Thank God I got this video it's so easy to remember you made perfect video
@S.Aurduacademy Жыл бұрын
Glad to hear that thank you so much for your precious words ❤️ ❤️❤️
@ridashah3225 Жыл бұрын
Thank you so much miss for uploading this video
@S.Aurduacademy Жыл бұрын
Most welcome beta ❤️❤️❤️
@shaistazulfiqar3484 Жыл бұрын
Very very good work 👏👍👏
@S.Aurduacademy Жыл бұрын
Thank you so much Shazia ❤️❤️❤️
@wajihakabeer735 Жыл бұрын
It's very easy khulasa
@S.Aurduacademy Жыл бұрын
Thank you so much wajiha for your feedback ❤️❤️❤️
@zahidhussain-dm2id Жыл бұрын
Explained well ❤❤
@S.Aurduacademy Жыл бұрын
Thank you so much for your feedback ❤️❤️❤️
@akhterrehan9494 Жыл бұрын
Amazing presentation
@S.Aurduacademy Жыл бұрын
Thank you so much for your precious feedback ❤️❤️❤️
@bismashah691 Жыл бұрын
Awesome work 👍
@S.Aurduacademy Жыл бұрын
Thank you so much ❤️❤️❤️
@ahmadkhan-nt2gz Жыл бұрын
Nice work 👍
@S.Aurduacademy Жыл бұрын
Thank you so much ❤️❤️❤️
@YumnaSaleem-gm4hh Жыл бұрын
Thank you miss ❤
@S.Aurduacademy Жыл бұрын
You're welcome beta ❤️❤️❤️ and thanks for your comment ❤️
@tehminaali31 Жыл бұрын
Thank you so much
@S.Aurduacademy Жыл бұрын
You're most welcome ❤️
@taalibkhan8109 Жыл бұрын
Nice explanation
@S.Aurduacademy Жыл бұрын
Thank you so much ❤️❤️❤️ keep watching
@arbaloch6227 ай бұрын
ماشاءالله
@S.Aurduacademy7 ай бұрын
جزاک اللّہ ❤️❤️❤️
@quanitaakram2219 Жыл бұрын
Plz make more videos for graduation class
@S.Aurduacademy Жыл бұрын
Mirza Ghalib ki shaairy par tabsara for graduation in process he video jald upload ki jayegi is ke ilaawa graduation ki ghazal Markazi Khayaal bhi gradually upload kiye jainge graduation Ke tamam important khulasy uploaded hai you can check playlist graduation khulasa or graduation all videos graduation ki abhi tak jo bhi videos upload ki gai hain woh tamam most important topics hain
@S.Aurduacademy Жыл бұрын
Assalamualaikum beta ghalib ke kalaam par tabsara share kar dya gaya he you can check videos
@muzammilshah6630 Жыл бұрын
Can i talk to you any contact?
@S.Aurduacademy Жыл бұрын
We don't talk to anyone privately if you have any question you can leave your comment here we will try our best to answer you as soon as possible thank you so much for being here ❤️❤️❤️
@aniqajabeen2708 Жыл бұрын
Iska tabsirah kese define karein Miss?
@S.Aurduacademy Жыл бұрын
Is par tabsara Kuch is tarhan se kiya ja sakta he ke khulasy me se Kuch points le kar uske mutaabiq headings bana kar us par bat kar sakty hain misaal ke tor par Shuru me puri kahani ko mukhtasaran bayan kar ke phir ek heading bana sakty hain Zaban o Bayaan Is Sabaq me Ghulam Abbas ne bht khoobsurti Ke Sath asan zaban me her cheez ko Bayaan Kiya he lafzon ka istemaal itni khubsoorti se Kiya gaya he ke pesh karda manzer me khud ko mojod taswwur Kiya ja sakta he chahe woh memoona ke jazabat hon ya Connaught place ki sair ka manzer jis me hansty muskuraty chehry oonchi imartein roshnian ek ek cheez ki Kuch is tarhan se wazahat Ki gai he ke bina dekhy bhi aankhon Ke samny woh manazir ghoomny lagty hain
@S.Aurduacademy Жыл бұрын
Doosri heading ho sakti he Kirdaar saazi Is Sabaq me kirdaaron ki shakhsiat ke bayan me Kuch kami nazer ati he jese sajida qubool soorat thi memoona ka peecha karny waly nojawan ke bary me bhi btaya gaya Ke woh dikhny me khoobsurat tha par yahan jo Markazi Kirdaar memoona he us Ke Kirdaar Ke bary me uski shakhsiat Ke bary me koi wazahat nhi milti ke wo adatan kesi thi dikhny me kesi thi uski shakhsiat kesi thi wagera To is tarhan se points le kar or headings bana kar hum tabsara kar sakty hain
@S.Aurduacademy Жыл бұрын
Thank you so much beta for your comment ❤️❤️❤️
@bare50367 ай бұрын
Nice mis thanks
@iamwahaj168 ай бұрын
Can i get in pdf?
@S.Aurduacademy8 ай бұрын
Beta pdf nhi he notes ki par videos me jo notes hain woh ap ko humari website pe bhi mil jainge ap yahan visit kar sakty hain sumairaaliurduacademy.blogspot.com/2023/08/siyah-o-safed-khulasa-ghulam-abbas.html
@S.Aurduacademy8 ай бұрын
Thank you so much for being here ❤️❤️❤️
@iamwahaj168 ай бұрын
Thanks
@S.Aurduacademy8 ай бұрын
You're welcome ❤️
@muhammadfardeen1703 ай бұрын
Mam 15 marks ke khulase mn Kitne pgs likhe kindly btade?
@S.Aurduacademy3 ай бұрын
Beta chapter ke hisaab se likhein kyonke kuch chapters bary hain kuch choty to kum se se kum lafzon main khulasa karin ek Kahani ki tarhan kum se kum 2 pages ka to ho us se ziada bhi ho sakta he mager chapter me mojood bat mukammal honi chahye khulasy me to phir kum se kum lafzon me jitny pages me bat mukammal ho jaye utna kar lein par do pages lazmi hon
@S.Aurduacademy3 ай бұрын
Jese siyah o safaid kyonke yeh chapter kafi bara he to 3 se 4 par hota he is ka khulasa isi tarhan stories way tamam chapters ka khulasa taqreeban 3 se 4 pages hi pe ata he
@muhammadfardeen1703 ай бұрын
@@S.Aurduacademy ok mam thanks
@S.Aurduacademy3 ай бұрын
You're welcome ❤️
@muhammadfardeen1703 ай бұрын
Markazi khyal agar 15 marks ka ho to Kitne pgs ka hona chaye?
@S.Aurduacademy3 ай бұрын
Kum se kum derh se do pages ka hona chahye heading or taruf e shaayar ke sath
@S.Aurduacademy3 ай бұрын
Thank you so much for being here ❤️❤️❤️
@S.Aurduacademy3 ай бұрын
jald hi important nazmon ke markazi khayaal upload kiye jainge In Sha Allah