Aslam O Alaikum mere pass spanish nationality hain aur shdi hoi hai m aur meri beti spain m rehti hain aur mere husband pakistan m maine apna matrimonio jama krwaya hue hain 14 month ho gy hain aur mera edr barcelona m interview ho gya hai osa b 4 month ho gya interview dia houa abhi mere husband se ni ne kia aur kiyna tym laga gaa aur kia yh zaruri hai mere husband ka b interview ho?
@saadzareen521010 ай бұрын
Bhai nekha phone py nae adur he hua hai saal.phalay .. humry leya b koi vedio
@Once_upon_a_time1920Ай бұрын
Bhai Assylum walon ka kia seen hai un k pass passport na ho to wo kesay apply kare
@shahidmahmood156410 ай бұрын
Good work
@NazamMuhammad-d5c10 ай бұрын
Aslam o alaikum Bahi Pakistan jany ky liya online tickets book Kar sakty hai? Security hai ya nahi.yeh b batayay travel agency sy online tickets sasti hain ya nahi
@Ibtihaj_Riaz10 ай бұрын
Bai Please Ye Batain Dependent Nie Chnage ho skti ha Nie Jo Apki Kisi py Dependt krti ho means famliy visa wali nie
@asgharmohammad183210 ай бұрын
Sir gi main ny ye video ap ki facebook pe bi dekhi hay main ne 4month ho gay hain matrimonio k wasty wakeel k thro apply kia hay lekin abhi tak expidente number bi nai mila kia main expidente number k bina bachoon k pasport pakistan spain embessy se apply kar skta hoon k nai aik ki age 15 sal or aik ki 13 sal hay
@amirnawaz4239 ай бұрын
Bhai Apka number mil skta ha
@ahmermalik67472 ай бұрын
@@asgharmohammad1832 frc b jamah karwana hai?
@azaanwaqas99219 ай бұрын
Salam bhai jab registro civil mein intervio ke lie bulate hai to kitne sawal hote hai? Or koi bol raha hai 35 hote hai or koi bol raha hai 12?
@KELANIVAL3 ай бұрын
Sir ye sirf nationality holders ka lite rule hai ? NIE walo k liye to nahi ??
@nimzlifevloginspain51973 ай бұрын
Agar wife na nikkah nama ka liya aply kiya hai wife ko is visa ka liya job lazmi karni hai?
@modernbibiji10 ай бұрын
Yi role nationality waloo k liye bhe hy
@epicworld130910 ай бұрын
sir Tarkhita Comnotaria ko kitna taim lagta hai plzz answer zaror dena
@Muhammadadnan-nw2vq10 ай бұрын
6 sy 7 month me pass ho rha
@SaifRaja-tm7ch7 ай бұрын
Bahi Mera 13 mah hony lgy abi tk ni pta@@Muhammadadnan-nw2vq
@Sidrakhan-m5i8 ай бұрын
Salam bhai Pakistan sy jo documents attest hoty wo spain kitne months tk valid hoty hai 3 ya 6 ??
@nimzlifevloginspain51973 ай бұрын
Agar wife na apply kiya ho to wife ko spain main kob ki zarorat hai is visa ka liya?
@nimzlifevloginspain51973 ай бұрын
Agar wife na nikkah nama ka liya aply kiya hai wife ko is visa ka liya job lazmi karni hai?
@sajjadkashmire12329 ай бұрын
Sir mara matrimonio ko jum hoya 10 month ho ga h abie tk wohi satuts show ho rh h koye chage ne hye bata skta h kb tk pass ho skta h
@mahamshahzad21499 ай бұрын
10 to 12 months lgtay hain mere bhi 10 months ho gaye hain
@SaifRaja-tm7ch6 ай бұрын
Ap ko agy hn sis bn kr@@mahamshahzad2149
@AI_World_AI252 ай бұрын
Koi pata laga hai bhai?
@SajidMahmood-rf7vu10 ай бұрын
Asa bahi residencia Wala b Nika nama ragester karwa sakta hi?
@ahmermalik67472 ай бұрын
No
@ImranafzalAfzal-jc2wt10 ай бұрын
Aslamualikum
@noumantiger998910 ай бұрын
Sir pahle yah likha hua a raha tha Spain ki online website per TRÁMITE Proceso. lekin ab yah likha hua a raha hai sir iska matlab kya hai ab TRAMITE - REQUERIDO. Aur 1 manth ho gaya hai status change Nahin ho raha Jo ham Spain ki online file check karte Hain plz iska bata de
@salmanasim518410 ай бұрын
Koi paper miss hai
@kashifcheema97479 ай бұрын
Hello waqas bhai umeed ha ap theek ho gayen inshallah muje apka contact number mil sakta ha.
@SajidAliKhan-uj2qr9 ай бұрын
Salam Waqas bhai ek information chiye ti mera spanish nikkah nama pass hu giya ab aage ki process liya haii pakistan konse documents bejhnay haii or pakistan mai visa kese apply kare or konse documents required hungay? Bacho ko spanish passport mil chuka hai pakistan maii plzz reply kar den hu sake to apna contact number send kar den takay complet information mil sakay shukriya.
@SajidAliKhan-uj2qr8 ай бұрын
@SaifRaja-tm7ch takreban 11 months mai
@ahmermalik67472 ай бұрын
Bachon ka spanish pasport pakistan kese apply karte konsa documents chahye aur kitna time lagta plz khan bhai reply karna zarror