ka Pata Hai Mein Jiss Ko Keh Raha Hoon Apni Hasti, Agar Wo Tu Nahi To Aur Kia Hai Nahi Aaya Khayaloon Mein Agar Tu, To Phir Mein Kaisay Samjha Tu Khuda Hai Tum Ek Gorakh Dhanda Ho Hairan Hoon Is Baat Pay, Tum Kon Ho Kia Ho Haath Aao To But, Haath Na Aao To Khuda Ho Tum Ek Gorakh Dhanda Ho Aqal Mein Jo Ghir Gaya La-Intiha Kiyoon Ker Hoa Jo Samajh Mein Aa Gaya Phir Wo Khuda Kiyoon Ker Hoa Tum Ek Gorakh Dhanda Ho Falsafi Ko Behas K Ander Khuda Milta Nahi Dour Ko Suljha Raha Hai Aur Sira Milta Nahi Tum Ek Gorakh Dhanda Ho Pata Yoon To Bata Daitay Ho Sub Ko La-Makaan Apna Ta'ajub Hai Magar Rehtay Ho Tum Tootay Hoay Dil Mein Tum Ek Gorakh Dhanda Ho Jab K Tujh Bin Nahi Koi Maujood Phir Yeah Hangama Ay Khuda Kia Hai Tum Ek Gorakh Dhanda Ho Chuptay Nahi Ho, Samnay Aatay Nahi Ho Tum, Jalwa Dikha K Jalwa Dikhatay Nahi Ho Tum Dair O Haram K Jhagray Mita'tay Nahi Ho Tum, Jo Asal Baat Hai Wo Batatay Nahi To Tum Hairaan Hoon Mairay Dil Mein Sama'ay Ho Kiss Tarah, Haan'la K Do Jahan Mein Samatay Nahi To Tum Yeah Ma Bud O Haram, Yeah Qaleesa-o-Dair Kiyoon, Harjayii Ho Jabhi To Bata'tay Nahi To Tum Tum Ek Gorakh Dhanda Ho Dil Peh Hairat Nai Ajab Rung Jama Rakha Hai, Aik Uljhi Howi Tasveer Bana Rakha Hai Kuch Samajh Mein Nahi Aata K Yeah Chakkar Kia Hai, Khail Kia Tum Nai Azal Say Yeah Racha Rakha Hai Rooh Ko j*** K Pingray Ka Bana Ker Qaidee, Us Pay Phir Mout Ka Pehraa Bhi Bithaa Rakha Hai Day K Tadbeer K Panchi Ko Uranay Tu Nai, Daam-E-Tadbeer Mein Her Sumt b****a Rakha Hai Kar K Araish E Qounain Ki Barsoon Tu Nai, Khatam Karne Ka Bhi Mansooba Bana Rakha Hai La-Makaani Ka Bahr Haal Hai Dawa Bhi Tumhein, Nahl-O-Akrab Ka Bhi Paighaam Suna Rakha Hai Yeah Burai, Wo Bhalai, Yeah Jahannum, Wo Bahisht, Is Ulat Phiar Mein Farmao To Kia Rakha Hai Jurm Aadam Nai Kiya Aur Saza Baitoon Ko, Adl O Insaaf Ka Mi'aar Bhi Kia Rakha Hai Dai K Insaan Ko Dunya Mein Khilafat Apni, Ik Tamasha Sa Zamanay Mein Bana Rakha Hai Apni Pehchaan Ki Khaatir Hai Banaya Sub Ko, Sub Ki Nazaroon Say Magar Khud Ko Chup Rakha Hai Tum Ek Gorakh Dhanda Ho Nit Naye Naqsh Banatay Ho Mita Daitay Ho, Janay Kiss Jurm-E-Tamanna Ki Saza Daitay Ho Kabhi Kunker Ko Bana Daitay Ho Heeray Ki Kani, Kabhi Heeron Ko Bhi Mitti Mein Mila Daitay Ho Zindagi Kitnay He Murdoon Ko Ata Ki Jiss Nai, Wo Maseeha Bhi Saleebon Pay Saja Daitay Ho Khuwahish-E-Deed Jo Kar Baithay Sir-E-Tuur Koi, Tuur Hee Bark e Tajaali Say Jala Daitay Ho Nalay Namrood Mein Dalwatay Ho Qudrat Na Khaleeq, Khud Hee Phir Naar Ko Gulzaar Bana Daitay Ho Chahay Kin Aan Mein Phainko Kabhi Maah Kinaan, Noor Yaqoob Ki Aankhon Ka Bujha Daitay Ho Day Ke Yusuf Ko Kabhi Mirs K Bazaaron Mein, Aakhir Kaar Shah-E-Misr Bana Daitay Ho Jazb O Masti Ki Jo Manzil Pe Pohonchta Hai Koi, Baith Ker Dil Mein a*** Haq Ki Sada Daitay Ho Khud He Lagwatay Ho Phir Kufr K Fatway Us Per, Khud He Mansoor Ko Sooli Peh Charha Daitay Ho Apni Hasti Bhi Wo Ik Rooz Gawa Baith'ta Hai, Apne Darshan Ki Lagan Jiss Ko Laga Daitay Ho Koi Ranjha Jo Kabhi Khooj Mein Nikle Teri, Tum Usay Jhang K Bele Mein Rula Daitay Ho Justujo Lay K Tumhari Joh Chalay Qais Koi, Us Ko Majno Kisi Laila Ka Bana Daitay Ho Jot? Sassi K Agar Mun Mein Tumhari Jagay, Tum Usay Taptay Hoay Thal Mein Jala Daitay Ho Sohni Gar Tum Ko Mahiwaal Tassawur Ker Le, Us Ko Bikhri Howi Lehroon Mein Baha Daitay Ho Khudh Joh Chaho To Sar-E-Arsh Bula Ker Mehboob, Aik He Raat Mein Mairaaj Kara Daitay Ho Tum Ek Gorakh Dhanda Ho Aap Hi Apna Pardah Ho Tum Ek Gorakh Dhanda Ho Jo Kehta Hoon Mana Tumhein Lagta Hai Bura Sa, Phir Bhi Hai Mujhay Tum Say Baharhaal Gila Sa Chup Chaap Rahay Daikhtay Tum Arsh-E-Bareen Per, Taptay Hoay Karbal Mein Mohammad Ka Nawasa Kiss Tarah Pilata Tha Laahu Apna Wafa Ko, Khud Teen Dino Say Wo Agarchay Tha Piyasa Dushmun To Bahar Haal Thay Dumshun Magar Afsoos, Tum Nai Bhi Faraham Na Kia Pani Zara Sa Her Zulm Ki Taufeeq Hai Zaalim Ki Wirasat, Mazloom K Hissay Mein Tasalli Na Dilasa Kal Taaj Saja Daikha Tha Jis Shaqs K Sir Per, Hai Aaj Usi Shaqs K Haathon Mein Hikasa Yeh Kia Hai Agar Pochon To Kehtay Ho Jawaban, Is Raaz Say Ho Sakta Nahi Koi Shanasa Tum Ek Gorakh Dhanda Ho Hairat Ki Ik Dunya Ho Tum Ek Gorakh Dhanda Ho Har Aik Jaan Pey Ho, Laikin Pata Nahi Maloom Tumahra Naam Suna Nai, Nishaan Nahi Maloom Tum Ek Gorakh Dhanda Ho Dil Say Armaan Jo Nikal Ja'ay To Jugnu Ho Ja'ay, Aur Aankhon Mein Simat Aa'ay To Aanso Ho Ja'ay Ja Pe Ya Huu Ka Jo Be Hu Karay Hu Mein Kho Ker, Us Ko Sultaniyaan Mil Jaein Woh Baahu Ho Ja'ay Baalgi Ka Na Kisi Ka Ho Churi Ke Neechay, Halk-E-Asghar Mein Kabhi Teer Tarazu Ho Ja'ay Tum Ek Gorakh Dhanda Ho Kiss Qadar Beniyaaz Ho Tum Bhi Daastan E Niyaaz Ho Tum Bhi Tum Ek Gorakh Dhanda Ho ... Raah-E-Tehqeeq Mein Her Gaam Pay Uljhan Daikhoon, Wohi Halaat O Khayalaat Mein Anaban Daikhoon Bana Ke Rah Jaata Hoon Tasaveer Pareshaani Ki, Ghaur Say Jab Bhi Kabhi Dunya Ke Darpan Daikhoon Aik He Khaaq Pay Fitrat Ke Tajaadaat Itne, Itne Hisson Mein Banta Aik He Angan Daikhoon Kahin Zahmat Ki Sulagti Howi Patjhar Ka Sama, Kahin Rahmat Ke Barastay Hoay Sawan Daikhon Kahin Punkartay Darya, Kabhin Khamosh Pahar, Kabhi Jungle, Kahin Sahra, Kahin Gulshan Daikhoon Khoon Rulata Hai Yeh Taqseem Ka Andaaz Mujhay, Koi Dhanwaan Yahaan Per Koi Nirdhan Daikhoon Din Ke Haathon Mein Faqat Ek Sulagta Suraj, Raat Ki Maang Sitaroon Say Muzayyan Daikhon Kahin Murjha'ay Howe Phool Hein Sach'chaii Ke, Aur Kahin Jhoot Ke Kaanton Pay Bhi Joban Daikhon Shams Ki Khaal Kaheen Khinchti Nazar Aati Hai, Kaheen Sarmad Ki Utarti Howi Gardan Daikhoon Raat Kia Shay Hai Sawayra Kia Hai, Yeah Ujala Yeah Andhera Kia Hai Mein Bhi Naayib Hoon Tumhara Aakhir, Kiyoon Yeh Kehtay Ho K Tera Kya Hai Tum Ek Gorakh Dhanda Ho Daikhnay Wala Tujhay Kia Dekhta Tu Nai Her Rung Say Pardah Kia Tum Ek Gorakh Dhanda Ho Masjid Mandir Yeh Mekhanay, Koi Yeh Manay Koi Woh Manay Sub Tere Hein Jaana Kasahanay, Koi Yeh Manay Koi Woh Manay Ik Honay Ka Tere Qaail Hai, Inkaar Pay Koi Maail Hai Ik Khalq Mein Shaamil Karta Hai, Ik Sub Say Akela Rehta Hai Hein Dono Tere Mastanay, Koi Yeh Manay Koi Woh Manay Sub Hein Jab Aashiq Tumhare Naam Ke, Kiyoon Yeh Jhagray Hein Rahim-O-Raam Ke Tum Ek Gorakh Dhanda Ho Dair Mein Tu Haram Mein Tu, Arsh Pe Tu Zameen Pe Tu Jiss Ki Pohonch Jahan Talak Us K Liyeah Waheen Pe Tu Tum Ek Gorakh Dhanda Ho Her Ik Rung Mein Yakta Ho Her Ik Rung Mein Yakta Ho Tum Ek Gorakh Dhanda Ho Markaz E Justuju, Aalam E Rung O Boo, Dum Ba Dum Jalwagar Tu He Tu Chaar Su Hu K Mahool Mein Kuch Nahi Illah Hu, Tum Bohot Dilruba Tum Bohot Khoobaru Arsh Ki Azmatein Farsh Ki Aabro, Tum Ho Qonein Ka Haasil-E-Aarzo Aankh Nay Ker Lia Aanso'on Say Wazu, Ub To Ker Do Ata Deed Ka Ik Sabu Aao Parday Say Tum Aankh K Ru Baru, Chund Lamhay Milan Do Ghari Guftagu Naaz Jabta Phiray Ja Baja Qo Ba Qu, Wahdahu Wahdahu La Shareeka Laho Allah Hu Allah Hu Allah Hu Allah Hu Allah Hu Allah Hu Allah Hu Allah Hu
@RaoAqib-nl6dd9 ай бұрын
Nice
@ambreenali26535 ай бұрын
Good Job 👍
@kitaabghar60705 ай бұрын
very nice
@rashidakhatoon25054 ай бұрын
❤
@princebhardwaj71273 ай бұрын
Wahi ji
@ARSHAHMPS Жыл бұрын
Allah janat-ul-firdous ma aala muqam atta farmaye Aameen summa Aameen
@waheedabdul67435 ай бұрын
ALLAH HU AKBAR HAZRAT MUHAMMAD S.A.W IS THE LAST PROPHET OF ALLAH PAK
@waheedabdul67435 ай бұрын
INSHALLAH AMEEN SUMA AMEEN
@MubashirKhokherMusic5 ай бұрын
Aik 18 saal Ka larka Raat Ko 3 bje sun Rha Hai.. 1 july 2024 me... Wah.. Nusrat Fateh Ali Khaan Shaab 😢😊
@hanifmustafvi55665 ай бұрын
Aik 18 saal ki lrki 2024 mai sun rh h 11 july wakai kamal...
@shahbazqureshi23565 ай бұрын
Nice
@usamabaig88515 ай бұрын
Khud Jo chaho to sare arash Bula k mehboob 1 hi rat me miraj kra dete ho, SubhanAllah.
@Naeemkhankaleri5 ай бұрын
18 July 2024
@Ali_rajput-04 ай бұрын
14 august 2024 ❤❤❤❤❤@@Naeemkhankaleri
@h.r015 жыл бұрын
💞God Is Forver And God Is One💞Tum Ik Gorakh Dhanda Ho..♥️ Allah Hoo Allah Hoo Allah Hoo Allah Hoo
@zulmim4yank Жыл бұрын
Allah who allah who allah who
@Happy_Potato04 жыл бұрын
*Masjid...mandir ye mehkhaany* ... *Koi ye maany.....koi wo maany....* *Hain dono hi TERY Aaashanay..* *Koi ye maany ....koi wo maany....* *ASLIYAT LEKIN TU JAANY...* *KOI YE MAANY KOI WO MAANY...*
@Athar.4054 жыл бұрын
سگریٹ۔۔۔۔۔ ڈنہیل آواز۔۔۔۔۔۔۔۔ نصرت کی کلام۔۔۔۔۔۔۔ بلھےشاہ کا ٹھوکریں۔۔۔۔۔۔ زمانے کی اور۔۔۔۔۔۔۔۔۔یار تیری.. 03453835405
@jogirajveer55424 жыл бұрын
wah
@Athar.4054 жыл бұрын
@Musa Gujjar G
@abdullahjaved70943 жыл бұрын
Super
@mujeebotho21974 жыл бұрын
خدا کے سے ساتھ اس قدر بے باکی اور بے تکلفی کے عالم میں کلام لکھنا اور اسے اسی وجدانی کیفیت میں گانا کمال ہے. سندھ سے اک شاعر ہیں سچل سرمست جسے ھفت زبان شاعر بھی کہتے ہیں، میںے ان جے کلام میں اس قدر بڑہی ہوئی جرئت دیکھی ہے. تمام سننے والوں کی خیریت اور صحت کا دعاگو:
@MdSalim-e8bАй бұрын
First time' maine 2003mai suna tha tbse fan hogiya tha nusrat fateh ali khan sahab ka marhoom 😢
@abdulazeez.68484 жыл бұрын
The Class of Nusrat Fateh Ali Khan Allah kareem apke mazeed darajat buland frmae ameen. Kya Khubsorat.Allah Allah Allah.
@binmahfooz934 жыл бұрын
For those who don't know the meaning of gorak dhanda "puzzle" Tum ek gorak dhandha ho "You are a buffling puzzel "
@richardharris5574 жыл бұрын
A mystery is more like it..
@AjitYadav-sy3dh3 жыл бұрын
Its tricky business
@hafsamursaleen90863 жыл бұрын
Mene is qawali ko samajhne k liye Urdu to Urdu dictionary download ki hai
@delet57593 жыл бұрын
@@hafsamursaleen9086 ...lazmi bat ha..is lye kaha gya ha k bina kamil murshid bulleya gul nai bun Dee.
@AjitYadav-sy3dh3 жыл бұрын
@Afraz Amjad good for u
@mshahzaddarbari1803 жыл бұрын
وہ فخر لیلا ۔۔۔۔۔۔۔۔میں رشک مجنوں کہ یار مجھ میں ۔۔میں یار میں ھوں FROM. NAROWAL. PUNJAB. PAKISTAN
@Balli-chaudharyl925 ай бұрын
Apni pehchan ke khatar ha banaya sabko . Nazron sy magar khud ko chupa rkha ha . Awesome lines❤ 😢
@habibrajput93485 жыл бұрын
لکھنے والے اور اس کلام کو خوبصورت آواز و انداز دینے پر دعا گوہ ہوں الله استاد نصرت فتح علی خان کے درجات بلند کرے اور جنت میں اعلی مقام عطا فرمائے آمین
@khadimali45325 жыл бұрын
Ameen
@AbdulSami-es5op5 жыл бұрын
Ameen
@saqibali15955 жыл бұрын
Ameen
@pritpalsingh46345 жыл бұрын
آمین ثم آمین.... ان جیسے اداکار صدیوں بعد پیدا ہوتے ہیں
@aslamjadoon5 жыл бұрын
ameen
@wealthcrate292 Жыл бұрын
Hard Hitting Lines, True Life Facts, Absolute Spiritual Lyrics and a Soulful voice, How can any one Miss a tune like this. 😍 Lyrics: Naaz Khayalvi Voice: Nusrat Fateh ali Khan Feeling absolute sad that I was not able too see the legends with my eyes.
@ashutoshpandey17154 жыл бұрын
Mujhe 10 saal se bhi jada time ho gya isse sunte lekin kabhi man nahi bhara,, Nusrat sahab ki awaj k karan nahi sirf lyrics k wajah se sunta hu har baar,, aadmi ka janm apne malik ko paane k liye he hota h lekin duniya me aakar hum bhool jaate hai apne banane wale ko
@irshadahmed69014 жыл бұрын
Yes bro
@abcdefghij27244 жыл бұрын
❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️
@darsan3104 жыл бұрын
Kya baat ho
@darsan3104 жыл бұрын
Kya baat he janaab.
@meer17474 жыл бұрын
Oh bro...wonderful.please give me ur whatsapp no...
@RamanKaur-vl1gg3 ай бұрын
Ya qabali last time 12 December 2018 ko suni tha or aj 12 September 2024 ko sun rha hn wa usta nusrat fatha ali khan ❤❤❤
@dubeynatansh86765 жыл бұрын
Nusrat Sahab makes me go speechless everytime...I am writing this with tears flowing down my eyes...
@hasanmohd71564 жыл бұрын
world best n,1
@NSNCNB2 жыл бұрын
Salam and Pranam to you🙏🌷 May God record your tears And bless you with eternal years
@usama88962 жыл бұрын
Actually verses was written by Niaz khiyalvi Sahib.alfas sur banayay han,or hamsray zahan ma bathtay han.
@ابنرشد-ش6ض3 жыл бұрын
اس شاہکار کلام کے خالق کا نام ناز خیالوی ہے جو ایک پاکستانی شاعر تھے۔ خان صاحب نے ان کے کلام کو گا کر امر کر دیا ہے۔ The poet of this beautiful kalam is Naz Khiyalwi, a Pakistani poet. The great NFAK sung this masterpiece and saved if for the generations to come. Like us...
@Knowledge-Academy5123 жыл бұрын
Naaz Khialvi From Faisalabad
@affanmahmoodvlog17343 жыл бұрын
Bikul sahi frmaya aap NY
@mohammedfarooque25313 жыл бұрын
Masha Allah
@muhammadnaveed10192 жыл бұрын
@@mohammedfarooque2531 jazak Allah
@premiumfeatures4950 Жыл бұрын
@@Knowledge-Academy512 . aur singer bhi faslabad se hi hai😁
@MuhammadAamir-pr4zo5 жыл бұрын
in which state of mind writer was when he wrote these words. just unbelievable. such deep words. and legend nusrat sahb sing this beautifully.
@Musiclover-kr4um4 жыл бұрын
He was very close to god ❤
@rajeshbhukkal43084 жыл бұрын
Tru i am from India i love this song and nfak my Hero m ustad Nusrat Fateh Ali Khan ji ko 24 hour bhi sun Sakta hoon
@asadgill33924 жыл бұрын
He wrote for almost thirty times and tore the paper in pieces... Naz sialwy writer of qawali a legend star of smundri. Dist faisalabad....
@abbasmastan52963 жыл бұрын
@@asadgill3392 why he tore the paper in pieces?
@abubakar-uw1zy3 жыл бұрын
Muhammad saddique Naaz khyalvi poet of this poem.. From Tandlianwala dist Faisalabad..
@khuramshahzad2395Күн бұрын
Ye ustad ke uastad ka sary kalm ap Zindegy bar Sun saktey hon... MashAllah SubhanAllah Allah apko Jannat me Ala Muqam Atat Farme Uastad Nusrat Fathi Ali Kahn Sahb.....ameen ....❤❤❤❤❤❤❤
@isakhan23094 жыл бұрын
Is kawwali ko sun ke akl (soch) haeran hae. Bahot uchi soch.
@isakhan23093 жыл бұрын
@@yousafusman9578 Apka comments hata do mae edit kardiya
@ZakaWarraich2 жыл бұрын
Naaz Khayalvi, the poet from Faisalabad, Pakistan wrote the immortal lyrics. Nusrat Fateh Ali sang it at an unparalleled peak.
@mohammadriyadh47973 ай бұрын
Thank you brother.
@muzaffarhussain7470 Жыл бұрын
وحدہ وحدہ لاشریک لہو اللہ ہو اللہ ہو ❤
@wajidabbas4855Ай бұрын
خود جو چاہو تو سرِ عرش بُلا کر محبوب ایک ہی رات میں معراج کرا دیتے ہو Just awesome❤❤
@AadilKhan-lv7bi2 жыл бұрын
Hats off to Naaz Khialvi Sahib and Nusrat Sahib for this matchless piece of art. This is absolutely stunning.
@TA-lq7cb Жыл бұрын
Thanks for sharing the name of poet ❤
@shawn6000 Жыл бұрын
@UrduXpress24 Жыл бұрын
@@TA-lq7cbNaaz Khialvi was from my city Tandlianwala district Faisalabad❤❤❤
@masoodrizvi24464 жыл бұрын
Yeh insani nahi, Ilhami kalam hai..is kalam ko sunte waqt dil sarshaar aur aankh nam rahti hai..a trance like state..
@yousafusman95783 жыл бұрын
ye kalam nahi hai bhai Quran parho wo kalam hai Quran suno
@praveshmalviya52853 жыл бұрын
@@yousafusman9578 jo baat dil mai utar jaye..... Aakho se aasu ki tarah baya ho jaye...wahi asli kalam hai....bss har baat pr quran pado.....
@matinshaikh14266 жыл бұрын
Whenever I lisen ustaad I forget partition.. 1947.. love from India
@1RajatS4 жыл бұрын
Don't forget it it was very harsh our family died it is a deep and new wound in our heart
@adnanmalik52264 жыл бұрын
Stay blessed bhai
@sunnymalooksandhu31058 ай бұрын
Music main ustad je ka nam tab tak rahy ga. Dunia jab tak music waly han. One of the best ever.
@syedshahrukhali56534 жыл бұрын
Listening 🎧 in 2021. Mostly people are asking who else is listening in this year. I would say People will listen him forever NFAK. Years not matters. He is not singer. He is beyond this singing stuff. 💓💓💓💓💓💓💓💓
@himaamin63043 жыл бұрын
So true indeed!
@muhammadmajeed83583 жыл бұрын
Inj♡he
@wanizamushtaq85523 жыл бұрын
Absolutely
@ishfaqfarooq51433 жыл бұрын
I'm listening in 2021
@ansabilyas72783 жыл бұрын
yes right
@gurvinders855 жыл бұрын
Ecstasy. Unbelievable. Infinite. How can one describe HIM with such a spoiled tongue. HIS endeavours are countless. Wah wah wah ALLAH, RAM, WAHEGURU.
@lusheslox87715 жыл бұрын
GURVINDER SINGH true
@palvinderkumar94203 жыл бұрын
RESPECTED GUVINDER SINGH JI WAHEGURU JI .PLEASE WRITE MEANING OF GORAKH DHANDA JI, WAITING CALL 9915917786 .PALVINDER KUMAR
@gurvinders853 жыл бұрын
@@palvinderkumar9420 Hello brother, I don't have any such wisdom to describe this.
@Gambitheart3 жыл бұрын
@@palvinderkumar9420 deceptive business.
@NisarAhmed-dm7cv2 жыл бұрын
@@Gambitheart p
@abhishekkant1213 жыл бұрын
Legend NFAK shahab.. Aapke jaisa koi nhi nhi🙏
@salmanqureshi3526Ай бұрын
Nhi hai agar tu toh fir inkaar kaisa nafi bhi tere hone ka pata hai baap re kaisa soch lete hai ye sab lines salute1000times❤
@ShahidKhan333395 жыл бұрын
الحمدللہ روز ایک مرتبہ سنتا ہوں دل خوش ہو جاتا ہے
@yousafusman95783 жыл бұрын
ism koe sawab wali bat nae hai
@kaneezezahras.a59203 жыл бұрын
@@yousafusman9578 what happened with you?? If you are not able to understand this so go away... Why you are spreading your negative thoughts everywhere 😡😡😡😡... "YAHAN KAM NAZAR KA GUZR NAHIN YAHAN AHL-E-ZARF KA KAAM HAI"...💗
@sohailabbas9883 жыл бұрын
Bishak
@murshadzadi7433 жыл бұрын
SaMeeee
@Mobeen745 Жыл бұрын
A pure soul is singing....without interruption...only pure souls can understand the meaning of this masterpiece...no more words to describe.....❤❤❤
@muhammadmoinafzal24436 ай бұрын
❤🙏
@lucky-pd5dbАй бұрын
True 🙏
@narendrakumar-wf4dn2 жыл бұрын
Unmatched beauty 😍 Every word enters directly inside the heart ❤️. Khuda se milna ho to follow these words...🙏🙏🙏🙏
@mianayazahmed40613 ай бұрын
Hairat ki ek dunia ho Ap hi apna parda ho ❤️ Nuarat Fateh Ali Khan Sahib Legend Rest in peace 🤲
@mukarramhussain92025 жыл бұрын
Actually in this qawwali they are explaining the greatness of Allah.They are explaining that Allah is beyond wonders . We as humans will never be able to discover his mysteries .
@kaustubhratan46555 жыл бұрын
Yes, you can call it Allah but it's really formless and nameless.
@saleemullahkhan6165 жыл бұрын
Beshak
@saleemullahkhan6165 жыл бұрын
Allah hi Allah ha
@mohammedibrahimquadri73795 жыл бұрын
Good morning good qawwali
@hassanalishah17095 жыл бұрын
Allah 1 gorakh danda ha jo karoron man kisi 1 ko ata ha jis ko Allah sikhana chahy beshak wo har cheez pa qadir ha
@alqadria83054 жыл бұрын
27:30 آؤ پردے سے تم آنکھ کے روبرو ۔۔what a great closing poetry
@saranaazofficial3 жыл бұрын
کیا بات کمال ے اللہ مرحوم کی قبر کو نور سے بھردے
@shahidhhusain68813 жыл бұрын
Hii
@murshadzadi7433 жыл бұрын
Ameeeeen
@munabeautyhairsalon28 күн бұрын
ameen😊😊
@muhammadshahidiqbal099Ай бұрын
زندگی مردوں کو عطا کی جس نے وہ مسیح بھی سولی پہ چھڑا دیتا ہوں
@atifm99765 жыл бұрын
"tum rehty ho tooty huy dil me" Best motivation for such heart broken 💔
@zorawarsingh12356 жыл бұрын
what a great voice and what a great poetry of the world I really impressed by this great combination
@mofeedcharak49785 жыл бұрын
right
@rashidlodhi17133 жыл бұрын
Five stars for Naz Khialvi, poet of this verse.
@prasadgarimilla9843 Жыл бұрын
Thanks for the poets name.
@ZaifAhmed-u5g10 ай бұрын
Maa acchi hai
@ZaifAhmed-u5g10 ай бұрын
Maa acchi hai 😂❤🎉😢😮😅😊
@Rais-mr3jpАй бұрын
Na koi hain na koi hoga - Nusrat sahab Qawwali ke Sultan hain... Amar hai aur rahenge
@mujtabalaghari6113 жыл бұрын
This qawali changed my life to a great extent.It very well defines the definition of God,life and this whole universe.
@subuhislearningacademy11 ай бұрын
CAN YOU RELATE IT WITH ALLAH OR BHAGWAN.. THE ETERNAL BEING
@nawsheennavid83172 жыл бұрын
a masterpiece written by NAZ KHIALVI.. to the maximum in my knowledge,I think this is one of the best literary work by any poet in the history of humankind. You can't deny the lyrics and at the same time crying like a child being helpless to the only helper. we can not describe or discover the depth of this masterpiece. & the part between 27:31 - 29:53 uff,didn't you reached somewhere out of this world!!!
@MateenAwan786 Жыл бұрын
I used to listen that part again and again from last 20 years. Thanks for mentioning it
@sciencewithscientists Жыл бұрын
Niaz khialwi sahib belong to my city
@sciencewithscientists Жыл бұрын
Aj ma unki qabar py b gya tha Dua k lye
@MateenAwan786 Жыл бұрын
Allah paak unki maghfrit kren. Aur sab mulims ki Jo is dunia fani sy chly gy.Ameen
@ahsanabbasjadoon39411 ай бұрын
Ye Iqbal ka Shikwa or Jawab e Shikwa nai he ?
@syednajam19093 жыл бұрын
I have listened this more than 100 times now.... and I've no words to say how I feel after watch Marhoom Ustad nusrat fateh ali Khan is legend
@DJsaima3 жыл бұрын
100 times is still not enough xxx
@syednajam19093 жыл бұрын
@@DJsaima yes you are right dear my counting is still on and every time I listen I feel the same and want to listen more and more
@RajKumar-fb1bs2 жыл бұрын
Lm9k
@RajKumar-fb1bs2 жыл бұрын
@@syednajam1909 ljjoङ bhठफ
@mamta78655 ай бұрын
सत्य की पुकार जहा सुनाई दे वहा हम रहेंगे ही।thank u Ap sir👏👏👏also thank u nusarat ji❤
Likhny walay ny kamal krdia ha. MashaAllah boht khob kalam ha
@hashirnawab46694 жыл бұрын
Pahrny Waly be haq Ada kar dia
@MohsinKhan-gr1pj3 жыл бұрын
Masha allah bahut khub jalwa dikha kr jalwa dikhate nahi ho tum bahut sach kya he ye bata te nahi ho tum hera hu ki kis kadar mere dil me samaye huwe ho masha allah mera rb mera allah hr jagha mojud he
@RajeshKumar-nd3ro3 жыл бұрын
Naaz khailivi.. sahab
@kaizerking1233 жыл бұрын
SUBHAAN
@saroshanwar37193 жыл бұрын
@@RajeshKumar-nd3ro jaankari dene ke liye shukriya bhai.
@iqloser2 жыл бұрын
لکھنے والے نے کمال کر دیا اور پڑھنے والے نے بھی حق ادا کر دیا ۔۔۔۔ اللہ تعالیٰ مرحوم خان صاحب کے درجات بلند فرمائے
Shaer ne Asaan kalaam mein allaah ki hikmat aur maslihat bayaan kar di hai..ustad e mohtram ki awaaz ne is kalaam ko itehaai urooj tak pahuch diya...sone per suhaga ...😍
@shafiqhussain91854 жыл бұрын
Ek yahi h jo hamesha jiski awaz suni jayegi 😘 har generation sunegi jisko i love Nusrat shab 4-5-20
@Bharat926215 жыл бұрын
The best definition of God 🙌 given in this quaali by Naz Khylavi and so sung by the legend and his companions ..
@usama88962 жыл бұрын
This is explanation of Quran verses,if want to learn we can help.