Best of the Sultan Rahi , Pak film industry ka sultan
@muhammadfiaz3177 Жыл бұрын
Good
@riffatnasir1032 Жыл бұрын
Liaqat sahib buht acha prog paish kia buht shukria
@siurindersingh4951 Жыл бұрын
salute
@rajafaiz84413 жыл бұрын
Khas ker Anjuman Anju ji , ka Rahi sahab ki film main bari contribution thi , Jis film main Anjuman Rahi sahab ke saath hoti thi wo film kamiyabi ki zamanat samjhi jati thi ,
@rajafaiz84413 жыл бұрын
Anjuman Anju ji ne jo kuch kaha he khoob kaha he, Rahi sahab ke liye anju ji ne baray Pyarey andaz main kaha he , anju ji ne rahi sahab ke liye jab bhi alfaz kahe wo ro parti thi
@SultanKhan-yn1mn Жыл бұрын
If you look at it, the biggest super star of Pakistan film industry is Sultan Rahi. Sultan Rahi was an ocean of acting. And Sultan Rahi loved the film industry very much. No one else did as much hard work as Sultan Rahi did.
@SultanKhan-yn1mn Жыл бұрын
Actress Anjanm and Mamtas spoke absolutely right about Sultan Rahi. Sultan Rahi was a great artist and human being.
@rajafaiz84413 жыл бұрын
Rahi sahab ne apni Zindagi main mukhtalif kirdar ada kiye , bashira film ke liye title roll Aslam dar sahab ne Sawan ke liye nominate kiya us dour main Sawan pe title roll films, Anwara, asghara, Buddha Sher jesi films ban chuki thi or Sawan sahab ne bashira ke liye 70000, demand kardi , us dour main bara amount tha , bashira ke liye Rahi sahab ko nominate ker diya gaya , Rahi sahab ne 7000. Main film sigen ker di, ye film box office main record tor bussiness kiya or rahi sahab ne breack trough kiya or , kamiyab films Rahi sahab ki zamanat samjhi jati thi
@rajafaiz84413 жыл бұрын
Rahi sahab ne apnay career main be tahasha or Anmol kirdar ada kiye , khas ker Anjuman ke saath in ka pair buhut kamiyab Raha , inki naqabil-e-faramosh films ki aik tareekh raqam ki or aaj Rahi sahab hamari histrical saqafat ka aik hisa hain