It's not about having 5G router but the real term is 5Ghz which is frequency bandwidth which is mostly available on current phones and devices nothing to do with 5G cellular network.
@Vega56-q1o4 ай бұрын
jerk woh bhi toh whi bta raaha h.. pk me 5g kb aya hhhh
@realAmirSatti4 ай бұрын
@@Vega56-q1o jerk? First put your name on handle like a man, you sound like a c*ck from cyberpunk, little fuck*ng twerp!
@haaronali8 ай бұрын
Make some videos on extenders only.. covering all varieties
@mukadammustafa9394 Жыл бұрын
Bhai ye jsd wala banda reliable hai aur information bhi deta hai agr kisi ko networking shuru karni hai to bs ye jo box pack wala manjan hai wo galat hai box yahi pe print karte hai to box ke paise lena fazool hai
@shipper603 Жыл бұрын
OK Bro noted
@AmbazDashti-n8v2 ай бұрын
Dear sir es men jo 2 ptcl port hain es ke bare men to kuch be naeh bataya
@owaissiddiqui090410 ай бұрын
Shop ly kr betha tujhy ye nahi pata router wala 5g alag huta hy mobile network 5g alag huta hy 😂
@meervlogs48 Жыл бұрын
Best video
@shipper603 Жыл бұрын
Thanks
@shad7pk9 ай бұрын
Etisalat D'Link Dir 803 Dual Band 5Ghz and 2.4 Ghz یہ والے راؤٹر آپ کے پاس ہیں کیا ؟
@Burhan-s1h11 ай бұрын
I want to know Fiver Router price in Pakistan?
@gsmbattal9337 Жыл бұрын
SIM wala router ya device long range wali hy???
@shipper603 Жыл бұрын
Plz contact seller.
@BilalHussain-l6p4 ай бұрын
Hi❤
@behzadbehzad6972 Жыл бұрын
Good
@shipper603 Жыл бұрын
Thanks
@HamidMehmood-mz4tm10 ай бұрын
Ptcl wifi ka signal kamzor ha is ka liga ka lahgahou reply
@mohammadaqib77364 ай бұрын
Bhai xpon hqu kasa router hai
@Mnadeemmkhan6 ай бұрын
yar is banday ko dekh dekh kr chakker agaye, bhai q left right hil rahy ho itna?
@DilLagi-w6s3 ай бұрын
AJ k rates batyen bro
@amjadali-dd8hx10 ай бұрын
بھائی مجھے کیمرے کے لیے چاہیے اچھا سا اور نیٹ بھی چلائے کتنے
@privateeyebouncers3727 Жыл бұрын
Esko ek takay ka nhe pata routers ka ultay sedi chezy bata rha hai range 150mbps abay bhai speed hoti hai 150mbps aur 3 dbi model nhe hota DBI routers ki range hoti hai ab to kam se kam sasty se sasta router tenda ka wo b 10 Dbi ka ata hai bhai meharbani kro koi sahi aur achi info diya kro
@MuhammadImran-ef2py11 ай бұрын
Hahahah Sahe Bola Bhai ap nay. Acha Sab say pehla Huawei ka non wifi router wo Rs 500 ma dhakay kha raha hay or ya Hazrat Rs 1500 ma bach rahay haan Daba pack. Daba bhe khud banwaya hua hay market say. hahhaha
@balpha62 Жыл бұрын
ارے بھائی دائیں بائیں کیوں گھوم رہے ہو۔
@BestHope449 күн бұрын
😂
@mdshahzaib53757 ай бұрын
Bahi hil kyun Rahe hu Itna ?
@zohaibbaig63394 ай бұрын
Bhai phely washroom say free ho k ajata phir video banwa layta 😂 itna hil Raha hai jesay Susu roka howa ho 😂
@jamesmorgan81172 ай бұрын
8145v5 ??
@uzmashakeel703511 ай бұрын
Saray routers ka price normally market price he batay han koi difference ni h
@FaheemSheikhani8 ай бұрын
bhai camera to sahee pakar lain itna kyn hil rahay hain
@daniaadnan1774 Жыл бұрын
Sub used aor bekar routers hain' Apna Logo inhonne khud print kia hay. Jo router absolute ho jate hain yeh log mamooli kimat main lot kisurat lake Pakistan main kai guna prices per bechte hain. hushyar rahain aor dusroon ko bhi bachain. yeh purane aor used model hain.
@azeemalisahito9670 Жыл бұрын
Itna video timing km rakaha kren
@shipper603 Жыл бұрын
Ok bro noted
@arsalanvlogs4223 Жыл бұрын
Ptcl.pe.chalengay.ye modem.
@hilalbaloch23448 ай бұрын
Location
@ilmoyaqeen29287 ай бұрын
please short video
@shipper6037 ай бұрын
Noted
@azeemalisahito9670 Жыл бұрын
Bhai sim router available h?
@tariqjaved52449 ай бұрын
Sim router available hy with battery all sims working
@zuhaibq Жыл бұрын
Yaar yeh kitna miss guide ker raha hai 😂 3dbi ka zamana hai ??? Abay bhai 3dbi ka zamana 2009 main tha, ab 5dbi aur wifi6 ka zamana hai..5g ab sastay se sastay mobile main araha hai..
@shipper603 Жыл бұрын
Bro mere pass OnePlus flagship phone hai with no 5G.
@FaizanFaizan-il7nq10 ай бұрын
Mengy de rahe ho app rate kafi zyada hain apke
@amirkhan6743 Жыл бұрын
Bhai jazz ki wingle mil jai ghi
@shipper603 Жыл бұрын
Bhai seller se rabta krein
@MrMirzaWaleed7 ай бұрын
abay bhai itna move q kar rahy ho aik jaga tik kar bat karlo sir me dard hogya dekh kar hilay jarahy ho hilay jarahy ho
@wildwideinternet544411 ай бұрын
kon hu bhai g ???? routers wifi has nothing to do with 5G phones. Please straighten your facts.
@Nigga-e-karachi11 ай бұрын
Bro 5g router's sirf unhi phones par chalta jo 5g supported hoty
@realAmirSatti10 ай бұрын
It's not true 5g cellular network is different than 5Ghz routers, most cell phones support 5ghz including standard 2.4ghz wireless bandwidth.
@kylereese347910 ай бұрын
Wo wifi k 2.4 ghz 5ghz 60 ghz ki baat kr raha hai .
@usamalucky Жыл бұрын
price kafi zada ha
@MuhammadUsman-tj1ue10 ай бұрын
Ye banda latefa hay 😂😂😂😂😂
@EatOn948 ай бұрын
bht pakata hai ye dukandar or router b mehnge 2 hazar wala 3600
@daniyalkhan1716 Жыл бұрын
yr ye shopkeeper kitna ban ban k bol raha hai had hai 3 mint par vedio hatana phar rahi hai mujhu
@shipper603 Жыл бұрын
Bhai sbh ka Apna style hota hai bat krny ka
@hammadrajput1234511 ай бұрын
Thank you sir but ya Meri Pehly video thi
@FaheemSheikhani8 ай бұрын
bhai itna kyn hil rahay ho
@majidalishah440611 ай бұрын
Bhai hil q rahy ho ek jaga khary raho video kharab ho rahi h
@enniemennie533011 ай бұрын
poti lagi hui he isse
@MohammedMahtab-u3z7 ай бұрын
Koi bee is shop ur is banda se kuch nee mat lana ya banda theek nhi ha
@muhammadathar133510 ай бұрын
Ye najeeb se Le kr bechta h
@AsadAli-uj8ck8 ай бұрын
Tatyi lagi he kya
@afzalrao29111 ай бұрын
6😂
@sameeribrahim1400 Жыл бұрын
Ye bnda guide nh kr paa rha . Isko pehle sikhao phr dubara video bnao
@shipper603 Жыл бұрын
Yeh senior networking engineer hai
@atifbaba357 Жыл бұрын
Ye networking engineer hai lkn inhai ye nahi pata.. Mbps range nahi hoti. Mbps data transfer rate hota hai.
@hammadrajput1234511 ай бұрын
Boss Meri pehly video thi mujhy pata hai Kuch words Galat bol diya Hain but mene kabhi video nhi banai apni ok mazrat agar apko achi nhi lagi Meri video
@hammadrajput1234511 ай бұрын
Seekh na zaroori hai jawab Dena mein masla nhi hota Baki Bhai Meri pehly video hai mene kabhi apni video shoot nhi kare
@sameeribrahim140011 ай бұрын
Ary yar sorry bhai ap boht ache bnde ho me apki shop se Huawei ka router le k ja chuka hu