Aloo Gosht Ka Patla Salan | Mutton Shorba Recipe | Aloo Mutton Curry Recipe | Street Food Zaika

  Рет қаралды 1,241,782

Street Food Zaika

Street Food Zaika

Күн бұрын

Follow us on instagram 👇
...

Пікірлер: 1 400
@StreetFoodZaika
@StreetFoodZaika 3 жыл бұрын
instagram.com/streetfoodzaika?igshid=1103uly3t4le4 👆 Instagram Pe bhi follow karo dost ❤️
@BaljinderKaur-tk5um
@BaljinderKaur-tk5um 3 жыл бұрын
Aunty ji app meri sub se favourite ho God bless u always 🙏🙏
@islamic_quotoesz
@islamic_quotoesz 3 жыл бұрын
Anti aapki hasi bohot aachi hai
@ghanshyamnaht2921
@ghanshyamnaht2921 3 жыл бұрын
गोश्त की चर्बी से हम क्या बना सकते हैं कैसे बना सकते हैं
@benazirmurtaza7716
@benazirmurtaza7716 3 жыл бұрын
Maukti ka recipe share kariye plzzz
@mumtazbano4947
@mumtazbano4947 3 жыл бұрын
Mashallah 👌👌❤
@ruhinamulgund9612
@ruhinamulgund9612 3 жыл бұрын
Riyaz bhai aapka aur ammi ka pyaar dekh kar mujhe meri ammi yaad aati hai allah aap dono ka pyaar hamesha kayam rakhe😘
@atikunishavazifdar9218
@atikunishavazifdar9218 3 жыл бұрын
Aameen
@SanaKhan-fg6yu
@SanaKhan-fg6yu 3 жыл бұрын
Mashallah bahut Achcha salan banaa tha aap ki recipe bahut acchi hai
@shabanakhan752
@shabanakhan752 3 жыл бұрын
Masha Allah ...authentic salan Same like we make at home I am from mumbai Salan se zyada...maa bete ka pyar dekhkar khushi hoti hai Aapa ...Allah taala aapka pyar..bachchon ke saath aisa hi rakhey...aameen👍
@Arhankagadi6737
@Arhankagadi6737 3 жыл бұрын
Hmm ja
@shehnaazvariyala6688
@shehnaazvariyala6688 2 жыл бұрын
Aaj Mai aloo gosht banaye AAP Ki recipe se mere family ko bahut ACHA laga
@abduljaved3246
@abduljaved3246 3 жыл бұрын
Mashallah khala aap to bahut achhe khana banati hai
@jhelumsonar5161
@jhelumsonar5161 3 жыл бұрын
Aunty is such sweet lady, very enthusiastic, always having big smile on face. I like your all recipes and also like the way she speaks 👍
@muhammadmasfan722
@muhammadmasfan722 3 жыл бұрын
Masha Allah yummy food even we make like this yummy
@anisabawazir7323
@anisabawazir7323 3 жыл бұрын
Yes you are right
@shaikhamer6763
@shaikhamer6763 3 жыл бұрын
Aaha ammi lajawab ek no 😋😋😍👌👌
@Hydrabadi_uzma_vlogs
@Hydrabadi_uzma_vlogs 3 жыл бұрын
Aslkm mashallah bahut bahut Accha banaye ammi Jaan Allah aapko sehat de aapka channel aise hi grow kare ameen
@samiuddinssaiyad8854
@samiuddinssaiyad8854 3 жыл бұрын
Thanks for recipe..mujse ye salan har baar alag test ka banta he.inshaallah aap ke tarike se try karungi..Rehana😃😃😃
@GoogleUser-yx9cj
@GoogleUser-yx9cj 3 жыл бұрын
Mashallah aunty Allah apki rozi me barkat de...aunty kabsa ki recipe dijiye na
@sofeafarooqui917
@sofeafarooqui917 3 жыл бұрын
AoA!Mumtaz appa aap kay khanay ka tareeka daikh kay mujhay apni amma yaad aai gain jo ab hum may nahi hain.Allah aap ko sahat day or aap ka buhat shuhkria.May aap ki Pakistani fan.Khush rahain.Aameen👌🤗
@bhawnasingh5619
@bhawnasingh5619 3 жыл бұрын
Wowwww very yammy & look testy😋 Aap ki receipes bahut hi mast hoti hai God Bless You
@foodies5790
@foodies5790 3 жыл бұрын
Lots of love from Pakistan..... Ami g bht yummy hy 😋😋 upar se Bhai kyse mazy ly ly k kha Ra hy thanks ammi g Allah AP ki family ko shad or Abad rkhe duniya or akhrt ki hr nemat dy ameen
@yasminaga494
@yasminaga494 3 жыл бұрын
Aap se request hai ke aap adrak lasan ki Sahi quantity or tips ke sath bataoge mashallah aap ki sabhi tips or advice mujhe mere ghar me bhot hi useful hoti hai isliye request hai ke pura details me quantity or ideas ke sathe bataiye. Allah pak aap ko humesha Khush rakhe, aabad rakhe. Or kairo Barkat atta farmaye. Allah hafiz Riyaz bhai or ammi. Duwa me yaad
@StreetFoodZaika
@StreetFoodZaika 3 жыл бұрын
Ameen ♥️
@omerkhan2184
@omerkhan2184 3 жыл бұрын
@@StreetFoodZaika Assalam Alaikum Aap ki recipe bhaut achi banti hai .aap mumbai se hai ,I Love Mumbai. Mera nanihaal Aurangabad ka hai .Aap ki aalu gasht ki recipe dekhte waqt mujhe Nan kaliye ki yaad aahe rahi thi aur Mey soch rahi thi k aap se request karungi Nan kaliye ki.Riyaz Bhai ne Nan kaliye ki baat ki. Aap plz plz plz Nan kaliya batao. Nan agar nahi bata paye to plz orally batao aur kaliya recipe batao
@roshankhan7411
@roshankhan7411 3 жыл бұрын
Baji aapka aur aapke bete ka pyar dekhkar, aur saath saath new new recipes dekhkar dil bahot khush ho jata hai.Mashallah Allah hamesha achacha rakhe Ameen Summa Ameen
@nikhathsultana1003
@nikhathsultana1003 3 жыл бұрын
Daily ke salan bataiye vegetarian logo ke liye your all recipe are awesome 😋😋😋😋😋😋
@piranisultana2923
@piranisultana2923 3 жыл бұрын
Masha Allah bht acha salan
@Tasneem4441
@Tasneem4441 3 жыл бұрын
MASHAALLAH BAHOOOOOOT HI PYARA!!!! DEKH KR MUNH ME PANI AAGAYA !!!😝😝😝😝😝😛😛😛😛😛
@furqannasreen9197
@furqannasreen9197 3 жыл бұрын
I like your all Recipes There is Always smile on your Face Son is also very loving to his Mother
@kausarsabiruddin5284
@kausarsabiruddin5284 3 жыл бұрын
May nay ammi ki recipe say sambas banaya Masha Allah Bohut yummy bana Allah SWT humasha happy rahay healthy rahay Ameen
@sajeerandsaheer3584
@sajeerandsaheer3584 3 жыл бұрын
👌Masha Allah 😊love u lot aunty dua mein yaad rakhiye loads of dua to u all
@sadafather2710
@sadafather2710 3 жыл бұрын
Wah Wah Boht mazedar or boht lazeez lgrha hai aloo gosht, Aik number 👍 ❤🌹❤🌹❤🌹❤
@greenishachristian3589
@greenishachristian3589 3 жыл бұрын
Surely I will try this recepy 😍 Looks delicious😘
@salmanrashidi5855
@salmanrashidi5855 3 жыл бұрын
Riyaz very nice guy aur mam you are so sweet aap duna ammi aur beta ki bonding bohuth ache hai so lovely allaha aap sab ko hamaesha kush rakheb
@heenasdesikitchen9108
@heenasdesikitchen9108 3 жыл бұрын
Ameen Suma Ameen Salman Bhai Please Remember Me In Your Dua's Too
@Hassain_banu
@Hassain_banu 3 жыл бұрын
Mashallaha ammi aur betey ki nazaar na lagey Aameen 🤲🏻
@salauddeensyed5295
@salauddeensyed5295 3 жыл бұрын
Aap hamesha itne khush rehte ho MashaAllah, aap aise khush rehne ka recipe zaroor share karna... Aap ki khushi ko dekh Kar hum bhi khush ho jaaten Hai... May Allah bless your family with joy and prosperity...
@sanafasisyed9819
@sanafasisyed9819 3 жыл бұрын
Ma Shaa Allah aunty you are very cute. I am from Aurangabad ....I loved your recipe very simple and easy method 👍and I am a nan khaliya lover....
@Zainabnoorzn3
@Zainabnoorzn3 3 жыл бұрын
Maa k hath ki chatni bi maza deti h Masallah Anty g ne tu itne maze ka salan bnaya👍❤️❤️❤️
@salmanrashidi5855
@salmanrashidi5855 3 жыл бұрын
Iam Nasreen sultana from hyderabad your family so lovely allaha aap sab ko hamesha khush rakhe
@DramaDelight37
@DramaDelight37 3 жыл бұрын
Sumaameen
@ghzalamirza
@ghzalamirza Жыл бұрын
دہلی والوں کا ہے آلو گوشت ویسے آپ نے بھی بہت اچھا بنایا ہے زبردست ❤️ دل خوش کر دیا ہے آپ کھارہے ہیں تو میرا بھی دل چاہ رہا ہے کھانے کا 🎉❤شکریہ
@imtiazahmad2901
@imtiazahmad2901 3 жыл бұрын
mashaAllah ami jaan app bohat mehnat se bohat achi recipe banati hen Allah paak khush rakhe ameen
@heenasdesikitchen9108
@heenasdesikitchen9108 3 жыл бұрын
Ameen Suma Ameen Imtiaz Bhai Please Remember Me In Your Dua's Too
@MegaRocky99
@MegaRocky99 3 жыл бұрын
Acha sa pyara sa beta hy ap ka.Allah ap ky bety ko humesh acha rakhye sab ki sath..apni Mama ki sath ar Apni gher wali (wife) ki sath ar abi sisters ki sath bhi Amin sumamin
@Yashfinshaikh
@Yashfinshaikh 3 жыл бұрын
Riyaz sach monh m paani aagaya.. So delicious... MashaAllah..
@iqraandlovelyfamily8751
@iqraandlovelyfamily8751 Жыл бұрын
Aapke video bahut acche hote hai.allah tumhe sehat de or hamesha kaamyaab kare.Ameen
@nasirnasirkhan5297
@nasirnasirkhan5297 3 жыл бұрын
😇😇😇Ek Number Resepi 👌👌 Nice Super & So Yammmm Dish Ap Ki Har Ek Dish Boht Hi Achi Hoti He Very Simpl &Very Easy Aallh Always Bless You Antay😇😇😇
@madhavijadhav5652
@madhavijadhav5652 3 жыл бұрын
एक no
@heenasdesikitchen9108
@heenasdesikitchen9108 3 жыл бұрын
Ameen Suma Ameen Nasir Bhai Please Remember Me In Your Dua's Too
@azcuber9422
@azcuber9422 3 жыл бұрын
Masha allah nice recpiie mai zaror banogi yai apko pohat sara peyar or dua from pakistan🤲🤲🤲🤲🤲❤❤❤❤💐💐💐💐👌👌👌👌👌
@azrasultanasultana1120
@azrasultanasultana1120 3 жыл бұрын
Wow very delicious ek dam Hyderabadi style mere Ammi bhi dhanya masala dal k hi shorba banate the..I miss my mom and her dishes..
@mohammadfaizan3316
@mohammadfaizan3316 3 жыл бұрын
Mere husband ko patla salan hi pasand h mae zarur banaogi mashaallah zabardast 👌👌
@grod15
@grod15 3 жыл бұрын
Yummy.. thanks for your delicious recipes, so appetising! Regards from the UK.
@rubinarajabali9720
@rubinarajabali9720 3 жыл бұрын
Mashallah Amii plz share receipe of machii bhath Mashallah yr receipe are so good thank you
@shainakhan7162
@shainakhan7162 3 жыл бұрын
Masha Allah. Allah app ko hamesha khush rakhe. 😊
@heenasdesikitchen9108
@heenasdesikitchen9108 3 жыл бұрын
Ameen Suma Ameen Shaina khan Baaji Please Remember Me In Your Dua's Too
@shainakhan7162
@shainakhan7162 3 жыл бұрын
@@heenasdesikitchen9108 In sha Allah beta 😊
@heenasdesikitchen9108
@heenasdesikitchen9108 3 жыл бұрын
@@shainakhan7162 Allah Pak give you and your family good health and wealth Ameen Suma Ameen
@shainakhan7162
@shainakhan7162 3 жыл бұрын
@@heenasdesikitchen9108 Beta you can surely call me baji
@laiqashaheen1285
@laiqashaheen1285 3 жыл бұрын
Aameen
@farhatmemon6313
@farhatmemon6313 Жыл бұрын
Itne acche se aap sekhte ho jis Ko nahi aata banane usko bhi easily banane a jaega Allah tala aapko iska bahtren ajar de Aameen 💐💐💐
@mohdahmed1706
@mohdahmed1706 3 жыл бұрын
Mashallah looks great... My Aurangabad gaya tha shadi may waha Naan Qalia khaya hu, mughe bahut pasand aaya. Plz Ammi Qalia ki recipe bhi bana dalo
@konggaming3946
@konggaming3946 2 жыл бұрын
Salam Allah ap ko salamat rakhay aj ki Aloo gosht shurba ki recipe bht achi lagi yaqeen karain mon me pani agaya m zaroor try karungi
@StreetFoodZaika
@StreetFoodZaika 2 жыл бұрын
Walaikum Assalam 😊
@hafizashaikh945
@hafizashaikh945 3 жыл бұрын
Mashallah 😋
@uffairasna7316
@uffairasna7316 Жыл бұрын
Walaikum Assalam aunty n bhai Jazakh Allah khair... Allah paak aap logon ko khair ata farmaye ...Ameen
@lolindadsouza8316
@lolindadsouza8316 3 жыл бұрын
Shiraz ur lucky to get all tasty food cooked by ur wonderful mum. I just adore her.😘😘😘
@najmabahadur9987
@najmabahadur9987 3 жыл бұрын
Riyaz not shiraz
@mohammedibubere9352
@mohammedibubere9352 3 жыл бұрын
Aapwritten recipe den mam thankyuo
@mohammedibubere9352
@mohammedibubere9352 3 жыл бұрын
Mamaapkihar dish sab like karte hain
@Foodyonee
@Foodyonee 3 жыл бұрын
Assalamualaikum,😌 aanti mayne aaj aapne batay vayse aalo gosht banay maashallah bohat testy bana,. Thank u soo much itne easy recipe batane ke liye,,,,,,,,,
@safdariahsan4266
@safdariahsan4266 3 жыл бұрын
Masha Allah Bahut khoob
@shabnamshaikh1047
@shabnamshaikh1047 3 жыл бұрын
Assalm u Alaikum mashallah bahot easy recipi aur testy hai Allha khush rakhe kamyab kare taraqi de aamin ❤❣
@desiexpress5465
@desiexpress5465 3 жыл бұрын
We cook aloo ghosht it's very famous in azad kashmir literally lots of families make shorba chicken shorba is another family staple..
@khairushaikh2832
@khairushaikh2832 3 жыл бұрын
Masha allah bohat acha salan bana hai suka goshat ki recipe jald batana. Allah app sabi ko khosh rakhe
@ssr1885
@ssr1885 3 жыл бұрын
God bless you Aunty.jazakallah khairan for all your recipes .your family is awesome Naziya ,zeenat ,Riyaz and noor bhabi we love you so beautiful you are..yousuf is like his mom.mashallah
@shaguftaafroz.ali.5266
@shaguftaafroz.ali.5266 3 жыл бұрын
Marshall ! Thanks ammi
@tabassumfatima5196
@tabassumfatima5196 3 жыл бұрын
Ammi aap bht acchi video banate hu ALLAH AAPKO KHUB KHUB TARAQQE AATA FARMYE OR AAGE BADHAYE AAMEEN
@TubasKitchen
@TubasKitchen 3 жыл бұрын
Very tasty Recipe 🤤😋 thanks for sharing 👍
@yasmeendarvesh6005
@yasmeendarvesh6005 3 жыл бұрын
Assalamualaikum MashaAllah gosh ka saalan
@theindiancastle7445
@theindiancastle7445 3 жыл бұрын
Masha Allah looks so delicious 😋👌
@fooddiarieswithhafsa899
@fooddiarieswithhafsa899 3 жыл бұрын
Yesh😋😋
@laiqashaheen1285
@laiqashaheen1285 3 жыл бұрын
Yes
@aamirjaveed8584
@aamirjaveed8584 3 жыл бұрын
ALLAH aap ko eeman, sehat, khushi aur tandrusti waali zindagi daey... Amin... Best wishes from Pakistan... Stay Blessed
@baljeetkaurrajput7148
@baljeetkaurrajput7148 3 жыл бұрын
Congrates for...500k in advance😍🥰🤩
@fooddiarieswithhafsa899
@fooddiarieswithhafsa899 3 жыл бұрын
😊😊
@lalarukhqazi8299
@lalarukhqazi8299 3 жыл бұрын
Bauhat zabardust aloo gosht banaya hae aap ne.Main bhi Eid pe bhuna gosht banaungi.Akka dhanya bhuna hua aur pisa hua daal ke.Thank you for sharing pisa bhuna dhanya ka Tip 🙏🏻😍
@Khanibismil028
@Khanibismil028 3 жыл бұрын
Super recipe good job bro Allah bless you your sister from Pakistan naz ammi my favorite dish yummy tasteful food Allah ape so Kyushu rank Allah Hafiz
@heenasdesikitchen9108
@heenasdesikitchen9108 3 жыл бұрын
Ameen Suma Ameen Mehnaz Appi Please Remember Me In Your Dua's Too Lot's Of Love From India 🇮🇳
@samsulkhan85
@samsulkhan85 3 жыл бұрын
Masha Allah , mujhe na aapdono ka video bohoot bohoot achcha lagta hai , mai aapdono ki fan hogayi hoon ,suchchi
@shaukatusmanshaikh6410
@shaukatusmanshaikh6410 3 жыл бұрын
Mashaallah nice👍👏😊
@matupilla4368
@matupilla4368 Жыл бұрын
PaaK"ALLAAH"waste always write Paak"ALLAAH"name in capital letter i think typing mistake don't mind
@shabanadanish8244
@shabanadanish8244 3 жыл бұрын
Ye dish hamre bhiwandi me bohat banta hai maharashtra from mumbai😘😘😘😘
@beautifulmemorieswithdrdeepti
@beautifulmemorieswithdrdeepti 3 жыл бұрын
Wow this receipe looks delicious..I will try this sunday.thanks dear aunty 😘
@spatwardhan90
@spatwardhan90 9 ай бұрын
Aunty aapki ye recipe mere ghar me superhit hai.. Thank you for sharing❤❤
@mruthunjayakumar1034
@mruthunjayakumar1034 3 жыл бұрын
I like method of cooking God bless you sister
@anwarulhasan3652
@anwarulhasan3652 3 жыл бұрын
Asslamualaikum Ammi...bht shukriya is recipe ki mujhe sakht zaroorat thi.... in sha Allah...kl jumm spl m pulaw ke sath yehi shorba bnaoongi ❤️
@sunilkumar-jn3zw
@sunilkumar-jn3zw 2 жыл бұрын
Your mom is so jolly..she really does enjoy cooking and feeding you bro..lucky man…pl convey my regards to your mom…wish to see her soon with a new recipe
@mohammadadipannas7309
@mohammadadipannas7309 2 жыл бұрын
X
@me-khan
@me-khan Жыл бұрын
It's all becos of son..
@ghazalaakhter5634
@ghazalaakhter5634 2 жыл бұрын
MashAllah Allah ap dono ko boht kush rakhy ap ko nazer bad se bachay
@reenayadav2671
@reenayadav2671 3 жыл бұрын
Very tasty it looks and you show all good recipes. I tried your multilayer chicken biryani it turned out very tasty 👍
@yasmingheewale6519
@yasmingheewale6519 3 жыл бұрын
MashaAllah bohat khub bana he hum b aise hi banate hai aur hum log karnatak k ek city belgaum k hai
@shabanashaikh7867
@shabanashaikh7867 3 жыл бұрын
MashaAllah 👌👌👌❤
@aziza_khan
@aziza_khan 3 жыл бұрын
Meri navasi apki recipe BHOT pasand karti hai hor mujhe banane ke liye khati hai
@sharonann4857
@sharonann4857 3 жыл бұрын
Mam tried ur recipes..very tasty.Thank u.
@suraiyakhan981
@suraiyakhan981 2 жыл бұрын
Bohot achhi aur aasan hoti hai allah aap logon ko taraqqi de q ki aapse kuchh seekhne ko mill raha hai
@myrtlecabrol2166
@myrtlecabrol2166 2 жыл бұрын
Your curry looks so delicious along with your sporting spirit
@anjumshafi9125
@anjumshafi9125 3 жыл бұрын
ASSAlamu alaikum ammi aur bhaiya,main karnataka se houn,main aap k videos dekhti houn aur like b karti houn aur aap dono bade pyari baatein karte hain,dekh k mujhe khushi hoti hai masha allah... Ammi breakfast recipe banawo pls oh b easy,tasty aur jaldi banne wali batawo kyun k main apne husband ko office k liye banana chahti houn aur kyun k main newly married houn isliye pls ammi
@cynthiarai1226
@cynthiarai1226 3 жыл бұрын
Wow looks so delicious. God bless you for sharing yummy dishes 😊
@noorjhakhan2867
@noorjhakhan2867 3 жыл бұрын
Masha allha alhamdulillah looks so delicious sahijha
@ShahinFoodCorner
@ShahinFoodCorner 3 жыл бұрын
Masha Allah ma'am 🤲🥰💐
@priyainnes2395
@priyainnes2395 3 жыл бұрын
Aunty kitni pyaari hain....Khuda bahut barkat de aapko🙏❤
@nusratthakur8984
@nusratthakur8984 3 жыл бұрын
MashaAllah will surely try this.
@yasmeenfatima1881
@yasmeenfatima1881 3 жыл бұрын
Mashaallah. Bhut hi laziz Ap dono ka bolne ka Andaz bhut acha lagta he.
@naeemakhatoon5972
@naeemakhatoon5972 3 жыл бұрын
Mam it's looking soooooooooo much tasty 😋😋😋😋😋...Soon I'll try this recipe 👍👍👍👍👍 And your smile is soooooo cute ❤️❤️👍🎉❤️❤️❤️
@quranrecitation8513
@quranrecitation8513 2 жыл бұрын
Yes
@khattijabibi9513
@khattijabibi9513 3 жыл бұрын
Mashalah mashalah Pakistan mai bhi bohat shuoaq Se khatey Hai but apka tariaq ziada acha Hy mashalah
@bananikundu3036
@bananikundu3036 3 жыл бұрын
Masha Allah EXCELLENT cooking by Ma.
@babakhanpathan9242
@babakhanpathan9242 3 жыл бұрын
Aapka naam
@manjulashanmugam7065
@manjulashanmugam7065 3 жыл бұрын
Very very nice and good recipe I will try this recipe on Sunday Aloo Bhindi masla recipe It came very well aunty Aunty I like your smile keep smiling every time God bless you and your family and your children to good aunty helping very nice
@tarannumnaaz109
@tarannumnaaz109 3 жыл бұрын
MASHA ALLAH AMMI shadiyon wala Salan yaad aa gya 😋😋🥰🥰👌👌
@purvashigavan3778
@purvashigavan3778 3 жыл бұрын
आप की सभी रेसिपि बहूत अच्छी लगती है ,और आप सब अच्छी तरह से समछा ती हो, मेंनेभी डबल लेअर की चिकन बिर्यानी सीख लि है, और मेरे घर में सब कोअच्छी लगी शुकरिया भाभी🙏 ,अब मूच्छे सबि फ्राईड राईस सिखना है आप बताईंगी क्या।
@ghanshyamnaht2921
@ghanshyamnaht2921 3 жыл бұрын
. अदरक लहसुन का पेस्ट का वीडियो डालिए आंटी भैया
@yasmeenmairaj6622
@yasmeenmairaj6622 2 жыл бұрын
Aap k tarike se khana banane se khane main bht zabardas khushboo ati ha MASHALLAH
@rukhsanairfan4772
@rukhsanairfan4772 3 жыл бұрын
MashaAllah boht boht maza aya
@Seemakhan45000
@Seemakhan45000 2 жыл бұрын
Assalamualaikum aunty I like ur all recipe 👍 myne y recipe try kii apkii srslly so testy ymmmy ymmmy bnii sbne tariff kiii ❣️❣️ thnkssss
@learnwithammad8074
@learnwithammad8074 3 жыл бұрын
Looks very good .. will surely try.. thank u
@joshwadaniel3514
@joshwadaniel3514 3 жыл бұрын
Nice curry sister.
@Md.naat733
@Md.naat733 3 жыл бұрын
Khala Jaan aapka salan Gosht Aloo ka sherwa bahut Mashallah tha Main Usko try kiya mujhe bahut Achcha Laga Mere Sath Sath pure family ko Pasand Aaya jazakallahu khairan
@ahsanjamal5074
@ahsanjamal5074 3 жыл бұрын
I will must try this recipe 😋😋
@ashakarda7964
@ashakarda7964 3 жыл бұрын
Ami salamvalekum Love you Ami Mai har saalan try karti hu Bahut ache bante hai Thks a lot Ami
@GharKaPaka
@GharKaPaka 3 жыл бұрын
delicious recipe once again 😋
@SAenterprises396
@SAenterprises396 3 жыл бұрын
Masha Allah bhut Achchha bna h
@shraddhashirke3798
@shraddhashirke3798 3 жыл бұрын
Aunty what curry 😋Love the way u make 😘😘😘
Winter Special Paya Gosht Recipe | Mutton Paya Recipe | Paye Ka Salan
19:33
Street Food Zaika
Рет қаралды 162 М.
coco在求救? #小丑 #天使 #shorts
00:29
好人小丑
Рет қаралды 120 МЛН
Гениальное изобретение из обычного стаканчика!
00:31
Лютая физика | Олимпиадная физика
Рет қаралды 4,8 МЛН
coco在求救? #小丑 #天使 #shorts
00:29
好人小丑
Рет қаралды 120 МЛН