sthai bandobast || sthai bandobast kya hai, [ CLASS -3 ]

  Рет қаралды 953

Uday Chakradhari

Uday Chakradhari

Күн бұрын

sthai bandobast, sthai bandobast kya hai,
sthay bandobast kya hai, sthayi bandobast kya hai, sthai bandobast kya tha, sthay bandobast se aap kya samajhte hain, स्थाई बंदोबस्त क्या है स्थाई बंदोबस्त क्या था |
Sthai bandobast, British BHU rajaswa vyavastha ki ek aisi pranali thi, jismein bhumi ka kar ekattha karne Ka Adhikar Sarkar ne jamidaron ko de diya tha
Sthai bandobast vyavastha ke antargat bhumi ka Swami jamidar ko bana diya jata tha aur Lagan ki Rashi nishchit kar di jaati thi
Angrejo dwara lagu ki gai sthai bandobast vyavastha mein Sarkar our Kisan ke Madhya sidha sambandh khatm Ho Gaya
Angreji shasan mein BHU rajaswa vyavastha sthai bandobast mein angrejon ko kafi Labh hua
Kyunki krishi utpadan mein vriddhi Hui, Sarkar ki aaye nishchit Ho gai, jamidar ke roop mein British Sarkar ke kattar samarthak taiyar Ho Gaye
Nai Bhu rajaswa vyavastha arthat sthai bandobast vyavastha logon ke liye labhkari sabit nahin hu
kyunki sthai bandobast mein kisanon ke hiton Ka Dhyan nahin Rakha Gaya ,samajik asamanta Hun mein vriddhi Hui, tatha daridrata badhati gai
Governor general Lord cornwallis dwara 1773 main sthai bandobast ko 19% bhubhag par lagu Kiya gaya tha
स्थाई बंदोबस्त, ब्रिटिश भू राजस्व व्यवस्था की एक ऐसी प्रणाली थी, जिसमें भूमि का कर इकट्ठा करने का अधिकार सरकार ने जमीदारों को दे दिया था |अंग्रेजों द्वारा लागू की गई स्थाई बंदोबस्त व्यवस्था के अंतर्गत जमीदार भूमि के स्वामी बना दिए जाते थे, लगान की राशि निश्चित कर दी जाती थी ,जमीदार भूमि को बेच व गिरवी रख सकते थे, सरकार व किसान के मध्य सीधा संबंध खत्म हो गया ,किसान व परिवार के मध्य सरकार का हस्तक्षेप नहीं करने का फैसला किया गया।
अंग्रेजी शासन में भू राजस्व व्यवस्था स्थाई बंदोबस्त में अंग्रेजों को काफी लाभ हुआ।क्योंकि कृषि उत्पादन में वृद्धि हुई, सरकार की आय निश्चित हो गई, तथा ब्रिटिश सरकार के कट्टर समर्थक तैयार हो गए इत्यादि।
नई भू राजस्व व्यवस्था अर्थात स्थाई बंदोबस्त लोगों के लिए लाभकारी साबित नहीं हो सकी ,क्योंकि स्थाई बंदोबस्त में किसानों के हित का ध्यान नहीं रखा, सामाजिक असमानता में वृद्धि हो गई तथा गरीबी भी बढ़ती गई।
गवर्नर जनरल लॉर्ड कार्नवालिस द्वारा 1773 में स्थाई बंदोबस्त को 19% भू-भाग पर लागू किया गया था।

Пікірлер
啊?就这么水灵灵的穿上了?
00:18
一航1
Рет қаралды 51 МЛН
Who’s the Real Dad Doll Squid? Can You Guess in 60 Seconds? | Roblox 3D
00:34
Кәсіпқой бокс | Жәнібек Әлімханұлы - Андрей Михайлович
48:57
pratham vishwa yudh ke karan / First world war kab hua tha  [CLASS -1]
15:01
啊?就这么水灵灵的穿上了?
00:18
一航1
Рет қаралды 51 МЛН