Bhagwat Geeta acchi Pustak hai jismein kaha ja raha hai ki Sansar Ki Har samasya ka hal hai lekin Itni kathin hai ki isko padhne ke liye Aur samajhne Ke Liye Sahi bhavarth Iske kya hai vah bahut hi kathin hai mere pass bhi Bhagwat Geeta ki pustak hai lekin yah bahut kathin hai samajhna aur Iske Sahi Shabd kya hai kya matlab Hai Tabhi To Hamen Pata chalega Jab Iske shabdon ko Ham samajh Payenge ki Sansar Ki Har EK samasya ka Samadhan hai ismein lekin yah main Kahana chahta hun yah to ise shuddh Hindi mein likha Jaaye aur likhane wale to likh hi Denge translate Karne Wale Jo hote hain vah Sare vyakti vah translate Karen Bhagwat Geeta ko shuddh Hindi mein likhen Taki Ham manushya Ko aasani se samajh mein a sake aur Jin Logon Ko Aise Mein samajh mein aata hai unke liye to bahut badhiya baat hai jismein vah pahle se bani hui hai aur Baki yah Chahta Hun Ki vah Bhagwat Geeta ko shuddh Hindi mein likhen jismein sms shuddh Hindi bol raha hun to usmein Likhenge to hamare ko sansar ki samasyaon se Samadhan milane Mein aasani Rahegi dhanyvad