Post office me account open karane ke liye kya gawah ki jarurat hoti hai ya bina gawah ke open ho jata hai
@PostalDost25 күн бұрын
Sign karo gawah nahi chahiye.
@anuragmishrabjp56444 күн бұрын
Nominee hota h
@pujamunamistyexpress853927 күн бұрын
Sir mera adhar adress aur beti ki adhar adress alag hai to kya me nominee reh sakti hun bina adress change kiye..future me koi problems to nehi hogi
@PostalDost27 күн бұрын
yes, Jo Account open karwayega wohi nominee rahega.
@firozahmadansariansari598029 күн бұрын
Sir jahan ka address hai sirf wahi khul sakta hai ya kahin bhi kisi bhi city me please bataayen
@PostalDost28 күн бұрын
kahi bhi
@RajuRaju-nj4xi3 ай бұрын
Sir is account me kitne sal tk paise jma krne hote h
@Living_for_Him_Alone3 ай бұрын
15 saal
@Living_for_Him_Alone3 ай бұрын
Khata khulne se 15 saal tak
@Hakeem_Abdul2 ай бұрын
Brother, har mahine ke deposits online kar sakte hain ya Post office ko Jake hi bharna padega..??
@PostalDost2 ай бұрын
Online ho jayega.
@MdShahidKhan78692Ай бұрын
@@PostalDost SSY me home Distt k alawa other Distt me account open karwa sakte hain? And investment by branch k alawa online se kar sakte hain kya?
@PostalDostАй бұрын
@@MdShahidKhan78692 Both Answer YES
@realmoney8795Ай бұрын
Sir Maine apni beti ka khata khulvaya tha per kisi vajah se vah khata 1year se inactive Raha Kya use khate ko dobara chalu karvaya ja sakta hai aur uske benefit seme hi rahenge
@RajuRaju-nj4xi3 ай бұрын
Meri beti ki dob. 12.11.13 h to kb tk jma honge please guide me
@PostalDost3 ай бұрын
a/c opening se 15 sal tak.
@paragyadav919218 күн бұрын
aadhar of girl child not required
@PostalDost17 күн бұрын
Now Mandatory
@TravellPost17 күн бұрын
@@PostalDost enrollment number se Kam ho jayega?
@PostalDost16 күн бұрын
@@TravellPost yes
@MithunKumarJha2024Ай бұрын
Ek baar me 1lakh 80000 de kar khulwa sakte hai
@PostalDostАй бұрын
150000
@MithunKumarJha2024Ай бұрын
Ok
@PriyankaPrishaАй бұрын
Meri daughter k Adhar card me adress uske father ka hai jbki mere adhar me Maine abhi tak koi changes ni krae hai to kya sukanya yojna me mai apni beti ki nominee ho skti hu ya father hi nomiee bhi rahenge kyu ki daughter ka Adhar card father ke reference me open hai please btae jaruur
@PostalDostАй бұрын
SSY jo khulwayega wo hi nominee rahega
@PriyankaPrishaАй бұрын
@PostalDost matlab agar mai khulva rhi to nominee mai hi rhungi..mere adress ya surname change na hone se koi dikkat to ni hogi in future