The way you tell I can tell in no time you will be so successful
@cubinglife4889 Жыл бұрын
You explain very good best
@muhibkhan7490 Жыл бұрын
Just face this issue. Thanks you.
@Jack.Of.ALL.Trades Жыл бұрын
❤ very good
@hahahahahhayaya3618 Жыл бұрын
Nice video good
@ubaidali8387 Жыл бұрын
Yar mene new 2024 self liya hai usme bhi yahi masla hai fuse ka rozana kabhi na kabhi fuse kam karna chordeta hai or bettery disconnect hojati hai wiring se
@usamatoor3536 Жыл бұрын
yeh try karain, hopefully hal ho jaya ga masla
@ubaidali8387 Жыл бұрын
Fule lagate waqt koi input output ya + -- ka chaker hota hai kya
@usamatoor3536 Жыл бұрын
nahi fuse ka koi + - nahi hota
@vibeswithasad11 ай бұрын
Hello, meri same bike hai mera self aur DRL light kam nahi kar rahi fuse dosra laga kar dekh lia aur kya problem hosakti h ?
@usamatoor353611 ай бұрын
sirf battery pa nahi kar rahi ya running ma bhi nahi chal rahi?
@ghatkhann10 ай бұрын
20, 25 ya 30 wala fuse laganay ka Kia faida ya nuqsan hay ? Please guide
@usamatoor35368 ай бұрын
fuse overcurrent ya short sa bachana ka liya laga hota ha agar, agar required current sa zada ka lagayain ga to phir faida khatam ho jaya ga or protect nahi kara ga.
@ghatkhann8 ай бұрын
@@usamatoor3536 ap ka matlab hay ka required say zyada ka ho ga to current over honay per wo fuse nahy ho ga aur current ka flow rehnay say current damage karay ga ?
@usamatoor35368 ай бұрын
@@ghatkhann ji, agar limit sa zada current jaya ga to fuse kharab ho ga na ka koi or cheez maslan headlight etc