shukre Khuda Ke Aaj Ki Muhammad Owais Raza Qadri new Naat 2022 Mehfil e Jashan e Aamad e Rasool

  Рет қаралды 27,794

Naat Sharif pak

Naat Sharif pak

Күн бұрын

shukre Khuda Ke Aaj Ki Muhammad Owais Raza Qadri Naat 2022 Mehfil e Jashan e Aamad e Rasool
New Latest Naat Sharrif, 2021 Mehfil e Naat, New Naat,Sharrif, Mehfil e Naat, 2021

Пікірлер: 14
@muntkhabalam3894
@muntkhabalam3894 3 жыл бұрын
BESHAK SUBHAN ALLAH ALHAMDULILLAH. MASLAK-E-AALA HAZRAT ZINDABAAD ZINDABAAD Alhaj owais raza Qadr sahab ZINDABAAD ZINDABAAD
@sabirvagher7603
@sabirvagher7603 3 жыл бұрын
Masha alha Subhhan alha
@786-92--Arshad-
@786-92--Arshad- Жыл бұрын
Subhan Allah Masha Allah
@NajmaBono
@NajmaBono 10 ай бұрын
Mashallah🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷
@sethshaukat7012
@sethshaukat7012 3 жыл бұрын
MASHA Allah
@OnlyBilalprofessor
@OnlyBilalprofessor 3 жыл бұрын
ماشاء اللہ بہت ہی عمدہ اور بہترین
@shaukatalam3672
@shaukatalam3672 2 жыл бұрын
Qp.
@hafizzahidattari5656
@hafizzahidattari5656 3 жыл бұрын
سبحان اللہ ماشاءاللہ
@technicalphool5635
@technicalphool5635 3 жыл бұрын
Subhanaallaha
@ayankhan7151
@ayankhan7151 2 жыл бұрын
Part 2 kha milega
@parwatikhasnis2829
@parwatikhasnis2829 Жыл бұрын
❤😮🎉
@sageghous838
@sageghous838 Жыл бұрын
Bheeni suhaani subha mein thandak jigar ki hay, Kaliyaa(n) khilee(n) dilon ki hawa yeh kidhar ki hay. Khubti huwi nazar mein adaa kis sahar ki hay, Chubhti huwi jigar mein sadaa kis gajar ki hay. Daalein hari hari hay to baalein bhari bhari, Kishte amal pari hay yeh baarish kidhar ki hay. Hum jaayein aur qadam sey lipat kar haram kahe, Sounpa Khuda ko yeh azmat kis safar ki hay. Hum gird’-e-ka’aba phirte the kal tak aur aaj woh, Hum par nisaar hay yeh iraadat kidhar ki hay. Kalak jabee(n) ki sajda-e-dar sey churaao gay, Mujh ko bhi le chalo yeh tamanna hajar ki hay. Dooba huwa hay shouq mein Zam Zam aur aankh sey, Jhaale baras rahe hain yeh hasrat kidhar ki hay. Barsa key jaane waalon pey gohar karoon nisaar, Abr-e-karam sey arz yeh meezaab-e-zar ki hay. Aaghoosh’-e-shouq khole hay jin key liye hateem, Woh phir key dekhte nahin yeh dhun kidhar ki hay. Haan haan rah-e-Madinah hay Ghaafil zara tu jaag, Oh paaon rakhne waale yeh jaa(n) chashm-o-sar ki hay. Waaroon qadam qadam pe keh har dam hay jaan-e-nao, Yeh raah-e-jaa(n) fiza mere Maula key dar ki hay. Ghariyaa(n) gini hay barso keh yeh sub gharri phiri, Marmar key phir yeh sil mere seeney sey sar ki hay. Allahu Akbar apne qadam aur ye khaak-e-paak, Hasrat Malaaika ko jahaan waz’-e-sar ki hay. Me’raaj ka samaa(n) hay kahaan pahonche zaairo! Kursi sey oonchi kursi usi paak ghar ki hay. Ushhaq-e-rouza sajde mein suwe haram jhuke, Allah jaanta hay keh niyyat kidhar ki hay. Yeh ghar yeh dar hay Uskaa jo ghar dar sey paak hay, Muzhdah ho be-gharo keh salaa achhe ghar ki hay. Mehboobe Rabb-e-Arsh hay is sabz qubba mein, Pehlu mein jalwah-gah Ateeq-o-Umar ki hay. Chaaye Malaika hain lagaataar hay durood! Badle hain pahre badli mein baarish durar ki hay. Sa’dayn ka qiraan hay pahluw-e-maah mein, Jhurmut kiye hain taare tajalli qamar ki hay. Sattar hazaar subh mein sattar hazaar shaam, Yoon bandagiye zulf-o-rukh aattho(n) pahar ki hay. Jo ek baar aaye dobarah nah aayenge, Rukhsat hi baargah sey bas is qadar ki hay. Tarpa karein badal key phir aana kahaan naseeb, Bey hukm kab majaal parinde ko par ki hay. Aay waye beikasiy-e-tamanna key ab ummeed, Din ko nah shaam ki hay na shab ko sahar ki hay. Yeh badliyaa(n) nah ho toh karoro(n) ki aas jaye, Aur bargaah-e-marhamat-e-aam tar ki hay. Ma’soomon ko hay ‘umr mein sirf ek baar baar, Aasi parey rahein toh salaa umr bhar ki hay. Zinda raheín to haazriy-e-baargaah naseeb, Mar jaayein to hayaat-e-abad aysh ghar ki hay. Muflis aur aisey dar sey phirey be-ghani huwe, Cháandi har ik tarah to yahaan gadiya gar ki hay. Jaanaa() pe takiya khaak nihaali hay dil nihaal, Haan be-nawaao khoob yeh soorat guzar ki hay. Hain chatr-o-takht saaya-e-deewaar-o-khaak-e-dar, Shaaho(n) ko kab naseeb yeh dhaj kar-o-far ki hay. Iss paak ko mein khaak yeh basar sar-ba-khaak hain, Samjhe hain kuch yahi jo haqiqat basar ki hay. Kyoon Taajdaaro! khwaab mein dekhi kabhi yeh shai, Jo aaj jholiyon mein gadayaane dar ki hay. Jaaru-kasho(n) mein chehre likhey hain mulook key, Woh bhi kahaan naseeb faqat naam bhar ki hay. Taibah mein mar key thande chaley jaao aankhein bandh, Seedhi sarak yeh shahre shafaaát nagar ki hay. Aasi bhi haín chaheetey yeh Taibah hay zaahido! Makkah nahin key jaanch jahaan khair-o-shar ki hay. Shaan-e-jamaal Taibah jaanaa(n) hay ‘nafa mahz! Wus’at jalaal-e-Makkah mei sood-o-zarar ki hay. Ka’bah hay beshak anjuman-aara dulhan magar, Saari bahaar dhulhano(n) mein dulhaa key ghar ki hay. Ka’abah dulhan hay turbat-e-at-har nayi dulhan, Yeh rashk-e-aaftaab woh ghairat qamar ki hay. Dono bani(n) sajeeli aneeli bani magar, Jo pee key paas hay woh suhaagan kunwar ki hay. 161 Sar sabz-e-wasl yeh hay siyaa posh-e-ijr woh, Chamki dupatto(n) sey hay jo haalat jigar ki hay. Maa-o-shumaa toh kya keh Khaleel-e-Jaleel ko, kal dhekna keh unse tamanna nazar ki hay. Apna sharaf dua sey hay baaqi raha qubool, Yeh jaanein unke haath mein kunji asar ki hay. Jo chaahey unse maang key dono jahaa(n) ki khair, Zar naa-khareedah ek kaneez unke ghar ki hay. Roomi ghulaam din habshi baandiyaa(n) shabee(n), Ginti kaneez zaado(n) mein shaam-o-sahar ki hay. Itna ajab bulandiy’-e-Jannat pey kisliye, Dekha nahin key bheekh yeh kis oonchey ghar ki hay. ‘Arsh-e-bari pe kyoon nah ho Firdous ka dimaagh, Utri huwi shabeeh tere baam-o-dar ki hay. Woh Khuld jis mein utregi abraar ki baraat, Adnaa nichaawar us mere dulha key sar ki hay. Amber zamee(n), abeer huwa mushk-e-tar ghubaar! Adnaa si yeh shanaakht teri rahguzar ki hay. Sarkar hum gawaaro(n) mei tarz-e-adab kahaan, Humko toh bas tameez yahi bheekh bhar ki hay. Maangenge maange jaayenge moonh maangi paayenge, Sarkar mein nah laa hay nah hajat agar ki hay. Uff be-hayaaiyaa(n) key yeh moonh aur tere Huzoor, Haan tu kareem hay teri khu dar guzar ki hay. Tujh sey chupaaun moonh toh karoon kiske saamne, Kya aur bhi kisi sey tawaqqo nazar ki hay. Jaaon kahaan pukarun kisey kis ka muh taku(n), Kya pursish aur jaa bhi sag-e-be-hunar ki hay. Baab-e-‘ataa toh yeh hay jo bahkaa idhar udhar, Kaisi kharaabi uss nagharey dar-ba-dar ki hay. Aabad ek dar hay tera aur tere siwa, Jo baargah dekhiye ghairat khandar ki hay. Lub waa hain aankhein bandh hain phayli hain jholiyaan, Kitne maze ki bheek tere paak dar ki hay. Ghera andheriyo ney duhaaee hay chaand ki, Tanha hoon kaali raat hay manzil khatar ki hay. Qismat mein laakh pech hon sau bal hazaar kaaj, Yeh saari guthi ik teri seedhi nazar ki hay. Aisi bandhi naseeb khule mushkilein khuli(n), Dono jahaa(n) mein dhoom tumhari kamar ki hay. Jannat nah dein, nah dein, teri rooyat ho khair sey, Is gul key aagey kisko hawas barg-o-bar ki hay. Sharbat nah dein, nah dein, to karey baat lutf sey, Yeh shahad ho toh phir kisey parwa shakar ki hay. Mein khaanah-zaad kohna hu surat likhi huwi, Bando(n) kaneezo(n) mein mere maadar pidar ki hay. Mangta ka haath utthte hi daata ki dayn thi, Doori qubool-o-‘arz mein bas haath bhar ki hay. Sanki wo dekh baada-e-shafaa’at ki de hawaa, Yeh aabru RAZARAZA tere damaan-e-tar ki hay.
@babarhussain17
@babarhussain17 3 жыл бұрын
Subhan ALLAH
@HasnainiNetwork
@HasnainiNetwork Жыл бұрын
Subhan Allah
#behindthescenes @CrissaJackson
0:11
Happy Kelli
Рет қаралды 27 МЛН
GIANT Gummy Worm #shorts
0:42
Mr DegrEE
Рет қаралды 152 МЛН
Naghmat e Raza Ep#94 P-01 Shukray Khuda Kay Aaj Ghari Us Safar Ki Hai
20:35
Abdul Habib Attari
Рет қаралды 15 М.
Watch 12 Feb 2023 Full Mehfil E Naat By Owais Raza Qadri
1:16:51
Owais Fans
Рет қаралды 44 М.
Rula Dene Wala Bayan || 😭 Emotional Bayan Peer Ajmal Raza Qadri
59:14
Iram Islamic TV
Рет қаралды 458 М.
Wah Kya Jood o Karam Hai Shah e Batha Tera | Owais Raza Qadri | Mehfil e Abr e Noor
14:44
Aa kuch Sunade Ishq k Bolun Me Ae Raza - Owais Raza Qadri - 2021
29:15
Baghdadi Sound & Video
Рет қаралды 179 М.
Karey Chara Sazi Ziyarat Kisi Ki  2019 | Owais Raza Qadri Mehfil version
30:30
Owais Raza Qadri Official Network
Рет қаралды 371 М.
Tumhara Naam Musibat Mein Jab Liya Hoga - Al-Haaj Muhammad Owais Raza Qadri
27:18
Anas Qadri Production
Рет қаралды 1 МЛН
Roz O Shab Josh Pa Hai - Owais Raza Qadri - 2023
30:04
Baghdadi Sound & Video
Рет қаралды 554 М.
#behindthescenes @CrissaJackson
0:11
Happy Kelli
Рет қаралды 27 МЛН