Didi please reply....kya rani mam ki a to z 11 hours ki vocab vedio enough h kya ....ya black book se bhi read krni pdegi
@KanchanChauhanSTENO6 күн бұрын
Ma'am ki video enough h ... But aap black book se last moment pe ek baar revise kar lena usme kuch extra words honge
@_filmygyan5 күн бұрын
Shorthand ke upar bhi video bana dijiye ❤
@KanchanChauhanSTENO5 күн бұрын
Sure 😊
@Comedyfun5266 күн бұрын
Shorthand karte time konsi punctuation ese hai jinhe ignore nahi karna chiye aur konsi ese hai jinhe ignore kiya ja skta hai
@KanchanChauhanSTENO6 күн бұрын
@@Comedyfun526 Agar aap koi bhi punctuation exam ke time pe skip karte h toh vo error ki tarah count hota h ... Toh iss liye better hoga ki aap koi bhi cheez ignore mat kijiye
@Comedyfun5266 күн бұрын
@@KanchanChauhanSTENO ok thanku or jb apka skill test clear ho jayega toh uspe video Banna guidance ke liye plzz
@KanchanChauhanSTENO6 күн бұрын
@@Comedyfun526 Sure 😊
@armylovermuz68906 күн бұрын
Di hindi shorthand sikhne me kitna time lag jaayega?
@KanchanChauhanSTENO5 күн бұрын
Yeh toh aap pe depend karta h ki aap kitni mehnat karte ho ... Agar aap jada mehnat kroge toh 5-6 months mai Hindi shorthand aap perfectly Sikh loge
@Himanshukgira6 күн бұрын
Steno aapne kitne month mein Sikh liya
@KanchanChauhanSTENO6 күн бұрын
Steno sikhna maine January 2024 se start Kiya tha ... Maine coaching join Kiya tha steno ke liye ... Steno ki basics maine April tk Sikh liya tha ... Then maine May 2024 se steno dictation 80 words per minute pe likhna start kar diya tha ... August mai maine coaching chod diya tha... Aab mai khud Ghar pe hi steno karti hu
@aprajitaojha38516 күн бұрын
Khud ghar par aap dictations kaise leti h aur speed kaise pata chalti h aapko?
@KanchanChauhanSTENO6 күн бұрын
I'm planning to make a detailed video on how I practice dictation by myself at home... It will be uploaded soon... Stay tuned!! 😊
@harshitpandey32363 күн бұрын
Mam aap kis medium se ho please bata do
@KanchanChauhanSTENO2 күн бұрын
Mai English medium se hu ... But shorthand mai Hindi mai Sikh rhi hu
@harshitpandey32362 күн бұрын
@@KanchanChauhanSTENO Mam please ek baar or reply de dijiye mam me 2025 steno ke liye Feb se steno coching start krunga kya 10 month me basic to 80wpm hindi me speed aa sakti hai please reply or kitna time ek din me Dena padega 🥺🙏
@KanchanChauhanSTENO2 күн бұрын
@@harshitpandey3236 Atleast 3-4 hours coaching ke alawa self study mai time lagana pdhega ... Aapko February ka wait nhi karna chahiye... Aapko abhi se coaching join kar lena chahiye
@harshitpandey32362 күн бұрын
@@KanchanChauhanSTENO but mam mere aas pass coching nhi hai steno ki 20 January Tak bsc ke exam hai isliye Feb se join Krunga to mam 10 month me aa jaygi speed
@KanchanChauhanSTENOКүн бұрын
Hn... Mehnat kroge toh speed jldi improve ho jayegi 😊