Sir g, pura drawing ke sath practical v dikhaye full control system
@s.k.electrical9862 Жыл бұрын
Ok sir 🙏
@RakeshKumar-nm4gz2 ай бұрын
Sir gi vpr me input kaha se lete hai or output kaha pe connect hota hai or ak video sahi se bna diya na control wiring ka droing ke sath me please sir 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@1977adit Жыл бұрын
Sir contacted 3 ko jo diode se dc input diya hai uske liye dc contractor hai ki Normal AC contactor
@s.k.electrical9862 Жыл бұрын
Contactor to normal hi hai usme se DC suply paar karke motor me jati hai Break ke liye 🙏
@Vootkids18842 жыл бұрын
Sir g, vpr ka out put kis ka input hota hain, NC push button mein jata hai ya or Kahi, plz reply sir
@s.k.electrical98622 жыл бұрын
Oprating Sistem ki suply ko hum VPR ke common point me ( input ) dekar uske NO se ( output)lete hai Ya fir aise samajh lo ki Transfarmer se VPR me aur VPR me se Emergency switch hote huye baki ke oprating Sistem me jata hai 🙏
@SUMITKUMAR-ug2pf2 жыл бұрын
Sir ji, rectifier me input, put kaise pahchnege, Ager, ek hi clour ka charo cable ho to please reply sir ji
@s.k.electrical98622 жыл бұрын
Sir rectifire ki 3pin Same hoti h bus 1 pin direction me alag hoti h wahi output ka + Positive aur uske thik samne me corner ka pin( X type dekhne per ) wo -- Negative hota h Baki ke amne samne Wale 2 pin input ke hote h usme aap koi sa kisi me bhi laga sakte h wo Transfarmer se AC voltage ke hote hai 🙏
@1977adit Жыл бұрын
Sir Jo transformer se 0 , 24 v supply hai wo 24 v vpr ke common me laga di aur vpr ke no se plc input me chale gayi 0 v kaha lagaaye. Also please PLC ka model No bata do aur kitne volt ka hai
@1977adit Жыл бұрын
sir meri machine mein PLC Short hai. To machine kaam nahi kar rahi. Electric shop se Same PLC leta hu to kya machine kaam karna shuru kar degi ya PLC mein Programming Ki jarorat padegi
@jeetendrakumar37042 жыл бұрын
SBM 42 car model apne pass hai a diagram usmein same kam Karega Na sir
@anupkumarrawani81443 ай бұрын
Machine home se cross hoke stop hoti aur pahle cut off limit me hone thoda aage jake rukti hai phir return aati to kya problems ho skta hai
@1977adit Жыл бұрын
Sir badi circuit drawing upload kar do please taaki usko ache se dekh saken aur Contactor 1, Contactor 2, Contactor 3 mein koil kitne volt ki hai
@s.k.electrical9862 Жыл бұрын
24 volt
@1977adit Жыл бұрын
Sir VPR and PLC circuit phir se samjha do and front panel control unit ka diagram also plc ka circuit upar se aapke logo ki wajah se cut raha hai
@s.k.electrical9862 Жыл бұрын
Thik h sir waise hamne ab logo lagana hi band kar Diya h Jaldi hi iski ek aur video as jayegi sir 🙏
@1977adit Жыл бұрын
Thank You
@sanyasiswain9947 Жыл бұрын
Sir sbm 40/sbm 52v control waring Chai he😮
@jeetendrakumar37042 жыл бұрын
VPR se jo control system ke liye ab bataya nahin ko kahan jakar connect hota aap to transform se jo 24 v aata hai usi ka control car bare mein Bata Diya
@1977adit Жыл бұрын
sir plc ko jo command wale section me confusion ho rahi hai
@PKPravat7 ай бұрын
Sir ek ek kare ke Full connection batao piz
@s.k.electrical98627 ай бұрын
Ok sir 🙏
@muhammadnausad57452 жыл бұрын
Control diagram batayen ple
@1977adit Жыл бұрын
Sir PLC KA INTERNAL CARD NUMBER KUA HAI MERI MACHINE KA PLC SHORT HO GAYA
@govindkumarsharma8323 Жыл бұрын
Plc sahi h ya kharab kaise check kre
@jeetendrakumar37042 жыл бұрын
Transparent se jo 24 volt jaega VPR ke common point mein jaega 15 number se vahan se ham 18 number se nikal kar ek MCB lagaenge mcvc Jo jaega to direct emergency switch emergency se jo emergency ka incoming Jo aaya hai usmein ek look karke ham apna jo psl ko 24 volt Dena sar
@jeetendrakumar37042 жыл бұрын
Abhiman ke Chali Jaise ham machine on karte Hain turant break pakad ke chhod deta hai Tum breaker operating Koyal hai vah kaise aaya hua
@s.k.electrical98622 жыл бұрын
Iska program Aisa hi hota h sir isme break coil nahi hoti hai Transfarmer se 60 voltage AC rectifier me jate hai aur rectifier se AC se DC convert hoker contactor se hote hue motor me jate hai tab break lagta hai 🙏
@mayurpatelmayurpatel2108 Жыл бұрын
Purana masin chahiya milega
@s.k.electrical9862 Жыл бұрын
Kaha ke liye 🙏
@jeetendrakumar37042 жыл бұрын
Psl ko jo 24 volt Diya jata hai vah Kahan se Diya jata hai VPR se yah transform se
@s.k.electrical98622 жыл бұрын
Transfarmer se 🙏
@jeetendrakumar37042 жыл бұрын
Agar bhi VPR se ham psl Ko de diye 24v to transform 2 4 v aaya hai vah vah kahan gaya hai
@lifetube2k Жыл бұрын
can u give the diagram pic
@jeetendrakumar37042 жыл бұрын
C1nc se uske bad de apna seatu C 2 se hote hua C3 operating cal kho Gaya hai sar
@user-tb7ph5gf4iGoujRaj847 ай бұрын
Sampark kaise hoga
@1977adit Жыл бұрын
Sir plc program code
@s.k.electrical9862 Жыл бұрын
Sir PLC ke programing Code ke baare me hame abhi koi jankari nahi h 🙏
@Sintu9555 Жыл бұрын
Digram pdf me upload kijiye
@chandanmishra6579 Жыл бұрын
Kabhi ksbhi iska limit kam nahi karta
@s.k.electrical9862 Жыл бұрын
Sir ye apko achchhi tarah se check karna padega ki Kami limit switch ki h ya aur kuch hai kyoki kabhi kabhi contactor ke chipak jata hai to limit ko pin cross kar jata hai 🙏
@riyazulhasan81698 ай бұрын
Spartan ki machine ke bare mein kuchh aapse puchna hai aap number Bata dijiye apna Abhi aap baat kijiega hamen aapse kuchh puchna hai number dijiye na 2:57 ❤
@haridasari969 Жыл бұрын
Plc problem
@VijayKumar-dc4qz Жыл бұрын
Q1 kam nahi kar raha hai sair palise
@VijayKumar-dc4qz Жыл бұрын
PLC ka Q1 nc nahi ho raha hai sair palise
@electricialdeepakyadav61646 ай бұрын
Kuchh v nhi samgh me aaya...
@riyazulhasan81698 ай бұрын
Shakil bhai apna mobile number dijiye baat karna hai Shakil bhai se baat karna hai apna number dijiye