sir ek client hai usko website chaiye,par uske pass hosting nhi hai. kya mai uski gmail ki id password leke apne googlepay se hosting khrid k du ya usko bolu khud khrid apne upi se and hosting kicredentails dede mujhe konsa tareka best hai... please reply
@micro_solution5 ай бұрын
Apne client ko pass bhitha ke usse payment Kara do aur hosting le lo aur agar client ko koi problem nahi hai to tum payment kar do but pahale sab clear kar dena jaise hosting charges and tumhara development charge. Aur extra discount ke liye mera discount link + my coupon code jarur use kar lena.
@pshycocoder5 ай бұрын
@@micro_solution sir client door rhta hai..usko website ka kush knowledge nhi hai..usne bola mai bs x amount dunga mujhe website chaiye..agr mai usko bolunga ki tu hosting buy kr to bolega mai tereko paise kyu dia fir... its more like pshycological thing.. aap ese client se kase deal krte hai thoda guide kr dijie and apka code recommend krunga agr buy kia to
@micro_solution5 ай бұрын
Mai to total price clear bata deta hoon aur Kam se Kam itna payment advance le leta hoon ki agar wo website banane ke baad baaki ka payment na bhi de to mujhe koi fark na pade. To tum bhi pahle advance payment le lo agar usse kaam karna hoga to de dega.
@pawan7623 ай бұрын
renew ke bakht domain name ke lie alag pa karna hoga?
@micro_solution3 ай бұрын
Domain Name only one year ke liye free milta hai baad me domain name ke liye alag se pay karna padega.
@MuhammadYasir-ve6zt6 ай бұрын
sir g mn ny yeh part miss kr dyaa h ab wordpress show ni ho raha h , mn ny skip wala button click ni kya tha , udhr wordpress panel ka option ni aaya
@micro_solution6 ай бұрын
Dear jo bhi problems hai mujhe detail me screenshot ke satha Instagram par send kar do Jo bhi solution hoga bata dunga. Instagram ID @microsolutionofficial Ya email kar dena Id indmicrosolution@gmail.com